MY HAJJ STORY

  Рет қаралды 23,672

Connect Kashan

Connect Kashan

Күн бұрын

zindagi ka esa safar jo main shayad kabhi nhe bhool paunga I still cant believe k Allah nay Hajj karwadya ALHAMDULILLAH
For Business inquiries: m.moid90@gmail.com
SUBSCRIBE: bit.ly/2xiXCid
Facebook: / connect.kashan
Instagram: Connect.Kashan
#hajj2023 #makkah

Пікірлер: 124
@bhattisahab2387
@bhattisahab2387 Жыл бұрын
mubarak haji sahab
@mariakhan5198
@mariakhan5198 Жыл бұрын
I was also in hajj 2023.. same guidance i give ppl as my experience... Even nobody should go alone .. its too difficult .
@maneezashaukat
@maneezashaukat Жыл бұрын
بالکل درست کہا حج جوانی کی عبادت ہے اس سال اکسٹھ سا کی عمر میں حج کیا ہے میرے شوہر میرے ساتھ تھے لیکن اس کے باوجود مجھے احساس ہوا کہ میرے ساتھ میرا ایک جوان بیٹا ضرور ہونا چاہیے تھا ۔ الحمدللہ کہ اللہ نے حج پورا کروا دیا اور سارے مناسک ادا ہو گئے
@mursaleenahmad7269
@mursaleenahmad7269 Жыл бұрын
Allah pak apka Hajj qabol frmae
@UZAIR1121
@UZAIR1121 Жыл бұрын
I’m 14 years old and i did hajj alhumdulilha and I’m still in medinah and it was a great journey I enjoyed it alot
@nimrajaveed19
@nimrajaveed19 Жыл бұрын
Please mere liye Dua kren Allah mjh mere husband or maa baap k Sath Hajj naseeb kry Ameen 😭
@kidsmanialahore7989
@kidsmanialahore7989 Жыл бұрын
ALLAH PAAK QABOOL FARMAY OR BAAR BAAR HAJJ E BAIT U LLAH NASEEB FARMAY AMEEN
@farighinsaan9215
@farighinsaan9215 Жыл бұрын
allah hum sab ko agle saal hajj jese sayadat naseeb ata farmaye
@hammadamin7939
@hammadamin7939 Жыл бұрын
Thanks for sharing your experience, aisa lag Raha tha Ka ma bhe wohi Hun. Dua karye ga ALLAH ham sab ko HAJJ p bulai AMEEN
@AhmadYousaf-nf6nx
@AhmadYousaf-nf6nx Жыл бұрын
MaaShaAllah Allah Kareem qubool o manzoor farmaye aameen
@Handmadeheaven209
@Handmadeheaven209 Жыл бұрын
Such ye Allah ka kerem ha k hum wahan kesey chal letey hain itni garmi but ye mojza ha
@Handmadeheaven209
@Handmadeheaven209 Жыл бұрын
We also performed hajj this year bus ye vedio dekh ker apney hajj k sarey manazir ankhon mein ghoom gaey
@sanajalil5917
@sanajalil5917 9 ай бұрын
Allah ap ka hajj ko maqbool kray ameen
@housenetwork2197
@housenetwork2197 Жыл бұрын
Hajj Mubarak ho bhai, khush raho
@maliksaqib3571
@maliksaqib3571 Жыл бұрын
ap ki video dekh kr mera dil naram ho jata hya
@ishqkerang615
@ishqkerang615 Жыл бұрын
ماشاءاللہ حج مبارک ، کاشان بھائی.😊
@rozinasoomro8797
@rozinasoomro8797 Жыл бұрын
Right bro y hi hajj hota h bs us m pesh aani waly takalef ko yad na kren bs y soch kr musrat hasil kren k hm ni hajj keya h Allah ka shukar al hamdullilah❤
@ghazalosama87
@ghazalosama87 Жыл бұрын
Aap k poory hajj k safar mein aap ko main by follow kia.... Bohat hi acha laga aap ki videos daikh kar.... Allah aap ka hajj maqbool farmayn.... Khush raho bhai
@haiderhussain922
@haiderhussain922 Жыл бұрын
MaaSha Allah Hajj Mubarak ❤️❤️❤️
@erummohammad1645
@erummohammad1645 Жыл бұрын
Allah aap ka hajj qubool aur maqbool farmaey.Ameen
@petsofpakistan1127
@petsofpakistan1127 Жыл бұрын
MASHAALLAH ❤❤❤❤ HAJI KASHAN ALLAH PAK APKA HAJJ QUBOOL FARMAY . BOHAT MUBARAK HO BHAI
@fazzy192
@fazzy192 Жыл бұрын
AOA KASHAN BHAE JAZAK ALLAH FOR INFORMATIVE VIDEO ALLAH PAK APKO DIN DUGNI RAAT CHUKNE TRAKE ATA FARMEN AMEEN FAN FROM NEWYORK,USA.
