Love Bird Breeding and Start Hatching Eggs | Bache Ana Shuru

  Рет қаралды 25,477

Nexus Birds

Nexus Birds

Күн бұрын

Пікірлер: 81
@moazzamhussain7035
@moazzamhussain7035 Жыл бұрын
MashaALLAH MashaALLAH ALLAH PAK mazeed barkat dey AMEEEN
@umair41614
@umair41614 Жыл бұрын
Zada behtr ha k aap egg wali torch say check kia krain kyun k ande k hilne say membrane damage ho jati ha
@ramizraja1144
@ramizraja1144 Жыл бұрын
MashaAllah Bhai bht Ache
@smartaviary
@smartaviary Жыл бұрын
Great informative video ❤😊
@ehsanmir9308
@ehsanmir9308 Жыл бұрын
Bhai breeding formula to bta dain or chiks ka size bara ho
@AbidHussain-sj9gi
@AbidHussain-sj9gi Жыл бұрын
ماشاءاللہ جی ماشاءاللہ اللہ پاک آپ کو اور زیادہ عزت دے آمین
@rameezhasan8944
@rameezhasan8944 Жыл бұрын
Mashaallah Mashaallah 💗 great!
@MdHasan-92
@MdHasan-92 Жыл бұрын
Beautiful bird
@sulemanahmed6438
@sulemanahmed6438 Жыл бұрын
MashaAllah Please make detailed video on softfood
@meharhaseeb1463
@meharhaseeb1463 Жыл бұрын
Mashallah ❤❤❤❤
@Mariam55fatima
@Mariam55fatima Ай бұрын
Bhi love bird ka albino ka pair kab tak breed karde ga box me bhi jate hai aur nesting bi completely done 👍 aur dana be change karte hai
@mehboobalam476
@mehboobalam476 Жыл бұрын
MASHALLAH bhai 😊😊
@SaddamAnsari-nz1qt
@SaddamAnsari-nz1qt Жыл бұрын
Islam bhai jo pairing bacchon ke charanon se iske upar koi video banaen
@mubashirzahidaviary438
@mubashirzahidaviary438 Жыл бұрын
Albino red eyes ke pathe available he kia apke pass for sale wale
@NexusBirds
@NexusBirds Жыл бұрын
abi ni hai
@AbdullahAffanAbbasiOffical
@AbdullahAffanAbbasiOffical Жыл бұрын
Masha Allah Bhai Breed sale ka lia kab avialbale hogi
@muhammadahmedali6998
@muhammadahmedali6998 Жыл бұрын
Massha Allah,👍
@JamMadni-e9e
@JamMadni-e9e Жыл бұрын
Masallah masallah
@aqibsaeed8016
@aqibsaeed8016 Жыл бұрын
masha Allah
@nasemalehospodarstvo
@nasemalehospodarstvo Жыл бұрын
very nice 👍🏻
@bawagneparindey
@bawagneparindey Жыл бұрын
Mashallha 🐦❤
@MehrabKhan551
@MehrabKhan551 Жыл бұрын
Good👍❤
@hasankamran1456
@hasankamran1456 Жыл бұрын
MashAllah💚
@skyaviary
@skyaviary Жыл бұрын
Zabardast
@M.MaazRaheem
@M.MaazRaheem Жыл бұрын
First pin krdo big fan love you arsalan
@owaiszia1012
@owaiszia1012 Жыл бұрын
Aap ne jo foster pairs lagaye huwe hein tu aap ne apna sara 1st clutch foster q nhi kara ?
@NexusBirds
@NexusBirds Жыл бұрын
Mai 1st clutch foster nahi karta 2nd or 3rd karonga
@daniyalali801
@daniyalali801 Жыл бұрын
Arsalan Bhai Mera ap se Ek sawal ha Mera male birds Sahi cross rha female k sath, likn agr female eggs ko Sahi incubate na kre to eggs kia infertile hojate ha? Bhalay agr male cross bhi Sahi kr rha Kyu k mene is male ko nayi female di ha aur 3 breed kharab ho chuki ha Meri ab tk, phele jis female k sath tha Mera male os k sath 5 ma se 4 eggs fertile hote the, ab iswali k sath to Ek bhi nhi ho rha, kia ye incubate ki vja se ha? K Meri female Sahi incubate nhi kr rhi.
