Aur aapka recipe batane ka tarika bahut hi Achcha hai bahut aasani se a Hamen a jata hai so thank you
@sufiafatma1547 Жыл бұрын
Thanks mam mai recipe bht din se search kr rahi thi khuska gulab bolte hain hm from kolkata...😄
@afshanyasmin40695 жыл бұрын
Chicken aur Aloo pulao sub Masha allah achcha bana dekh kar bahut achcha lag raha hai mai zaroor try karongi
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Aapka bahut bahut shukriya dear
@tamannaparween2123 ай бұрын
Aapki voice bahut sweet hai....❤❤❤❤
@chromanomad55243 жыл бұрын
As salam alaikum. please apni recipes ke description me quantity mention kijiye taki follow karne me asani ho.. aur please kidderpore me jo subah me nashta me milta hai poori aloo ki sabzi bhi bana sikaye
@loverose68104 жыл бұрын
Assalam Walekum mam Humne aapki Ki sari videos Dekhi Hai Aap jitni bhi recipe batati hi na Hamen bahut bahut Achcha lagta hai thank you
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Walaikum salam Khush rahiye.... thank you so much sweetheart
@shainadillain10645 жыл бұрын
Mero ko bhi special dish banane m bahut acha lagta h api🤤🤤🤤
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Thank you so much sweetheart
@shainadillain10645 жыл бұрын
U most wlcm ji 😘😘
@saugatabhattacharyya345 жыл бұрын
Chicken mein paani kab dala gaya?
@joshcreator1295 жыл бұрын
Mashallah bahut hi zyada lazeez mere muh me to paani aagaye...
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Inshallah Kabhi khila dungi Apne haathon se Bana kar....
@ShaheenKhan-or7zb4 жыл бұрын
Bhut hi ache se perfect btati or bnari h aap hr dish dil kush hojata h
@musarratjahan69464 жыл бұрын
Maine v aj banye thi ghr ke sbhi log bahut pasnd kiye apki hr recipe mujhe bahut pasnd ati h masha Allah
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Wow very good
@Luv_kpop_8 ай бұрын
Main bahut baar banayi hun aap ki ye recipe bahut accha zaika hai is ka❤ thank you itni acchi recipe keliye ❤
@fehminakhan59514 жыл бұрын
Zabardast boht lajawab MashAllah
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Thanks dear
@nargisara93274 жыл бұрын
Shukar hai aakhir mil gayi kbse dhond rahi thi kaamini chawal pulao or chicken curry ki recipe ...Kal INSHALLAH lunch me bnaungi 😋😋😋...
@mykitchenmytips84904 жыл бұрын
Masha allah aaj hi aap ki yai recipe dekhi or try ki mashallah mashallah bhut tasy bna jazak allah
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Shukriya dear
@zarineamberkhan546111 ай бұрын
I m from Kolkata....Humbhi aise hi pulao korma banate h.....bas chini wala idea naya h .... thankyou ❤
@alimakhter95874 жыл бұрын
Bihar Achi recipe hai Maine try Kiya tha,😋😋
@ArmanAli-lq5lb5 жыл бұрын
Masha Allah.very nice.thank you for sharing recipe.
@farheennaaz45904 жыл бұрын
Waaah maine ye recepie bohot search ki per itni perfect Or easy nahi mili mai ye recepie zarur try karungi insha allah Or apka bohot shukriya appa jaaan
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Thank you so much dear ,l please jab bhi banayega feedback jarur dijiyega
@farheennaaz45904 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan ji zarur Or aage bhi apke dher saare videos ka intezar rahega appi jaan
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Welcome sweetheart
@skjaved59875 жыл бұрын
M miss my home Kolkata..mummy m coming soon...I love this chicken allu
@anumsiddiqui63432 жыл бұрын
Behad Shukariya 🌹 Master Chef of the World. Main ne ye try Kia aaj.. boht zaberdast bni.
@aseemoraraibkachannel20655 жыл бұрын
Main Kolkata ki hon Abhi main pone main rahti hon par kolkata kahna lajawab
@humazarin4 жыл бұрын
Aaj maine ye recipe try kiya bohot hi tasty bana mujhe meri daadi k hanth ka salan yaad a gya...bohot bohot shukriya apka...mere husband ko bhi bohot pasand aya. Bhuna gosht ka bhi recipe pls batayen..Jazak Allah Khair.
