Mera sohr na talaq deta hy na hula kya karo mera sohar nasy karta hy 2 sal sy maa ky ghr py hu pochta tak nahe na harcha deta hy my kya karo
@Psych_healing_space5 жыл бұрын
Mere kuch sawalo ka jwab mil gya shukriya
@Sabanabano-fp4fz6 ай бұрын
0:34
@orangzebarmani10205 жыл бұрын
یو چے مینہ دہ وفا وی بل چے زڑھ نہ محبت کڑی، ... ہغہ یار کہ ڈیر ظالم وی خو یاری ورسرہ خوند کڑی.
@mohammedalibaba92226 жыл бұрын
Sai bole app
@eshasheikh94896 жыл бұрын
2 dafa khula lene k bd phr phly shohar se ruju krna chaho to kia krna chahye??
@liyakhathali21354 жыл бұрын
Maasha Allah etna subkuch hay patanahee tha Allah subhanahu wata Sala humsabko Maaf kare Aameen
@anonlinetech85067 жыл бұрын
meri sawal hai mai ne mai ne pasand ki shadi ki hai lkn maa bap ki raza mandi k sath or ab dono families mai ikhtalaafat hain jis ki waja se mere ghar walon ne zabardasti apni izat ki khatir mera khula talaq ly liya hai lkn mai ni chahti thi lkn ma bap ki izat ki waja se khula ly li mai ne pochna hai kya ye khula talaq hogyi hai?
@UmmUlQuraCenter7 жыл бұрын
As Salam O Alaikum, Apkay ghar waloon nai kis sai khula li? apkay shohar ki raza mandi sai li ya adalat sai li? Agar shohar ki razamandi sai li to phir talaq ho gaye.
@anonlinetech85067 жыл бұрын
walaikum assalam mere ghar walon ne mere shohar se b zabardasti sign krwaye hain uski b razamandi shamil nhi thi or mjse b zabardasti sign krwaye hain to kya talaq ya khula hogyi? agr hogyi to kya dubara ruju kit ja skta hai or kis trah?
@احمدکمال-ث8ذ4 жыл бұрын
@@anonlinetech8506 میری وائف نے بھی مان باپ کئلئے خلہ لے لی
@FatimaQasim-n8r3 ай бұрын
Assalam o alaikum mery husband out of country thy court k through fask e nikkah hua ha lkn husband na kha tha k khulah la lo to Kiya ye khulah valid hogi? Second Haq meher abhi tk wapis ni hua lkn uc sa certificate mil gaya to Kiya next nikkah valid hoga?
@mohsinmohammad85623 жыл бұрын
Maulana sahib agar mard sb responsibility k lye b tayar ho. Sb kuch maam rha ho. Zalim b na ho. Mar peet b nai karta. Sb haqooq b ada karta ho. Aur zulam aurat ke taraf sy ho rha ho. Phr b adalat aurat k haq mai khula ke decree dy tu kya ye qabil qabool ho ga sharia mai...?
@revolution70452 жыл бұрын
Jo log nikah kerte he wahi fasqe nikah b kare.
@saqibhayat14865 жыл бұрын
خلع کی عدت کیا ہوگی ؟ضرور بتال ئیں حنفیہ کے نزدیک
@hinakhan81435 жыл бұрын
Khula ki iddat one MonTh... TalaQ ki iddat 3 Month,
@malikali58345 жыл бұрын
@@hinakhan8143 اگر عورت ڈیڈھ سال سے اپنے شوہر سے دور اپنے میکے میں ہے اور وہ خلع لے لے تو اس کی عدت بھی ایک ماہ ہی ہے ؟
@ImranShaikh-sn8vx4 жыл бұрын
@@hinakhan8143 apko kuch zyada malum he lagta
@zabinofficialchannel..89566 жыл бұрын
Agr aurat khula leti hai to kya mher be maaf hojati hai kya.lrka maher nhi diya hai .or kitne dinki edat hoti hai
@mohamedarif89276 жыл бұрын
asalam alikum
@dawranazad40567 жыл бұрын
Plz reply Kia fon py agr khula li Ja skti ha???
@mohammedalibaba92226 жыл бұрын
Bhai koi waje he ny khula ka tho kaisa ye bolo
@afrozansari97697 жыл бұрын
plz koi batawo khula ka process kiya h. Aurat ten bar khula khula khula bolna padta h kiya krna padta h khula me
@a.gbusinessman29456 жыл бұрын
mulana kia khula k bad dubar nikah ka tareeqa kia hay yani tajdeed nikah main wali aur gwahon ka hona zaroori hay yah in k baghair donon mian biwi raza mand hon tau nikah khuwan nikah parah day tau nikah ho jaye ga?