@awaismailk3731
@awaismailk3731 Жыл бұрын
Bhai kindly guide krden meny lutino fisheri Red eyes split ino into parblue split ino lgaya h kia ye pair thk h or iska results kia huga
@NexusBirds
@NexusBirds Жыл бұрын
Agar aapke paas lutino fisheri lovebird hai jo split ino hai aur aapne use parblue split ino ke saath joda hai, toh yeh pair thik hai. Aapko lutino, red-eyed, split ino, aur parblue ke mix ke bachay mil sakte hain. Yeh bachay lutino, red-eyed, split ino, ya parblue ke colors mein ho sakte hain. Q ke genetics complex hote hain, exact results ka pura andaza nahi diya ja sakta bina parents ke genetics ke confirm kiye.
@Ncs-Charlie
@Ncs-Charlie Жыл бұрын
Nouman bhai ka setup dubara visit kro
@riazghori4591
@riazghori4591 Жыл бұрын
Mashallha
@kashif82
@kashif82 Жыл бұрын
Masha Allah
@ramizraja1144
@ramizraja1144 Жыл бұрын
Assalam walaikum Arsalan bhai mene ek pair lagaya Albino red eye itno albino black eye osme se mere pas jitne b chicks aee sare black eyes ayee iska kia reason hai?
@NexusBirds
@NexusBirds Жыл бұрын
Walaikum Assalam, Agar aapne ek pair lagaya hai jisme ek lovebird albino red eye (ino) hai aur doosra black eye, lekin unke bachay sab black-eyed hain, toh yeh genetics ka result ho sakta hai. Albino trait, jo ke red-eye wala hota hai, recessive hota hai, jabki black-eye wala trait dominant hota hai. Iska matlab hai ke agar dono parents mein se ek bhi black-eye trait carry karta hai, to bachay black-eyed hote hain. Iska mtlb hai ke aapke black-eyed bachay ke liye, kisi parent mein se black-eye trait zarur aya hoga, chahe woh visually express na ho. Albino lovebird jo ino hota hai, wo albino trait ko express karega agar uska pair bhi albino ho ya usmein se kisi mein bhi black-eye trait na aye.
@saleemraza7355
@saleemraza7355 Жыл бұрын
Maasha Allah
@GBBirds-MiniZoo
@GBBirds-MiniZoo Жыл бұрын
For more information and intertaiment visit GB Birds ❤❤
@thilinaupashantha4198
@thilinaupashantha4198 Жыл бұрын
😍😍😍😍😍😍
@abdulhafeez-cr3nc
@abdulhafeez-cr3nc Жыл бұрын
Aoa what if we pair confirm blue 2 not split ino fishri with creamino what will be the results ?
@NexusBirds
@NexusBirds Жыл бұрын
W/A The combination of Confirm Blue 2 and Creamino in a pair will produce various results depending on the desired outcome. Confirm Blue 2 is a blue-based pigment that enhances the blue coloration of birds. In contrast, Creamino is a mutation that dilutes the color of birds. When you pair Confirm Blue 2 with Creamino, the offspring will most likely be a mixture of blue and diluted colors, depending on the genetics of the parent birds. If both parent birds are split to Ino, there is a chance that some of the offspring will be Ino, which means they will have no melanin in their feathers, resulting in an all-white bird. It is essential to understand the genetics of the parent birds before breeding to predict the offspring's outcome accurately. If you are unsure about breeding your birds, it is always best to consult with an avian geneticist or veterinarian.
@abdulhafeez-cr3nc
@abdulhafeez-cr3nc Жыл бұрын
Thankyou
@efforts4u436
@efforts4u436 Жыл бұрын
Parblue split ino to creamino me se posible blue to kn se bird ay gy ?
@efforts4u436
@efforts4u436 Жыл бұрын
Replay kr diya kry agr koe msg kr dy
@mohammadaliazad1782
@mohammadaliazad1782 Жыл бұрын
Mashallah❤
@sulemanahmed6438
@sulemanahmed6438 Жыл бұрын
Is it true kay lovebirds mein 2 females aur 2 males ka bhi pair lag jaata hai. Meray paas aik bara cage hai tou usmein maine 2 pairs rakhnay hain lovebird kay. Tou please bataiye ga aisay karo ya nai Aur colony bhi theek hai ya seprate cage hi hona chaiye?
