Aarey nukri deni nahi ha b.ed 1 year 2 year 4 year badme 3 year ka bhi kar denge 😂😂😂😂😂😂😂😂
@Funnylife-br4pf3 ай бұрын
One year mein kya burai h M private school mein teaching krwata hu abhi b.ed nhi Kiya phir bhi pichhli saat saalo se ek n ek bacche k 100% number dilaya hu board mein B.ed karne ki koi jarurat nhi hoti yadi tumhare pass intelligence ho aur cheezo ko sahi disha mein sochne ki capacity h to
@allknowledgebys.k11493 ай бұрын
Only kitabi knowladge hone se ak achha teacher nahi hota hai,bacho ko kaise sikhana hai alag laag culture, language ka student hota hai un sabhi ka samavesan kaise school ke andar kar sakte hai ye sara kuchh B.Ed ke darmian hi pata chalta hai
@LBBhuarya3 ай бұрын
Apki baat to sahi hai bur sarkar ko intelligent se jyada certificates me bharosa hai balki apko kuch aata na ho ,certificate hai matlab aap intelligent ho😂😂
@pankajdhakarwal11552 ай бұрын
1 saal ka b. Ed kab se lagu hoga medam please reply
@anujpandey91833 ай бұрын
2 year b.e.d wale student ke sath b.j.p government ne glt kiya h, jiska unhe inam har election me milega.
@menazsaifi86563 ай бұрын
😂😂😂😂
@RohitKumar-jg9rd3 ай бұрын
Kya galat kar diya?? Aab aap govt job ke liye exam hi clear nhi kar sakte toh isme bhi govt ki galti hai?? 😂Sabko bas yeh chahiye ki college wale degree ke sath joining letter bhi de de. Mehnat karke exam clear karna koi nhi chahta jaise ki aap😅
@Nitinchopaliya3 ай бұрын
@@RohitKumar-jg9rd fir to ab tk bhai tumhara kahi pr selection hogya hoga ,,,kha hn job tumhari
@RohitKumar-jg9rd3 ай бұрын
@@Nitinchopaliya mein du se b sc kar raha hun last year mei hun. Issi saal cuet pg clear karke du se b ed karunga jaise cuet ug clear karke du se graduation kar raha hun.
@RohitKumar-jg9rd3 ай бұрын
@@Nitinchopaliya Purri tarah se yeh kehne ka jazzba rakta hun ki ek dinn job bhi hogi. Ek teacher ka kam hota hai dusro ke doubts clear karna na ki choti moti fake news se khud ke dimaag ki dahi kar lena. Jis insaan mei solid decisions lene ka jazzba na ho wo kya hi teacher banega.
@kamalhassan5603 ай бұрын
Faltu baat karke video ko long bnao watch time increase karo bachho ka time aur net kharab karo bas yahi Inka agenda hota hai , to the point topic par baat nhi karte faltu ka bakwas kar rhi hai, new viewer watch only last 2 minute of video
@SonyKumari-ty2fq3 ай бұрын
Ye bahut galat hai kya jo pg kr lega wo agar 10 th ke bachho ko padha sakte hai to kya wo 6 class to 8 class ke bachho ko nhi padha sakte kya ye bahut gatiya hai 4 sal tak bed hi karte rahega kya kio
@Shikha3163 ай бұрын
Aare ab to PG walo k liye bhi CTET ka new exam nikalne ko bolre hai. Ye kisi chiz se khush ni honge. Ek din ye PRT k liye bhi PhD maang lenge 😂
@rajnirana31353 ай бұрын
Mam mane m.a k base pr b.ed kiya hua h do saal wala b.a me 45 persent h gen catagery se hu or m.ed bi ki hui h to meri b.ed valid to h na mam
@devkinandansharma5833 ай бұрын
क्या यार ज्यादा स्टाइल मारने के कारण व्यक्ति खुशी नहीं बल्कि irritate हो जाता है।🤔🤔😡😡
@sumitgwasikoti22173 ай бұрын
Esse acha Jo 2015 tak one year wala b.ed hota to acha rahta sab log ache se training lete b.ed ki
@im.yana_3 ай бұрын
That 4 year integrated B.Ed. is not 3 year graduation and only 1 year B.Ed. We have 2-3 subject's of B.Ed. divided in all the 8 semesters.
@madheshkumar66972 ай бұрын
चार बर्ष का कोर्स में प्रति वर्ष b.ed का बिषय है तो इसे 3+1 कैसे कहोगी,,? बेवकूफ ।
@NishaSingh-fs2cs3 ай бұрын
2018 m b.ed allowed kiya Aaj khtm ab kya kre
@sonalibhattacharya38983 ай бұрын
Ma'am kya hons graduate 48% with M.A 45% B.Ed kar sakte hai ????plz bataiye
@sonalibhattacharya38983 ай бұрын
Ma'am kya general graduates with 60% B.Ed kar sakte hai ???? Plz bataiye
@sonalyadavrollno-59903 ай бұрын
Change toh change hai mam...lekin jo log b.ed 2024 enteance dekar baithe hain unka admission kis course mein hoga specially for those who completed masters...one year b.ed honge ya nahi ,
@kanupriya-ud8io3 ай бұрын
Pls answer this anyone. Maine v entrance diya h..ab kya hoga ?
@AshishSingh-cc1pk3 ай бұрын
Madam pahle ache se prepare krlo fir aao Jo 4saal ka integrated course hai usme har yr b.ed ka ek paper Dena hota hai....
