Bohat he acha masla hai Masha Allah. Mei ne try kia hai itni zabardast nihari bani thi Allah mere pure ghar walo ko maza agaya mei jitni tarif karu kam hai.... wah wah wah ... bohat bohat bohat shukriya... zarur try Karen sach main bahr ka masala bhool jao gy... restaurant se bhi zada achi nihari banti hai...
@zebaali58534 ай бұрын
Kitny gosht mn kitny spoon dala apny is masly ki quntity sy ?
@aqsadoll45465 жыл бұрын
bohat acha masala banya hy apny aur bohat achay sy samjhya bi hy.....
@nishanaaz52185 ай бұрын
Mene b banayi thi yahi masala pees kar bohot he achhi bani thi Mashallah 😊
@shafikulhasan63573 ай бұрын
Always सुपरहिट रेसिपी 😊
@aneesaosman3459 Жыл бұрын
Aapa because of you I have learnt to make and treat rice dishesh properly & I run my cloud kitchen and pulavs are a super hi hit . The KS for your tips on pulav and Biryani rice .
@ayshamirza33105 жыл бұрын
Masha Allah 💟💟 Masha Allah🌹🌹 Khush o abaad rahein Ameen🌹🌹
@SaminasKitchenTips5 жыл бұрын
Thank you so much sister
@arshalam61003 жыл бұрын
Me bhi jaror bnayugi nihari masala bhut bhut sukriya.
@rukaiyyafahad93824 жыл бұрын
Asslamualekum aapi apke btaye masale ki nahari bhut tasty bni.. thank you so much. Appi.. sbne bhut tarif ki .. thanku..👍😘
@liazleyroburt15719 ай бұрын
Bahut aasan tarike se aap samjhate hai baaji
@rifriaz13452 жыл бұрын
Maa Sha Allah..very nicely organized video with names well explained 👍👍
@shubhenduprakashneeraj5555 жыл бұрын
Shukariya apaka aapke nusakhe bade hi umada kism ki recipe bnaana sikhate hai
@hinakhan88414 жыл бұрын
Star anise ni to ni hai ye zaruri hai kya?
@sadafahmed95634 жыл бұрын
Bohat khoob, exotic places ha..... Magar namak suna hai gharab ghar dae taa hai masala koa?? Its sodium it excretes water behen jee.
@huzaifasiddiqui51636 жыл бұрын
Alhamdu lillha baji apne to mere khana banane k tari ke ko bahut hi easy bna diya h allha app ko jzaye khair di ameen shukriya baji
@azmatkhan74285 жыл бұрын
Huzaifa Siddiqui 8T
@uzmawaqar71095 жыл бұрын
Boht Shukriya Samina Sahiba I will try InSha Allah..Khush rahin Aameen
@maryammaryam-dh3jy5 жыл бұрын
Plzzz bataiye ye kya 1 kg k liye hai
@uzmawaqar71095 жыл бұрын
@@maryammaryam-dh3jy I think 3 kg k liye hai ye..
@maryammaryam-dh3jy5 жыл бұрын
@@uzmawaqar7109 mujhe bhut tension ho rahi hai 😢😢😢
@amitmalik8024 жыл бұрын
Aapka Bowl set bhut achcha h kha se liya h
@raomakeupartist81032 жыл бұрын
Pipli ky hota h
@sahibasheheryar4564 жыл бұрын
Aadab Aap ki tamam dishes bahut pasand aati hai Aap hme bahut aachi lagti hain. Allah aapko salaamat rakhein
@sammusicworld8189 Жыл бұрын
Mam isme se 1 kg moton ke liye kitna masala dalna hoga ye bta de please 🙏🙏
@ayeshahasan7355 ай бұрын
Plz bata diye koi..😢
@F.S.A.Creations4 жыл бұрын
Mam agar ye pepli na ho to ise chod sakte hian
@Udee-zp1xl3 жыл бұрын
Nahari masala aapka bataya hua main zarur try karungi.but kachri ke kitne pice leye hain aapne?aapne 3kg ka maserment bataya hai.agar 1kg banana ho to kitna masala use Karen. Reply pls
@shainajahan29915 жыл бұрын
Baji Mai bhi Delhi me rhti hu kisi din dawat pe bulayen aapka cooking dekh kr mere muh me Pani aa jata hai
@n451a Жыл бұрын
Assalaamu'aalaikum how do you use it? The whole powder for 3kg lamb or spoonful at a time?
