Assalamu Alaikum bachonke hifazat keliye surah kitni baar padna hai ek baar maikitne bachon ko dum kar sakte hai Aor kitne der baad firse dum karna hai
@faruqsayyad86348 ай бұрын
Asslamalaikum sab kharj toda baki toh kiya khurbani de sakte hai bataye
@mohammadsanavulla18208 ай бұрын
Assalamualaikum.apke vedios main sound loud nahi rahata.kuch development karo
@ksamad1755 ай бұрын
Aslkm faiz bhai intress par auto ya cab/car lena or us auto or car chala kar usse paise kamana to kya us auto or car se kamaye huwe paise haram hain ya halal hain
@tahrimamiddya65328 ай бұрын
India mein home loan etc ese type mein dena to public k hath mein nhi hota to iske liye kya kiya ja skta. Ghar to ek zaroorat ki cheej hai aur iske liye bina interst koi bank nhi deta nahi koi insaan. Nahi india mein aesa koi system hai ki logo ki madad hojaye. Kya kiya jaye fir
@NaveraAbdullah8 ай бұрын
Assalamu alaikum khairiyat Baat baat par gande gande galiya Dene walo ka kya anjam hai?
@MunnaFitnesslover20238 ай бұрын
Humare nabi ka farman he ki apne maa baap ke uppar lanat na bejho. To phir unse kaha gya tha ki maa baap ke uppar lanat kon bejhta he tab unhone batye ki jab koi apne 1 dusre ki maa ko gali deta he to ye lanat he
@asmakazi99248 ай бұрын
Is mamle may musalman bohot aaage hai.. Itni gandi galiya bare kiya chote baccho k moo may bhi galiya... Allah rehem kare....