Sawan saheb ko dunia k tamam log jante hain magar baap bete ka naam maine pehli baar suna. Mazaq mei sawan sb ne kah diya to announcer ko zaruri tha jawab dena. Kahan bhang ka kullhad kaha labrez paimana. Nazim sb aap pratikriyawadi hain aapka jawab lagana aapki khushamad prasti ko sabit karta hai.