Video Se Related Koi Sawal Ya Masla Ho To Call Karen +91-80-5545-5545. Hamare Is Kaam Me Madad Kare Apni Zakat Sadqaat Aur Donation Ke Zariye UPI ID : IRCEWT@SBI
@sabihaAzamvlog4 жыл бұрын
Assalamualaikum,Kya juma ki namaz Ghar par padhi ja sakti h lockdown k dauran
@RohitGupta-nd3gx4 жыл бұрын
الحمداللہ
@shakirsaifi86904 жыл бұрын
Faiz bhai agar aurat namaz prte time takhna dikh jaye to gunha to nahi
@zeeshanahmad80454 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/oYfHaa19bZuNh6s
@hinakhan99304 жыл бұрын
Faiz bhai kya aourat ke pair nmaz ke kese khde hone chaiye ....1 no. Bilkul pair milake ya alg alg. Krke...Faiz bhai zrur jbab dijiyega
@bhartirawat33992 жыл бұрын
Sir mai hindu hoon, but mera dil sirf allah ke bare mai schta hai. Sir mjhe quraan se itna pyar ho gya hai ki sirf youtube pe quraan ke bare mai sunti rahti hoon. Mjhe kuch kuch hi smjh aata hai. Aise aise word sunnti hoo but unke meaning nahi pta.
@shashisharma57412 жыл бұрын
Apko kuch puchna ho to let me know, in shaa Allah will help you
@sumedhakar56332 жыл бұрын
Yes u cn ask me too ,I will try to help u ,am also a revert 🥰
@muskansiddikee21712 жыл бұрын
You are a chosen one from Allah. Don't ever leave learning about Allah and the religion he sent that is Islam. Aap ko English ati hai? Chahe toh mai kuch ilm (knowledge) related channels na naam bata sakte hu. Is waqt Mai bhi aap ka iman itha strong hai. Truly Allah loves you too. Jab Allah kesi sai mohabbat karte hai aur uska lia accha chate hai Deen aur duniya ka lia woh isa Deen ka knowledge dete hai. Aap nai Islam qubool Kiya?
@bhartirawat33992 жыл бұрын
@@muskansiddikee2171 nai 3yrs se roze rakh rahi hoon. Mjhe sirf Allah ke alwa kuch aur samjh nahi aata, n apko ek baat batati hoon Allah meri har duwa kabool krte hai. Mjhe makka madina jana hai wahaan mjhe allah ko sirf shukriya krna hai, I lost my 35 yrs of my life. But marne se pahle kalma paadhungi,
@bhartirawat33992 жыл бұрын
@@muskansiddikee2171 Maine Islam dil se kabool kiya hai, n Allah ne meri har duwa kabool ki hai Abhi tak, aage bhi wo mjhe deen ke rashte pe rakhenge.
@zainy142 Жыл бұрын
I read so many comments and very happy to see that many people are changing their way of performing salah and correcting it.. Subhan Allah.. Allah "sab ko" hidayat de.. (🤲🥺including my few close relatives to correct their way of performing salah)
@zuneraibrahim5530 Жыл бұрын
Ameen
@GogetaRespect6 ай бұрын
Mam what about safa marwa? Aurtein wahan chalti hain or mard dorte hain why?? And what about 1200 years se saro Aurtein galat namaz padh rhi thi kya? Then what about that hadith ke is umnat ki jamat kabhi gumrahi par jama nhi hogi?? Fir pehle ke sare log gumraah kaise ho sakte h? Tariq masood sahab ka bayan sun lo aurton ki namaz pe
@_aarzoo_3 жыл бұрын
Itni pyaari video ko dislike kon karta hai 😒 Par koi nahi Allah tahla🤲🏻✨ hum sab ko namazi banai... Allahamdulliah💚✨💎
@shariqshaikh77922 жыл бұрын
please don't say MIYA ..its not good..my sister
@_aarzoo_2 жыл бұрын
@@shariqshaikh7792 okk aage se dhyaan rakhungi ✨
@shariqshaikh77922 жыл бұрын
mashaallah meri bahan allah hm sabko amal karne wala bnaye
@_aarzoo_2 жыл бұрын
@@shariqshaikh7792 jii bilkul
@shariqshaikh77922 жыл бұрын
my sister name is also aarzoo 😄
@bhartirawat33992 жыл бұрын
Mjhe bahut dukh hota hai ki maine apni life ke 36yrs kharaab kr diye. But aab 3 saalo se roze rakhti hoon. N allah n unke nabi ke bare mai janne ki koshish krti hoon.
@ridahayatvlogs6 жыл бұрын
aap ki saari saari saari videos Sahi sach aur keemti hai...mashaAllah JazaakAllah....thank u ......
