Angels are created with light and they have no free will. They only do that Allah order them to do. They cannot disobey Allah. Angel jibraeel is the leader or king of angels
@WayOfJannah2 ай бұрын
*25 Prophets Mentioned in The Qur'an* 1. Aadam (Adam) 2. Idrees (Enoch) 3. Nooh (Noah) 4. Hood (Hud) 5. Saleh (Salih) 6. Ibraheem (Abraham) 7. Loot (Lot) 8. Isma'eel (Ishmael) 9. Is'haaq (Isaac) 10. Yaqoob (Jacob) 11. Yusuf (Joseph) 12. Ayyoob (Job) 13. Shuaib (Jethro) 14. Moosa (Moses) 15. Haroon (Aaron) 16. Dhul-Kifl (Ezekiel) 17. Dawood (David) 18. Sulaimaan (Solomon) 19. illyaas (Elijah) 20. Al-Yasa (Elisha) 21. Yunus (Jonah) 22. Zakariya (Zachariah) 23. Yahya (John) 24. Eesa Maseeh (Jesus Christ) 25. Muhammad *_Ye 25 Nabi (Prophets) Hain Allah Ke 1st Aadam Se Le Kar 25th Last Muhammad Tak, Jinka Zikr By Name Hua Hai Qur'an Mein, Unke Beech Mein Bhi Boht Saarey Nabiyon (Prophets) Ko Allah Ne Duniya Mein Alag-Alag Time Par Alag-Alag Locations Par Bheja Jinka Naam Se Zikr Qur'an Mein Nahi Hai, History Mein Milta Hai. Qur'an Mein Hai Ke Hamne Kuchh Nabiyon Ka Zikr Tumse Kiya Aur Kuchh Ka Nahi Kiya._* *_In Sab Nabiyon (Prophets) Mein Se Kuchh Khaas Nabi Jinko Allah Ne Ek Book Bhi De Kar Bheja Yani Ek Divine Law (Shari'at) De Kar Bheja, Ese Nabi Ko Rasool (Messenger) Kahte Hain, Jinpar Khaas Message Bhi Naazil Hua. Jese Moosa (Moses) Par Torah (Tauraat), Dawood (David) Par Zaboor Aur Eesa Maseeh (Jesus Christ) Par Injeel Aur Aakhri Nabi Muhammad Par Qur'an Naazil Hua. Ye Sab Nabi Vo Hain Jo Rasool (Messenger) Bhi Hain. Har Rasool Nabi Hota Hai, But Har Nabi Rasool Nahi Hai._* *_Rasool (Messenger) Ko Persian (Farasi) Language Mein "Paighambar" Kaha Jaata Hai, Yani "Paigham" i.e. Message Laane Waala._*
@AslamKhan-q6t1s2 ай бұрын
Apne bhut accha kam kiya he asni hogi sab ko samajh ne me❤❤❤❤😢
@SamdeKhan-g3v2 ай бұрын
Thanks bhai ❤❤❤❤
@ItsAdnan7862 ай бұрын
Esa Maseeh nahi Isa A.S
@WayOfJannah2 ай бұрын
@@ItsAdnan786 Allah Ne Qur'an Mein Eesa Ko Maseeh Kaha Hai. Pahle Tahqeeq Karein Phir Correct Karein!
@nazmeensaifi8992 ай бұрын
@@ItsAdnan786 Arrey Eesa "Maseeh" Hi To Hain. Allah Ne Maseeh Kaha Hai Jagah Jagah Qur'an Mein Eesa Alayhissalaam Ko.