@haroonrasheedbwp
@haroonrasheedbwp Жыл бұрын
ماشاء اللہ
@muzammilanwer4753
@muzammilanwer4753 Жыл бұрын
Literally Im crying while watching your video ❤😢 Ya Allah hamy b apne ghr bula Ameen❤❤❤❤
@asadvelogs6717
@asadvelogs6717 Жыл бұрын
Mabrook hajii Al Nuami
@nimraafreen3909
@nimraafreen3909 Жыл бұрын
MASHA ALLAH hajj mubarak😇
@MrKhan-ul1eh
@MrKhan-ul1eh Жыл бұрын
Asalam alekum, apko bohat mubarak bad haj ke apnay achay malomat de hay.
@aabedasindhi
@aabedasindhi Жыл бұрын
Aamin 🤲 hajj Mubarak ho bhai
@aliyanhamid6992
@aliyanhamid6992 Жыл бұрын
MashaAllah
@habibaarsalan5623
@habibaarsalan5623 9 ай бұрын
Jazakal Allah khair
@saboohinoman9900
@saboohinoman9900 Жыл бұрын
Allah hame bhi hajj naseeb kary ameen
@muhmmadilyas7496
@muhmmadilyas7496 Жыл бұрын
Ameen
@hanzla1987
@hanzla1987 Жыл бұрын
Bohat bohat Shukria apka
@aysharizwan2564
@aysharizwan2564 Жыл бұрын
SubhanAllah ❤❤love to listen
@MUHAMMAD_97975
@MUHAMMAD_97975 Жыл бұрын
G kashan bhai dekhlia tha kl ❤❤
@sobiakanwal5442
@sobiakanwal5442 Жыл бұрын
Asslamoalikum... Hum log subah 8:30 py masjjid e nimra mai thy or os time بھی مسجد mai boht مشکل sy جگہ mili تھی... But alhmdolilah qasar tk مسجد mai he rahy...
@KIRANSHAKIR
@KIRANSHAKIR Жыл бұрын
MashAllah Mubarak ho bhai ap ko 🎉
@globaltv3547
@globaltv3547 Жыл бұрын
MashAllah. Mubarak ho bhai
@ibadurrehman777
@ibadurrehman777 Жыл бұрын
MashaAllah Allah qabool karay aur bhi hajj karne ki toufeeq ata karay aur hamein bhi Hajj aur Umrah karne ki saadat naseem farmaye aur ham bhi apne maa baap ko hajj aur unmrah jaranay ki toufeeq ata karay Ameen Ya Rabbul Alameen Ya Mannan Ya Ghaffar
@sheeraz1022
@sheeraz1022 Жыл бұрын
I was also there. I am 100% agreeing with thr advises you have mentioned. This hajj is more suitable for youngsters, and old age parents should be accompanied by someone who knows how to use phone, google maps and communicate well.
@rayyanriaz8321
@rayyanriaz8321 Жыл бұрын
MashaAllah, Allah hm sb ko bhi taufeeq dey
@JawadKhan
@JawadKhan Жыл бұрын
Masha Allah! Allah tala qubul farmae. Please also share your experience of govt Hajj faciltiies in Mina Arafat. It will help people decide in future
@UzerFaraz
@UzerFaraz Жыл бұрын
Ap next year hajj karna chahty hai??
@faheemminhaj593
@faheemminhaj593 Жыл бұрын
Good one!
