میں ویسے الیکٹریشن کا کام جانتا نہیں تھا لیکن آپ کی ویڈیو دیکھ دیکھ کر اپنے گھر کی پوری وائرنگ میں نے خود کر دی
@xohaibnacer7902 Жыл бұрын
To fire brigade or ambulance ko call ki the ya nahi
@huzaifashah87210 ай бұрын
توبہ توبہ
@MuhammadAshfaq-m6r9 ай бұрын
Kdr
@AmmarAfzal-xg5dw3 ай бұрын
😂😂😂
@mazharfarooq1763 жыл бұрын
ماشاءاللہ ۔بہت ہی زبردست ویڈیو ہے ۔جزاک اللہ
@xohaibnacer7902 Жыл бұрын
Ap ka bohat bohat shukriya ap ne itni qeemati maloomat di or itna ilam me izafa kiya. Allah apko khush rakhe allah ap se razi ho. Ameen
@ShahGMurshad-uu4yr8 ай бұрын
Yaqeen karen pehli ak sai aur clr vodeo dekhi jis sey m khud b alctrc ka kar lia boht shukria bhai apka allah apko ajar dy
@waqasmehmood94936 ай бұрын
Acha explain kiya ha. Shayad client ki koi requirement ho budget ke hisab se laikin agar main breaker two pole ka ho jata to neutral bhi protect ho jati. Thank bhai for good video.
@shahzadmayo60183 жыл бұрын
MashaAllah bhai buhat hi Acha andaz he apka samjha ne ka
@رضواناختر-ع4ث2 жыл бұрын
ماشااللہ جی سبحان اللہ بہت زبردست وڈیوز ہے بھائی جان
@ladlapapuladlapapu9484 жыл бұрын
Mahboob bhai main video dakhny say pahly like krta hun or bad main video dakhta hun ĺove u allah pak aap ko aap ki famly ko hamain saray pakistan ko or tumam dunya k logoon ko bilkhasoos muslman dunya main jahan jahan pay jatay hain unhain apnay hifzo emaan main rakhy or tumaam naghani aafat say door rakhy jzaak allah
@NasirAli-v5v3 ай бұрын
Ma aik electrician ho Sir ma ne jb afka ye video deka to ma na direct afka Chanel subscribe kya bahut zbrdst video bana rahe af mujy pora smj agya ❤❤❤
@DadMuhammadktkDadMuhamma-bv1jg3 ай бұрын
Masha Allah , you have made a very good video.I am 100 % satisfied with your video.
@mukhtiarahmedburiro6952Ай бұрын
ilike sir ap n buhat ahshe tareeke batya i like good
@youngalicolonywalfare66284 жыл бұрын
Sir too good but sir changeover ka coonection genrator or ke ke lia batai please ap ne easily samjhaya
@mirzausman56803 жыл бұрын
Shukria bahi jaan Allah aap ko Khush Rakhe
@syedikramullah11143 жыл бұрын
Buhat zbrdst apne mera confusion khatam kia
@Daniii78610 ай бұрын
Kamal video bhai salamat rahen khush rahen آمین
@سیدالسادات-ذ6ج2 жыл бұрын
sir apse request he k ek video is per bnadijiyega k aksar nuetal wali taar jo he wo light jane k baad bhi face k jo chote bulb hoten hen wo jalte rehten hen ap ayse hi nuetal or face ki taar ki sahi se explaination kardijiyega isme kafi confision hoti he ke blck or red tar k elawa bhi ghar k voltage ko tez karne kay liye koi aledha se taar ghar k kisi lohe ki chez par lagate hen jazak ALLAH
@shahzadmayo60183 жыл бұрын
Buhat hi Achi lgi apki video 👍👍👍
@shakeelrahija72842 жыл бұрын
Sir but real video ha . Ma kud eik electration ho . Sir ap ka video mujha but pasand aya ha .
@shakeelrahija72842 жыл бұрын
Sir ap har load ka tair ka lya uka braker laga raha ha.
