Same Range Realme 12 ya Redmi note 13, Tecno camon 30, ....
@Imtiaz.Tarar514Ай бұрын
@@JeemJameelfor your kind information Oppo A60 aur Vivo y100 Apke tecno Redmi Se 💯 best Hai PTA nhi Aaj Kal kuch KZbinr tecno infinex Ki tarf le kr jaty Hain Mujhe. BHI Ek bande ne guide Kiya Tha tecno spark 20 pro Ki aisa ghatya mobile Tha automatic bund ho Jata Tha aur Kabhi Kabhi hang ho Jata Tha 5 mint K bad touch Kam krta tha ab me Vivo y100 use ke Raha hn hn is me Pubg bahot kml ko chlti Hai Oppo A60 ka nhi pta
@JeemJameelАй бұрын
Bro Baat Value for Money ki hai.. Maine to Spark series Recommend ki he ni aur FILHAL karon ga bhe ni... Pher aap uss ka reference de k kaise keh saktay ho saray Tecno k saray phones he Ghatiya hain?? Me personally Tecno Camon series use kar raha hn.. Koe issue ni hai Na software main, Na he Ads, Na Hardware main koe issue.. Baki software issues taman phones main Updates k sath aa jatay hain jo Normal hota hai aur fix ho jata hai...
@JeemJameelАй бұрын
Sorry to say Agar aap ko Snapdragon 685 ki Pubg performance achi lag rahi hai to aap ko Phones k bare main kuch bhe ni maloom...
@Imtiaz.Tarar514Ай бұрын
@@JeemJameel Mujhe BHI refer Kiya tha KZbinr ne but us se behtr Hai vivo y100 8/256gb wla Maine 1st bar lya Tha tecno ka phone us ne Mera dimag short krdya Hai bus yahi msla Hai me nhi use kronga us value for money ka Kiya faida JB wo performance hi na de spark 20 pro g99 se better Hai sd685