@maworld4806
@maworld4806 Жыл бұрын
Mash Allah❤
@farahriaz1605
@farahriaz1605 Жыл бұрын
Advices 100% 👍
@HBNmughal
@HBNmughal Жыл бұрын
Mashallah ❤
@Saif_Ullah_Khan_
@Saif_Ullah_Khan_ Жыл бұрын
ماشاءاللہ ❣️
@adnantasneem211
@adnantasneem211 Жыл бұрын
MashaAllah Allah pak apka HAJJ Qabool farmaye ameen plz mera comment pura parhiye ga thanks Apki sari baten sahi thin leki do baten apse karon ga ek to muzdalifa main Allah k nabi SAW ne tahajjud nahi parhi is liye k apne bhi kaha k thakan ho jati hai ap kisi bare mufti se poch lijye ga us raat sirf aram hota hai or subha suraj tulu hone k baad muzdalifa chorna sunnat hai mene bohat logon ko fajar k baad nikalte dekha hai is se koi masla nahi bas sunnat ka sawab nahi milta kashan meri baat ka bura mat manye ga chota bhai smajh k boldiya bas qpko plz mere comment ka jawab dijye ga thanks
@hassanrehman230
@hassanrehman230 Жыл бұрын
inshaAllah I am going to Hajj next year inshaAllah
@yesb710
@yesb710 Жыл бұрын
ALLAH Apka Or Sab Hajj Karny Walon Ka Hajj Qabool Farmay Ameen
@FarazSarwarLive
@FarazSarwarLive Жыл бұрын
Hajj Mubarak hi Brother ❤🎉
@mirzaimadvlogs
@mirzaimadvlogs Жыл бұрын
ALLAH SWT apka hajj qabool farmaye. AMEEN
@junaidnazir4600
@junaidnazir4600 Жыл бұрын
I can feel your efforts, i was also in the Haj 2023
@muhammadebaad2193
@muhammadebaad2193 Жыл бұрын
Superb advises ❤
@AsadAli123
@AsadAli123 Жыл бұрын
Allah qubool karay ❤️ Amazing Info
@ahmednaveed6645
@ahmednaveed6645 Жыл бұрын
MaShaAllah 💯♥️
@mohammadshameer4302
@mohammadshameer4302 Жыл бұрын
Masha Allah ..
@munibaumair710
@munibaumair710 Жыл бұрын
Allah sab ko hajj ki.sadat naseb karee
@Ahmed-hl1qn
@Ahmed-hl1qn Жыл бұрын
Bht bht Haaj Mubarak
@syedshahrukh6509
@syedshahrukh6509 Жыл бұрын
Mashallah Subhanallah beautiful
@Yasirazeem35
@Yasirazeem35 Жыл бұрын
Mashallah!
@arshadtamboli2143
@arshadtamboli2143 Жыл бұрын
Thanks Kashan bhai You have explained & shown clear shorts Allah bless you 💖 Aameen
@hussainshaikh1453
@hussainshaikh1453 5 ай бұрын
May Allah pak give me chance to perform hajj. Ameen❤
@najiyaarif203
@najiyaarif203 Жыл бұрын
masha allah kashan bhai
@zohaibmaqbool
@zohaibmaqbool Жыл бұрын
Hajj mubarak! I want to prepare ppl mentally that’s why I will say that the journey of Hajj is extremely difficult due to multiple factors: weather, rush, fatigue, management issues etc. Everyone should be prepared mentally for that - those 5 days will be very very difficult and hard.
@hamadjan9012
@hamadjan9012 Жыл бұрын
V true 2023 ma ,, ma ne hajj keya ha jab se aye hu apki bat sab ku yahe keh rahe hu k ye jawani ka kam ha now I m 32 .. muje lagta ha ma ab b buhat late gaye hu realy
@irtibakhan8919
@irtibakhan8919 Жыл бұрын
Allah pak hajj Qubool kryn kr hmyn b bulyn❤❤❤❤
@67ISLAMICOFFICIAL
@67ISLAMICOFFICIAL Жыл бұрын
❤❤❤Masha Allah ❤
@Binawandigital-g7l
@Binawandigital-g7l Жыл бұрын
Haji kashan 😊
@irtibakhan8919
@irtibakhan8919 Жыл бұрын
MASHAALLAH ❤❤❤❤
@hammadsafdar1
@hammadsafdar1 Жыл бұрын
I was also there under Govt scheme sector 7. Alhamdulillah extremely satisfied with the government's arrangements.
@factburstofficial264
@factburstofficial264 Жыл бұрын
Allah Hu Akbar ❤
@Momsdiaries_
@Momsdiaries_ 9 ай бұрын
Bikul sahi khe rahay han meray bety nay hajj karaya 2023 main lekin han nay buhat pareshani uthai qu ky hum dono ko goggle nahi atta bas mat pochay jo howa
@Ibrahimspeaks
@Ibrahimspeaks Жыл бұрын
Its 3 20 am Literally crying Right now . Allah Pak qabool Farmae Khashan Bhai Aameen
@hassaanrajput693
@hassaanrajput693 Жыл бұрын
@yumnarafay2697
@yumnarafay2697 Жыл бұрын
Isi year hajj kia hy hmny bhi. Mgr waki dil krta hy phr jaen..