@sadafshams31845 жыл бұрын
Aslamualikum kese hay ap? Nihafi masala is a good rec kachre gris der may please to grinder ke nife toot jate hay ap nay kese please? Soak ke thi? Kindly rep sadaf shams from pamistan 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹Lots of love
@SaminasKitchenTips5 жыл бұрын
Pehle kachri ko crash kar len phir grind karen
@sadafshams31845 жыл бұрын
@@SaminasKitchenTips thanks
@nazmeenansari99765 жыл бұрын
Bht hi acchi masala btaya aap ne. Bht shukriya mem aap ka
@xixan99196 жыл бұрын
Samina jee Maine ye recipe banaya It was jus amazing Same hotel taste Thank u 😊
@arshiyakhan4022 жыл бұрын
JazakAllah,per kachri fruit m aati h 👍
@rdxayanff88427 ай бұрын
❤❤❤❤wow nice nice ❤❤
@imranbaig43362 жыл бұрын
20 gm red chili spoon sy bta dan kitni hogi table ya tea spoon
@Mahaahmedvlogs4 жыл бұрын
Zabardast👌thank u for sharing
@nikkichoudhary57433 жыл бұрын
Mam kyaa hm readymade nihari masala le sktaa h....
@zainabalam73585 жыл бұрын
Wow wonderful 👌👌Aap ka kada bhi bahut badiya h
@shakilayafei1953 жыл бұрын
Piperi chhoti lena h ya badi piperi
@shaistakhan55525 жыл бұрын
Adha kilo gosh me kitne tea spoon masala pdega.... Please reply
@NA-vt6mz5 жыл бұрын
Shaista Khan 1 and half dalo
@SaminasKitchenTips5 жыл бұрын
2 tbl spoon
@sushilsingh53502 жыл бұрын
Very Good.
@mujibskrahman1885 жыл бұрын
H toh aa66a.Lkn dekh k lagta redimede hi thik h
@zeeeventplanner32642 жыл бұрын
Ye masala kitne meat k liye enough he
@tanveerkabir67145 жыл бұрын
Mashaallah... Subhanallah....kachri basically Rajasthan may zyada milti hai specially western Rajasthan.....
@arhaankhan55953 жыл бұрын
Agar long pepper ni ho to kia kre
@zebaali58534 ай бұрын
Yh msala kitny kilo meat k ly hy ??? Reply plz
@madiha17924 жыл бұрын
peprica powder bata dain kiya h
@speaktruth1764 жыл бұрын
Kachri kyaa
@sunitashah77176 жыл бұрын
Ma'am aap ke channel pe mene kitchen king masala aur garm masala dono ki recipe dekhi aap ne dono sabji me use kiya he dono masale me kya difference he ? Swad me farak padata he muje banana he kon sa banau please
@SaminasKitchenTips6 жыл бұрын
Sabji k liye kitchen king masala bnayen dear ,garam masala to extra taste k liye dalte hen
@razaimran21534 жыл бұрын
Ye kitne goush ke lie hai
@emllykims4153 жыл бұрын
aur store krnay ka tareqa??
@mdmojahid32485 жыл бұрын
Walaikum salam batane ke liye bahut bahut Shukriya Assalamualaikum
@areebasaifi39483 жыл бұрын
maim hum iss masale ko kab tak rakh sakte h.... maim ye kharab to nhi hoga..
