बहुत ही सुंदर 🙏🙏 जय श्री राधे राधे राधे राधे कृष्णा
@Manjugardening13 ай бұрын
Jay Shri Radhe Radhe 🌹🌹🌹🌹
@Sakhigarden8 ай бұрын
Wow aloe vera Aur lahsun Ka fertilizer very unique and Jabardast fertilizer tips Thanda Garam donon milakar bahut dhaansu Banega😅 thanks for sharing🪴🤗
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se shukriya thanks
@malasharmamala901228 күн бұрын
बहुत सुंदर
@suryagarden96608 ай бұрын
Alovera lahsun ka acha liquid fertilizer banaya hai naic tips 🌞👍
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se shukriya thanks for visit 😊😊
@RakeshKumar-it3zo8 ай бұрын
Thankyou Manju ji.. bahut hi achhi fertilizer bataye hai..❤❤❤
@Manjugardening18 ай бұрын
Ji dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏🙏💐💐
@sharifsh39777 ай бұрын
Very good information 👍
@Manjugardening16 ай бұрын
Thanks for visit 💐💐
@kidsfun29648 ай бұрын
बायोएन्जाइम की कुछ ज्यादा तारीफ कर दी है.
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji bio enzyme Amrit hai paudhon ke liye
@KrishanKumar-sk2sn4 ай бұрын
Very nice Video Thanks Baita Ji Delhi Najafgarh
@Manjugardening14 ай бұрын
Dil se shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏💐🌹🌹💐🌷🌷
@gardencreationsncreativity84048 ай бұрын
Excellent sharing dear friends thanks very useful information about rose plant care tips thanks very healthy fertilizer thanks good night 🌉
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se aapka shukriya dear 💐💐
@parmeshwarigurung44958 ай бұрын
Manju ji aap k idea's tau bahut hi achhe hote Hain magar aap mujhe bahut hi cute lagte Hain ❤❤🎉🎉😊nice sharing thanku
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐
@AmritaSingh-ek6gv8 ай бұрын
Bahut achi information di Manju jee👌👌😊
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏🙏💐💐
@sabihainayath81738 ай бұрын
Waahhhh! BIDAR.Karnatak state.
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit,🙏🙏🙏💐💐
@antracreations14058 ай бұрын
Bahut acchi jankari 👌👏👌👍 😍😍😍🙏🙏🙏🌹🌹🌹🌹
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit dear 😊
@AshokKumar-sq4do8 ай бұрын
बहुत ही अच्छी विडियो
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks 🙏💐💐
@shakuntladevi24808 ай бұрын
बहुत ही अच्छी जानकारी दी
@Manjugardening18 ай бұрын
बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏🙏🙏💐💐💐💐
@SophiaHabib-ov2so7 ай бұрын
Very nice madam God bless you
@Manjugardening17 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹💐
@Sakhigarden8 ай бұрын
Very nice liquid fertilizer with add😊 fully watching ke sath ful injoy😊
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye aapka बहुत-बहुत dhanyvad thanks for visit dear sister 💐💐
@Sakhigarden8 ай бұрын
Aapki all video Jabardast hoti hai😊
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks dear support karne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad
@anitapandey1138 ай бұрын
V. Nice
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks 😊
@devyanijadeja27478 ай бұрын
Maine garlic gardening me kabhi use nhi kiya.Try karungi.Thank you for sharing 🌻.
