Didi, bohot badhiya recipe hain. thank you! Maine abhi banai aur bohot achhi bani hain! Can't thank you enough. Bohot bohot badhiya!! Sending many many thanks from USA.
@LazeezDastarkhwan3 ай бұрын
Welcome dear
@SabaKhatri8 ай бұрын
Right ye asli tarika hai Kolkata biryani ka
@LazeezDastarkhwan3 ай бұрын
Shukriya dear
@sultanakausar34228 ай бұрын
Mashallah zabardast presentation looks so yummy yummy yummy 😋
@ShrabastiSarkar8 ай бұрын
Best recipes! ❤️👌🏻💖 Never seen anyone cook biryani with as much ease & perfection as you - 💗💗💗
@LazeezDastarkhwan8 ай бұрын
Thanks dear
@Kehkasha6548 ай бұрын
Bhot alaa apto biryani expert ho ...
@nafeesa_edits4 ай бұрын
Masha Allah appi bht khub
@ayannila83568 ай бұрын
Walekum assalam
@sandyrindal8 ай бұрын
Can you make Pak Liyari (DUBAI) mutton biryani by Chef Ali Mohammad ???
@manishyadav8726 ай бұрын
Thanks .....nice recipe
@parweenrehmat24988 ай бұрын
Ma'am you're biriyani queen 👑
@rashiyaalam10638 ай бұрын
Di please tawa mutton chaap ki recipes upload kare
@AyatArt1438 ай бұрын
Mashallah
@shaikhamiruddin58488 ай бұрын
Royal biryani ki recipe upload Karen please.
@anishakhatoon15383 ай бұрын
Aapi beef biryani ka recipe
@arushraj85878 ай бұрын
Wah didi wah
@anirudhkumar50158 ай бұрын
Nice
@mddaulat96138 ай бұрын
Jaipur ka biryani banyie appi😊
@kanishkaroy.74828 ай бұрын
Kolkata ke Royal Indian Hotel style Mutton Tikiya kebab ke recipe ka video banaiye Ma'am please 🙏🙏🙏
@LazeezDastarkhwan8 ай бұрын
Ok
@priyaljaiswal80888 ай бұрын
Chicken bharta ki recipe upload kareiga
@LazeezDastarkhwan8 ай бұрын
Ok
@Ruby657808 ай бұрын
Baji aap jeera golmirch ka powder kaise banate hai explain kijiye jara please 😊
@LazeezDastarkhwan8 ай бұрын
Ok dear, zarur bataungi ok
@Sanaya_08 ай бұрын
Pakistani pulao recipe please
@LazeezDastarkhwan8 ай бұрын
Ok
@anirudhkumar50158 ай бұрын
Biryani rice kaise milega wellness ka
@priyaljaiswal80888 ай бұрын
Didi maine apke die hue measurement se hi biryani masala banaya tha lekin ap ki 1 spoon me hojti hain meri thri jada lag jati hain aiss kyun?? Maine apke measurement ko note kar ke masala sab purchase kia tha phr bhi aisa q
@ayannila83568 ай бұрын
Jab bhi aap ki website on ho to mujhe kolkata ka biriyani masala or mitha atar watar sab kuch chahiye
@LazeezDastarkhwan8 ай бұрын
Ok dear
@Glam.karishma19958 ай бұрын
Refined oil me banti h Kolkata style biryani
@LazeezDastarkhwan8 ай бұрын
Nhi dear, Jo original recipe hoti hai bahut hi purani recipe vah mustard oil mein banti hai
@Ariz_khan.8 ай бұрын
Baji chawal k link dal digy mujh biryani k chawal acch nhi milta h mein jaha rahti hun
@prasenjitbanerjee35238 ай бұрын
Madam.....maine suna hai ki Nawab Wajed Ali Shah ki kitchen mein jo biriyani banta tha woh bhi mustard oil se banaya jata tha
@LazeezDastarkhwan8 ай бұрын
Ghee or mustard oil....ek bahot hi zabardast yakhni pulao banayee jaati thi ,woh recipe m jaldi upload karungi...
@Afreenhashmi3868 ай бұрын
Aapi meri request kab Puri karoge aap ❤
@sunilgautam71338 ай бұрын
Bangal ke matan kassa banaye
@LazeezDastarkhwan8 ай бұрын
Ok bro
@RukhsarAhmed50878 ай бұрын
Aapi mutton pyare kabab ki video kiyu upload nhi kar rahe 😢