@Ertugrul11982 ай бұрын
ALLAH HU AKBAR ☝🏻☝🏻
@mohammadkhan91102 ай бұрын
Masha Allah Subhan Allah
@MasudRana-zm7xzАй бұрын
Dear Brother & Sister, Assalamualaikum. Love your vedio. Want all prophet history one by one. Thank you Rana fm Bangladesh 🇧🇩
@AqsaMalik-l8z2 ай бұрын
BESHAK ALLAH HU AKBAR S.A.W ❤️
@ZabiAli-w3v2 ай бұрын
Allah ny duniya me 1 lack 24 thousand k lag bhag nabi duniya me bhejy hain un me kuch ambiya ka zikar or waqy Quran me mojood hain ❤❤❤❤❤❤❤❤ beshaq Quran duniya ki muqadas kitaab Hy or is me likha howa aik aik lafz such Hy or hm usy jhutlaa ni skty challenge Hy aj tk koi b jis jis ny Quran study Kiya us ny apny sary sawalon k jawab paye or us ny hidayet paaii Allah pak apko Quran parhny or samjhny ki tofeeq ata kry Ameennnnn
@samrankhan0032 ай бұрын
Frishty b ALLAH ki aik makhlooq hai..bas un k pas choice nhi hai.jaise insan aur jin k pas hai
@uqbahashmi8882 ай бұрын
Don't worry bro Its your learning stage We never mind Keep it up
@azijulmunsi58882 ай бұрын
Angel, Jinn, Human different creation. Angels does not have any free will, they are fully obedient to ALLAH S.W.T while Humans and Jinns have free will they can submit or deny the creator
@sjawadh9092 ай бұрын
React on Complete Story of Prophet Adam By Mufti Tariq Masood, Aap dono ko acche se samajh ayega ❤❤❤❤❤
@arifrajpoot88722 ай бұрын
Farishte bhi ek makhdoom hai Jaise ham Insan aur Jaise jinnat hai vaise hi farishte Hain
@ConfusedBirthdayCake-ec7en2 ай бұрын
Allah aap dono ku Khush rakhe aise hi muskurate raho
@YayyaYaya-mc3lk2 ай бұрын
Ramsha Sultan She is also a reverted Muslim ❤❤❤ you can make reaction video on her revert story
@s4heem_6432 ай бұрын
Nauman Ali Khan ke ramzan series me detail me hai
@eishabhatti34582 ай бұрын
He describes everything in details and of course very beautifully
@sanashaik786232 ай бұрын
Mufti tariq masood sahab ki prophet stories pe reaction do tumko ache se samjh aayga... Ye bohat short story hai aur ramsha aalimah bhi nhi hai
@RuksanaNisar-li6pf2 ай бұрын
Farishtay Allah makhlook ha in ko Allah na Noor se paida kia wo kabhi Allah ki nafarmani nahi kartay
@lonesameer912 ай бұрын
Merciful servant has given detailed information about this incident
@thecritiquee2 ай бұрын
Farishta= angels made of noor only Prophets = special human beings which spread the message of Allah
@Shortmedia372 ай бұрын
Allah ne farishto ku noor se banaya hai shaitan ku aag 🔥 se Insaan ku apne noor se aur mitti se
@Saba.Ahmed182 ай бұрын
Shaitan ne qyamat tak ALLAH se muhlat mang li thi k mujy qyamat tak saza na di jaye to ALLAH ne uski bat man li ku k ye insano k liye bhi azmaysh hai k insan ALLAH k bataye hwe raste par chalta hai ya shaitan k raste par
@sajidbhai402 ай бұрын
👇 Allah hu aakbar 🧡🤍💚
@Madeeha_rehan2 ай бұрын
Swaggy hum b apki dil se respect krte hen,koi cheez ao se upper nechey hojaey doesn't matter,bcoz ur learner we all are learning
@Muhammad_Fahad_Uddin2 ай бұрын
❤❤❤❤
@hinazia31702 ай бұрын
Story of Adam alaihissalam by Mufti Tariq Masood
@BashirAhmed-i3i2 ай бұрын
Nouman Ali Khan ki Ramadan Series mai Adam (A.S) ki poori story batayi hai detail ke sath.... Plzz uspe react karen.
@illatillat56902 ай бұрын
Firshtay Allah ki noori makhlook ha
@arifrajpoot88722 ай бұрын
Jaise ham Aag Pani Peete hawa in sari chijen se bane he Insan jinnat hawa se pani se bane he or pariste Noor se bane he
@insaniyath72062 ай бұрын
Iblees aaj bhi zinda hai qayamat talak rahega. Nafarmano ko gumrah karega Allah walon ka kuch nahi bigadsakta.
@maalkiGG2 ай бұрын
Angels ALLAH swt kay ahkammat ko complete kertey hin e.g rooh ko qabz kerney waley farishta ko Izraeel AS kehtey hein.