@sayyedghulamemustafamohdne49215 жыл бұрын
Hayat Shama Vlogs Mufti Tariq Masood ka jawab dekh le ki aurat aur mard ki namaz me firq kyu hai - kzbin.info/www/bejne/oYfHaa19bZuNh6s
@charmytabassum47565 жыл бұрын
Beshak
@shahzadansari69275 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/n3PEnoajlLJ6pcU
@arshiyarafeeq39225 жыл бұрын
Beshak keemti to bohat hai
@saquibsaquib81125 жыл бұрын
@@sayyedghulamemustafamohdne4921 unhone to sahih se daleel he nhi dee h
@junglibilli18484 жыл бұрын
M kafi din se pareshan thi is xheez ko le kr or apny میری mushkil hal krdi Allah apko hamesha khush rkhy or apkp or tofeeq dy
@NobodY-wv3eb3 жыл бұрын
Bukhari Hadith 532 and 822 padhe
@rationalbeing177 жыл бұрын
Praise be to Allaah. The way in which women pray is the same as the way in which men pray in every part of the prayer, prostration, sitting, and so on. This is based on the following evidence: 1 - The Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said: “Pray as you have seen me praying.” Narrated by al-Bukhaari. This is addressed to both men and woman. Shaykh al-Albaani (may Allaah have mercy on him) said: Everything that we have said above about the way in which the Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) prayed applies equally to men and women. There is nothing narrated in the Sunnah which implies that women are exempted from any of that. Rather the general meaning of the words of the Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him), “Pray as you have seen me praying,” include women too. Sifat Salaat al-Nabi, p. 189 2 - The general meaning of the words of the Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him): “Women are the twin halves of men.” Narrated by Abu Dawood, 204; al-Tirmidhi, 105, from the hadeeth of ‘Aa’ishah. Also narrated by al-Daarimi, 764, from the hadeeth of Anas. Al-‘Ajlooni said: Ibn Qattaan said: The isnaad from ‘Aa’ishah is da’eef (weak), but the isnaad from Anas is saheeh (sound). Kashf al-Khafa’, 1/248 Al-Khattaabi said: What we understand from this is: If something is said in the masculine, it is addressed to women too, except in cases where there is evidence to indicate that it applies only to women. Some of the scholars said that a woman should not sit as a man sits (in prayer), and they quoted two da’eef (weak) hadeeths as evidence for that. Al-Bayhaqi said: Two da’eef hadeeth were narrated concerning that, the like of which cannot be taken as evidence. The first is the hadeeth of ‘Ata’ ibn al-‘Ajlaan from Abu Nadrah al-‘Abdi from Abu Sa’eed al-Khudri, the companion of the Messenger of Allaah (peace and blessings of Allaah be upon him) from the Messenger of Allaah (peace and blessings of Allaah be upon him), that he used to command the men to spread out their arms in their prostration and he used to tell the women to keep their arms close to their sides in their prostration. He used to tell the men to spread their left foot along the ground (and sit on it) and place the right foot upright during the tashahhud and he used to tell the women to sit, kneeling, on their heels.” Then al-Bayyhaqi said: This is a munkar hadeeth. The other is the hadeeth of Abu Mutee’ al-Hakam ibn ‘Abd-Allaah al-Balkhi from ‘Umar ibn Dharr from Mujaahid from ‘Abd-Allaah ibn ‘Umar who said: The Messenger of Allaah (peace and blessings of Allaah be upon him) said: “When a woman sits during the prayer she should place one thigh against the other and when she prostrates she should press her stomach against her thighs, compressing herself in the most concealing manner, for Allaah looks at her and says: ‘O My angels, I call you to bear witness that I have forgiven her.’” Sunan al-Bayhaqi al-Kubra, 2/222. This hadeeth is da’eef, because it was narrated by Abu Mutee’ al-Balkhi. Ibn Hajar said: Ibn Mu’een said: He is nothing. On one occasion he said: He is da’eef. Al-Bukhaari said: He is da’eef. Al-Nasaa’i said: He is da’eef. Lisaan al-Mizaan, 2/334. Ibn ‘Adiyy said: It is clear that Abu Mutee’ is da’eef in his ahaadeeth and everything that he narrated, and for most of his narrations there are no corroborating reports. Al-Kaamil fi Du’afa’ al-Rijaal, 2/214 A third hadeeth was narrated from Yazeed ibn Abi Habeeb, saying that the Messenger of Allaah (peace and blessings of Allaah be upon him) passed by two women who were praying. He said: “When you prostrate, press some of your flesh to the ground, for women are not like men in that.” This was narrated by Abu Dawood in al-Maraaseel (p. 118) and by al-Bayhaqi (2/223). This hadeeth is mursal, which is a category of da’eef (weak).
@saniyamisbha681410 ай бұрын
Thank you for giving super clarity
@anykhan25366 жыл бұрын
bht bari MHerbani sir ,,,apki waja se main 22 salo se ghlt tarike se nmz pher rhi thi par aj se mera tarika sahi ho gya hy
@pinkee19815 жыл бұрын
any khan Humara RABB GAFOOR UR RAHEEM hai
@rahilakhan49156 жыл бұрын
Ur the best inspiration for me and for my family ☺☺ may allah accept ur good deeds ☺☺☺✌
@shahzadansari69275 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/n3PEnoajlLJ6pcU
@farooqbalala2593 жыл бұрын
Mashaallah
@alfalahedit3133 жыл бұрын
Done kiya
@MohammadYaseen-qr7id3 ай бұрын
@@rahilakhan4915 👍
@shiningstar384 жыл бұрын
I agree....jabse mene namaz ka tareeka change kia hai waqai me...kafi alag feel hot hai....acha feel hota h
@ms.king093 ай бұрын
@@shiningstar38 me too, pehle confusion tha but ab nahi ,mai har kamesha sochti sajde se blood achhe se brain ko jata hai ,lekin ladies ke sajde se blood achhe se brain nahi jata phir namaz ke faide kyun ladies ko nahi milegi but ab clear hua.Allhumdullilah
@BaconYT812 күн бұрын
Right
@SohailKhan473925 күн бұрын
@@ms.king09kese? Kya ap explain kr skti h ap ye sajdah aur blood se related kya bol rhi h?
