Things to do Before and After Yoga in Hindi योग से पहले और बाद में इन बातों का ध्यान रखें

  Рет қаралды 9,497

Siddhi Yoga Hindi

Siddhi Yoga Hindi

Күн бұрын

Пікірлер: 76
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi 10 ай бұрын
Join 14-Days Free Yoga Classes हमारे 14 दिवसीय निःशुल्क प्रशिक्षण में शामिल हों: www.siddhiyoga.com/free-online-yoga-classes?mref=SYKKKBDGKK&
@A_A_cuber
@A_A_cuber 10 ай бұрын
sir please bata dijiye l5 s1 ki dikkat hai to beginner wala 30 days ka kare to sahi rahega please sir help me
@KaranSingh-tg2xh
@KaranSingh-tg2xh 2 жыл бұрын
Or apka tahh dil se dhanyavaad kyuki me itna afford nhi kar sakta tha but apki video se mujhe ghar bethe ek behatar yog guru mil gaye 🥰dhanyavaad 🙏
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi 2 жыл бұрын
धन्यवाद ! आपके लिए सिद्धि योगा नये नये वीडियो अपलोड करता रहेगा |🙏
@cookingatrasoi
@cookingatrasoi Жыл бұрын
Ap kitni achii jankari de rhe h gurudev apko mera 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi Жыл бұрын
आपके स्नेह और प्यार के लिए बहुत बहुत धन्यवाद !🙏
@cookingatrasoi
@cookingatrasoi Жыл бұрын
@@SiddhiYogaHindi ☺🙏🏻
@VivekKumar-cr3cy
@VivekKumar-cr3cy Жыл бұрын
Itna deeply kisi ne nhi btaya youtube pr🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼
@studyonly3226
@studyonly3226 Жыл бұрын
Shukriya ❤
@avantikayadav6791
@avantikayadav6791 10 ай бұрын
Thank you
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi 10 ай бұрын
🙏
@ritikpanwar2333
@ritikpanwar2333 Жыл бұрын
For correct information THANKS .🙏🏽🙏🏻🙏
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi Жыл бұрын
आभार 🙏
@HappyCherryPie-ky5sm
@HappyCherryPie-ky5sm 6 ай бұрын
Guruji, asanas ki shuruaat karne seh phele kya karna chahiye.
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi 6 ай бұрын
aap guru ka diyaan aur warmup kar sakte hai
@A_A_cuber
@A_A_cuber 10 ай бұрын
sir hame l5 s1 problem hai sir ham beginner wale se kar rahe hai hame koi pareshani nahi hogi sir please bata dijiye 🙏🙏🙏
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi 10 ай бұрын
Koi bhi abhyas karne se pahle aap is video ki help se practice kare niche 👇🏻 aapko video ka link diya gaya hai kzbin.info/www/bejne/o3-voJxretaDabMsi=IRJfdpbgsbVLcWo6
@Changemylife-f9p
@Changemylife-f9p 11 ай бұрын
Me 19 years ka hu to kya me jo aapane banaya he 30 din vala suruaati yogasan vo me kar sakata hu mu je koy rog nahi he teaches please bataye
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi 11 ай бұрын
Haanji aap kar sakte hai
@naliyaparaakshay4285
@naliyaparaakshay4285 Жыл бұрын
Thanks
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi Жыл бұрын
Bahut Bahut Dhanyawad 🙏
@gayabaikhatane334
@gayabaikhatane334 Жыл бұрын
बऊत आछा
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi Жыл бұрын
आभार 🙏
@amitameshram8433
@amitameshram8433 2 жыл бұрын
Very very nice video sir
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi 2 жыл бұрын
Thanks and welcome🙏
@aasiyarangraj-si4dx
@aasiyarangraj-si4dx 8 ай бұрын
Sir mene 30 days ka aapka session suru kiya hai for beginners wala..
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi 8 ай бұрын
Well Done. Keep it up👌
@Bless5-jhct
@Bless5-jhct 2 жыл бұрын
🙏bahut achhe se samaj aaya sir. Thanks, According to season pranayam, yogabhyas ke bare me prakash dale thanku.
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi 2 жыл бұрын
आपको शीघ्र ही यह जानकारी प्राप्त करवाएंगे |🙏
@artist_boy_777.
@artist_boy_777. Жыл бұрын
Thank u so much sir
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi Жыл бұрын
You're welcome! 🙏
@mahnazusmani8598
