Hey guys please watch my new video Delicious malai gosht recipe kzbin.info/www/bejne/jKTcf2Sge7iIf80
@RutbaKhanKitchen4 жыл бұрын
Wow very Tasty recipe ♥️😍
@talibali19882 жыл бұрын
Bahut hi shaandar..zabardast biryani.. Maine bhi try ki..bahut tasty..Thank you
@Foodkitchen923132 жыл бұрын
Shukriya🥰
@danishrana54434 жыл бұрын
Ek number biryani banai hai aapane aur isase aasan biryani main abhi tak Nahin dekhi Kisi ko banate....
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Bohot bohot shukriya💓 please subscribe my channel sir
@ishakhan5443 жыл бұрын
Maza, aa gya thankyou
@Foodkitchen923133 жыл бұрын
Thanku so much dear💕 lots of love😍
@cookingforfun67954 жыл бұрын
apki biryani bahut pasand aayi mujhe thanks for this recipe .
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Thanku so much💓😍
@shaheenkhan82423 жыл бұрын
Lajawaw
@Foodkitchen923132 жыл бұрын
Shukriya
@gharkelazeezzaike1104 жыл бұрын
Bohot masala biryani dekhi hain ye sachme kuch hatt kar hai aur dekhne me bhi kafi achhi hai thida sa upar se oil dalta to aj tak ki best biryani hoti ye par phir b bohot hi lajawab hai great job👍
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Thanku so much dear❤ (off camera maine uppar se oil dala tha dhoot krte time bhul gayi thi)
@gharkelazeezzaike1104 жыл бұрын
@@Foodkitchen92313 good siso😊
@syyedosama42883 жыл бұрын
Maam kitna oil dale upar se
@gharkelazeezzaike1103 жыл бұрын
@@syyedosama4288 Osama bhai plz subscribe my channel plz bhai plz m also syed
@syyedosama42883 жыл бұрын
@@gharkelazeezzaike110 maam uper se oil kab dalega dam se pehle ya dam ke baad plz reply
@TahirKhan-bk8dt4 жыл бұрын
Thank you, bahut acchi recipe hai aapki mam🙂🙂🙂
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Thanku so much❤
@muhammadahmad94343 жыл бұрын
show me how to make chicken biryani Spicy Biryani as you are making it
@Foodkitchen923132 жыл бұрын
Coming soon🥰
@irfhankhan74474 жыл бұрын
Appki biryani bhahut testi bani
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Wow great😘❤ stay connected 😍
@shaanbhai90803 жыл бұрын
Ab tak sabse easy biryani.....❤️
@Foodkitchen923133 жыл бұрын
Thanku so much😍
@shamaparveen71514 жыл бұрын
Very easy recipe thanks
@Foodkitchen923133 жыл бұрын
Thanku so much dear😍🥰
@fragrantbeauty074 жыл бұрын
I tried it. Very tasty 😋
@Foodkitchen923133 жыл бұрын
Thanku so much dear😘❤
@Heyy_sup4 жыл бұрын
I tried this n it really came out so well same as Delhi6
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Thanku so much 😍💓
@saimaafsar92787 ай бұрын
Thank you so much mene ye biryani banai Or meri bohot tarif hui😊
@Foodkitchen923137 ай бұрын
Bahut shukriya meri bahen try krne ke liye❤️
@pearlpeter23503 жыл бұрын
Everything looks perfect, but too much of chillies, red and green whole chillies
@Foodkitchen923133 жыл бұрын
Ap apne taste ke according chillies kam ya zyada kr skte hain🤗 btw thanks for watching ❤
@Governmentteacher1236 жыл бұрын
Bahut acche se explain kiya .
@Foodkitchen923136 жыл бұрын
Thanku☺
@anjumkhan78024 жыл бұрын
Assalamu alaykum mashaallah apne bohot acchi resipe btai h or mene Bnai ese hi Biryani mashaallah bohot acchi bani h Biryani thank u so much mam😊👍
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Thanks for watching dear❤
@Hassankazi3434 жыл бұрын
Kafi laziz bani hogi 😋😋 feel kr skta main 😋🤤
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Thanku so much☺
@adilimran5604 жыл бұрын
Purani delhi ki asli biryani yahi he
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Thanku so much😍
@bilalahmed50465 жыл бұрын
Zabardst I was in searching of this recipe thanks sister jazakallah
@Foodkitchen923135 жыл бұрын
Bht shukriya😍🤗
@nisar_ibrahim4 жыл бұрын
Beautiful, 👌 look like street food Biryani of Old Delhi....