@createwithshortyb7273 жыл бұрын
I want to try and make this. Love it
@saraovais59824 жыл бұрын
Kitne time tak store kar sakty hain is masalay ko ?
@mohammadhuzaifa62683 жыл бұрын
Nise
@mohd.haiderkhan38233 жыл бұрын
Peprika powder ki jagah Kashmiri Lal mirch powder chalega Baji??
@HinaKha2795 жыл бұрын
Konsa jeera dala apne
@SaminasKitchenTips5 жыл бұрын
Normal jeera
@uroojasim26242 жыл бұрын
Ye pura masala kitne ghost ke liye hai
@ambersaba19423 жыл бұрын
Love you Aunty jan Thanks for sharing I will try it
@najmakhan46166 жыл бұрын
Ma'am agr motton ki nhari bnaye to usme bhi zrurt hogi papaya powder ki bcuz wo jldi gljata hai Plzz rply main aaj bnaungi
@SaminasKitchenTips6 жыл бұрын
No no dear
@najmakhan46166 жыл бұрын
@@SaminasKitchenTips thanks ma'am for the rply
@zunaira-c3z4 жыл бұрын
Mery video ko watch kary mery chanal ko like and sas kardy please kicthen with anni 👌♥️♥️
@NishaSingh-jf4ix4 жыл бұрын
Aap zaika delhi6 wali ho kya
@kashishwarsi48364 жыл бұрын
Masha Allah maja aa gaya
@musheergazi40486 жыл бұрын
Is masale m maine kachri powder dala h 4 tsp daala h shi kiya na
@SaminasKitchenTips6 жыл бұрын
Sahi he
@arzootaqi85854 жыл бұрын
Kitne kilo ka masala
@rohitlamani61975 жыл бұрын
Aunty ji ye masala sirf non-vegetarian me hi istamal kiya jata he na?
@SaminasKitchenTips5 жыл бұрын
Only meat only nahari recipes k liye he
@shahnawazalam33426 жыл бұрын
Bhut acha laga ye formula
@jawwadstn54315 жыл бұрын
Ya pepli kiya ha ??? Is ko Urdu min kia khty hn ???
@shaistashahzad70254 жыл бұрын
Baji ye Sara masala 3kg gosht k liye h 🤔 🤔
@f_gul_cuisine5 жыл бұрын
Ye kitni nehari k liye hai masalah?
@mazharabbas39255 жыл бұрын
MashAllah, yeh vedio deki bohat achi lagi, muje nehari masala / kuna musala ki bananee ki quantity bataaa dain kon si cheez kitni leni haa approx. 200 - 250 afrad kay liye.. JazakAllah.
@MuhammadFarooq-zm9iv4 жыл бұрын
Ye masala kitne kilo gosht k liye h?
@Beautifulgirl12085 жыл бұрын
but mai apki video deekh kr kabhi kabhi confuse ho jati hu ap ekdam unique hi chiz btati hai 😂 like vo papaya ka jo bi ta
@asifqureshi72014 жыл бұрын
Kitne kg ka masala h yeh ??
@faizaanam47376 жыл бұрын
Peprica dalna zaroori h Kya?
@SaminasKitchenTips6 жыл бұрын
No no
@ummehaniali54023 жыл бұрын
Jazak Allah maim
@reehanaparveen20616 жыл бұрын
Assalamualaykum AAPA please theen chijis batai;pipli,kachri Aur big Elachee kya hotte hai
@SaminasKitchenTips6 жыл бұрын
Long pepper, kachri is meat tenderiser,& black cardimam
@nuzhatyasmeen12333 жыл бұрын
Bot zabardast
@aksafatima82146 жыл бұрын
Nahari ke allawa ye masala Kya dousri recipes main daal sakte hai
@SaminasKitchenTips6 жыл бұрын
No
@emllykims4153 жыл бұрын
Ap ne bataya ni k 1 kg k leyr kitna masla use kren???