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad garlic ka istemal garden mein jarur kijiye bahut hi achcha fertilizer hai fhanji side hai insecticide bhi hai organic gardening ke liye
You are a wonderful human being... so generous in sharing all your knowledge with plants... Dil se... God bless you...❤
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏🙏💐💐💐
@effiemonterio28654 ай бұрын
Very good information. Pls make video of best soil for rose plants
@Manjugardening14 ай бұрын
Thanks 🙏🙏
@laxmirane7258 ай бұрын
😊
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit 😊
@sushmathalod46328 ай бұрын
👌👌
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit 😊😊💐💐
@latakeswani94468 ай бұрын
Thanks Manju ji
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se shukriya thanks 💐
@myhobbyisgardening51648 ай бұрын
Very informative information friend nice sharing 👌
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 😊😊💐💐
@sarojdande61018 ай бұрын
Aloevera & lasun best fertilizer 👍
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit thanks 🙏🙏💐💐
@ravsond63378 ай бұрын
u r talented madam g
@Manjugardening18 ай бұрын
Ji dil se aapka shukriya the 🙏💐💐
@dharmshilaskitchengarden28948 ай бұрын
Very good fertilizer 💯🌺💯🌺💯🌺💯
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏🙏💐💐
@seemamartolia87538 ай бұрын
Bahut badhiya jankari
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se aapka shukriya 🙏🙏💐
@MalaSingh-v2z8 ай бұрын
Very nice
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit 😊
@akilaakila91688 ай бұрын
👌😍
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit 😊😊
@babyrani58443 ай бұрын
Mne guri churi ka podha dusre gro bag me pot kiya tha vh sukne lg gya usko kse bchau
@Manjugardening13 ай бұрын
Aapane plant ko report Kiya aapane plant ki roots jyada cut Kari ya FIR usko hila Diya jyada abhi garmi bhi kafi ho rahi hai isliye plant shock mein chale jata hai aap usmein fungi site khol kar dalen try Koderma ho to vah dalen aur plant ko Chhaya mein rakhen aur plant agar Sukh Raha hai Pani usmein Na Den jab mitti bilkul sukhe tabhi dalen
@balatripurasundari76028 ай бұрын
Bahut acchee vd aap bhi bahut sunder ho Mai Hyderabad se Sharada
@Manjugardening18 ай бұрын
Ji tahe dil se aapka बहुत-बहुत dhanyvad video dekhne ke liye dhanyvad thanks 💐💐💐🌹🌹🌹
@srinivasanpv28928 ай бұрын
Trips attack kliye kuch organic pesticides bathaye rose plant keliya.
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad kuchh dinon pahle hi channel per video Dali hai organic keat nashak ki
@HiHello-vv2rr8 ай бұрын
Good
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks 😊💐
@plantshouse53198 ай бұрын
Same here 🤣👌👌👌👌👌👌
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks 😊
@karamjitsaini88598 ай бұрын
Very nice video ❤
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit 😊
@Maahi8458 ай бұрын
Nice information bua
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit 😊
@familyandkitchengardening9648 ай бұрын
Nice sharing 🎉😊
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit dear sister
@ayeshasiddiqa8046 ай бұрын
Isey stain karna zaruri hai kya, aise hi pani milasakte hain na maam?
@Manjugardening16 ай бұрын
Han, chhanne ki bad hi ya plant mein dalen aur spry karne ke liye to bilkul chhanna padega
@kpurva5678 ай бұрын
Bahut acchi information.abhi mere pass ye nahi hai to eske badle dusra kunsa fertilizer use kare
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit abhi santre kafi ho rahe hain aap abhi banaaiye bio enzyme banane mein 90 days lagenge but santre ke chhilkon ka liquid fertilizer aap banaa sakte hain chhilkon ko mahin cut karke teen din bhigokar rakhen Pani mein FIR double Pani milakar plant mein dal den
@usmanansari28278 ай бұрын
Bahut ache se samjhati he ap mam mene kele chukandar or santare ka gud dal kr bnaya tha pr usme bahut bade bade kide ho gaye h use chan kr istemal krlu ya fenk du please reply
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad aapane is fertilizer mein gud dala hai to agar aapane air tight bartan mein Rakha hai to kam se kam 20 din bad abhi istemal karna aur band bartan mein rakhne se kide to nahin lagte Hain lekin agar aapka bartan khula hoga open hoga tab kide lagte Hain kide hi use decompose karte hain yah theek hai kitne din ho rahe hain yah to mujhe pata nahin hai lekin kuchh dinon mein kide khatm ho jaenge aap usko chhan ke bilkul use kar sakte hain Pani jyada Mila lena aaj ki video jarur dekhen aloevera wali usmein Maine bataya hai piche jarur dekhna samjhaya hai
@mousumighosh61078 ай бұрын
Bio enzyme kaise banaya mam uska link bhi de dete hote achchha hota thank you
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad bio enzyme banane ka link discription box mein dala hai please dekhen
@sarojdande61018 ай бұрын
Jahun bhigana hai chilke ke sath ya atta hai kuch samajh nahi aya ji.
