Bohot bohot sukriya sir aap ne jo kaha vo ab ho bhi raha hai
@satyadhoundiyal6 жыл бұрын
Zabardast...Jaun Elia is one in a billion
@aura00072 жыл бұрын
Syed to hote hi aise
@saafiransari8616 жыл бұрын
Jaun elia, har dilo me aur har k shair me zinda hain.
@SyedNaqvi-s9m11 ай бұрын
Thank you dr Hilal Naqvi sahab ❤❤❤
@viprakamy85684 жыл бұрын
Vah ! Naqvi Saab Aapane kya farmaya hai Jaun Saab ke bareme !! Aapko mera Salam kubul ho . Regards.
@h4midwrites2 жыл бұрын
Bhai isme sound kaha h
@REHAN_RIZVI5 жыл бұрын
जिओ Ashiq-e-john eliya Proud of you
@ErtizaAbbas5 жыл бұрын
Dr. Halal naqvi a great mind in Pakistan
@sirajqureshi65377 жыл бұрын
pls pls pls pls jaun elia par kaam ki jiye or unko duniya k samne le kr aao...kyuki wo bhi ghalib ki trha jana jayege ek din
@fariyaadansari77054 жыл бұрын
Kaas easa koi kr sake
@ziaulbadra6 жыл бұрын
Shandar aur mazedar zikr e Jaun.
@subhashdwivedi13487 жыл бұрын
Wow 😲 no dislikes. I love 💕 jaun Elia.
@awaisali-qq8tt7 жыл бұрын
i love jaun eliya sb
@sanyam95204 жыл бұрын
Rekhta team aap plz amroha jaaye or video banaye jaun ke baare me🔥❤️
@desmukhinternational27993 жыл бұрын
Aafreen hay aap logaun pur aur may aap kay muzeed kawish aun ka muntazir hoon
@sardarzadamohammadyunussah42733 жыл бұрын
Nice discourse...🌷🌷🌷🌷🌷
@shadabkhanshadabkhan76966 жыл бұрын
kya baat khi Dr saheb
@asadrana_mzn72525 жыл бұрын
Aapse guzarish hai please kaam kijiye jaun Sahab par mere haatho mei nhi hai mgr aap is kaam ko Kr rhe please aapse guzarish hai amroha Kai har us shaqs se miliye Jo Jain Sahab ko jaanta hai unse unke kisse likhiye please
@PeoplePlateAndPlaces4 жыл бұрын
Jon Aylia will soon be recognised by the world because his amazing and commendable contribution to Urdu literature is more than any Urdu poet and critic .
@kingsly10313 жыл бұрын
I'm his huge fan but aisa nahi hai bro...
@talalkhan68613 жыл бұрын
I LOVE JAUN ELIYA
@naqvifraz6 жыл бұрын
proud to be amroha wala
@hameedmalik64126 жыл бұрын
Please no background music, it's disturbing!
@wahib7864 жыл бұрын
Jaun Eliya aap hamare dilo. Me zinda hain
@farazjnp4 жыл бұрын
Mai'n jo hun jaun Elia hun janaab Iska behadd lihaaz kijiyega Hazrat -e- jaun Elia
@AamirAbbasNaqvi7 жыл бұрын
واہ کیا بات ہے
@nsgaminghighlights89576 жыл бұрын
Jaha v Jaun Elia Ji ka zikr Ho bs mahol ban Jati H
@shadabkhanshadabkhan76966 жыл бұрын
اب تو ببر شیر اشتھا ھے میری شاعروں کو تو کب کا کھا چکا ھوں میں جون ایلیا
@himanshu_alfaaz8 жыл бұрын
#JohnEliaSahabZindabaad ,,...👌👍👌👍☺
@daydreamer42537 жыл бұрын
#jaunzindabad
@shahbazkhan24286 жыл бұрын
Background music is very disconcerting and ruins the whole thing.
@iamnoTokY3 жыл бұрын
😭😭😭😭😭😭😭😭💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔😭😭😭😭🥀🥀....Jaun 😭😭😭😭😭😭 jaun
@shah69095 жыл бұрын
بلا شک جون سے محبتکرنے والے اکثر لوگ جون کو نهین پهچانتے۔ جون سے محبت کرنا اتنا اسان نه سمجهئے۔۔آن سے نفرت کرنا بهی گوئی کهیل نهین..دقیق اور نکته سنج قاری جون سے نفرت اور محبت نیز ترس کے درمیان اویزاں ھے
@ImranKhan-gp7hz7 жыл бұрын
Jon Eliya aaj bhi hamare bich hai
@m.ahmadsaeedchaudhary76404 жыл бұрын
بہت اچھے
@SirinGroup4 жыл бұрын
Jaun shahab amroha chod ke gaye hi kyun! ☹️😥
@rishabharyan15313 жыл бұрын
Britishers ne partition kavdiya tha 😭😭😭Tab jaun Shahab aamroha se chale gya.
@SirinGroup3 жыл бұрын
@@rishabharyan1531 par yahan to bahut se log tab bhi ruke the
@rishabharyan15313 жыл бұрын
@@SirinGroup unki Family chali gi hogi tho vho bhi chale gya hoga .
@challengeworld85595 жыл бұрын
Us k khayal ki namood.....ahud ba ahud ja widaan......bus ye kaho k john hy.....ye na kaho k mar gaya
@anjumantanzeemeabbasmeerut32726 жыл бұрын
Galib ko 25 shero k Shayar btaya tha Jhon Elia shb nei
@udyanilu6 жыл бұрын
bus ye hi ek nadani ki jaun ne
@FaizanKhan-bo5dm6 жыл бұрын
Ghalib Ghalib hai jaun jaun hai
@mamnoonshahkhan54864 жыл бұрын
@@udyanilu sach hi kaha tha murshid ne jitni depth unke shero me h ghalib k nhi pehle smjho shayri urdu letrature pdho jaake
@udyanilu4 жыл бұрын
@@mamnoonshahkhan5486 okay bilkul.
@khurmiful7 жыл бұрын
Ye bunda kurb main ho tau duniya hunsti kyun hai?
@mohammadowais20957 жыл бұрын
john aliya acha shayr ho sekta hai laken Quran aur rasool Allah pe baat krne ki aukkat nhi uski duniya me kuch bhi karo Allah uske Rasool lo mt bhulo sari duniya ka elam ek taraf Rasool Allah ka elam ka mukabbla nhi kiya ja sekta Allah ho akbar