@titanztech
@titanztech Жыл бұрын
I was there as well and the things he mentioned in his video are 100% true. I agree to this point that the Hajj should be performed at Young age. However, if someone is willing to send his parents then do let them have training sessions along with the usage of smart phone (applied to youngsters as well). Patients is extremely important because there are several things that can irritate you. 1. Home sickness 2. Weather and Tireness 3. People's attitude. 4. Mismanagement 5. Food quality or taste and various other things.
@maliksaqib3571
@maliksaqib3571 Жыл бұрын
mera aik friend tha school mae us ka name tha imran exact ap ussy sy he milte ho love you sir
@shadesbybilal8923
@shadesbybilal8923 Жыл бұрын
Hajji kashan❤😂
@charlieop6674
@charlieop6674 Жыл бұрын
bhai me apke bhara bar wala maktab me tha lkn mil nhi paya
@shariqkhan3884
@shariqkhan3884 Жыл бұрын
Full marketing chal rahi hai bhai Instagram par😂 dekh liya mane vlog mashallah acha lagha or bhut informative tha❤
@sumairakiduniya7976
@sumairakiduniya7976 Жыл бұрын
Who is proud to be a part of ummat e Muhammadi SAW 💚💚❤💖💖
@Rafaytakesphotos
@Rafaytakesphotos Жыл бұрын
That uncle with aunty on wheelchair on 9:40 when you enter jamrat is best part of the video
@mmacentre2015
@mmacentre2015 Жыл бұрын
First comment
@thestriker9819
@thestriker9819 Жыл бұрын
First
@syedhadihussain4172
@syedhadihussain4172 Жыл бұрын
Ap nai tawafai ziyarat ka ne btaya is video ma wo b last farz ha bro..
@aysharizwan2564
@aysharizwan2564 Жыл бұрын
kia ap sab ko pata hy k masjid e nimra jana aur phir wahan se nikalna buhat mushkil hota hy koshish karni chahye k jahan apkay group ka intizaam hy wahin woqoof karen aur khoob duaen karen is me he apna waqt guzaren na k safar me Allah apka hajj qubool.maqbool fermaye aur jo duaen ap nay hum.sab k liye mangi wo qobool fermaye
@mhasan91
@mhasan91 Жыл бұрын
ap 26Km chalay men Alhamdulillah 28Km chala, 10 zilhajj ko 🙂
@saqibhassan7581
@saqibhassan7581 Жыл бұрын
I have been there this year. I realized other countries has better management and better discipline. Our Pakistani Nation Spending their whole life saving but what they get in the End ??? and Our Ministry of Religious Affairs was very careless specially in five days of Hajj . There is so many thing which is need to be addressed and Corrected. The Selection of Muaween e hajj is very important.
@hiddentruthofquran
@hiddentruthofquran Жыл бұрын
aik sawal hai k hajj ya umrah k liye jayn or sath main karobar ki niyyat se kuch saman le jayn or hajiyon or saudio ko doran e hajj bechte bhi rahen to kya wo jayz hai? agar nahi to aap jo video bana kr ospe pese kama rahe hen wo kese jayz hai zra wazhat farmayn..😊
@BILAL0888
@BILAL0888 Жыл бұрын
halq hamesha us bande se karwaye jiska halq begair ahraam wale ne kia ho. Aik dusre ka halq krna isliye jaiz nae kyn ke shyd woh b ahram me ho. I hope you got it
@MuhammadIqbal-bg8ks
@MuhammadIqbal-bg8ks Жыл бұрын
HAJI Shab Tawafe Ziarat ka Zikr nahi kia wo bhi Zaroori hey Mina SE Jaana aur Wapis Mina aana
@shazibshafiq4428
@shazibshafiq4428 Жыл бұрын
Tawaf e ziarat ka app ne zikr ni kiya
@mhasan91
@mhasan91 Жыл бұрын
Ap se aur faisal bhai mulaqat hui thi aik din rat men haram jate hue 🙂
@hamzaalisyed2058
@hamzaalisyed2058 Жыл бұрын
Kashan Bhai. I've a question. You said that if you don't get your qurbani done before 10'o clock. DAMM will be applied on you. As far as I know. Qurbani is related to completion of one of Hajj rukn and removal of Ahram. So it can be done at any time in day time from any of the three days. Point is that we can remove our ahram and halq is done when our qurbani is done. Correct me if I'm wrong. Regards, From Hyderabad.
