تصوف میں دل میں کسی کے خلاف کبھی کوٸی شکایت نہیں رہتی۔ سادہ زندگی گزرتی ہے۔۔۔ہر حال میں اللہ کا شکر ادا کرتے ہیں۔۔۔
@muhammedmubashir3808 Жыл бұрын
worth reading 😊
@NaveedAhmad-oy9qn9 ай бұрын
Right simple zindge r AllAH ko raze Krne me Zendge guzrty Hy hr Kam AllAH ko raze Krne k lye hota
@akmalsaleembaig2 ай бұрын
Mai asal mai apki bat ko detail mai smjhna chahta hu. Aik taraf wo cheez ha jo Nabi ly k ay hain aur sari dunia ko us par amal ka hukm dia. That is called shariyat. Wo shariyat jo Allah ny insan k liy bheji ha. Dosri taraf ha Tareeqay jiska Allah rasool ki taraf sy tasawur bhi maloom nahi ha. Jabky kch log apny tajurbaat, apny wajadd, apny spiritual experiences ko paish kr k lafzo ka tana baana bunn k aik tasweer banaty hain us mai shayri, kalaam aur kuch achi achi misaalo sy us tasveer mai rang bahrti ha. Aur usky bad wo tasawuraat paish krta ha tasawuf jo na deen mai kahi fit ho sakty hain na hi aqli tor par. Chalo sari baten aik taraf, Allah ki bheji hui shariyat aur usky rasool ka laya hua qanoon (shariyat) asi cheez ha sahil bhai k mutabik jis mai rehty huy tasawuf pori tarah practice nai ho sakta. Ham wesy musalman hny k naaty shukr adaa krty hain k asi cheez (tasawuf) k sharr dy Allah ny mehffooz rakha ha. Ap zara is par Roshni dalen please
@Ak54-qm4tu2 ай бұрын
Sufism is against Islam , there are people against Sufism , and they are right.
@mukhtiarahmedmukhtiarahmed8807 Жыл бұрын
ماشاءاللہ ماشاءاللہ اللہ پاک آپ کو سلامت رکھے صحت تندرستی آعلی زندگی عطا فرمائے آمین
@deebaparveen6010 Жыл бұрын
JazakAllah khairen kasira May Allah swt reward you abundantly goodness ❤
@saeedatariq8042 Жыл бұрын
Jazak Allah khair
@samjacob7369 күн бұрын
Mr Sahil Adeem u understood the portals in Holy Qur'aan but u r not eligible to understand "wa Nahnu Aqrabu ilaihi min hablil wareed". U pose yourself like your the master of deen.
@rittamary5546 Жыл бұрын
Tasawuf in real sense is tazkiya e nafs
@akmalsaleembaig2 ай бұрын
Mai asal mai apki bat ko detail mai smjhna chahta hu. Aik taraf wo cheez ha jo Nabi ly k ay hain aur sari dunia ko us par amal ka hukm dia. That is called shariyat. Wo shariyat jo Allah ny insan k liy bheji ha. Dosri taraf ha Tareeqay jiska Allah rasool ki taraf sy tasawur bhi maloom nahi ha. Jabky kch log apny tajurbaat, apny wajadd, apny spiritual experiences ko paish kr k lafzo ka tana baana bunn k aik tasweer banaty hain us mai shayri, kalaam aur kuch achi achi misaalo sy us tasveer mai rang bahrti ha. Aur usky bad wo tasawuraat paish krta ha tasawuf jo na deen mai kahi fit ho sakty hain na hi aqli tor par. Chalo sari baten aik taraf, Allah ki bheji hui shariyat aur usky rasool ka laya hua qanoon (shariyat) asi cheez ha sahil bhai k mutabik jis mai rehty huy tasawuf pori tarah practice nai ho sakta. Ham wesy musalman hny k naaty shukr adaa krty hain k asi cheez (tasawuf) k sharr dy Allah ny mehffooz rakha ha. Ap zara is par Roshni dalen please
@ArifbajwaArif Жыл бұрын
Voice sahi nai ati .
