Patti ko pani mai khaulatay huai meetha soda use kia hai? Kuch chai wale pink tea ka kehwa banatay time meetha soda add karte hain pink color Laney kai liye
@nkdilli30654 ай бұрын
ye Kashmere chai h iski Patti he alag hoti. ham banate h.ha soda bhee dàlte h.
@CHFirdosAhmedparwana0786 Жыл бұрын
Ara bhai ham roz kashmiri ma banata hai
@farzanaazmi7847 Жыл бұрын
Chaipatti ko 5 minute s jyada nhi khaulana chahiye, aur ye toh 8 - 10 ghante khaula rhe hain. Peene wale ka kya hoga ALLAH hi janta h
@vishalmukherjee1876 Жыл бұрын
Doodh me nahi khaulate pani me khaulake liquor banate hain baad me isko doodh me mila k serve karte hain
@farzanaazmi7847 Жыл бұрын
@@vishalmukherjee1876 hmm
@ranaa.u.hassan49809 ай бұрын
Kashmiri chia 🍁 behri nahi pee saktay esy
@zadoozaid2718 Жыл бұрын
Sab jhoot hai 60 kilometres jaakey doodh laata hai 😂 unsubscribe this channel jhootey log
@farzanaazmi7847 Жыл бұрын
8,9 ghante chaipatti ko khaulayenge toh wo zahar ke alawa kuch nhi banega
@Maklafin129 ай бұрын
G nahi… paani me khaulaya jata hai patti ko pehle… uske baad doodh daalke serve krte… hum kashmir se hain… and we ppl here consume this on daily basis… 2-3 times a day…
@ShaguftaKhan-g2n10 ай бұрын
😡😡😡😡😡😡 use Kashmir se import nhi kiya jata mai bhi is durkan k same hi rahti hun ye kskamir tea cone ki Patti hai matalan kuch bhi
@SadrulHaque9 ай бұрын
Fir ye kis trah ki patti hoti hai, kahan milta hai..
@Maklafin129 ай бұрын
Arey kya keh rhi hain hain aap… Kashmiri chai patti ki paidawar hoti hi Kashmir me hai… aur kahin b nai poore India me… Kashmir se hi India k baaki states me b export kia jata… Sheer chai ko hi humare yahan Noon chai bola jata… aur iska origin hi kashmir se hai…