@mohammedalibaba92226 жыл бұрын
Lekin bila waje aurath agar khula mage tho uska kya kare please inform
@dawateittehad82436 жыл бұрын
बिना किसी वजह ख़ुला लेने वाली औरत कभी जन्नत की ख़ुशबु तक नही ले पाऐगा जन्नत मे जाना तो बहुत दुर की बात हे। किसी जाईज़ कारण सेही ओरत को ख़ुला लेने की ईजाज़त दी हेओर जाईज़ कारणो से ही आदमी तलाक दे सकता हे नही तो आदमी भी बीना वजह तलाक नही दे सकता कोई ख़ास वजह ही तलाक का कारण बने नही तो गुनाह गार होंगे ।
@humerahpatel78257 жыл бұрын
assalamualaikum mein humerah bol rahi hu muje mere sohar talaak nhi de rahe h mujpe bahot julm kiye h mere sohar n mere sohar n muje 6 month tk daily marte the or muje kaha k tum mere hk mein nhi ho mere sath rehna h meri rakhel bnke meri gulam bn rehna hoga tb hi mere ghar m rehna mein unka ghar chhod k aa gai hu unpe case kiya h vo court aate nhi h or muje divorce bhi nhi de rahe or mujse badla Lena chahte h mein khula le sakti hu agr vo muje nikah se azad kar dege kya khula leti hu to muje apna Jo dahej h woh mil Sakta h or plz jld batana mein kya karu us insan s mein thk gai hu bahot pareshan kiya h muje plz answer Dena allah Hafiz
@asmas37704 жыл бұрын
Wa alaikum as salam, So sorry to hear you had to go through that dear. Hope you're doing well now. Take care.
@mohammedalibaba92226 жыл бұрын
Talaq alag hai
@mohammedalibaba92226 жыл бұрын
Moulana Saab mard ke koi galthi ny tho kya khula hota kya
@ArshadAli-jj2gn6 жыл бұрын
اسلام وعلیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ ھو جناب محترم مفتی صاحب آ پ لوگوں کو ملانے والے طریقے کو بتائیں کریں دنیا اتنی ترقی کر چکی ھیں کے شاید ھی کوئی سمجھ دار شخص طلاق یا خلع کے بارے معلومات نہ رکھتا ہو تو بات ھیں اگر ھم باربار یہ پروگرام دیکھتے رھے تو ھمارا ذھنوں میں سوچوں میں قلب میں بس صرف یہ لفظ رھے جائے گے شکریہ
@UmmUlQuraCenter4 жыл бұрын
مولانا اب اس دنیا مین نھی رھے. دوسری بات یہ درس قران کا پروگرام ھے اب جب جھان خلع اور طلاق کی بات ہو گی تو وہی بات کی جایگی نہ کہ کوی اور بات
@rameenkhan46164 жыл бұрын
Molana sb ko kya hova tha.