@raohabibfaisal85782 жыл бұрын
Aoa v nyc information bro
@shahidnadeemgujjar68844 жыл бұрын
Hafeez Bhai Allah AP ko hamesha khosh rakhy
@faizanhabib55617 ай бұрын
Sir bhot shandar video 👍👍👍
@aizazkhan2251 Жыл бұрын
Kamal ka video very very nice brother
@wizard3z8684 жыл бұрын
from the usa nice im sure a lot of sparks from uk and others in europe where cringing at the end testing with just a light bulb lol they are all a bunch of fannies with there insulated tools and meter test blocks than actual test with meter. glad there are real men overseas doing real work 👍😁
@muhammadsami648416 күн бұрын
So good for us❤ your vedeo
@nawazbhatti461510 ай бұрын
bot zabardast video MashaAllah ❤️❤️❤️❤️
@syedwasiuddinahmad31834 жыл бұрын
Very informative video this one is thanks dear friend Jazak Allah
@jamshaidkhan18284 жыл бұрын
Wah kea baat hai hafeez bhai, kamal kr dea.... Thank you so much bro for expecting my request👍👍👍
@MehboobElectric4 жыл бұрын
Always welcome
@muhammadtahi18462 жыл бұрын
Great sir ...superb video thanks
@dr.syedlaiqshah85693 жыл бұрын
Very nice video
@ismailmirza2910 Жыл бұрын
Excellent fantastic work.❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@muhammadiftikhar5856 Жыл бұрын
Very informative video keep it countinue for learner.
@shanahmed97104 жыл бұрын
Marvelous. Thank you!
@qamarnaveed38962 жыл бұрын
Very nice
@ehtshamehtsham6430 Жыл бұрын
Nice video ❤❤❤
@MuhammadFurqan-y2y Жыл бұрын
Zabrdast 👍
@sharifcompany97093 жыл бұрын
Thank you sir mashaallah tabarakllah
@ehtshamehtsham6430 Жыл бұрын
Mashallah zabardast 😮😮😮
@shahzadashahbaz80433 жыл бұрын
Very nice bro
@jabarshah3350 Жыл бұрын
Mashallah nice vedio
@MuhammadSaeed-c4w10 ай бұрын
Thanks and good job
@jaanzahidbrothers97663 жыл бұрын
Very very good sir.
@muhammadasifasif4941 Жыл бұрын
Good work
@AdnanKhan-pz5vu2 жыл бұрын
Nice video
@shahjeeshahjee11 ай бұрын
Im s. bababr ali shah from gilgat baltistan thinks for this video
@youtuber35834 жыл бұрын
Nice vadio
@ABDULRAHEM4924 ай бұрын
Zaber Dast
@saadali34694 жыл бұрын
Mashallah
@yaseenamjad30244 жыл бұрын
Very informative video
@Chaudhary-concrete Жыл бұрын
Very good information
@ainulhaq43295 ай бұрын
Nice❤
@AliAbbas-ls4yr4 жыл бұрын
Aslaamu alikam bhi g bht achi ha video apki I like it bhi bhi hm ap say naqsha bii sekhna chahty ha
@DrBILAL-qn1zb4 жыл бұрын
Great video sir g... sir mera 1 question hy , me ne ghr me ups inverter lgaya hua hy aur me ghr ka sara load sb rooms ko supply dena chahta hn direct main distribution box k andr se , plz mjy btain k ups ki output wali wire DB box k andr kis jga connect krni hy k meray sb rooms ko ups ki supply mil jai. Thanks
@rajibpasha10114 жыл бұрын
bohot accha kam ke video
@jagannathelectronic57133 жыл бұрын
Thanks bro
@abdurrauf59324 жыл бұрын
Bohat Acha Dost...
@haqkiawaz50983 жыл бұрын
Sadqa jarea, good
@MujeebKhan-jb6th4 жыл бұрын
Sir jha ups laga ho wha erith breaker us kar sakty hen
@rasheed45854 жыл бұрын
Excellent work
@MuhammadAhmad-zr2en9 ай бұрын
Very good delevery
@malikahmed86963 жыл бұрын
connection sikhaany ka tareeqa apka bohat e acha tha .Easily samajh aagya but aapny aik Bohat bari ghalti ki k phase wire wali patri jo Extra thi aapny Cut nahi ki. mery point of view k Lihaz c agar vo patri ghalti c bhi Board ya Panel k sath touch hogai tou kaafi nuqsaan ho sakta hai.
@safdarkhan5832 Жыл бұрын
Exectly
@karan_khan5 Жыл бұрын
Bro yeh just sekhny k Lia banai hai video us NY kaha b hai panel new hai just sekhny k Lia banai video
@sultanahmad17456 ай бұрын
Mashallah vvvvvvvvvvgggggggggooood
@muhammadabdullatif11174 жыл бұрын
Mashaallh
@SajjadIslahiOfficial Жыл бұрын
Nice 👍👍
@syedikramullah11143 жыл бұрын
Ziada mushkil yeh bhi hai key breaker mein tar uper see lagana hai ya neechy se
@amirshah8679 Жыл бұрын
V v nic bro
@abdullahinayat75152 жыл бұрын
W.salam 😊😇🤲
@mujahidazeem49682 жыл бұрын
Extra pati body ko touch ho sakti he????
