People’s don’t follow laws in own country but follow laws abroad 😞😞😞😡
@mr.chiefloafer3662 Жыл бұрын
Jab ameer qanoon toray ga to hum kyu qanoon ko follow karain? Saray qanoon hamaray liyay hain aur ameer ayashi karay
@fakharhayyat9870 Жыл бұрын
Cantt Area main ja k insan ban jatay hain
@zahedhuasin9033 Жыл бұрын
موت تو کوئی شک نہیں ۔اس کا وقت مقرر ہیے ۔ لیکن حفاظتی اقدامات تو بہت ضروری ہیں ۔ اور یہ پاکستان میں آزادی ہیے اور قانون کی خلاف ورزی کرتا بہادری سمجھتے ہیں ۔ اور اس شخص کی جو اپنا فرض ادا کر رہا ہیے ۔اس کو بجائے عزت اور حونصلہ افزائی کرنے کے اس کی عزت نفس کو مجروح کرتے ہیں ۔ معاشرہ ایک منفرد مثال قائم کرنا چاہیے ۔۔
@robbymian7167 Жыл бұрын
2:10 shahzada lga BHAI to dil ke bat ke hy
@AliAkbarBaryar Жыл бұрын
موٹرسائيکلٕ لاءٕسنس سیپرٹ ھونا چاہیے تا کہ ہر آدمی آسانی سے بنوا سکے اور اس کی فیس بھی کم ھونی چاہیے شکریہ۔
@fnaseem645313 күн бұрын
This crackdown is to make money.
@Feb_05p Жыл бұрын
Halmet na honay ki wja se mera eak jawaan cousin ki death ho gae thi, plz apni safety ka kheyaal rakho
@faysalabbasi2733 Жыл бұрын
ان وارڈن کو یہ نظر نہی ایا کہ کسی ایک بایک کے شیشے نہی تھے جو حادثے کی بڑی وجہ ہے
@abdulqadeer4307 Жыл бұрын
sbka aik he jawab , roz pehntay hain sirf aaj bhool gay hain.
@rana_abdullah_69 Жыл бұрын
2:20 pe bande ne bilkul sahi baat ki hai
@shehrozbutt5778 Жыл бұрын
Han
@afnanhaider5673 Жыл бұрын
@@shehrozbutt5778Garmi mei half face helmet pehna Chahiye tha pink t shirt walay bhai ko.
@270muhammadsaad5 Жыл бұрын
Khud Marne ka shoq hai tou maren
@friendsmeet804 Жыл бұрын
3:10 شناختی کارڈ نمبر سے لائسنس کی تصدیق ہو جاتی ہے ۔
@AhmedKhan-hw6ct Жыл бұрын
Ji
@aquarius_larka Жыл бұрын
Jab Jab Pakistani helmet industry k pass stock full hota hai. Tub tub he yeh drama start ho jata hai. 1 Month k leay usky baad. Sb normally chlta hai
@Markhor.gamer_67011 ай бұрын
Bike ki speed per depend karta hai jab speed 40 ya 45 ho gi it will ok
@afnanhaider5673 Жыл бұрын
Garmi hai tou half face helmet pehn lain. Mein khud half face helmet use pehnta hoon. Acha mousam ho tou full face woh bhi DOT approved hain donno.
@Oturno29 Жыл бұрын
2000 ka helmet ab 4000 ka Mil raha hy. Ya ghreeb awam k sath zulm hi
@Countryfirst657 Жыл бұрын
Simple way-helmet pehno kbhi pokice wala nhi rokegaa,besak paper incomplete ho
@Jiyakhanvlogs31 Жыл бұрын
Good
@ZubairCHM Жыл бұрын
تربیت کی شدید کمی ہے ، یہ تربیت نظام تعلیم کرتا ہے جو فرسودہ ترین ہے ۔
@rawadrawad7175 Жыл бұрын
یہ صرف لوگوں سے پیسے بٹورنے کا طریقہ ہے - ہیلمنٹ کے ساتھ موٹرسائیکل چلانے سے حادثات کے چانس زیادہ ہیں کیونکہ سائیڈ شیشہ نہیں لگے ہوتے تو ہیلمنٹ کے ساتھ پتا نہیں چلتا کے دائیں ، بائیں کون آ رہا ہے
@razdar346 Жыл бұрын
تربیت کی کمی ہے لیکن سب میں""""لائسنس بنوانے جائو تو رشوت پہلے مانگتے ہیں
@Noor-e--Islam Жыл бұрын
Moun pey halmet phenley Banda aur bardi gardai Wala Banda kuchul deta hai😢
@muhammadammar-oy2pl Жыл бұрын
Dramy hn itna inhy hamara khyal. Sirf greeb ko tax or fine krny k lie yh dramy bnaye hn. Ameeron ko fine krny ki ya tax leny ki jurat kisi me nhi h. q k hmara pasa in sabki ayashio me lgta h.
@Markhor.gamer_67011 ай бұрын
Waise koshish karo helmat pahno sastey wala lay ker gareeb insan kay liye qanon hai woase afaoa se 😭😭😭😭
@kidscartoon1740 Жыл бұрын
Helmint kia perashot b pahn lain chalan bhir b krty han
@haiderali-t8i8h Жыл бұрын
Bijae helmet pe zor do aur bohat se traffic k rules hain jin pe nazar andazi ki jarhi ha unper zor do.hlmet pe hi kamai chal rhi inki
@awaisawan246 Жыл бұрын
Bila wajha logon ko tang kia ja rha ha bus.