@mahnazusmani8598 2 жыл бұрын
Baht achhi jaankari hai sir aapka mediation k video ka link bheje maine nhi dekha hai
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi 2 жыл бұрын
kzbin.info/aero/PL7SWM0gM_hB0VlKcQd9SGTimmEVEaf3vD
@poonamkanwar1507
@poonamkanwar1507 Жыл бұрын
Thank you so much sir 😊
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi Жыл бұрын
🙏
@Jitendra98ss
@Jitendra98ss Жыл бұрын
Sir ese yog aur pranayam btaye jisse kamvasana Kam ho jaye
@maheshirmali1776
@maheshirmali1776 6 ай бұрын
Sir me body me ganthe ban rhi hai kya yog krna chahiye
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi 6 ай бұрын
Ji aap kar sakte hai .
@rajeshdhumal7257
@rajeshdhumal7257 Жыл бұрын
Thank you so much Sir ❤️
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi Жыл бұрын
You're welcome! 🙏
@chanchalsaini7856
@chanchalsaini7856 Жыл бұрын
Well donee……🎉
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi Жыл бұрын
आभार 🙏
@DevLandge
@DevLandge Жыл бұрын
Sir kya Dil k marij bhi yoga kar sakte hai
@KaranSingh-tg2xh
@KaranSingh-tg2xh 2 жыл бұрын
Sir me apki 30 day yoga 🧘‍♀️ ki video ko follow kar raha hu or mera 17thdaay tha aaj to aap ye bataye ki bhojan yoga ke bad kitne der me karna chahiye kyuki me evenings me yogaabyas karta hu
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi 2 жыл бұрын
Aap yog abhyas ke adha ghante baad bhojan kar sakte hai
@KaranSingh-tg2xh
@KaranSingh-tg2xh 2 жыл бұрын
@@SiddhiYogaHindi dhanyavaad gurujii 🥰🙏 apne mere comment ka reply kiya ❤
@vineetsitory3577
@vineetsitory3577 Жыл бұрын
Sir safed daag ke liye koi yog bataye
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi Жыл бұрын
आपको शीघ्र ही यह जानकारी प्राप्त करवाएंगे |🙏
@GurpreetKaur-rj3ls
@GurpreetKaur-rj3ls Жыл бұрын
Sir , u advice me yoga for mee
@_Creative_Sketchbook_
@_Creative_Sketchbook_ Жыл бұрын
Sir head stand kaise kare plz kuch tips de mera wait thora jada h to is liye bhi ni hopata plz bataye
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi Жыл бұрын
आपको शीघ्र ही यह जानकारी प्राप्त करवाएंगे |🙏
@SugamSingh-c7d
@SugamSingh-c7d Жыл бұрын
Guruji kya yoga ke pehle bath lena hoga ??? Yaa yoga krne ke baad ??? Esko bata dijiye
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi Жыл бұрын
Yog ek adhyatmik kriya hai, sirf sharirik abhyas hi nhi. aisa yog ke anusar mana jata hai ki sabse pahle apki antarik shuddhi honi chahiye . apko pahle snan (bath) karna chahiye fir apko yog abhyas karna chahiye.
@cookingatrasoi
@cookingatrasoi Жыл бұрын
🙏🙏🏻
@Uk04K
@Uk04K Жыл бұрын
Sir teaching k liye bhi yog sikhate hai ap??? Offline classes kha hoti h apki?????
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi Жыл бұрын
Ji parantyu abhi sam online hai. Offline closed hai abhi.
@siddharth5720
@siddharth5720 Жыл бұрын
Aur guruji meri umra 19 saal hai aur me din me kafi jyada padhayi karta hun aur mujhe 1 mahine se babaseer ki sikayat si ho rahi hai to please sir mujhe bataiye kis tarah ke yoga mujhe karne chahiye jisse mujhe mile aur kis tarah ke yoga nahin karne hai 🙏🙏🙏
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi Жыл бұрын
Siddharth ji padhayi ke sath sath apne sharir or man ko swasthy rakhna chahiye, lambe samay tak ek hi jagh par bhaithe rahne par digestive system proper work nhi kar pata jis karan bimariya hone lagti hai, sabse pahle apko apne khan pan mai sudhar lana hoga hari sabjiya, fal, liquid diet or jyada se jyada pani piye inhe apne bhojan mai ad kare, ap pranayam or yogabhyas ke mashyam se khud ko swasthy rakh sakte hai apko niche video k link diye ja rahe hai | 30 min.Yoga for constipation - kzbin.info/www/bejne/qWnSdaltaZ6eeMU