Yeh vedio sun kar mujhe bhut khushi hoee.. kiyo ky main yahi sab ko kehti ky farq nhi lekin khandan main sab mujhe galat kehte ... main or meri family right.... thnk u sooooo much bhai thnk you ..allah ap ko seht or zindgi de ameeen
@shadowfighter696 жыл бұрын
Faiz bhai Allah anpko jannatul fidaus ata farmae amin summa amin,,,,,,.
@deenkibaatislamicyoutubeaq72085 жыл бұрын
Beshak aamin
@shumailaansari69275 жыл бұрын
Ameen suma ameen best dayi
@zikraakhter12414 жыл бұрын
Aaammmeeennn
@پکھیواسانٹرٹینمنٹ4 жыл бұрын
Pehly zindgi ki Dua To dy do bhai
@sarfrazalam41894 жыл бұрын
Ameen
@Mizba_vlogs Жыл бұрын
Thanks
@MohdTabish9169 жыл бұрын
Ma sha Allah... May Allah accept your efforts. Ameen.
@lonekazimii10014 жыл бұрын
ALHAMDULILLAH..........MAY ALLAH GRANT US RIGHT UNDERSTANDING OF DEEN
@afiam63452 жыл бұрын
This is not right ,,understand Quran Not hadiths....
@MariaKhan-mv5bh5 жыл бұрын
I m girl and I had learnt Nmaz from my father in childhood..
@MuhammadAli-gz4mi4 жыл бұрын
Ur from
@sahunkhan174 жыл бұрын
It's good
@IMMI3784 жыл бұрын
Muhammad Ali She’s from Mars wanna go!!
@masood84684 жыл бұрын
Need comments like this ❤❤❤
@MariaKhan-mv5bh4 жыл бұрын
@@masood8468 hmm
@SanaKhan-iw9gl4 жыл бұрын
Yahh Daleel is necessary for us... alhamdulillah ❤️
@GogetaRespect6 ай бұрын
Mam what about safa marwa? Aurtein wahan chalti hain or mard dorte hain why?? And what about 1200 years se saro Aurtein galat namaz padh rhi thi kya? Then what about that hadith ke is umnat ki jamat kabhi gumrahi par jama nhi hogi?? Fir pehle ke sare log gumraah kaise ho sakte h? Tariq masood sahab ka bayan sun lo aurton ki namaz pe
Darood Ibrahim ❤️ اللهم صل على محمد وعلى آل محمد ❁ كما صليت على ابراهيم وعلى آل ابراهيم ❁ إنك حميد مجيد ❁ اللهم بارك على محمد وعلى آل محمد ❁ كما باركت على ابراهيم وعلى آل ابراهيم ❁ إنك حميد مجيد
@muhammdamir18076 жыл бұрын
Ourat or mard ke namaz me koi farq ni You are right
@craze4islam6166 жыл бұрын
Yes faiz bhai is absolutely right
@gousiyam.j7090 Жыл бұрын
Ye Pura vedeo dekneke bad mujhe is bat par clearity mil gayi Thanks faiz sir.
@shaikjamarudhbashashaikjam2554 жыл бұрын
MASHA ALLAH GOOD SPEECH and GOOD ADVICE JAJAKALLAH KHAIR INSHA ALLAH
@iqraaziz17914 жыл бұрын
Koi kaise batata hai koi kaise batata hai😭koi khta hai sajda simat kar karo...koi khta hai aisa.nahi hai😭
@sobiyanew46553 жыл бұрын
Confusion khtm hue??
@aemankhan16523 жыл бұрын
Sahi bat hai, sab alag alag batate hain...
@wizard.013 жыл бұрын
Haa sab alag bol rahe hai😐 iss video mein ahle hadith k tareeqe se bol rahe hai
@Lifechangertips3 жыл бұрын
Jo apk dil ko sahi lagta ap wo tareeka kr lo baki niyat Allah janta ha or kabool b Allah ny karni ha
@MohammedAhmed-gu7qy3 жыл бұрын
Yeh Sahih Ahadith seh bolreh hai adv.faiz u should always follow the Sahih category of Ahadith and unho me Abu Dawd ke riwayat bhi hai sunhai aap Allah SWT ham sab ko Sahih rastwh peh chalney ki hiqayat deh👍👍👍.
@khatijashaikh63043 жыл бұрын
Mere Rasul Pak par lakhu Salam.. Sahab Assalam u alaikum aap ki video bohut pyari aur sachchi huti hai aur hum bohut kuch sikhte hai MashaAllah Allah Pak aap ko salamat rakhe InshaAllah.
@mohammedabdulsubhan42613 жыл бұрын
دعا میں انشاءاللہ نہیں بول تے
@mdimranjalal38947 жыл бұрын
or faiz bhaii kabhi man ki nahi kahte balke inhi hadeeso se hawale dete hai mujhe khud se zyada yaqeen hai faiz bhaii pe masha allah inke knowledge ki kya baat
@MirzaMirza-go8yo4 жыл бұрын
6:35 :-Sahih al-Bukhari 390 Narrated 'Abdullah bin Malik: Ibn Buhaina, "When the Prophet (ﷺ) prayed, he used to separate his arms from his body so widely that the whiteness of his armpits was visible."