@khurrambaig7387 Жыл бұрын
To much discrimination socially in pakistan.
@ht_ghauri Жыл бұрын
jis trha hass hass k apni theory paish kr rahay hain log iss se pta chalta hai kitni jahil hai. yehi log Saudi Arab and dubai apko saray rules follow kartay nazar aey ge
@fnaseem645313 күн бұрын
It is not crackdown it is money making.
@MuhammadShoaib-np4ib Жыл бұрын
Ye achi bat hai ke helmet pe amal karwao lekin gharib log hi ap ko milte hen unhi ko tang karte hain ap log kabhi amiron ko bhi roken
@SobhanvilogАй бұрын
Si baat
@fakharhayyat9870 Жыл бұрын
Labore k Log Sirf Cantt Area main Law ko Follow kartay hain
@KhanJano-hl8jb Жыл бұрын
Bas Tum Looog Tang Kar rahe Hooooo Logoo koooo😡😡😡😡😡😡👎👎👎👎
@tariq129 Жыл бұрын
Good job police
@QasimZahoor-ju2pj Жыл бұрын
Sab jhothay toba toba
@Markhor.gamer_67011 ай бұрын
Helmat pehen ker jan ki hifazat nahy hoti jab jani hai tu jani.hai 😂 afsos se
@fazalmahmood5920 Жыл бұрын
In our neighboring countries,law enforcement agencies and much more efficient ,even the old ladies riding on the back seat wearing safety helmet. Climate is same harsh but police is efficient.
@cookingwithnad7345 Жыл бұрын
This guy have an lame accuses 😂😂😂have 3 Licences but no knowledge about traffic laws☹️👎🏻😡
@nabeelprince73 Жыл бұрын
He has Dubai licence but still doesn't follow traffic rules in Pakistan
@abdulaskandar4830 Жыл бұрын
Papa nay mana kiya😂
@waqasakhtar5574 Жыл бұрын
Market khuly ha passay ap k papa dayn gy
@usmanAli-hw5xu Жыл бұрын
Police reshwet khani chor day to pher hi qanoon per amal hoga. Camera na hota to ya police wala 50 rupay per man jatay ha
@PHU78641 Жыл бұрын
No one can reach the level of traffic officers Mera dost Ka kal chalan howa KEHTA jaaz cash kro or apna number deya😂
@usmansheikh946 Жыл бұрын
Kangal Government hai inko yeh kha gya hai apni Salary hud nikalo ab
@farooqfarooq6996 Жыл бұрын
Toba hay jhoot per jhoot everyone
@waqasakhtar5574 Жыл бұрын
Banda La juty Lavy
@mudassarabbas4962 Жыл бұрын
Billi yar anchor nu de deo
@uzairahmad3244 Жыл бұрын
Understand 😂😂 instead of understood
@imtiyazaalam5544 Жыл бұрын
Pakistan mein photo khinchne wala lagta hai mobile nahin hai usi se tufan jata hamara India mein vahi system hai
@assadiqeen7d223 Жыл бұрын
Wardi walo ko pta ha. Kamai kaisay krni ha. License banwanay jao to pta chalayga kitni Haram khori lagai hwe ha.
@waleedkhalid6055 Жыл бұрын
kidz ko electric bike chalana ki azazt ha
@abdullahtanveer6157 Жыл бұрын
shram nhi ati ap logon ko sari sahulten gorment k logon ko free my greeb awam ko tum log rgrty ho shram ani chaiya tum logon ko
@lapispk Жыл бұрын
Just zalalat program hai ye , just let people live happily this is just bullshit
@sunnygill909 Жыл бұрын
Balle Punjabio Jionde Wasde Raho Lahore Te Amritsar Da 30KM di Hi Distance Hai Tuhadian Adtan Iko Jahia Helmet Ghar Reh Gayea Id Card Ghar Hai Hune Machenic Kolo Ayea Gadi Navi Lai Jionde Raho Punjabio Adtan Nahi Badal sakde 😜😜😜😜😜
@mudassarabbas4962 Жыл бұрын
Loot lo awam ko
@imtiyazaalam5544 Жыл бұрын
India mein rahata Na to uski 15 so ka fine maarta pulice wale
@waqasakhtar5574 Жыл бұрын
Chawel dy puter
@smartadmissions7308 Жыл бұрын
😂
@saqibhayat0 Жыл бұрын
sab se begarat bike wala hote
@raufloverohan Жыл бұрын
saray nashay mein hain
@mianhabibdinmuhammad2527 Жыл бұрын
hahaha
@rashidrefai5624 Жыл бұрын
Tum lik KY du halmit pahnny sy moth nahi ahy gi kia Tum kuda ho Jo halmit nahi pahny ga foot ho jay ga
@sheikhattiqattiq4664 Жыл бұрын
Helmat bechny k bhany
@AhmedKhan-hw6ct Жыл бұрын
Bike car bhi mout ka bahana he mat chalao warna road pe mar jao ge.ok
@AhmedKhan-hw6ct Жыл бұрын
Road bhi isilye banaey hen k bike or car companies ki sale ziada se ziada ho.he na bhaiiiiiii
@270muhammadsaad5 Жыл бұрын
Bete tera sar steel ka hai?
@sajjadali3572 Жыл бұрын
Fuzool anchor bohat ziada hi weight lifting kar raha hai yeh tu 😂😂😂😂