@deepshayari96933 жыл бұрын
سلامت رہیں
@sardarmohammadshafiq99113 жыл бұрын
Veri nice brother
@abduljabbar-lf4qf11 ай бұрын
Good
@ranababarshakil47912 жыл бұрын
Jazak Allah❤
@tahirmashwani6616 Жыл бұрын
zabardast
@AsadAli-hq2os4 жыл бұрын
Good bhai
@syedikramullah11143 жыл бұрын
Earth leakage breaker kitni amp lagana hai
@AdamK00554 жыл бұрын
yeh yo 32 amp ki mcb ( mini circuit breaker ) hai iss mein main bijli ki taar 63 amp ke ( earth breaker ) se pehle deena ghalat practice hai... 32 amp ke mcb ke saath 56 amp ke additional load mcb hain ; ager in sab connection pe load 40 amp se exceed ker jaata hai tu 32 amp ka mcb jis mein main wire daali hain woh trip kerta rahe ga . main electric wire power ki moti wali rcb jispe 63 amp likha hua usmein daalni chahiye.. dosra yeh jo neutral ki kaali wire hai iski size baki neutral wire se badi honi chahiye hai . 32 amp ka mcb ko heavier load ke liye rcb ke baad connect karo tu connection phir theek hai yaaa phir 32 amp ke bajai main breaker 63 amp hee karo.. usa and uk jahan bhi electric system bante hain kahin pe bhi 32 amp ke main breaker pe 63 amp ke breaker nahin lagte, breaker chootey hoo sakte hain bade nahin..
@meharnaveed77583 жыл бұрын
Salamt raho bhai
@yaseenamjad30244 жыл бұрын
Thank you sir
@kamrankami10173 жыл бұрын
Nic
@KhadimHussainofficial2 жыл бұрын
ان پوٹ بریکر کے اپر سے لگےگا یا نیچے سے؟ ؟
@Zahidalizahidi3 жыл бұрын
good
@shahzadmayo60183 жыл бұрын
Mehboob bhai zameni arth pr b ak vido upload kren
@hishamchohan4943 жыл бұрын
At 8:07 when he said you can connect the wire up or down a 1 phase breaker????
@faisalelahi0074 жыл бұрын
Mehboob bhai .... 1 ton k Ac pay kon si wire lagy ?
@meharnaveed77583 жыл бұрын
744 waire
@umairabbasiumairabbasi84962 жыл бұрын
7/44
@umairabbasiumairabbasi84962 жыл бұрын
AC k lia meximum 32Amp ka breaker lazim hai lagana
@mmiffi55032 жыл бұрын
Yeh distribution box kitny ka ha plz tell me
@AHMADRAZA-oz3fd2 жыл бұрын
shukriya
@electronicshoqeen64414 жыл бұрын
ماشاءاللّه
@shadabking14343 жыл бұрын
Mashaallah bhai
@ubaidkhan27342 жыл бұрын
Colectar ke ilawa b vedeio banay sar
@yamsaru20954 жыл бұрын
Nice
@alinaeem38244 жыл бұрын
Rcb braker kitny amp Ka hai agar short circuit ho toh MCB trip ho GA rcb braker ko Kuch hi GA toh nai
@KamranKhan-by8vi3 жыл бұрын
Shop kha hy bahi ap ki
@adnanaslam81242 жыл бұрын
Z
@MuhammadUmar-r1k Жыл бұрын
❤❤❤❤
@MalikMalik-nv4lt4 жыл бұрын
Ustad g kitne lod pr kitni moti tar lagaye is pr tfsel se video bnaye jazak allah
@JavedIqbal-to5kn2 жыл бұрын
Brother yah dp khain say milti hai shop kisey City man hai brother jee
@shahzadmayo60183 жыл бұрын
Mehbob bhai zamini Arth ka complet proces btain or iska benefit b me electrikal ka student hn hmre idhar villages me zimni arth ka ksi ko pta hi nahi
@shahzadmayo60183 жыл бұрын
Mehbob bhai pcb me stater insall krne ka bhi tarika uplod kren plz