@mahikhan41265 жыл бұрын
Dil aa gaya aap pey... bahot khub aap ki sari videos achi lagti hai. Thanks.. chotisi umar may bahot ilm hai. Allah aap k ilm ko badaye. Mashallah
@mahikhan41265 жыл бұрын
Tawaruk mujhey nahi malum kaisa kartey mai ney kabhi kisi ko nahi dekha aisa kartey huey, 1st aur 2nd dono sajdo may ek jaisa he baith tey humarey paas. Plz koi explain kar sakta hai kya tawaruk kaisey kartey... kaash video hota toh samajh aata
@shamsi774 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/m3rcpIqZitqJmKs
@izzafatima8414 жыл бұрын
Very nice explanation MA SHA ALLAH♥️
@rationalbeing177 жыл бұрын
In al-Musannaf (1/242), Ibn Abi Shaybah narrated some reports from some of the salaf which suggest that there is a difference in the way women and men sit (in prayer), but the only evidence that counts is the words of Allaah and His Messenger (peace and blessings of Allaah be upon him). Then he narrated from some of the salaf that the way in which men and women pray is the same. Al-Bukhaari (may Allaah have mercy on him) said: Umm al-Darda’ used to sit in prayer as a man sits and she was a scholarly woman. Al-Haafiz stated in Fath al-Baari that Abu’l-Darda’ had two wives, both of whom were called Umm al-Darda’. The older one was a Sahaabiyyah and the younger one was a Taabi’iyyah. He suggested that the one who was referred to here by al-Bukhaari was the younger one.
@anisaakther60744 жыл бұрын
I'm a girl and researched a lot about this.but I saw various videos on youtube many scholars says that there are differences between men and women prayers nd some scholars says that there are no differences between prayer..so I'm really confused.Which rule should I follow..??please ans me sheikh
@rehanasamad32773 жыл бұрын
As Salam o alaikum warehmatullahi wabarehkatuhu There is no difference dear🌻
@faisalkhan93993 жыл бұрын
Right sis hajj woman mean faraq
@AllinOne-so2eq3 жыл бұрын
Wahabiyo ka rule follow mat karo 🙄🙄
@seemanoor3643 жыл бұрын
pray to Allah to help you in this confusion
@lifewithamreen57433 жыл бұрын
Faraq bilkul bhi nahi h
@asmamujeeb-w2b28 күн бұрын
Assalam walaikum...thanks for clearing the all misunderstanding of all Salah & sajda with hadith
@samreenmusavvir57385 жыл бұрын
Aapne bht si bate clear krdi Shukriya bhai.. Orat ko hya ke sath namaz pdhni chahiye Prde ko khyl me rkhkr sajda krna chahiye..
@funknowledge.89595 жыл бұрын
اللہ پاک آپ کو جزا ئے خیر دے آپ کے لیے آسانیاں پیدا فرمائے آمین
@sanawarkhan58666 жыл бұрын
Mashallah...ye aapse hi mujhe aaj pata chali h k dono ki namaz ek jese h
@saneebachauhan1655 жыл бұрын
ALHAMDULILLAH I m satisfied
@kamalabuzar2Ай бұрын
Masha Allah Very important information Shukriya
@Peace-g6w5 жыл бұрын
Ye namaz jo apne kando tk hath uthane k liye bola ye zawab ka bht din se talash tha... thanks Faiz bhaijaan
@aqsaiqbal12376 жыл бұрын
Shukriya bhai Allah ap ko is ka ajar dy aameen ma is mamly ma bht ulji hui thi ab sakoon ha
@moonwayreshmamohammed84478 жыл бұрын
assalamualikum..shukriya faiz bhaya GI .. mere confusion khathm huvi ..aapke ye bayan se ..aap ki neak duva mee yaad rakho hamko bi..
@naazrafat99606 жыл бұрын
Faiz bhai , Absolutely right
@rahmat975 Жыл бұрын
Allah s.w.t aapko hmesha khush rkhe aapko jannatul firdor me dakhil kre...mene bhot video dekhi aur jyada ter sb glt btate h aur ..aurt. merd ki nmaz m frk btate h but you are best thank you ❤😊
@MuhammadIjaz-g2u8 ай бұрын
Subhan Allah I have seen so many videos regarding D's n y have made my concept crystal clear jazak Allah
@sumbulsyed81853 жыл бұрын
It's the most biggest misunderstanding among muslims ,thanks for sharing😊n if someone corrects dem or not pray according to dem,u will b considered insolent.
@not_intrested3 жыл бұрын
This is not a misunderstanding but a valid opinion of most of the ulemas throughout the centuries that women pray a little differently. Those are the people who dedicated their whole life in learning and understanding Islam and fiqh. You can't just stand and discard their opinions without required qualifications.
@sumbulsyed81853 жыл бұрын
@@not_intrested I'm nt here to disregard anyone's opinion on this, it's just that nothing such is mentioned in the Qur'an n still women tend to pray differently than that of men.Why? If there would be anything different, our beloved prophet wud have not left it untold to his ummah.
@not_intrested3 жыл бұрын
@@sumbulsyed8185 there are a lot of practices which are not mentioned in Quran, we came to know about and follow them through hadiths of our prophet Muhammad ﷺ or the practices of sahabas, first three generations of companions, etc. And directly deriving fiqh/rulings from them is not something us laymen could do. This is done be qualified scholars who have received ijazah from other scholars who have a chain connecting to the first three generations of scholars themselves.