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Thanku so much❤ plz subscribe my channel😍
@shamimakthar73156 жыл бұрын
sach mein sis...... bhot achi recipe hai
@foodeezlife66154 жыл бұрын
Tried this recipe...and it turned out to be great..thanks....
@Foodkitchen923133 жыл бұрын
Wow great🥰 thanku so much❤
@MohdHaque-ty5xw4 жыл бұрын
Assalamualaikum.. kya aapne Golden sela rice use kiya hai.. please suggest best rice for the recipe..
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Walekum assalam... Ji maine golden sela rice hi use kiya hai aur is biryani ke liye yeh sbse best rice hai..
@ramshafatima76583 жыл бұрын
Yummy
@Foodkitchen923133 жыл бұрын
Thanks love🥰❤
@amreeniftikhar4024 жыл бұрын
Me aise hi banaungi thanks sis 😊😊
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Thanku so much😍
@seemahyatalikhanseemahyata31844 жыл бұрын
mirch ke alawa bhi kuch dala h ya nhi
@bushrashahbaz59554 жыл бұрын
i tried this nd its really very tasty 😋😋
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Thanku so much❤😍
@shaistaparveen26014 жыл бұрын
Thànks you so much.. I tried yesterday it was so delicious 👍
@Foodkitchen923133 жыл бұрын
Thanku so much dear😘
@azamrehman2394 жыл бұрын
Me bhi try karungi.thank you sis.but sis Aapne mention ni Kiya k gas ka flame Kitna rakhna he.
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Biryani dum rakhte time ap flame ko medium rakhna aur niche tava rakh dena isse biryani jalegi nhi tale se❤ thanks for the comment dear😘
@azamrehman2394 жыл бұрын
Thanks 😊😊😊
@rojuddin17814 жыл бұрын
Achcha laga
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Thanku💓☺
@afreenmumtaz97396 жыл бұрын
Really very nice recipe dear.... Its mouthwatering dish 😋😋
@Foodkitchen923136 жыл бұрын
Thanks dear❤
@asrarahmed79485 жыл бұрын
Exactly aap ki hi tarah banaya..maybe u won't believe but bohot hi kamal ki bani...Thanx a lot for ths...u r doing amazing
@Foodkitchen923135 жыл бұрын
Ma sha Allah 😍 Ap instagram par mujhse pic share kar skte hai hamari batayi recipe ki ... Thanku so much☺
@SalmanKhan-yi3cc4 жыл бұрын
Sis deg ka Motton korma btaeye
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Hanji zaroor❤
@fatimazohra76024 жыл бұрын
Thank u for this amazing recipe 😊❤️
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Thanku so much❤
@seemahyatalikhanseemahyata31844 жыл бұрын
itni mirch babre bab
@vie-wers4 жыл бұрын
I hope you put in english writing the spices names and how many it is on the vids since l dont understand your language for learning your cooking skills...
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
now i write the names of Spices in English in all the videos I uploaded .... You must watch the new videos once😍❤
@vie-wers4 жыл бұрын
Thank you so much it helps a lot..
@MrArushkhan4 жыл бұрын
Zabrdast and mast mast 👍❤️
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Thanku so much❤
@muskanabbas71604 жыл бұрын
Maine isko try kiya tha rmzaan me tab theek nahi bana tha kyu ki mujhe pata nahi tha kese ban ta hia but ab zarur karugi sukriya appi 😘😘😘😘
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Thanku so much❤
@azraqureshi10094 жыл бұрын
Mam app ne fried onions Nahi dale
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Dear is biryani me onion tomato nhi dalta...ek baar zaroor try kre😘💓
@mdkalam-pp4je4 жыл бұрын
Kya isse chicken or basmati chawal k sath bna skte h?
