Рет қаралды 264,821
Use this 4 Psychological Powers, so that people respects you.
To dosto is video me hamne 48 laws of power me se 4 important laws dekhe. Jinme sabse pehla law tha.. Make your accomplishment seem effortless.. Yaani agar aap koi cheez baakiyo se better kar sakte ho to ye dikhao ki iske liye aapko koi mehnat nahi lagti.. Ye to aapke liye sab natural hai
Second law hai “be formless” isme hamne spartans ki story dekhi ki jaise hi unhone athens me kabza kar liya uske baad vo war haar gaye kyunki vo nayi conditions ko adopt nhi kar paaye .. isme hamne khud ki learnings ke liye GIGL app ki baat bhi ki thi.. Jaha par ham greatest logo ke ideas ko sun sakte hai. Bhaut hi entertaining way me to description me diye gaye link se ise download karna na bhule.
Third law tha act like a king to be treated like one. Yaani agar ham chahte hai ki log hame respect se dekhe aur baat kare to khud ko vaise hi treat karne lag jao.
Fourth law tha enter action with boldness jisme hamne seekha tha ki logo ko confidence attractive lagta hai kayi logo ne confidence se eiffel tower ko bhi do baar bech diya.
I hope ye video aapko valuable lagi hogi.
Jai Hind.
DOWNLOAD GIGL APP FOR FREE BOOK SUMMARIES:-
play.google.co...
DOWNLOAD GIGL APP FOR FREE BOOK SUMMARIES (IoS apple):-
apps.apple.com...
GIGL BUSINESS CHANNEL
/ @hemant_pant
Agar aapko lagta hai ki log aapki value nahi kar rahe to shayad aap kahin na kahin koi psychological mistake kar rahe ho.