@imadulhasanimadulhasan77092 ай бұрын
Farishte alag hi creatures hain. Jese insan aik creature he
@Entertainment-pz7md2 ай бұрын
Allah hu Akbar
@GoodGirl-xb9oq2 ай бұрын
Reaction on ya rabbi ost plzzz❤❤❤
@amjedsheikh2 ай бұрын
Farishte - Angels(made of light) Jinns- Good n bad like humans(made of fire)
@Um3RkH4n2 ай бұрын
Jitny b reaction channel hai in main sab se alag ho ksm se Khush raho bro Allah apko har kushi se nawaze or bro ap Tariq Jameel sab ki zyda video par react kare wo b bhut achy se smjaty hai baqi jitny hai UN main se alag hai sab zyda achy khubsurat se triqy se smjaty hai ❤❤❤ and love you bro
@iampakistani40922 ай бұрын
There are 3 creatures 1 Angels or farishtay jo light say bnay hain 2 jin jo kay fire say bnay hain 3 Humans jo kay soil say bnay hain Human and jin have freewill to do good or bad Or worship God or not But angels or farishtay don't have freewill they worship Allah all the time and they don't get tired Human or jin hell ya paradise main jayingay But farishtay nahi q kay aun ko freewill nahi hay Aor aun main desires bhi nahi gunah krnay ki
@SalihaShahid-od6ml2 ай бұрын
Story of Adam by Noman Ali Khan
@arslanshafique3592 ай бұрын
medium between Allah and prophet ic called Angle. They bring messege of Allah Almighty to prophets.
@maliksahab18572 ай бұрын
Nice video carry on guys ❤❤❤❤
@aishaafzal52292 ай бұрын
You are doing great keep it up
@MuhammadSulman-b3s2 ай бұрын
Ap log Muhammad all series parts zarur dekhen ap ko sab kuch pta chal jay ga k Farishty kon hain Or shytan kon ha
@Ajmalraza_qadri_bayan2 ай бұрын
Love from pakistan❤❤❤❤
@JunedAhamad-n5q2 ай бұрын
ALHUMDULIILHA Hum khushnaseeb h Phele Nabi INDIA m aaye Pheli aazan India m Jibrail alhais salam ne pari INDIA m deen k 2 bare Centra he Darul Uloom Devband. U.p. Markaj nizamuddin Delhi
@sajidbhai402 ай бұрын
Mashallah
@aleyaankhan91282 ай бұрын
Mashallah 😊
@mariakhan57432 ай бұрын
Vote for Youth club videos plzzzz❤❤
@LeviOEsaaah2 ай бұрын
In answer to your question ‘why didn’t Allah punish Shaitaan?’: Shaitaan was the leader of the Jinns, a creation of made of smokeless fire, who unlike fsrishtay (angels) had free will and are powerful. His name was Iblees and was a leader of his kind, he was an obedient subject of Allah. However, since he didn’t accept to bow down, unlike the angels, to Adam and Allah banished him from his service because of his arrogance, Shaitaan asked Allah for the sake of his service to him that he deserves to be granted time surely a favour that until judgement day give him a chance to prove that he is better than his human creation. Allah granted him his wish and exiled him into hell with free will to do carry out his promise of misguiding mankind. He also warned him that he will never be able to corrupt his true believers. This is how he became the enemy of mankind and flag bearer of evil and known as Shaitaan/Devil. Farishtay/angles are also a creation of Allah. They were created with no free will unlike humans and jinns. Jinns are created from a smokeless fire, they have free will and they procreate just like humankind, live parallel to humans. Hope this has helped you understand this a little clearer. Great reaction 🙌🏼
@ThePatelsalim2 ай бұрын
Farishta is made by noor Jin made by smook
@florad6292 ай бұрын
Smoke* N fire
@mindblowingfact7862 ай бұрын
Jindal made by fire no smoke
@mindblowingfact7862 ай бұрын
Jindal made by fire no smoke
@mindblowingfact7862 ай бұрын
Jindal made by fire no smoke
@mindblowingfact7862 ай бұрын
Jindal made by fire no smoke
@avianajoselyn848819 күн бұрын
Prophet Adam (a.s) at his deathbed, he said to his children,“Almighty God (Allah) will send different messengers to you time to time and these messengers will come in different areas with different names n different dialects. But their message will be one; calling you to worship one Creator(Allah)”(The one who made you )and to stay away from the devil, and be careful; the biggest crime anyone can make or commit is to associate a partner with the creator.
@ZafarkhanZafarkhan-m8l2 ай бұрын
React on husne rasool e pak SAW by tariq jameel
@AbbasMadheena2 ай бұрын
Jo duniyame paila rasan suru kiya hazrath yusuf (as)
@KOFAME-fv3tr2 ай бұрын
God se koi sawaal nahi kar sakta kiu k God ne sabko banaya hai bus usay khush rakhna chahye uski baat maan k phir wo khush ho k hamesha k lye jannat as a gift dedega hamesha k lye jahaa hum jo chahay paa saktay hein without sin ,un logo ko jinho ne dukh musibat jhela God k lye is dunya me.