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Hanji bilkul... Bs basmati rice me namak kam jayega..❤
@mdkalam-pp4je4 жыл бұрын
@@Foodkitchen92313 shukriya
@samirkhanvideos47504 жыл бұрын
Masala kya dala laal mirch k sath vo nahi dikhaya
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Sir maine bs rang aur dahi ka mix dala hai... Alag se koi masala nhi dala ❤
@samirkhanvideos47504 жыл бұрын
@@Foodkitchen92313 Acha sir ni boliye bhai boliye chota hu apse ap bht acha kam karrahi ho
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Shukriya bhai❤
@samirkhanvideos47504 жыл бұрын
@@Foodkitchen92313 all the best
@dillihungersrecipiesbyalic57044 жыл бұрын
This is not basmati rice, This is Sela rice
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Yes ...thanku so much❤
@MohdArif-nj5yn4 жыл бұрын
Amezing sis
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Thanku so much😍
@susankhan84474 жыл бұрын
please chicken biryani recipe...
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
In sha Allah😍❤
@mohammed.waseem23424 жыл бұрын
Hyderabadi Biryani ki Recipe Chahiye Mujhe 😇😇😇😇😇😇
@SalmanKhan-oz7kr4 жыл бұрын
Waaooo My most favorite biryani
@alishaidrisi23204 жыл бұрын
Delicious😋😋
@anasyumna4 жыл бұрын
Same me ese hi Bnati hu
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
❤❤😍😍
@sabyu7864 жыл бұрын
Aap ne Mirchi ka achar dala hai Jab Tak same waisa Mirchi ka achar nahi banta biriyani Kai se bane hi? Wo achar Jo aap ne dala hai uski same recipe dal diji ye
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Maine ( tops ) brand ka mirch ka achar daala tha...ap kisi bhi acche brand ka achar use kr skte hain❤
@sabyu7864 жыл бұрын
@@Foodkitchen92313 Hamare yaha koi bhi brand ka nahi milta bars e maherbani waqt Jaya na Kar ke wo top brand ka Mirchi ka achar bana Bata e
@rukhsarazeem88524 жыл бұрын
Madam mene same apki tarha banyi biryani apke tarike se. Bohot hi testy bni kasamse same shadi wali jo shafi me degi biryani hoti h. Spicy same ditto aisehi bani. Thanks a lot mam....... meri hubby bhi believe nhi kr rhe the. Ye ghr me kese bn gyi same redymat jesi
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Wow😍 thats great😘 aur acchi acchi videos ko dekhne ke liye channel subscribe kr dijiye😘💓
@rukhsarazeem88524 жыл бұрын
Thanks a lot mam.....
@jamilahmad28793 жыл бұрын
Asslamualaikum hum ne ye biryani banai hamari dahi faht kiuy kagu kiya bzah ho saqti he batay
@Foodkitchen923133 жыл бұрын
Walekum assalam.... Apne dahi ko acchi tarah pheta nahi hoga....agar dahi me lumps honge to dahi fatne ke chance hain.
@abdulshafiq12705 жыл бұрын
Wow delhi ki degi biryani
@Foodkitchen923135 жыл бұрын
Thanku😊
@savejsaifi17363 жыл бұрын
Oil garm karkai dalna hota hai kya mam or oil kon sa hona chahiye
@Foodkitchen923133 жыл бұрын
Nahi oil garam kre bina bhi chalega kyuki refind oil ap aise hi daal sakte hai bilkul kaccha nahi lagta... Waise bhi jab hum biryani dum dete hai to oil bhi apne ap pak jata hai
@savejsaifi17363 жыл бұрын
@@Foodkitchen92313 thank you mam
@tabassumjahan26374 жыл бұрын
Thank u so much
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
❤❤😍
@simranmalik31704 жыл бұрын
Today i have made a lot of love To my family
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Awwww😍 lots of lovee❤
@Ruko_sun_ke_jao_8435 жыл бұрын
Same old delhi style me😋😋 thanku for this recipe😍
@Foodkitchen923135 жыл бұрын
Thanks ☺
@noushinkhan61724 жыл бұрын
This dish amazing ok
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Thanku so much dear💓😍
@faraanj5 жыл бұрын
Agr mirch ka achar na ho to skip kr skte hai ya koi substitute?