@rameenkhan46164 жыл бұрын
Kb death hoi unki
@shahzadali27096 жыл бұрын
Assalamolaikum Mohtram mufti sahib.. i have also one question i need your guidance My wife submitted khula case in the court and after tht she routed fasakh nikkah. And she write totally wrong statments that i beat her etc etc..including FIR by police station about which i was totally unaware. In short i pursue the case and on the first hearing judje hear both of us. While my xwife taken a Oath on Quran infront of judje and said i tried to kill her i beat her...which i can not even imagine in dreams..and that was totally wrong statment. After listening this i ask i said to judje that she is taking wrong oath thn grant her khulla...and judje guaranted her. And now she is married..and Alkhamdolillah i am also married. Can you please explain about such type of fasakh nikkah..in the light of Islam. Jazakallah khair
@mohammedalibaba92226 жыл бұрын
Shahzad ali wo aurath gusey gar hai jo jhotee gava Quran ke dee aur zina kari aurath aur uskey bachey bhe na jayez sohar bhe najayez allah maaf kare isku
@mohammedalibaba92226 жыл бұрын
Shahzad ali agar koi waje he ny tho wo khula ny hota wo aurath zani hothi
@mohammedalibaba92226 жыл бұрын
Shahzad ali wo ek number ke bazari aurath thi aur usku dusra mard hona tha tum pasand ny they usliye jhoot bolkey Quran ke kasam aisey he ny kate
@ashadashad77235 жыл бұрын
Sir court se khula leny par b aourt apna haq mehar chorti hai shohar na b aye to court khula ki digri de deti hai tu kya aourt ka shohar se nikah khatam ho jata hai
@sabaakram47875 жыл бұрын
Ji han abi unho ne yehe tu btaya isko fasak kehte hein nikkah torna jo aurat ki razamandi or mard ki marzi k bgeir o skta hai qk aurt sath rehna nai chahti or mard zbrdasti kr raha hai tu nikkah fasak karwaya court ne
@Samikhan-xp6ir5 жыл бұрын
@@sabaakram4787 madam Usne ye b kaha k agar Aorat Zulm sabith karay Tab !!!! Bila waja Judge ko koi Ikhteuyar hasil nahi k kisi ki BV ko Talaq De
@waqasshah71843 жыл бұрын
Wo khula ni fask ha jis mein biwi algh case kre gi,ager waqi ort suchi ha tu,wo haqmehr ki haqdar bi ha,phr haqmher ni chorna bre ga,lekin shohr k bghier jo adlte fask nikkha khula likhte hen,wo jhez ni ha,
@shabanakhan59555 жыл бұрын
jis trah shohar talaq de de phir usi aurat se nikah karna chahe to Halala zaruri hoga. Usi tarah agar aurt khula le le aur phir usi shohar ke shath rehna chahe to us me bhi Halalah karna hoga ke aise hi nikah hojayga. pleas jawab de mujhe.
@Samikhan-xp6ir5 жыл бұрын
Khulla mai Halala Ki Zaroorat Nahi Hoti.. Khulla agar Shohar Ki Razamandi se Hoa hai to ye Ik Talaq E Bain Shumar Kiya jaega aur Agar Shohar ne pehlay se 2talaq Nahi di ho to Dobara Naya Nikah Naye Meher k sath Karlen !!! Aur Agar Shohar Ne pehlay se 2dafa Talaq Di Ho to phir ³rd Khulla ka Ik Talaq 3eesra Talaq Hoga !!! Walla Hi Aalam...
@sabrinakhan23596 жыл бұрын
Assallamu alaikum. sahab ji maine khula liya hai or mera 3 sal ka 1 beta b hai ab 7 sal bad bacha baap le lega aisa bataya jaraha hai or me bacha dena nahi chahti tu plz maharbani kar k bataye kya kiya jae me mere bete se boht pyar karti ho me nahi de sakti ho us k baap ko plz batae...
@AliRaza-wr4sx6 жыл бұрын
03368788162.contact me
@sidrakhanam39966 жыл бұрын
Assalamu alaikum Kya bina wajha shohar biwi ko 3tallaq dede biwi ke marzi ke qilaf to tallaq hojati hai Answer me
@sabaakram47875 жыл бұрын
Ji han qk us ne talaq de di tu wo o gai
@ezylife38895 жыл бұрын
Talaq ka Haqq mrd k pass he ager wo Sahi istemal kre tu Allah muaf krne wala he lakin ager galat talaq deta he tu Allah ki narazgi he
@joyab32236 жыл бұрын
Talaq k bad dosri shadi hojae aurat ko pta na ho agr shohar namard ho shadi ko 2 sall guzar jaen to talaq lekar pehley shohar se nikah jai hai?
@Kasur0326 жыл бұрын
Yes ap kr sakti hian ager pehle wala shohar razi ho jaye nikah k liay to
@sabaakram47875 жыл бұрын
Ji han qk nikkah tu hoa tha or Ye koi plan nai tha sb achanak hoa tu wapis jaya ja skta hai apne pehle shohr k pas
@ImranShaikh-sn8vx4 жыл бұрын
@@sabaakram4787 wo b razi hona chahiye
@MuhammadHanif-mq6te6 жыл бұрын
Shoher Court me or na hi Masalheti Committee me 3, 3 notices k bawejood hazir hi nehi hua, 3 buchay b ho gaey. Sub se ber kr nushay ki lut lug gaee, Kam kaj se giya, nan nufqa koi nehi, buchay to maan se Khan's or food mangtay hn. Aisay me buchi gher kehan se chelaaey gi or baahmi rezamandi kaisay mumkin ha.