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Thanks dear ♥️
@IndianMomsRoutine5 жыл бұрын
Thanks aaj mai bnaee pulao aap k style me or bhot acha bna such me mza agaya
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Welcome dear
@MyShabnam7865 жыл бұрын
Aap bohot mazedaar khana banati hain..
@skshamsuddin74982 жыл бұрын
Video dekhkar bhukh laggia
@afreenqaiyum11815 жыл бұрын
Thnks mam for my request bhut tasty bana h
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Plz try this recipe.....
@samiaali3185 Жыл бұрын
Very nice.. Recipe.. But are you sure the chicken was half kg looks like one kg to me
@PriyaBalmukundverma-gg4vb Жыл бұрын
Sister chaval ka kya naam batae aapne aur bohat hi superb recipe aapne batae hai thank you sis
@deepakkujur81095 жыл бұрын
Chicken Refined oil ke bazye sarso tel mai aur bhi laziz banega ..pure Kolkata style.. Thanks for recipe madam...
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Shukriya
@babysadaf14475 жыл бұрын
Bht Achha lag raha hai apka recipe....I will definitely try
Bhut accha banati h ap khanaa aisehi mehnt krte rhiye appi or Allah apko khush rkhe❤
@shaheenkausar6664 жыл бұрын
perfect perfect perfect 👌🏼👌🏼👍🏻👍🏻❤🥰
@rukhsanabano23433 жыл бұрын
coconut powder kaha use kiya ?
@soumibiswas72935 жыл бұрын
Aj maine ye chicken recipe try ki hain. Bohot accha bana hain.
@soumibiswas72934 жыл бұрын
Ye jo spl roasted masala aap ne sikhai hain, wo itna zaikedar hain kya batau. Ab toh ye wala masala alag se banake rakhti hoon. Chicken curry ta taste behtareen hota hain. Thank you
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/gpSZo4qkbMRngMU..... Dear aap ine masalon ko use kijiye FIR mujhe zarur bataiyega.... 4 masala apni jagah per bahut zabardast hai... Khaskar ke kitchen king... Aur han Kitchen king masala veg non-veg donon mein use Kiya jata hai.. 💯% restaurant style recipe please dear believe me Itni zabardast aapki chicken mutton banegi ki aap khud pareshan ho jaenge.... Aur FIR mujhe feedback zarur dijiyega
@soumibiswas72934 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan aap ki biryani masala, chole masala maine already try kia hain. Zabardast hain.
@MdRashid-ji9fi3 жыл бұрын
Assalamu alikum aapa bahot yummy 😋 pulao bni h tnx aapa I’m from Kolkata khidderpore 🏠 and u pls
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
walaikum salam dear I'm Also....
@sultanakausar34225 жыл бұрын
so yummy 😋😋😋😋😋😋😋😋😋😋😋😋😋😋😋😋😋😋😋😋😋
@sumitdutta53195 жыл бұрын
Kolkata style chicken recipe hein bengali recipe mein haldi must hei
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Yes dear......