@titanztech
@titanztech Жыл бұрын
Assalam O Alaikum. Maybe you got a bit confused. Most of the people opted for Saudi Govt Qurbani, the time given of that Qurbani was 10 am. Since its obligatory (Fiqah e Hanafi) to perform Rami before Qurbani that's why he was in a rush to perform rami. If he went there after Qurbani then he had to perform dum for it. I hope you got the clarity.
@titanztech
@titanztech Жыл бұрын
There is a sequence through which you have to perform these arkaan. 1. Rami 2. Qurbani 3. Halaq and then you can remove your Ahram. I hope I am not missing something here.
@hamzaalisyed2058
@hamzaalisyed2058 Жыл бұрын
Alright. I got it. JazakAllah. I was there in 2019 at the age of 16. So as much as i remember. We did our rami soon after returning from mudalifah. Then after performing rami we cam back to mina and rested for hours. And around 3-4 pm we got a call from our supervisor who was in charge of our qurbani matters. Then we did halq. Alhumdulillah. Now I realized that it was being performed in sequence. Otherwise I was thinking that rami has no interference with qurbani and halq.
@Adnan-ts6hm
@Adnan-ts6hm Жыл бұрын
Bas yehi kasar rehgai thi Ab youtuber apne views barhane k leay hajj jesi ibadat ki riyakari me koi kasar nahi chori Allah ka khauf kro her masalman in baaton ko bakhubi janta hai jinka ap dars derahe hen Apni is qeemti ibadat ki hifazat kro bhai yun itrao matt agar allah ne hajj ki taufeeq dedi hai to dua kro k allah qabool farmaley naa k yun dejhaya kr k chichorapan kro Allah ka khauf kro Allah apki ibadat ko qabool kre aameen
@saqibhassan7581
@saqibhassan7581 Жыл бұрын
In the end you have said nothing but said everything. I can understand
@thefunfullplay
@thefunfullplay Жыл бұрын
MashahAllah Why KZbinR DON'T TAKE THERE WIFE TO ANY PLACE WITH THEN EVEN TO PERFORM HAJJ AS WELL??
@Nabeel_Al.Jihadi
@Nabeel_Al.Jihadi Жыл бұрын
Yeh bengali apne flags show karne aye hen ya hajj karne?
@touqeerjutt9127
@touqeerjutt9127 Жыл бұрын
Buri bat
@Adnan-ts6hm
@Adnan-ts6hm Жыл бұрын
Chichorey youtubers
@azfargaming246
@azfargaming246 Жыл бұрын
Bhai log 19 saal ki umer mai hajj kar kai ghurror nhi kartay or ap ka ghuror dekhoo
@abdulwasay7700
@abdulwasay7700 Жыл бұрын
channel dead hogia ap ka
Wo Jagah Jaha Qayamat kay Baad Jama Hongay | Makkah Ki Ziyaratain 🕋
17:54
Mere Hajj Ki Kahani ❤️
8:18
Connect Kashan
Рет қаралды 14 М.
1% vs 100% #beatbox #tiktok
01:10
BeatboxJCOP
Рет қаралды 67 МЛН
黑天使被操控了#short #angel #clown
00:40
Super Beauty team
Рет қаралды 61 МЛН
Hajj Ki Packing Hogyi Complete 😊 Alhamdulillah 🕋
9:25
Connect Kashan
Рет қаралды 33 М.
What did we learn from Hajj 2023?! | YC Team Ft. @kashifnaseemdilkusha7583
1:10:18
Iphone 10 riyal mein 🤪🤪 l lunda bazar | Makkah | hiraj |
16:27
Imran Ali vlog
Рет қаралды 39 М.
My First Umrah With Whole Family ALHAMDULILLAH 🕋
10:15
Connect Kashan
Рет қаралды 24 М.
Umrah Kay Baad Khaya Al Baik 🍗 | Hajj 2023
8:09
Connect Kashan
Рет қаралды 49 М.
great comedy very nice video👻🧚‍♂️♥️
1:01
Gültekin Ailesi
Рет қаралды 5 МЛН
COWBOY FANFICS BE LIKE 🤠
0:58
Alan Chikin Chow
Рет қаралды 26 МЛН
I WANT SUMO (Shorts Version)
0:30
FilmPop
Рет қаралды 50 МЛН