@ImranShaikh-sn8vx4 жыл бұрын
Court jao
@AzamPropertyMarketingBuilders5 жыл бұрын
agr shohar طلاق dy, or pr ousko majbour krky sat rahay to hoga pr??
@arfaarfa2475 жыл бұрын
Bilkul esa hua ha mery sath b .....plz is bary main kuch btain ...mery hawand nay teen bar bol dia hua Ak time main
@Nvm_Sanri04 жыл бұрын
@@arfaarfa247 Pyari behan aap ka aqeeda kia hai. Aap ager ahle hadees aalim sai baat karain gee tu ghar bach jai gaa. Or ager aap hanfi hai or yeh samjhtee hai kai talaq hoo gai hai tu alag hoo jai.
@Nvm_Sanri04 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/hHvQpIaNq9tso7s
@Nvm_Sanri04 жыл бұрын
Yeh video bee dekhay. Ish mai Quran or hadees or fatway batai hai. Quran ki roo sai aik sath teen talaq nahi hooti. Buhat sai ulema teen ko aik maantay hai or jamhoor teen ko teen. Aap yeh video dekhay or Phir faisla karain.
@nazneenkhan82043 жыл бұрын
Jo jahez lati h urat woska koi naam nahi or shohar bech k khagaya maar peet galee aney janey pe pabandi Bagh wapsi Sona or jahez toh nahi layi thi
@mohammedalibaba92226 жыл бұрын
Jawab dey agar aisa aurath bila waje khula mangi tho mard pay zulm hota aisa kaisa
@shahinaperveen31196 жыл бұрын
Ager larka khula ke liye raji na ho to Muslim court nikah ko fas kr sakta h, matlb khula Ho gya. Aise Surat me wo mehar ada nhi krega but jo jahej larki ke waldain ne diya kya wo recover krna islam me h. Larka ko apne wife ka saro saman wapas Karna islam me h
@afzalali7086 жыл бұрын
Shahina Perv
@syedaayesha22047 жыл бұрын
assalamualikum maine khula leliya hai mere shohar ki family zuban ki kharab ti un logo ne muje bohat dara ya muje be aisa lagta hai ki mai bohat buri hu ab mera khula hogaya hai mera dil keh raha hai maine gunha kya hai ab mai nikhe me nai hu maine apne shohar ka dil dukhaya hai please ap bataye ke ab mai kya karo iska kuffara kya hai Allah tala muje kaise maaf kare ga guzra waqt wapas to nai aaye ga magar ye galti muje chain se rehne nai dere please help kare meri
@sonabuttbutt28396 жыл бұрын
😷
@sonabuttbutt28396 жыл бұрын
.
@shahzadali27096 жыл бұрын
Salam Madam i appreciate tht you realize and speak truth.. Same incident happened to me after 2 months of marraige my wife submitted khulla by presenting wrong informations and during reconciliation she taken a Oath on Quran infront of judje and said i tried to kill her i beat her...which i can not even imagine in dreams..After listening this i ask judje if he is taking wrong oath thn grant her khulla...which she has guaranted. Now its b/w me,my xwife and Allah for the day of judjment. Alkhamdolillah i have a good wife and two kids.. I appreciate your courage that you feel guilty and ask for solutions
@shahzadali27096 жыл бұрын
In my opinion if you did not get marry and he also want to take back you in his nikkah..bt ask any Mufti sahib first
@ambrenseraj88766 жыл бұрын
Muja bhi khula Lana h par bhut dar lg Raha h
@aurangzebarmani67035 жыл бұрын
اگر ایک ادمی غریب ھے اور اپنے بیوی سے بہت پیار بھی کرتا ھے اور اسکا حقوق بھی ادا کرتا ھے اس کے باجود اسکی بیوی کسی اور کے چکر پڑے اس خیال سے کہ اودر گاڑی ھے بنگلہ ھے جبکے اپنے شوہر کے پاس توڑہ سہ اخراجات کے سوا کچھ بھی نہں اور عوارت عدالت جاکر ڈگری لےلی شوہر عدالت نہ گیا ھو غریب کے پاس نہ وکیل کےلیے نہ گاڑی کاڈی کا کراۓ کے پیسے ان کے خوالی سے اپ کا کیا خیال ھے عوارت نے دوسری جگہ شادی کر لیا ھے یہ جاٸذ ھے یا نیں
@hafizshahidjamal88305 жыл бұрын
محترم ۔۔ کسی بھی صورت میں عورت کے لئے ایسا کرنا جائز نہیں ھے۔۔۔ وہ بہت سخت گناہ گار ھوگی ۔۔۔۔ ۔۔۔ آپ صبر و تمحل رکھیں۔۔۔ اللہ تعالیٰ آپ کی مدد فرمائے گا۔۔۔
@UmmUlQuraCenter3 жыл бұрын
جو صورت آپ نے لکھی ہے اس صورت میں عدالت خلع نہی دے سکتی
@anwarshaheen10592 жыл бұрын
Aurangzeb bhai Jo orat naik ,wafadar ho ge wo har haal main husband ky sath rehay ge or Jo orat gashti , aik mard par na tiknain wali hy ,wo har haal main jhagra kary ge husband sy juda ho ge dosray mardoon ky saath khush rehay ge , aesi orat ko dafa dafa kar dena chahea
@mohammedalibaba92226 жыл бұрын
Aurath bila waje khula lena chari tho wo kya hai
@hasibullahkhan35083 жыл бұрын
Ziyati hai aur agar wo urat shadi karay tu wo haram hai.