@afreenqaiyum11815 жыл бұрын
Bhut bhut shukriya banane k liye
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Most welcome
@sadiyasiddique13164 жыл бұрын
Love this aalu gosht n pulao😋😋
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Thanks dear
@kolkatadailylifevlog54975 жыл бұрын
Wah Zaika Kolkata ka
@sanaimam54085 жыл бұрын
Aapi Maine Aaj Pulao aur Desi chicken aloo banaya Mashallah Bahut aachcha bana thanks for the receipe
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Welcome sweetheart
@mustafishaikh32525 жыл бұрын
Nice aap ki awaz very good
@roshanbibi77855 жыл бұрын
I love your dish. Masha Allah.. 😋😋😋
@honeyplaysrb42055 жыл бұрын
I'm Muslim to
@mounimonica94913 жыл бұрын
The recipe was supr mam today im gng to try dis
@piaraghar88645 жыл бұрын
Wah wah kia baat ha.. Insha Allah sunday lunch m ye bnaaun gi
@pradeeprajput49073 жыл бұрын
Very nice video
@alishakhan63185 жыл бұрын
mai b kolkata se hun or yeh mera fbrt food h 👍👍👍👍👍👍👍👍
@dollyjolly13185 жыл бұрын
Thanks for sharing the recipe I will definitely try this inshallah and will comment
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Thanks dear.. mujhe aapka comment Ka intezar rahega
@PritiKumari-xg3js5 жыл бұрын
Bahut acha bana hai
@khusimasum4014 жыл бұрын
Bahut achhi appi
@shinellabara24353 жыл бұрын
Very nice
@bonton99743 жыл бұрын
Mashallah very nice
@k912215 жыл бұрын
Mohtarma !! Aapke sauhar to bare khusnaseeb hai...roj roj itne barhiya pakwan nosh farmane ko milta hai unhe...hamare to naseeb hi khote hai...mahino me bhi kuch aisa khane ko nehi milta..😭😭😭😭😭
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Nahin aisi koi baat nahin hai... Mere husband in cheezo ko Pasand Nahin karte hain jaise biryani, pulao, paratha, kachori , Puri, unhen to majburi mein khana padta hai
@k912215 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan tub to aap ke sauhar kafi health concious type ke insan honge..😃😃..waise bohut kam insan milenge jo in jabardast khano ko na kar paye. Bahar-hal !!..umeed hai apki Eid bohut atchi gayi hogi...kuch eid special pakaya hoga to please.. jaroor share kijiyega. Allah hafiz !!
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
@@k91221 mere husband Dr. H..... .ass a dietition.... Eid mein maine special dish shahi tukra banaya tha.. jis ki video uploaded hai .....
@sadiyasiddique13164 жыл бұрын
Pulao me coconut powder skip nahi kr sakte pls reply sis
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Coconut powder se pulao me test bahut zabardast aata hai
@sadiyasiddique13164 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan ok sis
@goatcareinformation96244 жыл бұрын
I tried your recipe .......It's sooo yummy.......Thank you aapi
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
*THANKS*
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
*THANKS*
@roqiyakhan7223 Жыл бұрын
Masala jo ready kiye hai wo pura milana hai kya
@ridds124 жыл бұрын
Khidirpore mein Indian hotel ka Galauti Kebab ka recipe dijiye please..
@rizwanaparveen2415 жыл бұрын
bahut khub lazeez
@rakeshjha75463 жыл бұрын
Uss chawal ko govindbhog chawal kahte hai uski kheer vi mast banti hai
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Ji bilkul Sahi farmaya aap ne
@zikrahussain69724 жыл бұрын
👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼
@INDIANNEWSCOLLECTION5 жыл бұрын
Bahut khub.....
@shubhashishtirkey27505 жыл бұрын
Ye Chawal odisha main bhi milta hai
@farheennaaz45904 жыл бұрын
Lajawab pakwaan sachme
@Afshanakhatoon-b8i Жыл бұрын
😋😋😋👌👌👌👏👏
@rubykhan44515 жыл бұрын
You are a good cook
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Thanks sweetheart
@saifalam81635 жыл бұрын
Assalamu alaikum... Bahut zyada shukra guzaar hu aapke is recipe keliye, you are the only first youtuber chef who uploaded this recipe which is basically Bhagalpur but very famous in Kolkata. Thank you so much didi.☺☺☺😋😋
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
You are absolutely right..... Yeah recipe Bhagalpur aur Patna ki hai baad mein jakar ya Kolkata mein zyada hi famous ho Gaya........
@2husayn3 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan sirf Patna he nahi balki Arrah aur Buxar k area me bhi ye Pulav Ghost khas mauke ka khana huaa karta tha ab to Gaon Dehat me bhi Biryani banne laga bhale banne aaye ya na aaye. Pahle to Ghar k khuchh he Auraton ko ye Pulav aur Gosht bannane me maharat haasil thi Jo apne aaspass k Gharon aur Rishtedari me ye recipe bannae jaya karti thin aur bahut izzat paati thin. Hamare Walid sb Marhoom ne hamesha Biryani k upar is Pulav Gosht ko tarzreh di. Bahut shukria aapka .
@ashokkharey5 ай бұрын
At what stage did you mix water ?
