Thanks bro mene kal hi comment Kiya aur aapne Aaj video banakar dal bhi diye vah bro consistensey 📈
@TechnicalSHT10 ай бұрын
😊
@ADI_B200510 ай бұрын
Bhaiya me khet me rahta hu raste kharab hai aur weight bhi le Jana hota hai mujhe ek all rounder bike chahiye muze platina abs pasand aya hai aapke hisab se mujhe konsa Lena chahiye please reply 😊
@bikramchandraroy972110 ай бұрын
Bhai Tumhare Zaroorat ke Hisaab se Tumhare liye 'Bajaj CT 125X' Best hoga , Kyonki tumhe Saman le Jana hai aur khet mein jana hai toh 125 cc hone ki wajay se enginee mein load nahi padega aur mileage bhi thik milega , aur 'Bajaj CT 125x' ke Front Shockers Rubber se dhake hue hai , jisse zyada dhool mitti mein bhi front shockers kharab nahi hoga.
@bikramchandraroy972110 ай бұрын
Jaisa ki Maine bataya tumhe, Tumhare Zaroorat ke Hisaab se 'BAJAJ CT 125X' Best hoga Tumhare liye , koi aur 125 cc ya 110mat lena, doosre 125 cc bikes mein jaise ki sp 125 shine 125 pulsar 125 mein front shockers Rubber protected nahi hai , aur pulsar 125 toh khet ke Hisaab se bohot bhaari hai , aur agar 110cc bike loge toh Jab tum Saman le jaoge khet mein ya khet mein koi kaam karoge toh 110cc ke enginee mein load zyada parega
@bikramchandraroy972110 ай бұрын
Platina abs mat Lena yeh city je Hisaab se hain , tum jo raaste mein chalaoge use yeh do din me bol jayega , Tumhare liye CT 125X best hai, aur CT 125X mein Har side mein Double-Double Spring diya hua hai jo Tumhare jaise kaam ke liye hi banana gaya hai
@ADI_B200510 ай бұрын
@@bikramchandraroy9721 thanks bro for nice suggestion Wese aap Ke pass kinsa bike hai
@bikramchandraroy972110 ай бұрын
@@ADI_B2005 mere pass bhi BAJA CT 125X hai Maine red color mein, Yeh Bike September 2022 ko mene li hai , aur day 1 se hi mujhe pyar ho gaya , Double-Double spring , Metal Plate ke duara enginee protection , Mota wala Company fitted Leg guard jo ki best in class , aur Rubber se Dhaka Hua Front Shockers , aur 2022 ko toh yeh bike aur bhi sasta tha , actually mein 110X lene gaya tha , lekin jab 125X ko dekha toh fan ho gaya .
@sahabuddinkha94343 күн бұрын
बजाज सीटी 110 एक्स बरेली अप 25 एजेंसी पर नहीं है उत्तर प्रदेश में कैसे मिले यह भाई को जरा बताएं
@Anjaneysharmaanjaney10 ай бұрын
Pulsar 125 hi kharidna chahiye bajaj me sirf vhi badiya h
@balsara67510 ай бұрын
Thank you
@rabindrakumarrath281010 ай бұрын
App please hero splendor plus bs7 obd2 model ka ride review power test kariye please Bhai
@krishnasarmah15983 ай бұрын
For long ride which one best
@shortvedeocreater690220 күн бұрын
Platina 110 per highway ke liye ye sabhi bike bekar he stable nhi chalti he highway per baki normal city ke liye thik h
@gudduchoudhary660110 ай бұрын
My best bike platina 110 ABS ❤ THANKS BAJAJ ❤ ⭐⭐⭐⭐⭐ Rating ❤ Hero ki bike Bakar hai
@narayanpatelstudyvlogs19875 ай бұрын
Abs discontinue ho gaya kya
@rabindrakumarrath281010 ай бұрын
🙏 namaste Bhai app sabki baat sunte ho lekin meri baat nahi sunte 😢