@pradeepasudani1238 ай бұрын
Video quality is very poor
@amjadkhanniazi3865 Жыл бұрын
Hy
@samjacob7369 күн бұрын
Mr sahil we can't understand tasawuf by reading books my dear
@noorimran4916 Жыл бұрын
Aik sahil h or humari la elmi ki tofani lahryn swal bn kr us par barsh parti hn. Sahil kbhi nidhal lgta h. Kbhi bat krty hoay wo direct Allah say ja jurrta h. Lykin jis rasty ki justju wo humy bta rha h. Usay hum ikhtiar nhi krty. Swalon k teer usay humari deen say dori or serah say laelmi ka sabot hn. Kinara bhara h pochny walon ka. Bus apny apko khushki pay khrry dykh rhy hn. Or sahil aik. Shayd kbhi lgra hoga usay k sahol ki geeli mitti pay jb wo qadam ba qadam apny deen ko lay k agy chal rha h to humari misal asi h k jb wo pechy murr k dykhta hoga to koe to hoga sahil ka kiara. Lykin wahn shayd koe qadm na mily. Sahil aik he q h???? Hum sb q nhi. Akhir hum swalon k jwab q nhi tlash krty.??
@SaifUllah-go5wd Жыл бұрын
Bhai english mai bol lo. Roman Urdu apki samjh ae bahar hai 😢😂
@SaifUllah-go5wd Жыл бұрын
se*
@AttitudGirl-j8w5 ай бұрын
Tasffuf ALLAH k rasol saw ka rasta nhe
@asadjamal58502 ай бұрын
Sahil has become Jordan Peterson of Pakistan. Never gives a complete answer to anything. Leaves so much uncertainty to his answers. May be for lack of complete understanding or persecution by fanatics or fear of establishment or love of it. But he is at best JP of Pk.
@aishasarwar174Ай бұрын
Please don't compare Sahil Adeem to JP. I hate Jordan Peterson. JP's talks are mostly meaningless linguistic gymnastics. JP is the best in talking impressively with saying anything meaningful. Sahil Adeem is not at all like JP the shallow hypocrite. Sahil is honest and straightforward person and he gives factual and logical answers.
@asadjamal5850Ай бұрын
@@aishasarwar174 Totally agreed on your views about JP. However, Sahil may not be as confused and his word salad is slightly better dressed but he doesn’t have full grip on Islam particularly the implementation process & operational execution of Shariah. He is a con, who knows wordplay and again you may not like it (advance apology because you sound like a rational person) Sahil is sequel of Dr Shahid Masood & Zahid Hamid properly launched and allowed to run the show by the establishment. Recall Ramadan transmission, it was on Saama TV which owned by Aleem Khan who is owned by establishment. Isn’t it obvious?
@Harf-e-Rast3 ай бұрын
ساحل صاحب کی گفتگو میں بہت سے جھول اور نقائص ہیں، ساحل عدیم صاحب کھڑکی کے دوسری طرف پھنسے ہوئے ہیں، اسی لیئے سمجھ نہیں پا رہے۔
@samjacob7369 күн бұрын
U r absolute wrong on tassawuf dear plz don't behave that you u know everything dear
@shakur46488 ай бұрын
Don't speak about something you do not know or inherit yourself
@azizgakhar3083 Жыл бұрын
تصوف میں لوگ اس مقام پر پہنچ جاتے ہیں' جہاں شریعت پہ عمل ضروری نہیں ہوتا
@aunsoomro2005 Жыл бұрын
Tu baki ?
@rehmannbhaii7 ай бұрын
Sastay nashay na karo
@azizgakhar30837 ай бұрын
@@rehmannbhaii me kuch logo sy contact me hon jo kashaf me bht awla maqaaam rakhty hn. wo baat sirf ALLAH ki karty hn aur shirk ki sakhti sy nafi karty hn but kuch chezein shariat wali un ky baqool un ko mana hn
@akmalsaleembaig2 ай бұрын
@@rehmannbhaii To yar jugten na mar bhai mehngy waly krwaa na aa k. Bata dy yara k kesy galat ha?