Ghazal aur aap ki voice ☺️ Masha Allah... Kya baat hai .Wahh ❤️❤️❤️
@ZA-jh4rr2 жыл бұрын
शायर वहीं लोग बेहतर होते है जिनका दिल टूटा होता है, ताकि दिल से निकले
@roylalit44453 жыл бұрын
Bahut Khub mam.listen 100 times before but after your explanation .ghajal or bhi khubroorat ho gyi...
@waqasalidildarhussain795 Жыл бұрын
mm ghalib ki shayeri me agar koi na nazar anay wali cheez ka ziqr aye to wo zat e ilahi hoti hai😊
@hasnainmolu51893 жыл бұрын
I have sung Habib Wali Muhammad's version of this ghazal so many times not quite understanding the depth. After listening to your explanation I know now I'm going to sing it with a different feel. Urdu is not my language though I understand the basics. Thank you so much. Very well explained. Please keep posting. Would be nice if the lyrics were in Urdu also.
@Dinakshi3 жыл бұрын
Thanks! I will include Urdu script too in the future.
@sunitachandla65622 жыл бұрын
Absolutely
@Rumi1028 Жыл бұрын
Very beautiful ghazal and equally well explained - aap ka shukriya
@RakeshKumar-mv8tp2 жыл бұрын
Bahut hi khoobsurat vishleshan .
@narayanbhambhani8171 Жыл бұрын
Dinakshi, क्या कहूं ? शब्द ही नहीं हैं मेरे पास कहने को। गजलें पसंद हैं लेकिन उर्दू का पूरा ज्ञान नहीं है। कई बार सोचता हूं उर्दू की क्लास लूं और सीखूं, तुमने यह लाजवाब काम किया है, Keep it up ❤❤
@sumenmh2 жыл бұрын
Excellent.... love from Pakistan
@bakshishsingh6916 Жыл бұрын
Nice explanations
@RameshKumar-iz8ut Жыл бұрын
You have nicely explained. Now Iam able understand this my favourite ghazal .
@julianqaiser Жыл бұрын
Thanks ma'am for teaching us ghalib please teach us the whole diwanlove and respect from Pakistan
@mdrashid8413 жыл бұрын
Excellent salute your work.
@samhot0 Жыл бұрын
U r doing great job miss
@Brock3131 Жыл бұрын
Mujhe ye gazal bhut pasand hai aur me ye gazal puri dillagi se bar bar sunta hu agr isko dhiyan se sune to bhut gahrai hai isme. 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
@mahboobpashaghouse5982 жыл бұрын
A very clear explanation way you got besides a beautiful voice
@lexiconof70703 жыл бұрын
What an explanation it’s attractive and allure more towards Ghalib ka BAYAN…… please Continue. Thanks. MK Pandey
@khalidakhter8525 Жыл бұрын
Mashallah Dinakshi Arora aap na Mirza Ghalib ki es mashoor our mushkal Ghazal ko nahayat umdigi ka Sath us ka turjuma kia ha jis ka leya aap Mubarakbad ki mustahiq han Ghalib Maray pasandeeda tamam shairon mein pahli saf mein han Mari Tarah lakhon balka croron shiery sa shagaf rakhna walay Mirza Ghalib ka fan han Urdu zuban aik nahayat shaista mohazzab zuban ha es ko aap jasay logon na zinda rakkha Howa ha main na kabhi Kasi Hindustan sa tallaq rakhna Wala yah wali ko aap sa Pahlay nahi suna aap ki kawash laiq -a-tahseen ha es ko jari rakheen .
@usamaimdad96762 жыл бұрын
This Ghazal was in my 12th standard Urdu subject.You reminded me of that era and I got this sher in my urdu exam"ye Kaha Ki dosti ha" I remembered I wrote its explaination in more than 2 pages 😄.Love from Pakistan..Keep up this good work ❤️
@davegarcia90352 жыл бұрын
Very humbley described. Thank you so much💐💐💐👍
@amirshahzad-tl5yc3 жыл бұрын
baqhut khoobsurat andaze bayan
@bakshishsingh6916 Жыл бұрын
Very good nice exploration in nice voice thanks
@sadaqatkhan8438Ай бұрын
Great work
@arpitsharma34503 жыл бұрын
Keep making such Videos 😍😍
@sunitachandla65622 жыл бұрын
Dinakshi your style is very endearing and I loved your explanation. I am thrilled to find correct words and their pronunciation ❤️
@AshishShukla-uz2np8 ай бұрын
So many thanks dinakshi ji. Main ghazal gaata hoon. Urdu nawaz hoon. Bada achha explain kiya aapne is ghazal ko. I have subscribed your channel. 😊🙏🙏🙏
Huge respect for you mam after getting this ghazal's meaning.... Explained by you.... U r also unparalleled....
@ajayverma69252 жыл бұрын
बढ़िया अनुवाद👍
@Rumi1028 Жыл бұрын
Aur vo ye bhii kahrahain. Even the veins of stones will cry of blood, metaphor “ even the impossible will happen” aap ke khayyal ka muntazar.
@rizwanuddin840310 ай бұрын
You are great madam... thanks
@ManishSingh-on9ru8 ай бұрын
U r doing an excellent mam thank u for explanation😊
@mdmumtazalam58123 жыл бұрын
mashaallah,aapki voice bhut achi hai.
@harmansandhu9753 Жыл бұрын
You are absolutely remarkable! I Love Ghalib and can understand him fairly well but not on your level, Thank you for that. Keep up the good work!