@Foodkitchen923135 жыл бұрын
Mirch ke achar se taste me izaafa ho jata hai😋 waise aap aam ka achar ya mix achar bhi daal skte hai😊 nd thanks for the comment💞
@rojuddin17814 жыл бұрын
Keep it up
@shaziakhan33576 жыл бұрын
Wow sis nice👌 but I'm already make this biryani and same method
@Foodkitchen923136 жыл бұрын
Wow😍thats great❤
@shamimakthar73156 жыл бұрын
very nice video
@Foodkitchen923136 жыл бұрын
Thanks❤
@abdulqadir-wi9mc4 жыл бұрын
assalam o alaikum warahmatullahe wabarakatuhu agr gosht 1 kg ho aur rice 1.5 ya 2 kg krne ho to kya farq ayega recipe me
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Walekum assalam🤗 jitne masale dikhaaye gaye uska adhi quantity jitna masala daal dijiye... In sha Allah acchi banegi biryani🥰🥰
@abdulqadir-wi9mc4 жыл бұрын
@@Foodkitchen92313 jawab dene ka shukriya...lekin apka answer mjhe clear nh hua..mera poochne ka maqsad ye th ki masale gosht k hisab se hte hn ya chawal k hisab se ya dono k hisab se....agr dono k hisab se to kitna weightage hta rice aur gosht ka.....formula kya rahega agr kbh rice ko double krna ho ya kbhi gosht ko double krna ho...
@qasimsoomro4984 жыл бұрын
Me kl banogi InshAllah
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Thanku so much😍
@qasimsoomro4984 жыл бұрын
Most welcome humri kl eid hn ns
@gulnazkhan53494 жыл бұрын
Lal mirch kese milegi
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Jab ap dahi dalengi na uske pani se bhi pakegi aur yakhni chawal ke uppar se dalengi woh yakhni se bhi mil jayegi... Ek baar zaroor try karen❤
@cat_lovers8974 жыл бұрын
Masha Allah so yummy 😋
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Thanku😍☺
@FazzyKVlogs6 жыл бұрын
00:18 .ye basmati nahi, Sella rice hai.
@Foodkitchen923136 жыл бұрын
Sorry ap sahi hai yeh sella rice hai☺ Aage se dhyan rakhungi in sha Allah...nd thanku so much😊
@FazzyKVlogs6 жыл бұрын
@@Foodkitchen92313 All the best for your channel!!
@bilalahmed50465 жыл бұрын
Guru aadmi ho faiz bhai
@uzmabano88554 жыл бұрын
Nice
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Thanku so much😍
@shamimakthar73156 жыл бұрын
aapke Bhai bhot pyar karte hai aapse aese Bhai Allah sabko de aameen hii I Am Shaheen
@Foodkitchen923136 жыл бұрын
Alhamdulillah😍 Shukriya
@khanurooj50054 жыл бұрын
Ye deg me hi bnani zruri haii kya????? Nd mutton me 5 whistles lgani zruri hai...?? Wo to bahut jldi gal jata h
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Deg me banane se shadiyo wali biryani ka taste aata hai...ghar me aap ise bhagone me bana sakte hain... deg se bht milta taste hota hai uska aur maine jab mutton pakaya tha to 5 whistle me soft hua tha islye maine 5 whistle bataya ...ap apni sahulat ke hisab se mutton me whistle laga sakti hain sis💓 thanks for watching😘
@blogwithabhik4 жыл бұрын
Wow this is nice
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Thanku☺💓
@ashumalik22554 жыл бұрын
Sister chawal k bad yukhni ka pani kitna daalna h
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
1kg ki biryani me 250 ml yakhni dalni hain... Nd yakhni me. Namak halka sa tez hona chahye
@ashumalik22554 жыл бұрын
@@Foodkitchen92313 thanks a lot ... i want to open a biryani house in delhi .. can u contribute in this ... bcz mashallah aap bht achi chef h ..
