agr koi ip rating wala phone ho usko repair ke liye service center me de to kya vo ip rating maintain rkhte he ya ip rating khtm ho jati he
@NamasteVlogging Жыл бұрын
Bhai realme x2 pro ki original battery mil jayegi kya
@Technicalbittoophone Жыл бұрын
mil jati hai ammy sir 350 ki karol bagh me
@NamasteVlogging Жыл бұрын
@@Technicalbittoophone nhi sir original chaiye.
@JanakiDas-ut4df2 ай бұрын
Sitaram sir phone switch off tha me charge kiya fir so gyi to 5ghanta bad dekhe to phone nhi khol raha he ab kya karungi kripa karke bataiye sir Sitaram
@Technicalbittoophone2 ай бұрын
sitaram janki das ji ek kaam kijiye phone hhath me pakadaiye charger hata dijiye or volume button + or down or power button ek saath dabakar rakhiyega 15 second tak on ho jayega to chor dijiyega ek baar karke dekhiyega
@peterstark2716Ай бұрын
Jio ki website se jo jio phone k battery milta ha woh kaisa chalta hai ?
@TechnicalbittoophoneАй бұрын
sir uska to pata nahi ki vo kaisi bhejenge magar market me 2 tarah ki milti hai 80gm or 120gram ke name se 120 wali og ki tarah chalti hai
@peterstark2716Ай бұрын
@@Technicalbittoophone acha bro thank you
@manojvasava1519 Жыл бұрын
❤BHAI +BHAI 💪
@Technicalbittoophone Жыл бұрын
thanks MAnoj vasava sir
@pankajcharje29962 ай бұрын
Hello sir keypad mobile ko use nhi Kiya hai aur charging pr bhi nhi lagaya new battery hai apne aap ful gayi hai aisa 2 battery ke saath hua aur halki fulki nhi fuli hai bahut jyada fuli hai mobile me bhi fit nhi hoti Ye kyu hua please kuchh reply do
@Technicalbittoophone2 ай бұрын
sir agar keypad mobile band karke rakhana hai kuch dino ke liye to battery alag nikalkar rakhiyega battery lagi rahi phone me or phone off hai to battery fool jayegi
@pankajcharje2996Ай бұрын
Phone bhi to chalu nhi hota apne aap band ho jata hai aur ye battery ek hi din me apne aap kaise full gayi 10 - 12 hours me
@walterdsouza7692 Жыл бұрын
Agar voltage jtada hain thoh battery fug jathi hain! Ampere ka farak nahee padtha hi! 750ma jagh 2 amp dega thoh tabee!
@khushboosangeetofficial1391 Жыл бұрын
👍👌🤝🤗
@Technicalbittoophone Жыл бұрын
thanks khushboo mam
@sarbasishghosh7291 Жыл бұрын
Keypad wale mobile ko 1.5 amp charger se charger kare ?
@jalarambapadjmpbamti75564 ай бұрын
Jai hind bhai Bahot Sundar jankari Diya Vary good
@Technicalbittoophone4 ай бұрын
thanks for watching jalaram bhai ji
@surajmehra7841 Жыл бұрын
Sir sabse accha keypad phone kaun sa lena chahiye 🤔
@Technicalbittoophone Жыл бұрын
sabse accha keypad phone samsung le lijiye abhi tak to sahi hai
@pddancemalsikhas9061 Жыл бұрын
Op sir ji😍
@Vansh-dd1gk Жыл бұрын
Hlo sir 😊😊
@Technicalbittoophone Жыл бұрын
thanks vansh sir
@CGCULTURE360 Жыл бұрын
💖🥳
@Technicalbittoophone Жыл бұрын
thanks sir ji
@mix-upelectric8341 Жыл бұрын
सर आप सही जानकारी दे दे कर , यूट्यूब पर धीरे धीरे छा रहे हैं अपना चैनल बहुत आगे जायेगा
@Technicalbittoophone Жыл бұрын
thanks Mix up electric sir
@walterdsouza7692 Жыл бұрын
Jio key pad set subse ghatia handset hain!
@mukeshkumardangi8915 Жыл бұрын
Sir apna address batao
@Technicalbittoophone Жыл бұрын
sorry mukesh sir me apna adress nahi de sakta kyunki apna adress dena youtube ki guidelines ke khilaaf hai by the way thanks for waching my video
@kunalsingh5191 Жыл бұрын
Bittu sir Apki Smile 😊 Bhoot pasand hai" Mujhe ❤️👍🏻
@Technicalbittoophone Жыл бұрын
thanks Kunal singh sir
@BUNNYSMOK3R Жыл бұрын
Bhai mera redmi y3 hai uska battery bhi fool gaya hai kyu fool gya hai or bas yeh starting me bittu sir mat bola karo apne ap ko bada chutiya sa feel hota h 🤣🤣