Nauhey MUDASSIR JAUNPURI - 12 :: Released by - Grafh Agency Lucknow :: Presented By - www.RSLeMedia.com
Пікірлер: 25
@nusratnac27066 жыл бұрын
bahot dard bhara noha h..
@KazimZaidi12 жыл бұрын
*Lyrics Part 1* Asr Ka Suraj Doob Gaya Hai, Zainab Hai Tanhai Hai Bhayya Utho, Jangal Mein Akeli, Hai Teri Maajayi Hai... Jal Gaye Khayme, Chhin Gayi Chadar, Koi Nahi Ab Monis-o-Yawar Aal-e-Nabi (sawa) Hai Khaak Pa Baithi, Dekho Zara Ae Mere Baradar Gham Ki Kahani Hum Ko Sunaane, Sham-e-Ghariban Aayi Hai Monis-o-Yawar Sar Ko Kata Kar, Khaak Pa Dekho Sote Hain Bachche Tumhare Aab Ki Khatir Karbobala Mein Rote Hain Haaye Muqaddar Aal-e-Nabi (sawa) Par, Kaisi Museebat Chhayi Hai
@nadeemayyer99713 жыл бұрын
U
@woody_woody91 Жыл бұрын
Bhai, aab hai ya aas ? " Bachche tumhari aab/aas ki khatir karbobala mein rote hain" Mujhe lagta hai "aas" hona chahiye.
@turaifhusaini Жыл бұрын
@@woody_woody91bhai aab hi hoga kyunki aab ka matlab Pani hota hai
@MohdTaqui-xj6mq4 жыл бұрын
Mashal Moula salamat rakhe
@MohdSabirOfficial3 жыл бұрын
Mashaallah mudassir bhai
@KazimZaidi12 жыл бұрын
*Lyrics Part 3* Sham-e-Ghariban, Baali Sakina (sa), Humko Nahi Ab Milti Hai, Akbar (as) Utho, Abbas (as) Batao, Tumse Ye Zainab (sa) Poochhti Hai, Rote Hue Laashe Pe Tumhare, Kya Woh Yateema Aayi Hai... Zainab (sa) Jo Nikli, Dasht-e-Bala Mein, Dhoondne Sheh Ki Dukhtar Ko, Boli Tadap Kar Milti Nahi Hai.. Baali Sakina (sa) Khwahar Ko, Aayi Sada Aahista Aao, Seene Pe Bachchi Soyi Hai...
@KazimZaidi12 жыл бұрын
*Lyrics Part 4* Dekha Jo Ran Mein, Laash-e-Baradar, Uriyan Pada Hai Khaak Ke Upar, Bhayya Behen Majboor Bahut Hai, Boli Tadap Kar Dukhtar-e-Haider (as), Dekho Khule Sar Zainab-e-Muztar (sa), Laash Pe Tere Aayi Hai... Kaise Raqam Mahmood Ho Nauha, Gham Se Kaleja Phat-ta Hai, Sham-e-Ghariban Aal-e-Nabi (sawa) Mera Qalam Bhi Rota Hai, Nauha Padho Pur Dard Muddassir, Shaam-e-Ghariban Aayi Hai...
@sharimfarah84214 жыл бұрын
Bht bht shukriya
@KazimZaidi12 жыл бұрын
*Lyrics Part 2* Neher Kanare Sher-e-Ghazanfar, Soya Hai Apne Baazu Kata Kar Zainab (sa) Hai Tanha Dasht-e-Bala Mein, Koi Bata De Usko Ye Jakar Fauj-e-Yazeedi (la) Aal-e-Nabi (sawa) Ko Qaydi Banane Aayi Hai... Aao Baqi Se Bhai Hasan (as) Ran Mein Hai Tanha Teri Behen, Chahne Waale Qatl Hue Sab, Lut Gaya Ban Mein Maa Ka Chaman, Karbobala Ki Jalti Zameen Par Uryaan Hamara Bhai Hai...