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Ap kaha se hain??
@ashumalik22554 жыл бұрын
Me delhi se hu ...or aap kha se h .. my calling no 9354756266 WhatsApp no 9871136657
@ALIHASSAN-sm6hv3 жыл бұрын
Assalamualaikum Aapne isme Biryani masala nhi dala Plz reply
@Foodkitchen923133 жыл бұрын
Walekum assalam....yeh biryani bina biryani masale ke hi bht lazeez banti hai ....ek baar zaroor try kijiye🤗
@naeemsaifi85824 жыл бұрын
Humne isko AAP se dekh ke banaya test to bahut accha tha Lekin jo dahi Dali thi wo fat gayee .. I am sad
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Dont be sad😘 Ek baar me himmat nhi haarte.. Phir se try kro ..in sha Allah dahi nhi fategi💓
@nameerascreativity18634 жыл бұрын
Agr dahi na ho to kya dale
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Ap bs pani me colour mix krke bhi daal skti hai...pr dahi se taste ata hain
@rukhsarazeem88524 жыл бұрын
Aj bnayi thi mene
@akshachoudhary7874 жыл бұрын
Jbtk biryani me tmater pyaz dhaniya pawder or soap nhi dale to acchi nhi bnti
@Foodkitchen923133 жыл бұрын
Mam biryani sirf ek tarah se nhi hazaron tarah se banti hai...sb shehar ka style alag hota hai ap ek baar zaroor try kre🥰😍
@ayatkhan12334 жыл бұрын
Masala tale mai na lge uske liye kra kre
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Biryani ko dum dete time tave ko niche rakh lijiye phir us pr bhagona ya jisme paka rhi hai woh bartan rakhiye... Masala nhi lagega tale me💓
@ayatkhan12334 жыл бұрын
@@Foodkitchen92313 thnx
@rohnitbasu92154 жыл бұрын
Can u plz tell ki ye apne hyderabadi moradabadi nd Mughlai biryani in mese ye konsi banai hai aur biryani me achar ne toh pura zaika hi mutton ka gayab kar diya hoga...!!!!
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Sir yeh delhi ki shadiyo me.banne wali biryani hai jo jama masjid me bohot famous hain... Hyderabadi, muradabadi biryani mere channel pr hai woh checkout kr lijiye bilkul hi alag method nd ingredients se bnti hai.. Aur achar ko itna nhi dalna ke mutton ka zaika khatam karde achar ke oil ko dalenge to zaika khatam ho skta hai...ap chahe to skip kr lijiye lekin bawarchi style me achar zarur dalta hai...
@rohnitbasu92154 жыл бұрын
@@Foodkitchen92313 thanx for da information sir mujhe nahi pata tha ki ye biryani waha ki famous hai mai lko se hu nd mera bhi biryani banane ka kaam hai party's me lekin apka ye method bilkul different tha mai zarur try karunga😊🙏
@aarizali19814 жыл бұрын
@@rohnitbasu9215 Aapne try ki ye delhi style biryani ?? Sach me bahut tasty hoti h Mai delhi se hun Yahan mostly yahi biryani banti h aur bahut tasty hoti h Aur achar se iska taste kharab n hota Balki badh jata h Up ki biryani se bilkul alag hoti h ye Khaynge to maza hi ajayga
@aarizali19814 жыл бұрын
@@Foodkitchen92313 thanx for the racipe I was searching for this recipe
@mohdsaif-yy2px6 жыл бұрын
Ever keep on feeding Biryani or keep on sticking you have made you very good 😋😋😋
@Foodkitchen923136 жыл бұрын
Thanks😊
@Uzmasrecipes4 жыл бұрын
Waooo very nice recipe
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Thanku so much💓
@atifkhan-qg2gv4 жыл бұрын
Koi new resipii
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Upload ki hai sir.. Plz channel ki videos wale option pr ja kr dekhiye🤗
@WaseemVlogs-12344 жыл бұрын
yakhani kise kehta h
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Gosht boil hone ke baad jo uska pani rehta hai jisme.gosht ka flavour aa jata hai use yakhni kehte hai
@razaallrounder28694 жыл бұрын
Meri pyari Baazi me Delhi me room par rahta hu job krta hu yaha I'm from Moradabad so mjhse to banega nahi aap hi khule dijiye apne haath se bana
@Foodkitchen923133 жыл бұрын
In sha Allah bhai..