@NexusBirds
@NexusBirds Жыл бұрын
Lovebirds normally ek male aur ek female se mil kar banaye jatay hain, aur ye monogamous pairs hote hain, jo ek dusre ke saath wafadar rehte hain. Agar aapne ek established pair ko aur lovebirds ke saath introduce karna hai, toh ye conflicts aur pair bonds mein disturbance la sakta hai. Agar aapke paas ek bada cage hai aur aap chahte hain ki kai lovebirds rahen, toh behtar hai ke aap unhein alag-alag cages mein rakhain taake conflicts se bacha ja sake aur har pair ko kafi space aur resources mil sake. Ek cage mein kai pairs rakhna, lovebirds ke darmiyan jhagde aur stress ka sabab ban sakta hai. Colony setup mein, jahan kai lovebirds ek bade aviary ya kamre mein rehte hain, unki social dynamics, available space aur lovebirds ki compatibility ka dhyan rakhna zaroori hai. Unki interactions ko dhyan se monitor karna chahiye taake ye dekha ja sake ke woh achhe tarah se samajh mein aaye aur aggression na dikhaayen. Ant mein, zaruri hai ke aap lovebirds ke khushiyon aur swasthya ko pehle rakhein jab aap unke housing arrangement ka faisla lein. Agar aap chahte hain ki kai lovebirds rahen, toh behtar hai ke har pair ke liye alag-alag cages ho taake peaceful aur harmony se bhara mahol ban sake.
@sulemanahmed6438
@sulemanahmed6438 Жыл бұрын
Maine albino black eye aur common lutino lovebird kay patho ka pair aik cage mein rakhna hai, tou usmein pairing mein koi problem tou nai ayega jaise kay albino kay saath lutino lag jaye wageira
@sulemanahmed6438
@sulemanahmed6438 Жыл бұрын
Please guide
@Nadeemkhan-mf4my
@Nadeemkhan-mf4my 10 күн бұрын
Mashaallah
@Whitepetsshow
@Whitepetsshow Жыл бұрын
Bhai Mera ek pair hai us nay abhi tk laying nahi kr raha hai Baki pairs nay eggs bi lay kr diye hai female ki jhole lag rahi hai peh laying nahi araha pls rely
@NexusBirds
@NexusBirds Жыл бұрын
Agar aapki female Fischer's lovebird ke jhile lag rahe hain lekin ab tak eggs nahi lay kiye gaye hain, toh kuch common reasons ho sakte hain: 1. Age or Health Issues: Female lovebirds may take time to reach sexual maturity or may have health issues that are hindering egg-laying. Ensure the bird is in good health. 2. Diet and Nutrition: Make sure the birds are receiving a balanced and nutritious diet. Proper nutrition is crucial for reproductive health. 3. Stress: Stress or disturbances in their environment can affect the laying process. Ensure a peaceful and secure environment for the birds. 4. Lack of Suitable Nesting Area: Ensure the nesting box or area is appropriate and comfortable for the female to encourage nesting behavior. 5. Pair Bonding: Sometimes, the pair may not have formed a strong bond yet. Give them time to develop a strong pair bond. 6. Seasonal Factors: Breeding behavior can be influenced by the time of the year, with lovebirds typically being more inclined to breed during certain seasons. 7. Lighting: Ensure the birds receive adequate natural or artificial light to mimic seasonal changes, which can influence breeding behavior. 8. Presence of Other Birds: Sometimes, the presence of other birds or disturbances from other birds in the vicinity can affect breeding behavior.
@Whitepetsshow
@Whitepetsshow Жыл бұрын
Female maximum kitnay time leti hai eggs lay krnay Kay liye
@NexusBirds
@NexusBirds Жыл бұрын
age pori ho jae to female heat pe ajati hai or eggs laying karti hai.
@riazghori4591
@riazghori4591 Жыл бұрын
Arsalan bhai Kya han .bhai aik bat pochni h AP Jo Dana khil rhe ho Kya Kya dal rhe ho or Kitna Kitna muje bta den ya AP apna no de
@rashidmahmood3739
@rashidmahmood3739 Жыл бұрын
❤❤❤❤🎉🎉🎉
@yahyashahid4203
@yahyashahid4203 Жыл бұрын
MashAllah
@NaasTvOfficial
@NaasTvOfficial Жыл бұрын
Asalam o alikum arslan Mere pass 3 pairs hn Creamino to decino or 2 pairs albino red eye to decino , mujhe box lagaye hue 1 mehny se zaiyda hogaya likn abi tk breed nhi ayi Jab k environment bi sahi hn or soft food wagira bi de rha hon but still no result 😢
@NexusBirds
@NexusBirds Жыл бұрын
Walaikum Assalam, Aap ne sahi kaha keh inka environment aur khurak dono sahi hain. Lekin agar in pairs se ab tak koi breed nahi hui hai toh iska kuch reasons ho sakte hain. Aksar aesa hota hai keh parinday ka breed honay mein waqt lagta hai. Ye aik natural process hai aur iska time period har pair ke liye alag ho sakta hai. Kuch pairs mein breed honay mein kuch months hi lag jaatay hain lekin kuch pairs mein ye process saal bhar bhi chalta rehta hai. Aap ko sabar se kaam lena hoga aur in pairs ko khush rakhna hoga. Agar aap ko lagta hai keh in pairs mein koi medical issue hai toh aap aik experienced veterinarian ki madad lain. Wo aap ko sahi mashwara de sakta hai. Is ke ilawa, agar aap ko lagta hai keh breeding ke liye aap kuch aur kar sakte hain toh aap baaz aisi techniques bhi use kar saktay hain jo breeding process ko speed up karsakti hain. InshaAllah, aap ke parinday jald hi breed hojayein ge.
