14 no ladoo gopal ji ke liye ghere me kaha se design dal sakte hai
@krishnacrochet51273 жыл бұрын
4-5 rows Ka gap dekar..outer row me jrur design Hona chahiye
@priyankabiswas30353 жыл бұрын
Dusre design me bhi 4 ,5 row ke baad hi kya design dalenge? Aap pls ghere ak 14 no ladoo gopal ji ka dikhana, aap jo ponchu ke ghera ke bare me suggest kiye thi vo akdam sahi aya hai back post front post bala design me thank you for your suggestion 🙏
@krishnacrochet51273 жыл бұрын
@@priyankabiswas3035 Hanji....ghere me aapko ese hi rows increase krte Jana h..aap total 25 se 28 rows bna skte ho 14 no. Kanha ji k liye..har row me increase hota Jayega stitch jisme aapko 2 double crochet bnana h..for example 20th row me aap 20 chains me ek ek double crochet kroge..and 21 me 2 double crochet..agr Aapne ghere ki video Dekhi h to aapko samajh aa Jayega..