@siddharth5720
@siddharth5720 Жыл бұрын
@@SiddhiYogaHindi thank you 🙏🙏
@harpalchoudhary7886
@harpalchoudhary7886 11 ай бұрын
Guru ji me 22 year ka hu pr running krne ke karan gutno me drd hota hai me kon konsa yoga kru or konsa nhi
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi 11 ай бұрын
Aap is video ke madhyam se abhyas kar sakte hai , niche aapko video ka link diya gaya hai. kzbin.info/www/bejne/gKCmgYiKjsmMoc0si=51RsD_S0XCoY96Cv
@siddharth5720
@siddharth5720 Жыл бұрын
Sir mene 30 days basic yoga finish kar liya hai aur abhi me kya karoo sir 🙏🙏
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi Жыл бұрын
Uske baad hm aapko ye salah denge ki aap hmare Hindi Channel (Siddhi Yoga Hindi) aur Angrezi channel (Channel name: Siddhi Yoga International) pr ja kr aap hmari anya kai videos ko dekh k seekh sakte h. Hmne bahot se topic cover kiye h. Iske atirikt, aap k pass is 30 day series ko dobara se krne ka vikalp to sadaiv h hi. Hum aane wale dino main daily routine ke kuch videos upload karainge.
@siddharth5720
@siddharth5720 Жыл бұрын
@@SiddhiYogaHindi theek hai guruji🙏
@PintuKumar-mc8wd
@PintuKumar-mc8wd Жыл бұрын
Yoga me mai naya hu mere pet me bahut gas banti h kareeb 2 machine Dawa Kha Chuka hu Magar thik nai Hua pet me Dard bhi rahta h Kya mai yog kar sakta hu jawab jarur de
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi Жыл бұрын
Haji aap yog kar sakte hai, apko video ka link diya ja raha hai aap iski help se abhyas kar ke aap thik ho sakte hai, or ek bar aap doctor ko check up jarur karwaye pet mai dard hone ka kya reason hai. Yoga for gas relief- kzbin.info/www/bejne/kJ-1fop8ppV0qdE
@lyricswithenglish479
@lyricswithenglish479 Жыл бұрын
Guruji. Kuch log kahete hai ki agar hum yog karte hai to hume chai nahi Pini chaiye. Lakin mujhe subhah ki chai compulsory chaiye . Kya mujhe chai nahi Pini chaiye?
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi Жыл бұрын
आप बिना चीनी और बिना दूध वाली हर्बल टी ट्राई कर सकते हैं। अगर आप नहीं कर सकते तो रोजाना योग करें। शायद हम उन लोगों के लिए एक योग क्रम बना सकते हैं जो चाय नहीं छोड़ सकते।
@lyricswithenglish479
@lyricswithenglish479 Жыл бұрын
@@SiddhiYogaHindi Thank you
@amitameshram8433
@amitameshram8433 2 жыл бұрын
Sir plz aap online class lijiye plz
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi 2 жыл бұрын
Ji, in coming months.
@vibhuratn4
@vibhuratn4 Жыл бұрын
प्रणाम 🙏🏻 मेरा प्रश्न ये है की योगाभ्यास के बाद स्नान करना सही है या योगाभ्यास से पहले? कितना अंतर रखना सही है?
@krritsharma5230
@krritsharma5230 2 жыл бұрын
Sir m hairfall dur krne k lie yoga krna shuru kr rha hu..lekin aapka takla pann dekh kr lgta h ki yoga se kuch nhi hoga..plz hlp
@SiddhiYogaHindi
@SiddhiYogaHindi Жыл бұрын
बाल झड़ना कई कारणों से होता है। योग तनाव को कम कर सकता है, जो बालों के झड़ने का एक संभावित स्रोत है। योग सिर में रक्त प्रवाह को भी प्रोत्साहित कर सकता है, जो बालों के झड़ने को उलट सकता है। इसका मतलब यह नहीं है कि अगर मेरे बाल कम है तो योग आपके काम नहीं आएगा। यह आपके काम आ सकता है
@SandeepKaur-sp7ly
@SandeepKaur-sp7ly 2 жыл бұрын
Hlo sir
@chaynahalder2407
@chaynahalder2407 Жыл бұрын
Thank You so much sir ❤️🙏
Что-что Мурсдей говорит? 💭 #симбочка #симба #мурсдей
00:19
REAL or FAKE? #beatbox #tiktok
01:03
BeatboxJCOP
Рет қаралды 18 МЛН
Правильный подход к детям
00:18
Beatrise
Рет қаралды 11 МЛН
It works #beatbox #tiktok
00:34
BeatboxJCOP
Рет қаралды 41 МЛН
Effective EYE YOGA for Healthy Eyes! | Saurabh Bothra Yoga
18:20
Saurabh Bothra
Рет қаралды 966 М.
Что-что Мурсдей говорит? 💭 #симбочка #симба #мурсдей
00:19