@sanitizessolutions75742 жыл бұрын
Good work
@mamtasahai12 жыл бұрын
Beautifully explained ❤️
@shahfaisalkhan69773 жыл бұрын
Mirza Ghalib 🥭👍❤️ مرزا غالب
@urdughazaldarbar2 жыл бұрын
Zabardast 👍 👍 👍 👍
@aprajitatripathi57723 жыл бұрын
Bahut shukriya aapka ...❤️❤️
@vandanaamate9982 жыл бұрын
Waah kya baat hai 😍😍😍😍👍
@surinderkumar-sf2pu3 жыл бұрын
Nicely explained
@saurabhmanohar3 жыл бұрын
Very nicely explained. Request you to make an video explaining the various meters in ghazals..
@coolshahrukh23 жыл бұрын
Jitni meethi gzl h utna metha explanation nh de paye aap
@Rumi1028 Жыл бұрын
A small thought as a architect i know that stones have veins. Specially visible in marble etc
@Anhilator555 Жыл бұрын
You do a wonderful job. Please do 'aah ko chahiye...'. Thanks
@greenindia60103 жыл бұрын
It's very beutiful
@arunt3007Ай бұрын
Pls share an explanation of Ghaalib 's ghazal "Ishq mujhko nahin Wahshat hi sahi" .
@sawtantardevarif55612 жыл бұрын
Bohat khoob simplified explanation Very appropriate tashreeh Munasib ho to Naqsh Fariyadi ki bhi tashreeh karden Aur ye silsila jaari rakhen Aur bohat logon ki tashreeh suni hai lkn aap ka andaz aam feham hai Bohat meharbani Nwajish Karam jeetey rhen
@jhonnydevnani64803 жыл бұрын
Very good Dinakshi.💓💓💓GHALIB ke liye itna bhahut kam h.kuch oor bhi bayaan karo na.aapki aawaaz or bayaane ghalib. MASHALLAH 💞💞
@fitoor82803 жыл бұрын
Nice
@imranhashmi6172 Жыл бұрын
As I have mentioned before addition of Urdu script would be highly desirable.
@gulammahmood26292 жыл бұрын
رسم الخط کا استعمال اردو میں بھی ہونا چاہیے
@sillyshaikh20752 жыл бұрын
yagana hai wo ekta. Sure akhlas.
@anjaliS272 жыл бұрын
aap RJ HAI KYA bohot sundar aavaj hai aapki
@waqasalidildarhussain795 Жыл бұрын
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@waqasalidildarhussain795 Жыл бұрын
u r so sweet arora mm love u
@veryrarecoinhusssain43733 жыл бұрын
Kadar khan ne jo galib ke gajal explain ke hain aap unka vedio dekho .I think fir uske bad aap aur ache se explain kar paogi
@asifsahab8008 Жыл бұрын
😊
@Preetijaiswalmissu2 жыл бұрын
है और भी दुनिया में सुखनवर बहुत अच्छे कहते हैं कि ग़ालिब का अंदाजे बयां और है
@ZA-jh4rr2 жыл бұрын
Dinakshi ji ek baar aap kadar khan ko sun lijiyega unhone bhi explain kiya hai isko ya ho sake aap ne suna ho
@easylearningbysyedsirsyedz78983 жыл бұрын
tere waade pe jiye hum to ye jaan jhoot jana.. Means "I lived on your promise because i know your promise (of meeting) was false.. Ke khushi se mar na jaate agar aitbar hota.. Means if i believe on your promise (of meeting) then i should have died of this happiness (of meeting).
@gameoffun49763 жыл бұрын
Mujhe bhi bhut psnd h ghalib saab or inke explain apne achha explain kiya but last me ghalib ne khuda/ bhgwan ki bat krte h bhgwan ko kosha h ki vo hota to khi to dikhta mtlb ki log khte h n ki vo hr particles me h but dikhta nhi mtlb nhi h
@ghaarvyisthebest78743 жыл бұрын
Plz do you tube kaadir khan interpretation of ghalib, as khadar khan had intricate urdu knowledge..sorry
@arifyalal53742 жыл бұрын
Duvi ki bu wala sher Allah ke liye hai ke woh bata rahe hai ke Allah sirf 1 hai koi uski duvi hota to 2 4 hota mager koi nahi hai uske jaisa ye matlab hai uska
@sunitachandla65622 жыл бұрын
Please stick to Hindi as well Cannot read Urdu Have you done more songs like these?
@Dinakshi2 жыл бұрын
Yes, I have. I don't understand what do you mean by stick to Hindi. I always write in Hindi. Started writing in Urdu as well as some people could not read Hindi. So both are there, Hindi is definitely there.
@mdmaslehuddin7171 Жыл бұрын
@@Dinakshi hii..i want ask you something...
@veryrarecoinhusssain43733 жыл бұрын
Farsi ke word ko urdu me badla karo na ke English me
@Dinakshi3 жыл бұрын
Ji maine ye channel ghazlon aur nazmon ko aam bol chaal ki bhasha mein batane ke liye banaya hai. Mere aas paas ke sabhi log roz marra mein Hindi, Urdu aur English mila jula kar hi bolte hain aur mujhe sabhi languages bahut pasand hain. Agar aap ko English se aitraaz hai to maa'zarat chahti hoon ke ye channel aap ke liye nahin hai. 🙏
@veryrarecoinhusssain43733 жыл бұрын
@@Dinakshi mujhe English se aitraj nahi asal me mujhe English kam aate hai.
@rizwanwasi70193 жыл бұрын
@@Dinakshi commendable work. If you are aiming for audience from all walks of life you should use all languages to drive home your point. This will help you reach a larger audience
@amkkhan1273 Жыл бұрын
Teer aadha laga hua nahi teer aadha kheencha hua madam agar poora kheench kar teer chalaya jata tab jigar se paar ho jata aur jab par ho jata to shair mar jata