When there is power cut, and running on inverter is it run like normal fan or it will turn off?
@kisanurja3 ай бұрын
@@kancherlamalliSir it run like normal fan. this fan comfortable in Inverter and light.
@anowarjmk12 ай бұрын
@@kisanurja are bhai yeah light Ane Jane par band chalu hota he...Puri jankari lekar video bana ne. Kuch log video dekh kar is fan PE pasa barbad karta he....
@kisanurja2 ай бұрын
@@anowarjmk1 bhai sahab sabhi bldc fan inverter per switch hone per band chalu hote Hain vah chahe bldc fan kisi bhi company ka ho yah normal hai koi folt nahi hai har jankari ek hi video mein nahi Di ja sakti video bahut Lamba ho jaega
@anowarjmk1Ай бұрын
@@kisanurjabilkul normal nahi he kisi or bldc fan me esa nahi hota. Atombarg check kar lena.... I report you because you spread misinformation...
@kisanurjaАй бұрын
@@anowarjmk1 sir atomberg pedestal fan ki light aane jaane per speed kam jyada nhi Hoti.. or sir ye promotion video nhi hai. Sir agar koi problem hai company ko complaint Kre
@DipenBhalani2 ай бұрын
Ye Fan ke sath Remote kaise pair kare thoda details me batayenge.
@kisanurja2 ай бұрын
@@DipenBhalani fan ko chalane ke liye remote pair karne ki kya avashyakta hoti hai
@shashibisht67493 ай бұрын
Plz btaye main kb b 5 speed pe use krti hu fan thoda slow hota hai Phr speed aati hai Phr slow hota hai ESA q plz reply
@kisanurja3 ай бұрын
@@shashibisht6749 polycab fan me breeze mode hota hai. Uski key one time press kr de to Asie speed kam jayada hoti rhati hai aap use red key se power off karke dobara se kisi bhi number key ko press Kare. Problem solve hojaygi. SUBSCRIBE OUR CHANNEL
@amit6734 ай бұрын
Amazing content. please keep up the good work. I have purchased same fan last week, fan ka speed and performance bahut hi badhiya hai.. ek hi issue hai yeh fan mein ki fan boost speed me thoda hilta hai.. electrician ne fan ka installlation to sahi se kiya hai phir bhi kabhi kabhi speed 7 par thoda bahot fan hilta hai.. agar aap solution bata pao to please help
@kisanurja4 ай бұрын
Fan installation sahi se nahin hone ke Karan hilta hai ya blade damage ho gaye ho tab hilta hai aage is per video banaenge
@amit6734 ай бұрын
@@kisanurja thank you for your prompt response and help
@opsorakabir87664 ай бұрын
Ye reverese rotatio kya hai?
@kisanurja4 ай бұрын
@@opsorakabir8766 kzbin.info/www/bejne/b2a0k2l5l7Npprc reverse rotation dekhne ke liye yah video dekhen
@5GTechno3 ай бұрын
Polytin ya kapda uda k speed ka batao
@kisanurja3 ай бұрын
Bhai sealing fan ka panni ya kapda udane se kaise pata chalega speed ka
@5GTechno3 ай бұрын
@@kisanurja 0 hava de raha h achi ya nhi
@kisanurja3 ай бұрын
Jitni hawa 1200 mm ka fan deta hai yah utani hawa de raha hai
@rcreation22352 ай бұрын
bhai tum speach de rahe ho ya vdo bana rahe ho. koi ek karo vdo karo nehi to bhasan do donoko milake vdo achha nehi araha
@kisanurja2 ай бұрын
@@rcreation2235 dhanyvad aapka aapne time dekar video dekhi aur comment Kiya
@abckol443 ай бұрын
yeh meter chinese wala meter hain,kinta bharosemand hain,yeh ek sawaal hain.meter kam wattage dikharaha hain,mere kheyal se!
@anowarjmk12 ай бұрын
Ghatiya fan he yeah inverter pe band chalu ho ta rahta he...mene do liya dono same problem deta he....
@kisanurja2 ай бұрын
@@anowarjmk1 bhai sahab sabhi bldc fan inverter per switch hone per band chalu hote Hain vah chahe bldc fan kisi bhi company ka ho yah normal hai koi folt nahi hai har jankari ek hi video mein nahi Di ja sakti video bahut Lamba ho jaega
@anowarjmk1Ай бұрын
@@kisanurjaApko shaed Puri jankari nahi he ... Mene atombarg, Havells dono ko check Kiya lekin usme se koibhi band chalu nahi hota...me practical karke bat karta hun... polycab ghatiya fan he ... Sabko badnam mat karo....
@kisanurjaАй бұрын
@@anowarjmk1 sar aap problem ka solution puchte to jarur batate. But you are so intelligent.
@anowarjmk1Ай бұрын
@@kisanurja aap ko solution pata hota to jarur batate..lakin aapne bola sabhi bldc fan inverter pe band chalu hota he...iska keya matlab...