@abuumair4152 жыл бұрын
listen all the four imams told that womens prayer are different, and the hadith he said about prphet Muhammad Sw, so he also said that men should give takbir by raising their hands from the ears and women from but the hadith u mention as a proof it doesnt say that women's takbir is different than men, he just said pray as i pray, so that proof is invalid as it was for men only. Coming to the second proof, yes it is mentioned but only of one sahabiyah that means it was exceptional and why did the narrator said that she prayed like 'men' if the women used to pray already like men?and she also did this in lonely thats why according to muhadditheens(scholars if hadith) this proof is also invalid and this person is not even a muhaddith, he is an advocate. and if u r telling that there are hadith of different prayer of women then in hajj when people run from safa to marwahso then why do u tell the women to just walk not run even when our Prophet said that do hajj as i did? Second that when people say labbaik loudly in hajjso why do you saythat women should say labbaik silently? even after our Prophet said that do hajj like I did?
aurat or mard ki namaz me koi fark nai h,faiz bhai is right,
@MERAJKHAN-mr5gh7 жыл бұрын
Naaz Aatif aurat seene se upar haath bandhti or mard naaf ke neeche bandhte hai
@sumaiyaahmed89857 жыл бұрын
Naaz Aatif au klb
@xnpoop8117 жыл бұрын
Bhai tareqa main faraq NAHI hai pr marad ki namaz topi k bagir ho jati hai pr aurat ki namaz sir ko dhanpay bagir NAHI hote
@xnpoop8117 жыл бұрын
MERAJ KHAN Jo marad naaf k nechay hath bandhtay hain woo galat namz prh rahy hotay hain namaz ka Sahi tareqa Sena pr hath bandh k hota hai
@DanishAli-oz2sr7 жыл бұрын
raja xn khan
@Dairycanada8 жыл бұрын
very nicely explained may allah bless u bhai
@shameemayousuf23688 жыл бұрын
maria fatima aameen
@afzarullahkhan34637 жыл бұрын
Shameema Yousuf 👍 Hey man in
@shahnawazmobilecare28246 жыл бұрын
Jiska libas sunnt k khilaf ho uski bat per bhrosa nahi kiya ja skta or rhi bat dleel ko to mjhse bat krna m btaunga
@sarcasmlevel13254 жыл бұрын
@@shahnawazmobilecare2824 andhbhakt🤣🤣
@nasreenarshad19213 жыл бұрын
Aslam_O_Alikum Please Koi Mje Nimaz Sikha Dy Mje Nimaz Parhni Nahi Atiii Sajda,raku Wo Sb Pta Hai K Wo Kese Krte Hain Mgr Jo Nimaz Mein Arabic Parhte Hain Wo Nahi Atii Please Mje Yahan Koi Btane WLa Nahi Hai Or Mein Nimaz Seekhna Chahti Hn
@zaaraj36275 жыл бұрын
In ka bayan alhamdulillah saaf saaf samaj aata h or ek dam khul k bayan karte h... hazar molvi ki hazaar baate..... par faiz syd ki lakho me ek hi baat or ek dam satisfaction milne waali baat..... or dalil bhi bhukhari se sabit hone wali.... mashallah... allah aapko Lambi umr de aameen
@fiza7833 ай бұрын
Allah ka shukr h m hamesha s isi trh s namaz pdhti hu
@euphoria.2485 жыл бұрын
Ekdam Sahi sajde ka tarika apne bataya Ekdam Sahi he
@shahbazhussain95676 жыл бұрын
Shukriya Faiz bhai Sajdon ko lekr bhot confusion tha Aap aise hi hm sab ko Isalam k bare m btate rhen
@sabeelasiddiquie99815 жыл бұрын
Superb video👏🏻👏🏻👏🏻👏🏻😊thnx for this grt knowledge🤗
@khatunrubinarubina75953 жыл бұрын
Aapne meri bahot badi bahot confusion door kar di. Allahu Akbar
@malikshoaib504 ай бұрын
MaShaAllah, very informative video and clear everything , Jazakallah Khair. ❤ stay Blessed.
@islamic.duniya1515 жыл бұрын
Allah aapko shehat aata farmayen aameen
@shahmohsin9388 жыл бұрын
Allah pak ap ki hifazat farmayn faiz bhai
@AkbarKhan-zi6eu7 жыл бұрын
Shah Mohsin
@fouziyagr96036 жыл бұрын
Ameen ya rab
@akshaparveen44995 жыл бұрын
nice vidio
@Amaan-Siddiqui5 жыл бұрын
Mushkil h iss jahil ko bachana
@hidden18053 жыл бұрын
@@Amaan-Siddiqui why are you saying that
@taniyakhan15215 жыл бұрын
Allah tala hm sb ko sahi tareeke se namaz ada krne k tofeek ata kre Ameen
@aqureshi91032 жыл бұрын
اسلام علیکم ورحمتہ اللہِ و برکاتہ سر میں میں جموں کشمیر سے ہوں مجھے جب بھی کسی مسئلے کو جاننا ہو تو میں ہمیشہ آپ کو ہی سنتی ہوں فیض سعید بھائی شکریہ جزاک اللّہ خیرا
faiz bhai is right. . . namaz parhne mein kuch cheezon ka khayal krna buht zruri hai aurato k lye but yahan faiz bhai just namaz parhne k tareeke k bare mein baat kr rahe hain jo k bilkul durst hai . . . have patience people and try to understand what is he trying to say actually
@faizanhassan20886 жыл бұрын
You should wath this @sameer samara kzbin.info/www/bejne/oYfHaa19bZuNh6s
@faizanhassan20884 жыл бұрын
@@nidashheikh are you out of your mind what you are saying, don't you listen to your self......Bro Islam is the only logical here. Everything is based on logic. Hatta k Allah ka wajood bhi logical hai. Mtlb truth hai. Or Allah ki har kahi hui baat logical hai. What is logic, you literally don't know bro. First go and learn English and yes one more thing....Go and ask this advocate, didn't he studied mantiq while studying Islam...Have you really heard of mantiq or not. First tell me. If not then go study. If yes then why this statement, that Islam is not logic. Take back your words. Coming to your point. He is not giving any reference towards himself. He also mentioning the Hadeeth things. But you know what you guys literally don't know how the knowledge passed to us till date. You guys have no idea. You just think that giving references is the only truth here. No bro that's absolutely wrong. And one more thing note Mufti's every word and match with Qur'an and hadeeth, if those words does not match tell me I will surrender my self here. You have little knowledge which really a dangerous thing.....so plz first study then spread....
