Main ne apka btaya hwa ue treeqa azmaya hai, or ab meri mitti bohat khoobsorat nram hai, bas main ne garmi main apni kyari main yun hi phalon k chilke dubae or ab meri mitti bohat nram hai, iske ilawa main ne kitchen waste ki khaad b bnai, or wo ab bilkul tyar hai, Izhaar bhai apka bohat shukriya ap 1 behtreen ustaad hain Allah apko khush rakhe or apko sehat ata frmay ❤
@aamirwaheed3478Ай бұрын
Finally apne iss baray mein baat ki. Mein to off season mein jese june july jab sare vegetable plants khatam ho jate hein to mein apni soil ko reboost ese hi karta hu. Is method mein kabhi koi bad smell nahi ati
@LifestylewithMjkhanАй бұрын
بہت اچھی ویڑیو ہوتی ہے میں بہت شوق سے دیکھتی ہوں 😊
@faizalamsahib8040Ай бұрын
Jazak-Allah
@ArfaMarketАй бұрын
Thank you
@MasoodJamalАй бұрын
کیا نومبر کے مہینے میں بھنڈی بیج لگا سکتے ہیں ؟
@BOKAROGARDENАй бұрын
Lagta aapke yaha barish band ho gai.Nice information 👍
@kitchengardening786Ай бұрын
Suba hoi thi barish
@BOKAROGARDENАй бұрын
@@kitchengardening786 Yese me aloo lagaya ja sakta hai ya band hone de
@ak6996Ай бұрын
Aslam alikum ap ki video boat achi hy main ny bahi kiyari bnai hy
@amtulwahab412Ай бұрын
Nice
@LifestylewithMjkhanАй бұрын
اسلام علیکم سب کو
@fahimasultana163Ай бұрын
Walaikum assalam
@AfshiAfshi-tv7qeАй бұрын
Mera ek sawal hai mene bhot sari butterfly pea ki bail layi ho kya butterfly pea ki shady area me growth kare gi🤔?
@LifestylewithTShesАй бұрын
Main NY bhi shade may lgai hui hy achi growth ho rhi hy
@AfshiAfshi-tv7qeАй бұрын
Kya plants ko 10 minutes sunlight mele to wo growth karey ga 🙂
@beg4mercy177Ай бұрын
Sir order number 11051, 21 ko place kia tha wo adresss ki waja se wapis chala gaya dubara kia ha 4 din hogaye hein ni reccieve hua iska update krdein.
@ashrafsheikh1496Ай бұрын
Ji izhaar Bhai Maine shimla mirch ke seed Lagaye hain lekin vah Gro Nahin ho raha hai teen dafa Laga chuka hun barabar Mein Mitti compost aur construction int ka powder use kiya hai aur Maine Seedling tray Mein seeds Lagaye Hain
@GossipwithgardeningАй бұрын
Maine bhi veerji Himachal Pradesh se aakar saare garden k plants ko kareton main bhar k rakha hua hai decompost hone k baad vegetables grow karungi...bas aapki salah ki zarurat hai k kab vegetables grow karni hai shukriya veerji khuda Hafiz 🙏🏻🌹❤️
@kitchengardening786Ай бұрын
Jab wahan ka temperature 30c ho jay pher ap seeds laga dena
@GossipwithgardeningАй бұрын
@@kitchengardening786 okay done veerji 🙏🌹👍
@AhmedashaadKhanАй бұрын
Sir mene bhi aj aloo lagaya hai kia ye season sahi hai aloo ke liye
@kitchengardening786Ай бұрын
15 October ko lagate to acha tha
@electronicsideasforpakista9011Ай бұрын
Matti ki Ander chai pTti garden soil ki jG mil sKtY hY
@kitchengardening786Ай бұрын
G han patti miti k neche daba skte hain. But phle patti ko wash kar lain pher miti k neche daba dain
@ayaankhan4388Ай бұрын
Andy or kele k chilke dal skte hae or piyaz k
@kitchengardening786Ай бұрын
G han ye sab dal skte hain but piyaz k red wale chilky dalne hain
@ayaankhan4388Ай бұрын
@@kitchengardening786 thank you
@maimoonanazir5763Ай бұрын
Ap ne compost drum bnya tha.Any update about it.
@kitchengardening786Ай бұрын
Wo drum khali kar dia tha main ne. Because mujy se ab zyada hardwork nahi hota
@ak6996Ай бұрын
Ap ny kiyari main miti bahny ki video nhi bnai
@kitchengardening786Ай бұрын
Nahi. But ye wohi porani miti hai jo main use krta tha
@ejazbadar9922Ай бұрын
اسلام علیکم بھائی مجھے پودوں کا بھت شوق ہے لیکن میرا گھر بلکل بند ھے کیا میں بھی سبزی اور فروٹ کے چھلکے گملوں میں ڈال کر اوپر پودے لگا سکتی ھوں جواب ضرور دیں
@kitchengardening786Ай бұрын
W salam. Nahi ap vegetable grow na kro. Ap indoor plants lagao. Fruit and vegetable plants ko dhoop ki zaroorat hoti hai. Ap bi fruit waste miti main daba kar uper plant laga skti hain.
@ejazbadar9922Ай бұрын
Thinks Bhi Mary pass indoor plants hen pr wo khrab ho jaty hen please koi hall pta den
@fahimasultana163Ай бұрын
Allah Hafiz
@PlantsforPlanetАй бұрын
Wahi old ghisy pity Topics wahi purani batain. Har video mai repeat kr rahy hoty. Koch new dikhain isi wjah sa itny subscribers k bawajood views koi ni
@kitchengardening786Ай бұрын
Sorry mere pass ab kuch new batany k lye nahi hota
@MahumSyed-ns6kqАй бұрын
Aap Sona chandi heery MOTi make up aur fancy dresses mitti k Ander dalen yeh sab new Hoga yaqeenan is se pehly aap ne Kisi se nhi suna ho ga ghisy pity cheezun ko choren aur apni gardening main jiddat layen
@beg4mercy177Ай бұрын
New information kia layein ap bata do. Mars pr plant kesy grow krein ye batain ab? Q k zameen pr grow krny ka izhar bhai ny koi topic ni choraa 😂