Hello sir Sir isme kewra nahi dalte kya please answer me
@KhansKitchen Жыл бұрын
no
@faisal_84_pathan Жыл бұрын
La jawab wajii bhai❤
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah bhai faisal
@danishwarfatima42904 ай бұрын
Assalamualaikum Sir ,Pls nahari banana bataen
@FarhaSyed-e4n Жыл бұрын
Jazakallah Bhai apne shadi ki dusri recipe share ki Allah apko sahat ata kre aur kamyabi ata kre Aameen.
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair
@ziyaansari5898 Жыл бұрын
Beshak youtube pr mne aj tk itni imaandari se btate hue nh dekha ...allah apko kamyabi de
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair 😍
@gauharnaz6829 Жыл бұрын
Mouth watering
@KhansKitchen Жыл бұрын
Thanks a lot
@ShaliniMukherjee-kk2ci11 ай бұрын
Beautiful ❤
@KhansKitchen11 ай бұрын
Thank you! 😊
@tabyroyal5476 Жыл бұрын
Bataer ka qorma ki recipe please
@KhansKitchen Жыл бұрын
in winter
@sabaa2104 Жыл бұрын
Masha allah it's very delicious amazing sir
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair
@TheYbassad Жыл бұрын
Aloo gosht ki recipe please. Jzakalla!
@KhansKitchen Жыл бұрын
inshaallah zaroor
@saiydazinab61457 ай бұрын
Korme ki bhi banata plz
@mahamarif8178 Жыл бұрын
Peeli mirchen konsi hain
@KhansKitchen Жыл бұрын
bhai yeh video dekh len samajh aajayga kzbin.info/www/bejne/hXS9eKFmhrlmasksi=RIV-p18vy_guC4JJ
@FuzeenHasan Жыл бұрын
Shadi wala aalu gosht btaye bhai
@KhansKitchen Жыл бұрын
inshaallah
@saiydazinab61457 ай бұрын
Or kofte ki
@ShabanaKhan-mv4jh Жыл бұрын
Bhai please share kanpur ki shadi ka salan korma deg wala love your all videos
@KhansKitchen Жыл бұрын
inshaallah zaroor per koi bulaye toh sahi kisi shadi main taste karane ko 😊 jab tak pata hi na ho banaye kaise inshaallah moqa milega zaroor upload karunga
@mohdimrankhan36672 ай бұрын
Saman ki contedy kitni hai 1 kg
@brokengirl6668 Жыл бұрын
Bhai aapne description me jo recipe hain usme tomatoes nhi btae kitne add krne hain plz btaein
Thanks Khan Sahab , since long time I was looking for this dish.
@KhansKitchen Жыл бұрын
Hope you enjoy
@farhanakhan3107 Жыл бұрын
Teamster wala qorma pahli bar deka
@KhansKitchen Жыл бұрын
samjha nahi
@gauharnaz6829 Жыл бұрын
Becouse i m beginers
@KhansKitchen Жыл бұрын
bhai description box main 1kg ki Recipe di hai
@danishwarfatima42904 ай бұрын
Assalmualaikum Sir pls nahari bana batae
@KhansKitchen4 ай бұрын
walykum assalam ji nihari ki kafi video upload karchuka hoon
@mohdimrankhan36672 ай бұрын
Ek kg ki resepi btaiye bro aaj bnana hai 3=10 24
@roniemeditrades215 Жыл бұрын
Boti kyu Tod di?
@KhansKitchen Жыл бұрын
bhai bakra eid ka gosht thaa cutting hi aisi hui thi
@farhamumtaz1319 Жыл бұрын
Oil konsa le bhai
@KhansKitchen Жыл бұрын
safola gold
@bismaclinicalresearch6413 Жыл бұрын
Cooker mein agr krna chahe cook to bata dijiye kitni der kitni whistles
@KhansKitchen Жыл бұрын
4 whistle kay baad 15 min kay liye slow gas per cook kare aur pressure khatm hone kay baad check kare q k gosht alag alag tarhan ka hota hai kuch jaldi galjata hai kuch màin time lagta hai
@FuzeenHasan Жыл бұрын
Hamare yahan khade masale ka ishtu banta h apne thik kahan bhai
@KhansKitchen Жыл бұрын
😊👍
@MaryamKhan-xs1bo Жыл бұрын
Aapne 1kg ki recipe me sab mention kr dia lekin tomato bhool gaye mention krna
@KhansKitchen Жыл бұрын
😊thanks
@SMHBK Жыл бұрын
Assalam o Alaikum Khan Bhai itna zada piyaz daalnay say salan meetha nahi hojae ga?
@KhansKitchen Жыл бұрын
nahi garlic say balance hojata hai kabhi bhi pyaz zyada ho garlic bhi zyada karden
@Alenabishaikh Жыл бұрын
Chikan Kali mirch
@KhansKitchen Жыл бұрын
already uploaded 😊
@gauharnaz6829 Жыл бұрын
Bhai 1kg ingredients bata digiye stew ke
@KhansKitchen Жыл бұрын
check description box
@aamirqureshi7212 Жыл бұрын
Khan sahab 1 kg me tomato kitne dalne hai
@KhansKitchen Жыл бұрын
bhai abhi tomato kay price bohot high hai 1,2 say kaam chalalen 😉
@zakia86236 ай бұрын
Very tasty but I find it very similar to qorma
@KhansKitchen5 ай бұрын
did you try 😊
@nigarparveen78309 ай бұрын
Hi
@KhansKitchen9 ай бұрын
hi
@nigarparveen78309 ай бұрын
Ye Stu km qorma zyada kg raha h😂
@KhansKitchen9 ай бұрын
jo bhi hai delhi main aise hi banta hai 😄
@remosachin5595 Жыл бұрын
Ye to corma lag raha hai yaar
@faisal_84_pathan Жыл бұрын
Or tum bhi qorma likhna seekh lo..😂😂😂
@khushi8732 Жыл бұрын
@@faisal_84_pathan or tum bhi korma likhna sikh hi lo 😂😂😂😂... Its korma.. Not qorma
@faisal_84_pathan Жыл бұрын
@@khushi8732 tum logo ko likhna aata kab hai . Qorma turkey ki ijaat hai.. check the Google
@khushi8732 Жыл бұрын
@@faisal_84_pathan u also check the Google
@ShaistaKhan-zi4rh Жыл бұрын
Qorma is right
@shaikhamiruddin58484 ай бұрын
Aap jo dalrahe ho pehle woh batao phir kaho k aap apni hisab se kam o besh karsakte hain, this is the right way.
@zeeshanahmad1244 Жыл бұрын
Sab khana acha banate ho bhai bas ek cheez extra dalte ho gravy ke item me kabhi bhi sabat zeera nahi dalta hii