1kg Degi Mutton korma Authentic Purani Delhi ki shadiyon wala / khan's kitchen

  Рет қаралды 54,432

Khan's kitchen

Khan's kitchen

Күн бұрын

Пікірлер: 167
@rahenumafalak4431
@rahenumafalak4431 4 ай бұрын
Zabardast recipe I got multiple times of compliments from our friends and relatives. Thank you
@KhansKitchen
@KhansKitchen 4 ай бұрын
Thanks for liking☺
@HafsaBankawala
@HafsaBankawala 10 күн бұрын
Bhot achhi our esy resepi h
@KhansKitchen
@KhansKitchen 9 күн бұрын
thanks 😊
@noushishahid2788
@noushishahid2788 Жыл бұрын
Asli recipe to ab hath lagi h insha Allah jaldi hi bnaungi
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
inshaallah aap ko pasand aayegi 😊
@ajamiranirani5318
@ajamiranirani5318 Жыл бұрын
My first like or first comment bhut asan or mazedar
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
Thank you so much 😊
@naushadnoshi3341
@naushadnoshi3341 3 ай бұрын
Bahut acha lag raha hai
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 ай бұрын
thanks ☺
@javedjamot4738
@javedjamot4738 Жыл бұрын
Masha ALLAH bhut zabardast korma bana hai
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair
@SiddhuKumar-u1b
@SiddhuKumar-u1b 2 ай бұрын
Aapki sari design bahut acchi lagti hai aur aapka explain karne ka Tarika bahut achcha hai
@KhansKitchen
@KhansKitchen 2 ай бұрын
thanks bhai ❤
@DrAbhilashSharma
@DrAbhilashSharma 5 ай бұрын
Bahut khoob .... Jaldi hi ye bana ke try karunga
@KhansKitchen
@KhansKitchen 5 ай бұрын
😊👍
@Cook_w1th_Arshi
@Cook_w1th_Arshi Жыл бұрын
mashaAllah zabardast bhut badhiya
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair
@SunilKumar-wy3pd
@SunilKumar-wy3pd Жыл бұрын
Bahut jabardast korma lag raha
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks bhai 😊
@sunilmathur616
@sunilmathur616 4 ай бұрын
Behtreen recipe... thanks Khan ji
@KhansKitchen
@KhansKitchen 4 ай бұрын
thanks ❤
@tariqbaig9519
@tariqbaig9519 11 ай бұрын
Bahot achchha hai
@KhansKitchen
@KhansKitchen 11 ай бұрын
thanks
@Sunshinetulip
@Sunshinetulip Жыл бұрын
👍👌. Mashallah. Perfect
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair 😊
@sharifapatrick1258
@sharifapatrick1258 7 ай бұрын
MashaAllah bohot behtreen main zaroor banaongi
@humailjamal8992
@humailjamal8992 Жыл бұрын
Waalaikum assalam, JazakAllah khair
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
😊❤
@aisha5728
@aisha5728 Жыл бұрын
Delicious 😋 Jazakallah khair 🌺 walekumsalam 🎉
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
وَإِيَّاكَ❤
@zareenaparveen8578
@zareenaparveen8578 Жыл бұрын
bahut achchi recipe h
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
shukriya 😊
@malikmateen4003
@malikmateen4003 Жыл бұрын
زبردست جزاك الله
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
😊👍
@sohailkhaleel5105
@sohailkhaleel5105 Жыл бұрын
Very tasty recipe and jazakallah khair for sharing ❤
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
😍👍
@TarannumsKitchen708
@TarannumsKitchen708 Жыл бұрын
Mashallah very good 👍
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair
@rahinamansuri4460
@rahinamansuri4460 Жыл бұрын
Mashaallah sir😊👍🏻
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair ❤
@amaannaqvi3394
@amaannaqvi3394 Жыл бұрын
Mashallah bht khoob
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair
@islamicshortsfanpage3514
@islamicshortsfanpage3514 Жыл бұрын
MashaAllah,apki her recipe bahut acchi hoti hai,bahut sukriya hamsay share karne kay liye😊
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair
@zakia8623
@zakia8623 6 ай бұрын
بیحد آسان۔ ذائقہ دار تو ہوگا ہی ۔ شکریہ خان صاحب
@KhansKitchen
@KhansKitchen 5 ай бұрын
جزاك الله خير❤
@shabnamkhan8991
@shabnamkhan8991 Жыл бұрын
MA SHA ALLAH LOOKING DELICIUOS
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair ☺️
@firdoshali4395
@firdoshali4395 6 ай бұрын
Mane try ki thi ye recipe vakai bht achi bni thi Shukriya bhaijaan
@KhansKitchen
@KhansKitchen 5 ай бұрын
❤😊thanks
@mohdshoaib1839
@mohdshoaib1839 Жыл бұрын
Nice
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
Thanks
@tabyroyal5476
@tabyroyal5476 Жыл бұрын
Mashallah bahot umdah 👌
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair bhai
@guharup
@guharup 3 ай бұрын
Yesssssss!
