Sir sbi sampoorna Suraksha policy ka annual premium plan ammount kaise change kre online yono app me nahi dikha Raha hai
@YouTheReal3 күн бұрын
Insurance company ki website par policy number se login kar ke profile create kare...fir bhi option na show ho to direct insurance company ko contact karna..
@rupeshghuge34353 ай бұрын
Sir private company ke employee ye plan le sakte hai kya
@YouTheReal3 ай бұрын
Jahan Tak mujhe pata hai abhi tak toh le skte hai
@kgkpatel7602 ай бұрын
Death benefit konsa hai accident ya kisi bi tarike se death hone par premium milta he
@YouTheReal2 ай бұрын
Death means death kese bhi ho....
@SimaKurreyАй бұрын
Ji H premium milta H accident ka alag or normal death ka alag hota h
@RahulRaj-ny8qh17 күн бұрын
Rider lenge to alag alag milega
@YouTheReal16 күн бұрын
Har rider ka alag alag premium rate hoga ...toh benefits bhi alag alag hi honge but milega base plan ke sath hi...
@abhishekvaishnav7210Ай бұрын
sir aapne kaha salary ka 25 time , occupation business ho to
@YouTheRealАй бұрын
Ye insurance company par depend Karata hai ki kitna cover degi par insurance policy toh sabhi ke liye hoti hai...
@ManishGupta-ub4hv5 ай бұрын
Ageas federal life insurance me Paisa to nahi dubega
@YouTheReal5 ай бұрын
Is company ke bare jyada dekha nahi hai abhi tak .... Kyoki abhi tak sirf 1 ya 2 hi logo ne iske bare me puchha hai.... Jab LIC, MAX LIFE, SBI LIFE, TATA AIA LIFE, HDFC LIFE, ICICI PRUDENTIAL LIFE, BAJA ALLIANZ LIFE hai toh koi is company ka plan kyo lega ye main soch raha hu abhi... Baki insurance company hai toh IRDAI ki guidelines ke SBei ke bhi rules follow karegi hi . karti hi hogi tab hi insurance company Market me business kar paa Rahi hai....
@rajeevratanshah69025 ай бұрын
Don't worry Bandhan Life ho gyi hai
@RAHULSAHU-gf1onАй бұрын
Bhai 56 year Tak cover he mene cheak kia h
@YouTheRealАй бұрын
Wese to hum aise kisi bhi insurance company Link comment section me aaj tak share nahi karte the par aapne kaha ki apne check Kiya hai Isliye www.sbilife.co.in/en/group-insurance/protection-plans/sampoorn-suraksha Is link par click kar ke *who can buy* option check karna apko detail mil jayegi.. Minimum entry Age Limit = 18 years, Agar maximum entry age limit 80 years toh Policy Term = 80 ─ Entry Age hota hai... Ab koi 20 years ka insan plan leta hai toh Policy Term = 80 ─ 20 = 60 years ho jata hai... Video me jo bhi information hai uske liye sbi life ki official website hi main source hai... Apne paas se kuchh nahi batate hai...
@shortsak6864 ай бұрын
Yono app me to kuch or hi bta rha hai... Jaise ki age , amount
@YouTheReal4 ай бұрын
SBI life insurance company limited ki website se policy brochure download kar ke read kare... Ya fir telegram (YouTheReal) channel par check kre apko pdf mil jayega policy brochure ka.... Aap check kare ...
@invinciblecynosure4 ай бұрын
Premium yearly he ya monthly
@ravikumarshah15104 ай бұрын
Yearly
@YouTheReal4 ай бұрын
Monthly mode bhi available hai.. As per Page number 7 of policy brochure under the General Policy Provisions ...
@RAHULSAHU-gf1onАй бұрын
Wrong information mat do