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad aap kya kahana chah rahe hain samajh nahin a Raha
@munirapisuwala88748 ай бұрын
@@Manjugardening1😮 10:41
@munirapisuwala88748 ай бұрын
Aap ne santre ke saath dusri konsi item Dali wo samaj nahi aya
@munirapisuwala88748 ай бұрын
Please reply me
@srinivasanpv28928 ай бұрын
Mam Zara bathaye ki dosare bio fertilizer kaisa banna
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit santre ke chhilkon ka bio enzyme banaya hai iska link discription box mein dala hai aur dusra green aloevera aur lahsun ka banaya liquid fertilizer hai jo usi samay banaya hai vah video mein bataya aur dikhaya hai
@sultanasheikh54754 ай бұрын
Manju ji...Ap Seaweed furtilizer yaa , uria,dap ye sab furtilizer use karti ho kya?
@Manjugardening14 ай бұрын
Ji nahin aap meri videos agar dekhte Ho to main Keval organic fertilizer use karti hun seawed organic hai seaweed dalti hun DaP, uriya bilkul nahin dalti
@sultanasheikh54754 ай бұрын
@@Manjugardening1 Thanks ... Manju ji badal badal kr furtilizer dalna h to kya 10 din ruk kar hi dale? Aur kya Seaweed Zaruri h? Mai to apke karib karib sabhi video's dekhti hoon...mgr bhul jati hun to aapke videos save kar ke rakhti hun...1 video 4-5 bar dekh leti hun...jb bhi mujhe plant me kuch dalna h wapis tb dekhti hun...Aap hi ko follow kr rahi hun... 😀
@deeppandeyvlog39228 ай бұрын
Very nice 👌
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks
@myorganicterracegarden73288 ай бұрын
135 like very nice sharing bahot hi achi jankari di 😊
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se shukriya thanks for visit 😊😊💐
@ritubalconygarden24848 ай бұрын
दीदी मेरे गुलाब के पौधों में फ्लोरिंग नहीं आ रही है उसके लिए क्या फर्टिलाइजर है
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad dekho maine gulab ki Kai sari video Dali unmen Kai sare fertilizer bataye Hain gharelu aap kisi ko bhi dalo kisi ko bhi shuruaat karo 10 din mein dusra repeat karna bahut achcha result milega
@babyrani58443 ай бұрын
Mam jldi btana
@Manjugardening13 ай бұрын
Ok
@dreamgardenalittlewish...69948 ай бұрын
Hlo G Aap kha se ho??