@RAWAviary
@RAWAviary Жыл бұрын
1 pair ki age puri honi chaye 2nd DNA confirm pair hon 3rd pair bound hone main time lain gy ager first bread hai 4th healthy bird's hon sokra main na hon achi deit dain or Allah se doa krn Saber se kam lain INSHAAllah result mele ga👍
@NaasTvOfficial
@NaasTvOfficial Жыл бұрын
@@NexusBirds kia first breed me eggs infortile lazmi hota h ?
@NexusBirds
@NexusBirds Жыл бұрын
Nahi, lovebird ki first breed me eggs unfertilized nahi hona chahiye. Jab lovebirds breed karte hain, ideally unke ande fertilized hote hain. Agar lovebirds sahi tarike se mated (joda gaya) hote hain aur unki breeding conditions theek hain, to unki first clutch ke ande fertilized hone ke chances hote hain. Lovebirds ko breeding ke liye tayyar karna aur unki dekhbhal karna zaroori hai, jaise sahi khaana, behtar cage conditions, aur mating ke liye sahi environment. Agar aapki lovebirds ke eggs unfertilized hote hain, toh kuch common reasons ho sakti hain, jaise: Inexperienced or immature birds: Agar lovebirds abhi breeding age mein nahi hain ya mating ke liye abhi tayyar nahi hain, toh eggs unfertilized ho sakte hain. Incompatibility: Kabhi-kabhi lovebirds ke beech compatibility issues ho sakti hain, jiski wajah se eggs unfertilized ho sakte hain. Health issues: Agar lovebirds mein kisi mein bhi health issues hain, toh yeh breeding process ko prabhavit kar sakti hain aur eggs unfertilized ho sakte hain. Improper breeding conditions: Breeding ke liye sahi environment aur conditions na ho, isse bhi eggs unfertilized ho sakte hain. Mating problems: Kabhi-kabhi lovebirds mein mating problems hoti hain jaise ki galat positioning ya timing, jisse eggs unfertilized ho sakte hain. Aapko apne lovebirds ka dhyaan rakhna chahiye aur agar aapko lagta hai ki eggs unfertilized hain ya aapko breeding mein kisi tarah ki samasya aati hai, toh ek avashyakta anusaar vet se salah leni chahiye.
@Islamicguidance786-1
@Islamicguidance786-1 Жыл бұрын
Arsalan Bhai apke sath hi Mene bhi box Lage the pr mere PS ap tak koi breed nhi i first breed wale pairs h or confirm DNA Pairs h phir bhi ASA q????
@NexusBirds
@NexusBirds Жыл бұрын
Agar aapke pas DNA confirmed breeding pairs hain aur ab tak breeding nahi ho rahi, toh kuch common reasons ho sakti hain jaise ke: 1. Environment Issues: Aapki lovebirds ka environment sahi nahi ho sakta, ya phir unka nesting area comfortable nahi hai. 2. Stress: Stress ya kisi disturbance ki wajah se breeding process delay ho sakta hai. 3. Age or Health Issues: Age ya health problems bhi breeding mein rukawat dal sakti hain. 4. Seasonal Factors: Seasonal changes bhi breeding behavior ko influence kar sakte hain. 5. Lighting: Proper lighting ka na hona bhi breeding ko affect kar sakta hai.
