Salam lyrics: Kar gaye wo Karbala Kar gaye wo Karbala may kaam Zainul Abideen Ub bhi hay ehsan mun jis naam Zainul Abideen 1. Ap kay sajdo paray Sajjad sub sajday may sar Hay mayri tasbi hi subho sham Zainul Abideen 2. Karbala say Sham tak Mushkil Kushaee kay liyay Di sada dayta raha hur kaam Zainul Abideen 3. Kur rahay thay Kufiyo Shami jo Sarwar kay khilaf Kur gaye wo sazishay nakam Zainul Abideen 4. Sham-o-Kufa ap nay mis maar kur kay rakh diyay Ap hi kay naam hay ub Sham Zainul Abideen 5. Syed-e-Sajjad say munsoob hay sajda guzar Lay rahay hay saray Abid naam Zainul Abideen 6. Gir gaya hay Sham may Shiyo ka qatlay aam hay Kur raha hay yaad phir Islam Zainul Abideen 7. Ay Zafar bandhay rahay Karbobala say tahaya Matam-e-Shabbeer ka ehram Zainul Abideen
@hussainbrothersnyofficial84035 ай бұрын
Salam lyrics: Kar gaey wo Karbala Kar gaey wo Karbala may kaam Zainul Abideen Ab bhi hay ehesan mand Islam Zainul Abideen 1) Ap kay sajdo par hay Sajjad sab sajday nisar x2 Hay mayri tasbeehi subho sham Zainul Abideen 2) Karbala say Sham tak Mushkil Kushaee kay liyay x2 Di sada dayta raha har gaam Zainul Abideen 3) Kar rahay thay Kufiyo Shami jo Sarwar kay khilaf x2 Kar gaey wo sazishay nakaam Zainul Abideen 4) Shamo Kufa ap nay mismar kar kay rakh diyay x2 Ap hi kay naam hay ab Sham Zainul Abideen 5) Sayyaday Sajjad say mansoob hay sajda guzar x2 Lay rahay hay saray Abid naam Zainul Abideen 6) Phirtay aaey Sham may Shiyo ka qatlay aam hay x2 Kar raha hay yaad phir Islam Zainul Abideen 7) Ay Zafar baanday rahay Karbobala say ta hayat x2 Matam-e-Shabbeer ka eheram Zainul Abideen
@hussainbrothersnyofficial84032 жыл бұрын
Mujhay yay salam sun kay bohat rona aya.
@mohammadtaqihussain62362 жыл бұрын
Mashallah very good recitation and poetry.
@hussainbrothersnyofficial84032 жыл бұрын
Zafar Abbas Zafar has a great voice mashallah.
@IrfanKarbalai-pb7bh Жыл бұрын
Masha Allah
@beenish92315 ай бұрын
کر گئے وہ کر بلا میں کام زین العابدین اب بھی ہے احسان مند اسلام زین العابدین آ پ کے سجدوں پہ اے سجا د سب سجدے نثار ہے میری تسبیح صبح وشام زین العابدین کربلا سے شام تک مشکل کشائی کے لیے دیں صدا دیتا رہا ہر گام زین العابدین شام و کوفہ آ پ نے مسمار کر کہ رکھ دیے آ پ کہ ہی نام ہے اب شام زین العابدین