@sahib7352 ай бұрын
Farshtey Allah ki makhlooq Hai jeese Noor se banaya Hai aur jo shaitan Hai wo jinn Hai Allah ne jino ko aag se paida Kiya Hai
@thebelievers12 ай бұрын
React on engineer ali mirza video
@crazii_isaam36642 ай бұрын
Sultana Ji ka ek video hai Hijab,aur namaaj aur Roja per jaroor us video ko upload kare... Aap se humble request hai .
@moazchadhar12522 ай бұрын
Vote for mufti tariq masood video❤
@zairishsaroosh75392 ай бұрын
Frishty Allah ki aik mehloq hai jo noor sy bnay hain oor har waqt Allah ki tasbeeh byan karty han matlb sirf oor sirf ebadat karty hain wo na khaty hain na hi pithy hain oor harzrt jabreel a.s b frishty hain jo Allah k pegham hamry nabi a.s tak panchaty thy arbi me jisy wehi bola jata hai oor har insan k saath 2 frishy hoty hain jo k aik hmary achy kaam likhta hai oor ai bury oor aik shetan hmary saath rehta hai jo hame bury kaam ki tarf bulata hai
@Usman53732 ай бұрын
❤
@Read_With_Noor12 күн бұрын
Takabur= pride
@ZabiAli-w3v2 ай бұрын
React on complete story of prophet Adam by mufti Tariq Masood ❤❤❤❤❤❤
@insaneali53302 ай бұрын
I think you should watch jafry lang's lecture about purpose of life.He describes this Adam(As) story very amazingly using the the Holy Quran. Your eyes will be opne how miracle it is!❤
@MisskhanKhan-zc5ol2 ай бұрын
Is barey me app moulana Tariq Jameel ki video dekhein
@tasawarhussain76302 ай бұрын
Please react on muhabbat dagh ki soorat ost and khaie ost and teaser
@MyMalik7772 ай бұрын
yh bht summerize kr k btaya hy is me bht detail hy.
@AnumArooj2 ай бұрын
💯💞
@DeepThinker-m1z2 ай бұрын
God created angels without parents _ they are neither male nor female _ They don't need food water air _ They are servant of God _ They were created before human being and they will die after the distruction of the world
@AsadKhan-zl6xb2 ай бұрын
Ap Roz half half Quran para pr reaction do sub smjh LG jaye gi Urdu translation me plz
@uqbahashmi8882 ай бұрын
Allah make three creation in this world Farishty(angle ) make by noor (light) Jin (ghost) make by fire Insan ( we ) make by mud and dirty water Angle have no will they obey the god order But jin and insan have their own will So the make their decision by their on will .
@rashikajmain91802 ай бұрын
Farishta = Angels (made from light) Jinn = Jinn (made from fire) Prophets were humans (made from clay)
@s.mesum1182 ай бұрын
🤲🌹
@Danish.Khan.192 ай бұрын
Engineer Sahab ji Reaction ❤❤❤
@gondalvelogs7862 ай бұрын
Insan dy pahly jo mahluk thi duniya me wo jin thy shitan be on me sy he h
@StarEdite-52 ай бұрын
Alama Shan Sha Hussain Naqvi Kee Videos per Reactions Bhe deya Karo
@usuallyunknown59342 ай бұрын
Reacts on imran Khan tribute video and engineer Muhammad Ali Mirza "who created God"
@noreenkhan39222 ай бұрын
Nii shetan Allah kaa fresta tha uss ne sajda krny se inkar kr diaa
@baryalaikhan51562 ай бұрын
final massenger movie pr react kro best he
@SuperMovies5222 ай бұрын
Plz manzoor pashtun par ek reaction plz....
@ejucationhub34922 ай бұрын
Insan mitti se bana farishte Noor se banaya shaitan ko aag se banaya
@redgammer59662 ай бұрын
Faristay means Angles,Angles are not Human and Angles are different creature from Human.❤❤❤
@DarkQueen10002 ай бұрын
Angels wo he jo din rat Allah ka ibadat or hukam mante he lekin unke pass kudse fesla lene wala dimag nhi he bass Allah ka sunte he koi gunah nhi karte
@AbbasiKuri2 ай бұрын
Frishty sirf Allah ki ibadt krty hn. ....ur inhin Allah ny noor sy paida kia ha
@Deepthinkerindia2 ай бұрын
Shaitan are gins, and farishta is other makhluq hai
@Markhor56182 ай бұрын
please react on engineer muhammad ali mirza's videos
@lahoreaskari26512 ай бұрын
I don't know if every Prophet was an inventor as well. Of course, we know about Noah (Nuh in Islam) who made "Noah's Ark", the huge boat that saved the believers and other living beings. There are 25 Prophets mentioned in the Qur'an that came before Prophet Muhammed (pbuh). I can list them if you like.