@ROViLLVlogsUk053 ай бұрын
Jisne pg kr ke 2 saal ka b.ed kia hai uska kiya ab 1 saal ka b.ed lakar humre 1 saal ka kiya bahi govt .. bhi kya kr ri h aisa phle prt se bahar phr pgt ke liye bhi ctet gajb h
@anupamkumargupta25763 ай бұрын
4 year Graduation and P.G. Student only one year ma'am
@rajendra413 ай бұрын
1 sal ka B.ed hona chahiye 💯
@S508-s83 ай бұрын
1 yr bed kab lagu hoga india mein?
@mehakdeepkaur81203 ай бұрын
Jo...b.ed 2 years ki kr rhe hain unka kya hoga ?? Valid rhegi ya nhi
@Kumar_jayant-0073 ай бұрын
1 hear b.ed ki eligibility bataiye
@prashanttiwari20433 ай бұрын
Hum logo ne 2 year b.ed kiya uska kya kha gyi equaity
@RiyaGupta-ii3jr3 ай бұрын
One year bed course kb tk ayega .2020 se hi bat chl rahi h .
@reenavishwkarma99783 ай бұрын
Mera to 1year ka hi b. Ed h 2012-13 me kiaa tha kya mera bhi ho jayega
@poojanautiyal82083 ай бұрын
Pg ke liye 1 year b.ed hona chahiye
@keshavchaudhary14393 ай бұрын
Ma'am.. jinka ctet nhi hua...aaga unka liya ka opportunity ha...????? ?BED k liya...???😢😢😢😢😢
@Akankshamaurya9813 ай бұрын
Maim bed kiye hai to phir se ak sal ka bed kar le
@SarojKumawat-yc3ol3 ай бұрын
NCET ke form kb se start hoge
@sadsachin19023 ай бұрын
Are yar Maine 2 year ka kar liye hai Primary me Jane ke liye ab mujhe post graduation karna padega fir Ja ke 1 year primary bed milega 😢 bahut ghatiya hai yar Agar ug ke bad hi 1 year ka bed milega to thik hai warna galat ho rha ham logo ke sath
@suneet_khare3 ай бұрын
Are..aisa kuch nahin hai. Tumne 2 saal kaa kiya hai toh tum primary ke liye eligible nahin ho.!. Agar tumhe Primary mein jaana hai..toh...BEd se kaam nahin chalega!
@rahulsharma72993 ай бұрын
Mem kya muche 2 year bed krna chahiye ki nhi muche btao ya fir 1 sal ki Shi rhegi
@divyanshhh363 ай бұрын
PG ke baad 1 saal bed hona chahiye esame kya problem hai tumko sirf dimag se kachara nikalo jaha pr student ka aacha ho raha hai hone do 4 or 5 saal bed ka course jaha pr hota hai vaha 12 ke baad hota hai ug ke baad 2 saal kafi hote hai bed ke liye 12 ke student ki tulana tum ug pg ke student se kaise kr sakti ho
@sonalyadavrollno-59903 ай бұрын
Sahi......lekin course ho jaha raha hai...main khud soch mein hun ki iss baar admission ka kya hoga
@mdamanullah69903 ай бұрын
Abhi bihar bed mein counselling chal rhi...kya ug student 2 yrs ka b.ed karega aur pg students 1 yrs ka b.ed...?
@vijaychoudhary43273 ай бұрын
Sida topic pe baat karo na kyu bakavas kar rhi ho
@PriyanshiNarang-r5x3 ай бұрын
Jin students ne phle se hi bed 2 yr ka ya abhi result awaited hai jinhone kar liye hai unka kya hoga? Valid mana jayega kya? Esa nhi hona chahiye... Age limit bhi nhi sahi karte hai vacancy bhi nhi atti hai bs course ko hi updated karte hai usse education goal kaise achieve hoga....
@tabasumagarwal-rw9vo3 ай бұрын
One year b.ed kab se hoga nukari ke liye ek saal west hoga
@बेस्टमोड3 ай бұрын
To ham logo ka kya hoga jo ham log 2 sal ka b.ed kiya hu aur postgraduate
@CrazyBhaiyaG3 ай бұрын
Mai enrolled karu yaa nhi b.ed m 2024-26 ki liye .. ??
@kajal.vlogs84233 ай бұрын
Mt kro@@CrazyBhaiyaG
@vaibhavgidde81573 ай бұрын
Same@@CrazyBhaiyaG
@Swaransha7653 ай бұрын
@@ak-mb1mg 4 year se sun rhe h 1 year bed lagu hone vala h abhi tk ho hi rha h, 2 sal vale bed krkr teacher bn bhi gye. Lekin ye abhi bhi ...😂
@CrazyBhaiyaG3 ай бұрын
@@ak-mb1mg par 1 year walaa aaye tab naa... Abhi bhi sirf lukhnow university ki baat ho rhe the Kuxh lochaa hogaa toh 2 year bagrdad Alag drama kar rha hai government
@sapnasharma82313 ай бұрын
Mem kya 4 year integrated coarse bnd hoga kya😢
@Annu-dl8vc3 ай бұрын
1 year kb se start hoga
@sandeepphephana84393 ай бұрын
Kb se lagu hoga
@Jigyasu00073 ай бұрын
Voice❤❤❤
@बेस्टमोड3 ай бұрын
Nhi kiya hu
@kritika26113 ай бұрын
1year b.ed degree will definitely effects the quality of teachers.... but on the other hand doing regular 2 year b.ed from recognized university like DELHI UNIVERSITY is not a cup of cake... those two years require the hard work equivalent to 4 years.. so many theory papers, assignments , field work, internship, project work, lesson plan files , preparing TLM...gives tension and anxiety even in 2 years.... reducing degree to one year will definitely affects the pupil teachers' health .