@raazraja11894 жыл бұрын
20 kali mirch to nahi dikh rha madam wo to kam se kam 60 pieces h
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Sir yeh ap khud adjust kr lijiye... Voice over krte tym bhul ho gyi thi mujhse🤗💓
@syedrehbarmehdinaqvi26874 жыл бұрын
एक बात बताइए इसमें आपने गरम मसाले धनिया जीरा पाउडर वो तो कुछ नही डाला क्या ये सब मसले डालने ज़दूरी होते है
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Delhi ki degi biryani me yeh sb nhi dalta... Isko banane ka tariqa bht alag hai dusri biryani ke hisaab se🤗😍
@firozmalik92703 жыл бұрын
Masala biryani kha se hui msala to dala hi nhi h😁
@Foodkitchen923133 жыл бұрын
Masale dale hai na.. Namak mirch.. Khada masala😂 waise ise purani delhi me masala biryani hi kehte hai🥰 thanks for watching❣️
@firozkhan73034 жыл бұрын
Purani delhi ku biri.yani ke pakane m aapki kami h . Sahi tareeqa nahi h .
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Aap sahi tariqa bata dijiye🤗
@mohdtaeemqidwai70165 жыл бұрын
Aj hi bnwani h mom se
@Foodkitchen923135 жыл бұрын
Sure☺thanku❤
@farmanrz77966 жыл бұрын
Medam changezi banane ki video banao plz
@Foodkitchen923136 жыл бұрын
In sha ALLAH zarur😊
@Foodkitchen923136 жыл бұрын
Hey maine apne channel pe changezi ki recipe upload kardi hai plz ap checkout kar lijiye😊 thanku
@farmanrz77966 жыл бұрын
Thanx medam aap hamesha khoos Raho
@Foodkitchen923136 жыл бұрын
@@farmanrz7796 thanks nd u too😊
@sabiyanoman92634 жыл бұрын
Kali mirch 20 to nhi h😬😬😬😬
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Ap apne andaze se daal sakti hai ma'am😘😍
@Safiyah-19969 ай бұрын
Biryani ke masale ko lal mirch bol rahi h jhuti hum bnate h isse
@Foodkitchen923135 ай бұрын
Bahen isme biryani masala nahi dalta....kyu aise harsh words bolte ho dusre ko...nahi dekhni video mat dekho pr sahi se comment to karo
Pehle istemal kare phir vishwas kre😂😂😂 plz give it a try❤
@nargissaifi85448 күн бұрын
😢 ye biryani humne full stype dekh kr bnaai but bilkul bhi acchi nhi bni👎👎 chawal rang m khichdi ho gye aur koi zaika nhi tha pta nhi ye log kyu acchi btaa rhe h degi biryani se bharosa uth gyaa😢
@Foodkitchen923138 күн бұрын
Apne chawal sahi nahi pakaya warna woh khichdi nahi banta aur color itna nahi dalte ke zarde jaisa ho jaye...ekdum instructions sahi follow krte to accha Banta meri bahen
@rahemeenali80864 жыл бұрын
Apne dudh ni dala isme dudg bhi use hota h
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Madam sab apni choice hoti hain... Ap jo chahe daal skti hain
@abidakhan10764 жыл бұрын
Bakwas...isse achi to m bna leti hu
@Foodkitchen923134 жыл бұрын
Plz recipe zaroor share kre😂
@PawanDas13783 жыл бұрын
Aisa nakali biryani
@AshrafAli-gu4pl4 жыл бұрын
Nice taste Sach me
@Foodkitchen923133 жыл бұрын
Thanks🥰
@sazidansari24973 жыл бұрын
Sis isme jeera use nhi hota hai kya
@Foodkitchen923133 жыл бұрын
Nahi❣️ plz ek baar zaroor try kijiye... In sha Allah bht behtareen banegi