@@legaladvice77sir mere case me revenue office ka accept nahi kar raha hai court se bana hua legal heir certificate chaiye to phir kaise apply kare jab mane bahut lawyers se baat kari to kisi ko bhi pata nahi hai sab ko sirf succession certificate ke bare me pata hai, please guide me regarding this.
@Gold-gz9isАй бұрын
Speak about time limit for oneside divorce each trail?
@jiteshsharma9329Ай бұрын
Respected sir Haryana me hssc ne ek pre cet ka exam 5 nov 2022 ko liye and hamne 2 year technical post ki preparation ki then 2nd mains exam 10 sep, 2024 ko liya this duration,hamne ache se preparation ki and ye ab hme 7 sep,2024 ko inhone cut off public ki ki ye exam kon kon student de payenge sir hmari 2 preparation ki koi value nhi rah gyi h ham court case krna chahte h Sir asi koi verdict h jisme ki aapko cut off exam se kitne days phle public krna compulsory h Please help kre sir
@mansiprajapati9606Ай бұрын
Isme paise kitne kharch hote h aur upe b tehseeldar se bn jayega online process ho to bataye
@mangrubhaiya9936Ай бұрын
Court marriage par new video banaiyea
@Tannummmm-hz5xpАй бұрын
Agr bachhe mayka me peda hue aur whi pal rahe ho to talak ke baad kisko milege please reply
@arunkumar-sd1btАй бұрын
Dada ke nam jamin tha jo unki death ke bad bina koi basiyat ke bech kr 3 beto ne maa ke nam pr jamin li pr av maa serf 2 beto ko faver kr rahi h esme ek beta kya kare