@saimasaima4827
@saimasaima4827 Жыл бұрын
Good
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
Thanks
@zafarhussain8137
@zafarhussain8137 Жыл бұрын
MashaAllah Pakistan Karachi
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair 😊
@aqsamansuri6966
@aqsamansuri6966 Жыл бұрын
Aap ki de hue recipes ko follow kar k ham ne kai bar bahooooot bahetar khana banaya he . Pls delhi ki traditional dishes or bhi batae Thanx
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
inshaallah
@belgiumdesiguy
@belgiumdesiguy Жыл бұрын
Hhhmmm mazedar
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks
@zoyaqureshi1652
@zoyaqureshi1652 Жыл бұрын
Mai zrur try krungi insha Allah bhai jo daily normal khana bnta h uski bhi video bnaye nonveg mai
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
inshaallah zaroor
@ZaikaWithMrsKhan
@ZaikaWithMrsKhan Жыл бұрын
Zabardast 👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks
@sherafghankhan670
@sherafghankhan670 Жыл бұрын
Ma Sha Allah. Mouth watering 😋
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
😊 Jazak Allah khair
@jonykumar9325
@jonykumar9325 Жыл бұрын
Bhai ji apki sari video dekhta hu bhot acha khana banate ho bhai ap 🙂👍
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks bhai
@punit_9131
@punit_9131 Жыл бұрын
Khan bhai, namaskar main aapka taabse subscribers hu saayad aapke 10k ya usse kaam honge aur maine aapne pure faimly main jiske paas phone hai Saab ko subscribe Kara deya, khan bhai jaisa aap video main recipe dete ho jaab haam vo baanate hai to vo vaise hai nikalkar aati hai lazabaab ❤❤❤
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
😊😊punit bhai aapka bohot bohot ❤ Dil se shukriya 👍
@rajuyadav5855
@rajuyadav5855 Жыл бұрын
Very good Khan sahab. Same chicken par bhi video daliye
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks bhai soon inshaallah 😊
@kulsoomasif109
@kulsoomasif109 Жыл бұрын
Bht lazeez dikhra I'll try it soon inshaallah 💐
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
😊👍
@islamic_channel786_10
@islamic_channel786_10 Жыл бұрын
👍👌👌
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks
@VikasKumar-ch2xh
@VikasKumar-ch2xh Жыл бұрын
Bhai zabardast regular vedio dalo
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
Thanks bhai try karunga 😊
@munirabadat1254
@munirabadat1254 Жыл бұрын
Korma mai khushbu masala ki recipe please
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
inshaallah soon
@LuckyGreyElephant-wx6ib
@LuckyGreyElephant-wx6ib 6 ай бұрын
bhai kaleji banane ki bhi recepy bataye
@KhansKitchen
@KhansKitchen 6 ай бұрын
ji zaroor
@RayyanKhan-dj1ki
@RayyanKhan-dj1ki Жыл бұрын
Zabardast❤
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah
@sanjeevupadhyay2843
@sanjeevupadhyay2843 Жыл бұрын
Seems to be so delicious..will definitely try this..thnx a lot brother
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks bhai 😊
@KitchenwithSanaManazir
@KitchenwithSanaManazir Жыл бұрын
This mutton korma look so yummy and delicious.. very good job done dear. May Allah Bless You.
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair
@SaqibKhan-eh6ck
@SaqibKhan-eh6ck Жыл бұрын
Awesome Recipe 👌
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair
@faisal_84_pathan
@faisal_84_pathan 6 ай бұрын
Bhai recipe thk h . Lkn aap logo ko ye bhi bataye ki... Dahii ko kitna bhunna hai.
@KhansKitchen
@KhansKitchen 5 ай бұрын
nex time zaroor yaad rakhunga inshallah جزاك الله خير
@shahidbashir2734
@shahidbashir2734 Жыл бұрын
Sir I m from Pakistan ap ka khushboo ka masala Ki recipe tu plz bta dain
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
description box main di hai check kare
@adnanahmad7352
@adnanahmad7352 Жыл бұрын
isme tala kaju aur tala hua Shimlamirch dal sakte h ?