@sulemanahmed6438
@sulemanahmed6438 Жыл бұрын
Environment kharab honay mein kia kia aa sakta hai aur agar birds closed room mein hain tou raat ko light band kardein ya chalti rahay
@NexusBirds
@NexusBirds Жыл бұрын
@@sulemanahmed6438 Environment kharab hone se breeding process ko influence ho sakta hai. Kuch factors jo environment ko affect kar sakte hain: Temperature and Humidity: Agar temperature ya humidity levels sahi nahi hain, toh yeh breeding par asar daal sakta hai. Lovebirds ke liye comfortable temperature aur humidity maintain karna zaroori hai. Noise and Disturbances: Zyada shor ya disturbances, jaise ki loud music ya bheed, breeding ko affect kar sakte hain. Birds ke liye peaceful environment hona chahiye. Nesting Area: Nesting box ya area ko comfortable aur private banana bhi zaroori hai. Adequate bedding aur space provide karein. Lighting: Birds ko natural light provide karna important hai. Din mein sufficient natural light aur raat ko darkness provide karna bhi zaroori hai. Raat ko light band karna lovebirds ke liye zaroori hai taki unhe rest mile aur natural day-night cycle maintain ho. Bird room mein aise lighting ka istemal karein jo unke natural environment ko mimic kare, jaise ke din mein roshni aur raat ko andhera.
@sulemanahmed6438
@sulemanahmed6438 Жыл бұрын
@@NexusBirds thank you
@Islamicguidance786-1
@Islamicguidance786-1 Жыл бұрын
@@NexusBirds thankyou ♥️Arsalan Bhai 👑
@aliyazeeshanvlogs7893
@aliyazeeshanvlogs7893 Жыл бұрын
MashaAllah
@aashinoor3168
@aashinoor3168 Жыл бұрын
البائینو کی جوڑی کتنے کی آتی ہے؟
@hassanahsan7127
@hassanahsan7127 Жыл бұрын
Mashallah
@SaddamAnsari-nz1qt
@SaddamAnsari-nz1qt Жыл бұрын
Yamaha bacche ke upar niche hue bacche expire ho jaate Hain iske upar koi video banaen aur hamen guide Karen iske liye hamen kya karna chahie Jo yah man baap apne bacchon ke
@abidnadeem8865
@abidnadeem8865 Жыл бұрын
Salam... Box wale k number to dye Rana sons
@ranaazharcandy8848
@ranaazharcandy8848 Жыл бұрын
ماشاءاللہ❤ماشاءاللہ❤ماشاءاللہ❤ماشاءاللہ❤ماشاءاللہ❤ماشاءاللہ❤
@AbrarAhmedShah-sw9jl
@AbrarAhmedShah-sw9jl Жыл бұрын
Mashallah bhai apka WhatsApp number chiya
@AbrarAhmedShah-sw9jl
@AbrarAhmedShah-sw9jl Жыл бұрын
Plz
@NexusBirds
@NexusBirds Жыл бұрын
03343717458
@mubashirzahidaviary438
@mubashirzahidaviary438 Жыл бұрын
MashAllah
@farhanahmed-dv1eq
@farhanahmed-dv1eq Жыл бұрын
Masha Allah
@313yt8
@313yt8 Жыл бұрын
Mashallah
@SameerBaig-s4f
@SameerBaig-s4f 6 ай бұрын
Mashallah
Lovebirds Mutation Breeding Setup | Eggs and Chicks | Sir Danish
19:52
The Tiniest Bird You've Ever Seen - Zebra Finch Hatching
12:20
A Chick Called Albert
Рет қаралды 29 МЛН
Гениальное изобретение из обычного стаканчика!
00:31
Лютая физика | Олимпиадная физика
Рет қаралды 4,8 МЛН
It works #beatbox #tiktok
00:34
BeatboxJCOP
Рет қаралды 41 МЛН
Support each other🤝
00:31
ISSEI / いっせい
Рет қаралды 81 МЛН
Excellent Lovebirds Mutation Breeding Setup
29:31
Nexus Birds
Рет қаралды 28 М.
How baby Budgie grows up? From Hatching to Hand Feeding
16:10
Alen AxP
Рет қаралды 10 МЛН
LOVEBIRD GROWTH STAGES | First 55 Days of Babies Timelapse
18:29
Secret Breeding With Formula Lovebirds Budgies Parrots
15:37
Aligarh Budgies and Finches
Рет қаралды 9 М.
The Growth of a Macaw: From Egg to Open Eyes and First Flight
5:42
Banana Parrots
Рет қаралды 29 МЛН
Raising Two Turacos - Giving Life to Eggs That Almost Didn't Make It
13:08
A Chick Called Albert
Рет қаралды 254 М.
Avail Special Discounts Before 2025!!!
16:00
Naveed Sheikh Official
Рет қаралды 13 М.