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit I am from Haldwani, Nainital ,Uttarakhand
@hreem10088 ай бұрын
Madam namaste...pudina lagaye 3 mahine hue . acha laga..par mujhe cutting nahi karna hai ..Mann nahi karne ka cut... Cut nahi karne se kya nuksan hoga kuch? Please bataye apne anubhav se
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit agar aapko pudina cut nahin karna hai to uske aage ki tip ko light cut karna busi hoga aur bhi Pani dalte rahana aur nuksan kuchh nahin hoga but ek samay bad Jo purani leaves Hain vah yelo hone lagengi unhen hatate rahana
@hreem10088 ай бұрын
@@Manjugardening1 ji lekin branches pehle moti thi first month mein..abhi branches patli hotein jari ... Aisa kyu
@sultanasheikh54754 ай бұрын
Maine bakri ki khad mangayi h mgr usme kide dikh rahe h to use plant me kaise use karun bataiyega plz
@ahteshamsaqlaini62588 ай бұрын
Me jhansi se hu
@Manjugardening18 ай бұрын
Ji shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐
@laxmirane7258 ай бұрын
Didi mere garden me white bugs lag jati haii kaise hataye
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit 1 litre water mein Aadhi chammach baking soda ek chammach Banegar ya FIR nimbu ka ras dalen 5 drop shampoo ya hand wash ki dal ke jor se spry kar den
@muskandhekware80188 ай бұрын
Ise abhi bhi bana sakte hai Kya
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit ji haan maine bataya hai aajkal santre kafi ho rahe hain aap abhi bhi ise banaa sakte hain kis tarike se banana hai link discription box mein hai
@sultanasheikh54754 ай бұрын
Manju ji ...mai aapke hi nakshe kadam par chalti hun..😀 Aap mujhe ye batayen agr nursery se gulab plant lake report karna hai to ...agr mitti me milane ke liye fungicide yaa nimkhali bhi nahi hai to kya karen?
@Manjugardening14 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad agar aapka pass fungisite nahin hai to aap ek chammach haldi powder Mila len, Neem Khali Na Ho to koi baat nahin, ट्रिकोडरमा पाउडर होता है ऑर्गेनिक उसे मंगा ले उसे डालें
@reetasingh9898 ай бұрын
Ma'am fertilizer m badbu ati h......kya wo useful hoga plants k liye?
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit dear fertilizer mein badbu hi aati hai uske bad hi vah achcha banta hai uske bad hi vah plant ke liye bahut useful hota hai
@jyotsnagupta80158 ай бұрын
एलो वेरा को छीलकर प्रयोग करना है या बिना छीले?
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji aloevera ko pura chhilke sahit dalna hai Maine jal dikhane ke liye chala
@Sakhigarden8 ай бұрын
Hay Manju dear kaise ho😊
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks dear sister main theek hoon I hope aap bhi theek honge 🌹🌹
@amarjeetkaur-rp8em8 ай бұрын
Awaz itni tez aur tikhi hai ki video band krni padi
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad aapki mobile ki Shayad volume Tej ho rahi hogi jor se to bolna hi padta hai fatafat bhi bolna padta hai kyunki kuchh logon ke yahi hota hai ki sunai nahin deta hai
@amarjeetkaur-rp8em8 ай бұрын
@@Manjugardening1 Aisa nhi hai aapki awaz tikhi hai to aap 🎤 thoda door kr k video banao ,baki video achhi hai useful hai
@NAGARDENING8 ай бұрын
very nice ❤
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit 😊
@prabhakarbawkar14528 ай бұрын
Kuchbhi samara nahi.
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit kya kah rahe hain samajh nahin pa rahi hun
@margaretwilson96728 ай бұрын
Kaise banana hai ye fir se bathaea verna bekar hai vedio
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit madam Maine acche se samjhaya hai is bio enzyme kaise banana hai iska link discription mein diya hai aapko agar banana ho to use dekhen ek hi video ko बार-बार mein nahin banaa sakti detail mein samjhaya hai please aap vahan dekhen
@DECENTMANSHORTS5 ай бұрын
Very nice 👍 subscribe please
@Manjugardening15 ай бұрын
Dil se shukriya thanks for visit 🙏💐💐🌹🌹
@BeenasukKitchen8 ай бұрын
Nice sharing 🌹
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 😊💐💐🌹
@laxmirane7258 ай бұрын
Didi mere garden me white bugs lag jati hai kaise hataye
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks 😊
@laxmirane7258 ай бұрын
Didi mere garden me white bugs lag jati hai kaise hataye
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit white bags ke liye 1 litre Pani mein aadha chammach baking soda aur ek chammach vinegar ya nimbu ka ras daal ke spry Karen