@waqasshah71843 жыл бұрын
Tansek ki traf ae
@zahid.kiyani.222.kiyani87 жыл бұрын
Bai sab jug talak ni De sakta islam me ks jaga likha hai dusry ki bevi ko talak dy.ye bayan ghalat hai
@salmabanu1405 жыл бұрын
Agar khula hojaye aur usi shoher se biwi ka nikha jayaz hai....?
@احمدکمال-ث8ذ4 жыл бұрын
ھان جی واپس نحکا ھوتا ھ
@saudahmad92198 жыл бұрын
Sallamvalikum Mera sawaal Maine Apni biwi ko khula nahi diya hai. laiken biwi ke gharwalo ne zabardusti khula le liya jabri jabran khula liya hai. kya aisa khula jayaz hai. Maine apni marzi se na khula diya aor Na Maine apne se teen baar talaak bola. kya jabri khula lena shara me jayaz hai. ya mera nikah abhi barkaraar hai......
@anonlinetech85067 жыл бұрын
mera b same masla hai mere ghar walon ne zabardasti khula krwaya hai to kya khula hogya ya mera nikah brqara hai?
@UmmUlQuraCenter7 жыл бұрын
As Salam O Alaikum. Dair say jawab ki maazrat. Jabran khula nahi hota. Agar aap nai khula nahi di to talaq nahi hoti.
@maraheem71127 жыл бұрын
+Ayesha Mughal ji aapka nikah basrkaraar hai nikah ko sirf apke shauhar unki marzi se hi tod sakte hai ya khula bhi unki razamandi se hi ho sakta hai
@maraheem71127 жыл бұрын
haan agar apke shauhar zalim haitaslaq ya khula nai dere toh aap kanoon ki madad se khula le sakte
@sonabuttbutt28396 жыл бұрын
.
@khurramsamya60267 жыл бұрын
Agr saas mian bv ki har baat men bech men aye or laraiyan krwayen dono men ghltfehmian peda kry or shohr us cheez KO na roken ya na mehsus kren or larki k maa baap KO bar bar be izzat kren toh kia khula leleny men larki gunahgar hogi??
@mohammedalibaba92226 жыл бұрын
Mera ek sawal hai agar aurath bila waje khula mangey tho kaisa
@syedarshadali70645 жыл бұрын
Chup re mental
@mohammedalibaba92226 жыл бұрын
Agar aurath bila waje khula lena chari tho
@हौसला-ह9ग7 жыл бұрын
khula talaq bayan hai deeni idare judge me qayam muqam hai yeh Qur'an Ki kin aayton me hai
@sabaakram47875 жыл бұрын
Surat bakra mein uski tafseer parein sb likha hai
@mohammedalibaba92226 жыл бұрын
Bhai pagal batha math karo Qazi aisa kaisa dethey meri taraf sey
@mohammedalibaba92225 жыл бұрын
Bhai aurath ke be galathi rahi tho kya karathi
@syedarshadali70645 жыл бұрын
Tujhe kya ho raha hai ganje
@mohammedalibaba92226 жыл бұрын
Saab app bolo saaf saaf bila waje aurath khula khula ny le sakthi
@syedarshadali70645 жыл бұрын
Tumhe kya ho raha pta nahi toh chup karke bedho tum log shoher ho khuda nahi joh har baat tumhare zimme hon