@faizanhassan20884 жыл бұрын
@@nidashheikh sorry for mentioning 'bro' every where. I didn't read carefully your name because of my spectacle. I apologise again.
@faizanhassan20884 жыл бұрын
@@nidashheikh and one more thing how could you trust him blindly just because he is quoting every time. Any Alim could do that. But there is some reason you don't know. You only see one side and misinterpret. You have to see Ulama exactly the same way you watch this man.
@khansamalik15633 жыл бұрын
Amazing speech ✨ I do sajda like this.
@alfalahedit3133 жыл бұрын
Done kiya
@NadeemKhan-zz6vs6 жыл бұрын
Sahi baat kaha aap ne masahaallah 🙂🙂
@stary_taj64844 жыл бұрын
Aaj meri bahen ki mujh se behez hogayi ke konsa tarika-e-sajda sahi hai (simat kar sajda or mardon ki tarha sajda) kyuki mai iss channel ke bare me janti thi. Maine yaha akar search kiya aur apka ye video dekha aur muhje samaj agaya humme sajda kis tarike se karna chahiye Jazakallah..😇 Yuhi videos banate rehiye aur hum sab ko imaan gehrayi se jaanne me madad kigiye
@zarinasfoodfactoryandvlogs33554 жыл бұрын
Bohat bohat shukriya faiz sayed.. Meri problem solve hui...
@sagheerverygoodabbas29868 жыл бұрын
G Faiz bahi ap ne bilkul thek hy.
@shishakhtar83536 жыл бұрын
Bakwas band kar faiz bhai ke bare me kuchh mat bolna
@hadeerhussain12694 жыл бұрын
Bhai mai bathroom me jati ho to quraan namaaz ka khyal ata h kuch dua btawo jis se Mai wasooso se Bach sako aur Meri akhriyat sudhar jaye
@shamacutie3 жыл бұрын
Washroom jaane ki dua padi kr Jaya kijiye
@RG-qb3kj8 жыл бұрын
excellent explaination...
@aatifapoint89975 жыл бұрын
mashaAllah.. meri confusion door hui shukriy... bhai
@kinzamunir85216 жыл бұрын
Masha Allah bht khoob faiz bahi ❤Allah hum sb ko hidayat DEA aur Allah k Deen py mukamal chalny ki tofeeq ataa kry AMeen. .
@neymarjrfans30388 жыл бұрын
جزاك الله خير الجزاء
@zainabattar63208 жыл бұрын
jazakallahu khairan kaseera
@abeeha37738 жыл бұрын
Zainab Attar , wassalaam sister, here z all recordings of namaz by sunnat, in urdu n roman English. WALLAHO aalum www.alhudapk.com/audio/category-2/fiqh/namaz-e-nabwi.html
Zainab Attar,sister wassalaam here is namaze nabwi with detailed evidence 👆barakallah
@abeeha37738 жыл бұрын
Zainab Attar ,, with roman English if u don't know urdu, scroll down there n open roman English
@babubehari45718 жыл бұрын
thanks a lot for correction
@md.aarishking51432 жыл бұрын
masha allah very very good video namz aurto aadmi ki bahut achchhi hadees batayi allah Sabhi ko sahi deen par chalne ki tofeeq ata farmaye allah sabhi ko kuraan or sahi hadees par chalne ki tofeeq farmaye Aameen
@talkshak5474 жыл бұрын
Rightly said...hazoor pak zamen say chapikna Etna na-pasand farmaya k es amal ko kutay say tashbeh de .aurat ko sematnay ka hukam ha jis ka mat hat giz zamen par laitna ni bal k kam jaga ka estamal ...aurat ko islam man asa koe hukam ni jis sy Skelton deformity ho.Ap nay bht ache misal di
@syedtabishnaved13285 жыл бұрын
Realy need this kind of videos.... Best❤
@islamic.duniya1515 жыл бұрын
Allah aap ki hifazat farmayen ameen
@fatimaali90814 жыл бұрын
Aap funny bat karti hain bohat hashi mashaAllah Aapse bohat kuch shikha hu Allah Aapko hamesha khush rakhe aur aapki paribar ko Ameen jazak Allah Khair Kher
@SahilAli-jq8tg Жыл бұрын
Masallah aapki video mujhe bhoot acchi lagti hai or mai Amal bhi karti hu use jajakallah 🎉
@zainabansari508 Жыл бұрын
Apke byan sunkr hi dil kaanp jata h
@mohammadfz66956 жыл бұрын
Faiz Bhai aip sa bhaut kuch sekha mashaallha zizikallha khair faiz Bhai Allah aip ko zizia khair da ameen summa ameen
@muskanaslamqureshi74687 жыл бұрын
You are awsame absurdly right faiz bhai
@syedfairoz78655 жыл бұрын
Nabi jaisa Haj aur namaz kare waisa Karen,,, to kya aurtein bhi ehraam k 2 kapde bandhe & yet there are many things which a woman doesn't do which prophet Mohammed SAW did.... If no difference in Salah then why in Haj????? Sabke liye sochne ki baat hai.... 🙁
@zafferamoodi63485 жыл бұрын
Yes u r right
@faieziqbal47195 жыл бұрын
Haj k mutalik btaya gaya hy k aurat ka libas alag ho ga OK
@samiraalhasan44544 жыл бұрын
Yes right udor aurat q nai phinte 2 kapda
@meriawaaz92133 жыл бұрын
aapne kaha mard aurat ki namaz ak jaisi hogi to kya aurat imamat kar sakti hai ya topi pahankar namaz padh sakti hai aur ager ak jaisi namaz hai to kya mike par awaaz se namaz padh sakti hain jaise mard hazraat padhte hain aur juma ki namaz ka kya huk hai kya aurat aur mard ki namaz ak jaisi hai to auraten mardon ke saath juma ada karne masjidon me kion nahi jaatin aur aawaz se khutba kion nahi padhtin jab mard aur aurat ki namaz ak hai
@khabirulislam999 Жыл бұрын
Mash Allah! You are right sir. Dr. Zakir Naik and Assim Al Hakeem bhi kehta hai ki Man and Women ka namaz main koi difference nehi hai. Dr. Zakir Naik and Assim Al Hakeem authentic Dayee hai (onko bahut knowledge hai excellent!)