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
no yeh kuch aur hi banjayega purani dilli ka korma nahi rahega
@inamullahkhan5109
@inamullahkhan5109 9 ай бұрын
Zbardast g
@KhansKitchen
@KhansKitchen 9 ай бұрын
Thanks for liking
@syedarehana8516
@syedarehana8516 Жыл бұрын
Chicken ka qorma b aisa hi bana saktay hai kya
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
yes
@sabaa2104
@sabaa2104 Жыл бұрын
Assalamualaikum,Masha allah sir really amazing
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
walykum assalam jazak Allah khair
@ganeshgiri7280
@ganeshgiri7280 Жыл бұрын
Dahi khatti ya methi wali dalni hai
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
yeh aap per depend karta hai taza dahi lenge gravy normal banegi khatta dahi lenge gravy main bhi khataas aayegi
@muhammadnsgi1579
@muhammadnsgi1579 Жыл бұрын
❤❤AOA MR KHAN THIS AKBAR FROM NEW YORK CITY 👌 ❤️ LONG TIME VERY GOOD RECIPE I LOVE ❤️ THIS TAKE CARE AND STAY BLESSED
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
walykum assalam bhai Akbar jazak Allah khair ❤
@HussainSyed-h8b
@HussainSyed-h8b 3 ай бұрын
Assalamualaikum bhai behtreen recipies hoti aap ki lekin maaf karyega aap khushbo zyada istamal karte hain apni dish mei?
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 ай бұрын
walykum assalam 😊
@kgn..8293
@kgn..8293 Жыл бұрын
Asalamamalaikum ek kilo mai kitne logg kate hai , same recipe se chicken bhi banti hai, kiya thodi pyaz badayi jasakti for more gravy
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
takriban 5 log kha sakte hain pyaaz zyada karenge meetha hojayga
@msaugyt
@msaugyt 10 ай бұрын
Chicken use kar sakte hain mutton ki jagah
@KhansKitchen
@KhansKitchen 10 ай бұрын
ji
@ruksarShahid-rf6oe
@ruksarShahid-rf6oe Жыл бұрын
Mutton toh bahot mehnga h ,toh chicken me same recipe bna sakte h
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
je
@shamsheed0786
@shamsheed0786 Жыл бұрын
Beef me bana len😊
@ruksarShahid-rf6oe
@ruksarShahid-rf6oe Жыл бұрын
@@shamsheed0786 main beef nhi khati🙂
@shamsheed0786
@shamsheed0786 Жыл бұрын
@@ruksarShahid-rf6oe koi bat nahi 😐
@shamsheed0786
@shamsheed0786 Жыл бұрын
@@ruksarShahid-rf6oe mere pas chicken ka bahut recipe h try kare
@catchrecipewithme4155
@catchrecipewithme4155 Жыл бұрын
👍
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks 😊
@ammarqureshi1198
@ammarqureshi1198 Жыл бұрын
Andaaz se pyaz kitni hogi 3 ya 4 ghar me to bahut saari pyaz h andaza kaide kare
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
big size 3 medium 4
@ammarqureshi1198
@ammarqureshi1198 Жыл бұрын
@@KhansKitchen ok
@kausarjahan2266
@kausarjahan2266 Жыл бұрын
Aap.so.milna.hai.him.SB.aapki.fan.hai
@Nighatpakwan
@Nighatpakwan Жыл бұрын
😂
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
😊thanks
@tauseeflone8082
@tauseeflone8082 Жыл бұрын
Khushbu ka masala to bataya hi nahin ?
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
description box main hai
@sanchitchawla8610
@sanchitchawla8610 Жыл бұрын
Oil ki qty kya hai?
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
bhai onion sahi say fry karnay kay liye 400 gm onion 400 ml oil chahiye pyaz nikalnay kay baad apni marzi say aad karsaktay hain
@shabnamkhan8991
@shabnamkhan8991 Жыл бұрын
Assalam o alaikum ap plz ye bhi bata den ke pyaz ki alag se quantity kitni hogi 400 gm main aur agr barista ho hamare paas fry onion ka to us main kitne spoon dalna higa ke hamare pyaz 400 gm ho jaye plz ye zarur mention kar dya karen JAZAK ALLAHU KHAIRA
@KhansKitchen
@KhansKitchen 10 ай бұрын
1 kg chicken or mutton main 50 gm barista
@saulvergis1080
@saulvergis1080 Жыл бұрын
Bhai sb thk h bs ye btao aap ki dahi dalne k bad korma khata hojata h vo kese sahi kare
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
bhai dahi lene say pehle pata kare dahi taza hai ya nahi taza dahi khatta nahi hota zyda rakha hua khatta hota jata hai
@ands19
@ands19 Жыл бұрын
Masha Allah looks so good. Will definitely try this. Also, Kindly share the recipe for mutton stew... shadiyon waala. Thank you 😊
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair abhi kuch video pehle hi upload kiya tha check kare
@shabnamkhan8991
@shabnamkhan8991 Жыл бұрын
Aur plz ap hauz qazi wale Haji ji ki kheer recipie bhi share karen agar possible ho sake jo kabhi meena bazar main bhi milti thi masjid k niche waisi kheer ki recepie plz JAZAK ALAHU KHAIRAH
@aarifmalik1710
@aarifmalik1710 8 ай бұрын
Bhai jo aap ye pest dalte ho ye kis chij ka h white vala or jo piyaj h vo konsi se h jisko aap goldan bolte ho please reply me please Bhai mene apko subscribe bhi kar Diya
@msyyt
@msyyt Жыл бұрын
Peeli Mirch kis se banti hai? Maine iske nuksan sune hain
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
bhai ek natural hoti but mehngi hoti hai isliye milawat bohot hoti hai isliye hamesha sabut mirch len
@msyyt
@msyyt Жыл бұрын
@@KhansKitchen bhai... Longi mirch aur peeli Mirch ek hi hai kya??