@hanifoodsecret87652 жыл бұрын
Wow sister
@rubinashaikh63155 жыл бұрын
Nice so yammy but mujhe yeh recipi aata h
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Thanks for watching my video but demanding thi
@mohummadsalman73155 жыл бұрын
Bahut Maza aaya super
@shellaparveen2242 жыл бұрын
Rumali roti batay kase bnay
@Cookingandvloggingwithsalmajam5 жыл бұрын
Bahut acchi recipe h
@aminandita20744 жыл бұрын
Ek baat meine notice ki hai, ki aap haldi powder Ka use nahi karte hai apki recipe mei.... Biryani me bhi same.... Kya iska koi specific reason hai ??? 😎👍
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Maine Kolkata style chicken curry recipe share kiya hai, haldi se colour aur test change ho jati h, agar yah Bengali recipe hoti to ismein mein haldi zarur dalti... Aur bahut sari Biryani mein haldi use Nahin Ki jaati hai jaise ki awadhi Biryani ,Lucknowi biryani ,Kolkata biryani...
@aminandita20744 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan Accha..... Thank you samjhane k liye.... ❤️
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Welcome dear ♥️
@sabamustafa95233 жыл бұрын
Mai bhi banati polao gost but ap ne gulab pani aur meetha attar nahi dala hai .
@erumhussain7966 Жыл бұрын
Coconut powder dena zaroori h Kya ?
@shaistaperween69764 жыл бұрын
Ymmmmmmmy .. delicious
@sohailmohamad3685 жыл бұрын
hmm yummy ..halim ki recipy bataye
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Video already uploaded
@SabaKhatri11 ай бұрын
Salan pulao mai garam masala bahut Dale ho
@kishwersultana165 жыл бұрын
My favourite dish ...
@noorjahankhatun98714 жыл бұрын
Plz boliye kal mehman aane wale h ghr pe
@daddykazaa2 жыл бұрын
Very good recipe just one thing you could have used turmeric powder instead of food color with the Aloo.
@maryamfatimaasjadi59213 жыл бұрын
Coconut powder dalne ka reason btaden
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Jabardast test ayega
@maryamfatimaasjadi59213 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan shukriya
@rosekhan1549 ай бұрын
Aap ne pani kab dala ye to bta ya hi nhi
@farheennaaz45904 жыл бұрын
Appi basmati rice kisi tehri ka video banaiye pls.....
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Zarur dear
@searchstop8615 жыл бұрын
Bahut hi zyada testy.....
@eramfatima76194 жыл бұрын
Bihar me aise hi banta hai pulao gosht..but usually we don't put aalu..👍
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
*Ek Bar try kijiega Inshallah ko bahut pasand aaega*
@eramfatima76194 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan Zaroor try karungi Insha'Allah ek bar quarantine se aazad ho jau😂😂 Tb tk bs aapki recipe dekh k sabr kr rhi hoon.
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
*Allah Sab Ki Hifazat Karen*
@newdelhi32475 жыл бұрын
I love your sweet voice. Explains nicely.
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Thanks dear
@tuhinabhattacharya63585 жыл бұрын
True
@razdakhatoon15092 жыл бұрын
Naryal powder na hu tu naryal ko khurch k de skte h???
@LazeezDastarkhwan2 жыл бұрын
Yes
@aniltrehan60364 жыл бұрын
Delicious food...........👍👍
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Thanks dear
@MDneyazMDneyaz-ml2hz4 жыл бұрын
Nice Biryani recipe wow
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Thanks dear
@tabassumshabbir16585 жыл бұрын
Gost aloo kaise banati h plz btayen
@sumitswarup93203 жыл бұрын
Namastey mam..i am big fan of your cooking..especially chikan biryani, chikan pulao patle shorba wala...but mujhe ingradients nahi mil rhe...
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Namatey dear Khush rahiye.....aap ko koun sa ingredients nhi mil Raha h
@skamna37235 жыл бұрын
Mam mai jb v chkn aloo sath dalti ho aloo glne mei wqt lgta h or chkn zada gl jaye h kya kru?
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Aloo ke piche bahut bada na Karen, jab chicken thoda sa pak Jaye tb aap aaloo dalen jis Tarah se Maine banaya hai, ISI process se banaenge to Aapka chicken aalu bahut hi jyada accha banega