@MohdSaleem-vm1zv5 жыл бұрын
Faiz Syed sahab you are right aurat aur mard ki namaz me farq nahi he.aurat ramal kyu nahi Karti aur safa Marwa me kyu nahi Dodti is par bayan kar dijye .you are my inspiration
@mhsyed18 жыл бұрын
Faizbhai is right
@desipunjaban91978 жыл бұрын
jazakallah faiz bhai
@nasirkhan-ki9us5 жыл бұрын
masahallah
@mahtabbabu66966 жыл бұрын
Masha Allah Alhamdulillah
@shaikmariyamsaba69872 жыл бұрын
Aapke har jawaab se sukoon milta hi
@BreezyEarth2 жыл бұрын
Assalamualaikum Faiz syed Hum tou aap ki har Bayaan k tareeqe me chal the hai Alhmdulilllah hamare ghar me b aise hi karthe hai Pehle se hi alhmdulilllah for great explanation 👍
@gousebasha49873 жыл бұрын
Jazakallah khair ❤️
@masood45788 жыл бұрын
انہوں نے کہا کہ حج ایسے کرو جیسے مجھے کرتے دیکھا لیکن حج میں کئی فرق ہے عورت اور مرد کے حج میں
@waqassiddiqi43168 жыл бұрын
masood4578 . Please elaborate
@mdzafar96006 жыл бұрын
Mai bhi yahi kahna chah Raha Tha , ramal ke bare me kya khayal hai jara is pe details bataye ?
@faizanhassan20886 жыл бұрын
@@waqassiddiqi4316 kzbin.info/www/bejne/oYfHaa19bZuNh6s You should watch this video for elaboration
@nusrathayat52386 жыл бұрын
sahi bola aurat ab mard jesa sajda krty to kesy lagain gin.damagh chat rha hy
@nusrathayat52386 жыл бұрын
@@anumshahzadi9770 sahi aisy hi damgh kha raha hy.to pir aurton ko b takhny se oper shalwar rakh k namaz perni chahye
@swalehamaryam16575 жыл бұрын
One lecture on the topic....from whom we should take knowledge
@kulsoomkhan86244 жыл бұрын
From Ahlul Hadith.
@Multieditzbynik Жыл бұрын
Assalamu Alaikum JazakAllah for this brother May Allah Grant you with happiness Amiin
@shanusalman93862 жыл бұрын
AssalamuAliykum Namaz ka Sahi tarika btane k liye shukriya Jazakallah Allah aap ko salamat rakkhe apne hiwzo Aman m rakhe Ameen
@syedyahiya82747 жыл бұрын
mashallah excellent explanation
@younusparvaiz29874 жыл бұрын
🌹Ghair Muqallideen ka fareb🌹 Ghair Muqallideen kehte hen k aurat aur mard ki namaz me koi faraq nahi aur daleel me bukhari shareef ki hadees صلوا کما رایتمونی اصلی Pesh karte hen yani tum is tarah namaz padho jis tarah tum ne mujhe namaz padhte huwe dekha hai Ghair Muqallideen adhuri hadees pesh kar k dhoka dete hen puri hadees is tarah hai صلوا کما رایتمونی اصلی .فاذا حضرت الصلوۃ فلیوذن لکم احدکم ولیومکم اکبرکم Is tarah namaz padho jis tarah tum ne mujhe namaz padhte huwe dekha hai aur jab namaz ka waqt ajae to tum me se ek Azan de Aur jo tum me se bada ho woh namaz padhae (BUKHARI JILD AWWAL PAGE 603 MUSAFIR KE LIYE AZAN KA BAAB) Is hadees me 3 hukum hen 1⃣ Tum aise namaz padhna jaise tum ne mujhe namaz padhte huwe dekha hai 2⃣ Tum me se ek Azan de 3⃣ Tum me se ek Imaam bane Agar yeh hadees mard aur aurat dono k liye hai to Ghair Muqallideen ki aurten Azan kyun nahi deti? ??? Ghair Muqallideen ki aurten imam kyun nahi banti? ??? Maloom huwa k Ghair Muqallideen is Hadees par amal karte hi nahi 🍃🍃🍃 🌹Mere bhai zara sochen 🌹 Jo log kehte hen ke Aurat Aur Mard ki namaaz me koi faraq nahi hai kya woh in baton ki ijazat denge❓❓❓ ▶ agar aurat aur