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
@@msyyt nahi bhai jaise laal mirch hoti hai waise hi peeli mirch hoti hai
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
@@msyyt no
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
@@msyyt watch this video kzbin.info/www/bejne/gJOTZn6pjNaMqcUsi=m7Zk3zAVk_7APEwg
@skfood3826
@skfood3826 Жыл бұрын
السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ وجیہ بھائی
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
walykum assalam bhai
@remosachin5595
@remosachin5595 Жыл бұрын
Tari wala chicken sikha do bhai
@abid2829
@abid2829 Ай бұрын
Bhai Kali mirch khali pehle zaroor padegi aur elichi se zyada. shadi mein jab aap khaoge to Kali mirch zaroor ayegi . Zeera aur khadi wali badi lachi bhi padegi
@scientificshiv
@scientificshiv 7 ай бұрын
Kevda boht zyaada nahi mila diya aapne?
@KhansKitchen
@KhansKitchen 7 ай бұрын
yeh depend karta hai quality per kabi kuch drops hi kafi hoti hai kisi ka 20 ml bhi bekar
@sameerkerketta9996
@sameerkerketta9996 Жыл бұрын
Bhai Jaan Aslam Ek baat kheni thi ki ek hi Dil hai kitne baar tode ge aap itna khusgawar dish aap har waqt is tarah pesh karenge too Dil na khane ki wajah se tot hi Jayega baar baar.
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
🤭😍
@hrithik4515
@hrithik4515 Жыл бұрын
Same reciepe was made years ago by channel zaika delhi 6
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
i don't know may be but I uploaded in 2017 same recipe 10 kg mutton korma
@sudhirkumarkumar9010
@sudhirkumarkumar9010 Жыл бұрын
Dont eat body part of goat , be vegetatian
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
yes but 78% of population in the world is non vegetarian if everyone will become vegetarian can you imagine what will happen and what will happen when animal start multiplying they are also vegetarian its a cycle of nature let it be as it is. i know you are kind person you have nice feeling for living creature but now science is advance they came to know plant also have feeling they speak, feel they have life like other living creature so don't think too much stay happy enjoy aur maut ka maza sabko chakhna hai bas sab ek aisi train main baithen hain jo chalti jaa rahi hai aur ek ek karke sab ko is train say utarna hi hai aur naye logo ko chadna hai aur trin main limited khana hai alag alag tarhan ka aur agar sab ek hi khane per toot pade tab sab ko ek saath utarna padjayega agar koi galat karega usko god apny aap punish karega i hope aap ko meri baat buri nahi lagi hogi agar mera video aapko bura laga uskay liye mujhe afsos hai🙏
@FazilKhan-q7t
@FazilKhan-q7t Жыл бұрын
Naice
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
@@FazilKhan-q7t thanks
@anoopyadav2933
@anoopyadav2933 7 ай бұрын
आप की रेसिपी एकदम बेकार है इतना तेल खाने से इंसान के बवासीर हो जाएगी
@KhansKitchen
@KhansKitchen 6 ай бұрын
bhai ghar per aise nahi banta but professionally aise hi banta hai
@HonayPehlay
@HonayPehlay 4 ай бұрын
Good
@KhansKitchen
@KhansKitchen 4 ай бұрын
thanks☺
REAL or FAKE? #beatbox #tiktok
01:03
BeatboxJCOP
Рет қаралды 8 МЛН
KARIM HOTEL KA MUTTON KORMA (QORMAH) JAMA MASJID PURANI DILLI
14:14
Delhi-UP-Karachi-Khaane
Рет қаралды 32 М.
Degi Naan Gosht Authentic Recipe / Gosht ka korma / khan's Kitchen
8:08
REAL or FAKE? #beatbox #tiktok
01:03
BeatboxJCOP
Рет қаралды 8 МЛН