@yasiransari60952 ай бұрын
Frishton ko sb sy pehly bnaya tha allah ny. Bad mai jinn ko or phir insan ko .
@MdShamim-du5sb2 ай бұрын
Aap ne suna nhi ke allah tala us ko kyamat tak mahulat di
@areeshakhan73992 ай бұрын
Don't worry abhi ap learning stage py hain, Allah sirf Allah hai or farishto ko angel kehty hain wo har burai or gunah se pak hain wo sirf Allah ki ibadat karty hain . Or in mai 4 bare farishty hain 1.Hazrat Jibreal AS, 1. Hazrat mekaiel AS, 3. Hazrat Asrafeel AS, or 4. Hazrat Izrael AS ... Second answer.. shetan ek jin hai jisko aag se paida kia tha. Qayamat mai jb hum insano ka hisab kitab ho jaye ga phr Shetan ki bari aye gi ( shetan ka nam iblees hai )
@thecritiquee2 ай бұрын
Shaitaan ko qayqmat kai din saza milay gi tamaam gunaahonn ki . PROPHET ONLY FOLLOWS THE PATH OF Allah.
@ariorio33952 ай бұрын
Insaan _ mitti sy banna hy, insaan k pass illim hy, jessa k wo galat or sahi ka fesla kar sakta hy. Frishty_ noor say bnay hyn, or wo wohi karty hyn jisska Allah in ko hukm deta hy. Wo khud sy kush nhi karty Jin_ agg say bany hyn, or shetaan ak jin ka son tha, Jo insano say pahly rahty they. Shetaan k pass ilim tha or insaan sy hasad karta tha.
@Shahzadahmadahmad-hm6kb2 ай бұрын
Angels ya phir frishte ,wo kabi b Allah ko disobey nhi krte ,wo one dimention hote hain ,Allah tala un ko jo b bole wo wohi krte hain ,wo khud se kuch b nhi krte jab tak Allah un ko na kahe, but humans one dimention nhi hote humans bhot kuch kr sakte hain ,un k paas ye ikhtyar hota k wo hud se soch samj kr koi dicision le , humans ki guidence keliye Allah tala ne bhot saare prophets bejhe ,taake wo kisi wrong path per naa jai 😇😊
@artistki64882 ай бұрын
Adam frishty ar shetan by Nouman Ali khan
@SabaJadoon-fy8rv2 ай бұрын
React on khaie ost❤❤❤❤
@psl694316 күн бұрын
Hazrat Daud(A.S)invent IRON.
@SabaJadoon-fy8rv2 ай бұрын
Please react khaie ost❤❤❤
@immigreat54Ай бұрын
Quran is a book of guidance. It has important details but if you want more details, Rasool Allah SAW explained Quran in the form of hadith. Satan will be in the worst of hellfire, he is given the chance till the end of times (qayamat) and his presence is also to test the human kind as how we can save ourselves from his attacks to reach Jannat (paradise).
@Abeer83692 ай бұрын
Shaitan angles insan her ek cheez ko Allah pak n banaya h angle ki tarah shaitan bh pehle Allah pak ki ibadat karta tha shaitan n takabur kia hazrat adam A.S ko tazeem ka sajda nh kia wo khud ko sab se behter smjhne laga aur Allah pak se kehne laga k ap ne mujhe Aag se paida kia h aur Adam ko matti se to m behter hun shaitan n dua ki Allah tallah se k mujhe qayamat tk ka waqt do phir Allah us ko qayamat tak ka time diya h qayamat k bad shaitan ko bht burri saza mile gi aur un logo ko bh jo shaitan k raste p chale ga burai k raste p chale ga
@immigreat54Ай бұрын
Angels (Farishtay) are a separate creation of Allah who are created from light (man from dust, jinn from fire). Angels only follow what is told to them by Allah (they do not have free will like Humans and Jinns).
@NoorFatima-lf7gx2 ай бұрын
React on Waseem badami qasas up Islam that are mindblowing you will really like that
@arifrajpoot88722 ай бұрын
Aur ismein duniya mein upar wale ki sabse jyada ibadat ki thi
@HashirandshaheerlegendАй бұрын
Shaitan ko is liye sazah nhi mile q k us ko qayamat thk ki muhlat Hy insaan ko gumrah Kerni ki JB k insaan ko shaitan ki gumrahi sy bachny ki Koshish Karna hy