@kishwarfarheen63683 жыл бұрын
good one 👍
@fabihajunaid71812 жыл бұрын
Paprika powder ka alternative btadijiye plz ma’am
@zarinnaqvi41515 жыл бұрын
Boht khoob aik kilo ghost ki nahari mey kitna dalna hey
@SaminasKitchenTips5 жыл бұрын
4 tbl spoon
@mohdsahjeb47666 жыл бұрын
Aapa kachri powder online kaha milta h ?
@SaminasKitchenTips6 жыл бұрын
Mdh ya Everest ka le sakte hen
@naveedshaikh13864 жыл бұрын
1 kg beef k lye kitna powder dalna he
@azadaridilse7864 жыл бұрын
Mam ye peepli kya hoti h koi aur naam h iska kaha se milegi ye..
@javedanwer44323 жыл бұрын
Ye masala kitne ghosht k liye hai ye to apne bataya nhi
@meerutgirlfareen53286 жыл бұрын
Assalamualaikum aunty same yhi ingredients apne dum biryani m btaya hai bss do hi faltu hai ek to ginger powder or ek kachri...... Hmare dum biryani apka btaya hua msala h usme yh do tin ingredients milakr yh bnaya ja skta hai kya?
@SaminasKitchenTips6 жыл бұрын
Yes dear dal sakte hen Thanks
@faisalqureshi66804 жыл бұрын
Assalamualeykum mam ye kitne kilo gosht ka masala hai jo apne banaya hai Yaa kitna masala kitne kilo gosht mai daal sakte hai bataye
@SaminasKitchenTips4 жыл бұрын
1 kg gosht me 4 tbl spoon
@rihanasaifi30265 ай бұрын
Asp to Shane dilli Wali ho na
@arifaqureshi52186 жыл бұрын
Woo nice sis good we make at home
@SaminasKitchenTips6 жыл бұрын
+Arifa Qureshi ji Thank you sister
@amayrakhanamayra74664 жыл бұрын
Kitne kilo goosht ka.masala h ye
@G.S.20206 жыл бұрын
Aapa Jiiii mazedar nihari masala aapa sa mazedar masala.. .hahaha😙😙😙
@ShahinKhan-lw4gt4 жыл бұрын
Mashallah 🙂🙂🙂
@mohdsahjeb47666 жыл бұрын
Assalamualaikum baaji hmne masala to bana liya h but hmko peprica powder n kachri nhi mila to kya ye masala Hm nahari me daal skte h
@SaminasKitchenTips6 жыл бұрын
Walekumassalam dear peprica powder ki jaga normal red chilly powder dal len kachri avoid kar den phir use karen
@mohdsahjeb47666 жыл бұрын
Samina's Kitchen Tips Jazakallah khair
@mobeenkiworkshop81745 жыл бұрын
माशाअल्लाह खुदा आपको खुश रखे बाजी मजा़ आगया
@alkasood54365 жыл бұрын
Paprika पाउडर की जगह नॉरमल रेड चिल्ली पाउडर डाल सकते हैं क्या क्योंकि मैंने नॉरमल रेड चिल्ली पाउडर डाल दिया है
@SaminasKitchenTips5 жыл бұрын
Dal sakte hen
@dilshadqureshi33652 жыл бұрын
Very nice mam
@rihannasaifirihana28655 жыл бұрын
Baji paprika powder kya hai
@SaminasKitchenTips5 жыл бұрын
Red shimla mirch powder
@ajmalkamal82535 жыл бұрын
1kilo gosht me kitna geram nehari masala Lagega
@SaminasKitchenTips5 жыл бұрын
4 tbl spoon
@ajmalkamal82535 жыл бұрын
@@SaminasKitchenTips geram me Bata de to behatar hoga tbs spoon chota bada b hota h
@rashdaqadri70035 жыл бұрын
Ye pipli kia hoti hai??
@SaminasKitchenTips5 жыл бұрын
Long pepper
@SanaKhan-pf7yd4 жыл бұрын
How to make qorma masala like Karim (restaurant)make