Waah.! Kya khoobsurat ghazal sunvaa di hai aaj bhi aapne, Suman ji, rom - rom khil utha, Mehdi Hassan sahab ki madh bhari aawaaz mein ye haseen shaayari sunn kar ...Nazuki uss ke lab kee kyaa kahiye..Pa.nkhuDii ik gulaab 🌹 ki sii hai... Itna pyaara gaaya hai iss ghazal ko Khan sahab ne ki seedha dil ko chuu leti hai unki ye bemisaal gaayiki.... Shaayar ne bhi kitni sunder tasveer darshayi hai apni mehbooba ke husn ki, jisei utni hi sunderta se pesh kiya hai, Khan saheb ne, apni makhmali aawaaz mein gaakar...'Mir' un neem-baaz aankhon mein..Saari masti sharaab kee sii hai.... Shukriya, aapka, itni naayaab ghazal saajha karne ke liye...Khush rahiye.! ...Bahut shubh kaamnaaein.!..👍👌 💐 🥰 👏
@sumansaurav712 жыл бұрын
Thanks Vichitra Jee.
@vichitram70372 жыл бұрын
@@sumansaurav71Jee.! Entirely my pleasure always.!...👍🙏
@DevenBhatt-i9m8 ай бұрын
Such philosophical ghazal by mehdi sahab.existense ki umra pani me budbude jitni.mir taki mir hi ye kamal kar sakte hai.
@sumansaurav712 ай бұрын
Thank u very much for feedback. Please check recent upload.
@SA-gf3thАй бұрын
Mir has that sweetness and ghalib has the dare Why shall I not dive in urdu, what there to scare.
@arslanmasih602 жыл бұрын
Ustad is always Ustad.
@wassaymajed4507 Жыл бұрын
legend
@warisjaffery24124 ай бұрын
Bahut khub
@sumansaurav712 ай бұрын
Thank u so much for valuable feedback. please check recent upload.
@amjad2688 ай бұрын
❤ ❤ ❤ ❤
@sumansaurav712 ай бұрын
Thank u very much for feedback. Please check recent upload.
@SudhirKumar-op5kg2 жыл бұрын
क्या बात है सुमन भाई👌👌👌👌👌
@ravirana4912 жыл бұрын
Mehandi the Great !
@GhazalswithFaizal2 жыл бұрын
wah wah suman jiiii....!!!!
@amjad2682 жыл бұрын
Thanks
@sumansaurav712 жыл бұрын
Thanks.
@SayedSakhawatHuzoor2 жыл бұрын
Aaha Baba Jee Ki Kya Kahene Aur Saurav Bhai Aap Ki Bhi Kya Kahene Jiyein ❤️