mard ki namaz me koi faraq nahi hai ap aurton ko ijazat kyun nahi dete k woh apni masjid alag bana len? ??? ▶ap aurton ko ijazat kyun nahi dete ke woh muazzin banen? ? Imaam banen? ?? Khateeb banen? ?? ▶aurton ko azan dene ki ijazat kyun nahi dete? ?? ▶ un ko iqamat kehne ki ijazat kyun nahi dete? ??? ▶unko ijazat kyun nahi dete k woh mardon ki imamat karen? ?? ▶ unko ijazat kyun nahi dete woh mardon k sath safon me khadi huwa karen? ??? ▶ unko ijazat kyun nahi dete k woh bhi unchi awaaz se ameen kaha karen? ??? ▶unko namaz me zor se qirat karne ki ijazat kyun nahi dete? ??? ▶ unko ijazat kyun nahi dete k woh nange sar namaz padhen? ?? Kohniyan aur takhne khol kar namaz padhne ki ijazat kyun nahi? ?? ▶ kya ap kahenge k aurton ko bhi tangen cheer kar khada hona chahiyye? ?? ▶mardon ki tarah aurton k liye bhi jamat me shareek hona zaruri kyun nahi? ?? ▶aurton par bhi juma aur eid wajib kyun nahi? ?? ✅Jab ap in cheezon me faraq kar sakte hen to kya apni maon behno k liye yeh pasand nahi karoge k woh sajdah mardon ki tarah na karen balke aurton ki tarah karen take unka satar chupa reh sake Zara sochen kyun khud apni maon aur behno ki be hurmati kar rahe hen ap❓❓❓ Allah hidayat se nawaze Tahaffuz e Sunnat 🍃🍃🍃
@ahteshamansari77154 жыл бұрын
Aaap murkh ho namaz padhne ki bat ho rahi hai imam mard hi hoga Azan mard hi dega lekin namaz jis tarike se mard padhe usi tarike se aurat v namaz padhe baaki sab hadeesh me hai khol ke dekh lijiye sahab
@younusparvaiz29874 жыл бұрын
@@ahteshamansari7715 aap jakar kisi aur Ko hola banai Ye lijiye hadees ﻋﻦ ﻳﺰﻳﺪَ ﺑﻦ ﺃﺑﻲ ﺣﺒﻴﺐ ﺃﻥَّ ﺭﺳﻮﻝَ ﺍﻟﻠﻪ ﻣَﺮَّ ﻋَﻠَﻰ ﺍﻣﺮﺃﺗﻴﻦِ ﺗﺼﻠﻴﺎﻥِ، ﻓﻘﺎﻝ : «ﺇﺫَﺍ ﺳَﺠَﺪْﺗُﻤَﺎ ﻓَﻀُﻤَّﺎ ﺑﻌﺾَ ﺍﻟﻠﺤﻢِ ﺇﻟﻰ ﺍﻷﺭﺽِ، ﻓﺈﻥَّ ﺍﻟﻤﺮﺃﺓَ ﻟَﻴْﺴَﺖْ ﻓﻲ ﺫﻟِﻚَ ﻛﺎﻟﺮﺟﻞ Tarjumah- Ek dafa Aap (Sallallahu Alaihe Wasallam) Do Aurato ke paas se Guzre jo Namaz parh rahi thi, Toh Aap (Sallallahu Alaihe Wasallam) ne farmaya, Jab tum Sajda karo to Apne Jisam ko Zameen se milado isliye ke beshak Aurat is baare me MARD ki tarah nahi hai.. (Maraaseel Abi Dawood, Mulhiqa Sunan Abi Dawood,Safa 8 Sunan Behaqi,Jild 2, Safa 223, Illa Us Sunan, Jild 3, Safa 19-20) * Yeh Riwayat Shawahid Ke Sath Hasan Darjeh Tak Pahuchti Hai.. ♥ ﻋﻦ ﻋﻠﻲّ ﻗﺎﻝ : ﺇﺫﺍ ﺳﺠﺪﺕ ﺍﻟﻤﺮﺃﺓ ﻓﻠﺘﺤﺘﻔﺮ ﻭﻟﺘﻀﻢ ﻓﺨﺬﻳﻬﺎ Tarjumah- Hazrat Ali (raz) ka Irshad he,Aurat jab Sajda kare to Khoob Seimat kar kare Aur Apne Raano ko apne Pait se Milaa leh.. (Musannaf Abdul Razaq, jild 03, Safa 138, Sunan Baihaqi, jild 02, Safa 222, Musannaf Ibne Abi Shaiba, jild 01, Safa 270 Hd.no-2773)
@nidaahmed6774 жыл бұрын
@Younus Parvaiz, please stop spreading fake Hadith. There is no difference in the performance of Salah for men and women, I have personally seen and learnt this from haram in Makkah.
@younusparvaiz29874 жыл бұрын
@@nidaahmed677 haram Makkah is hadees??? Aapne to Mecca ko hi hadees bana diya Tawaf ke dauran Ramal Ka hukum hai magar auraten Ramal nahin Karti kyo ??? Jabki Kisi hadis mein bhi aurto ko Ramal Karna mana Nahin hai Yah sirf sahaba ke Amal se sabit hai Hadees reading is not enough Understanding is also compulsory