,😋🥰❤👍🌺🌺🤝🤲♥️ assalam walekum kya hal hai Allah Tala aapko bahut sari kamyabi andar jabardast aapane bahut hi jabardast shahi tukde banae Hain Allah talab ko kamyabi aur tarkki aandhi hamesha aise hi acchi acchi recipe hoti hai aur aap banate raho aamin cooking with mama ji
@albiyaa4 сағат бұрын
Very nice recipe 😋
@Zaikadilli64 сағат бұрын
Try it out 😋
@onlineshopping24364 сағат бұрын
Yummy
@Zaikadilli64 сағат бұрын
😋
@Thereal1Indian4 сағат бұрын
Mujhe aaj bhi yaad h 2018 me aapke channel ki sbse pehli video maine shahi tukda ki hi dekhi thi😊❤ aur tab se hum aapki har video dekhte h.lekin ab studies ki wajah se thoda miss bhi hojata h.waise aapne vote dal diya?
@Zaikadilli64 сағат бұрын
Isi tarah aap hamari recipes try karte rahe 😋 Ji haa hamne vote kar diya
@shakeelahmadbhutta3 сағат бұрын
AP ki purani wali recipe say ham har pandra bees din bad zaroor banatay Hain ❤🎉
@Zaikadilli63 сағат бұрын
Bahut khushi hui
@pwislive33924 сағат бұрын
Tasty 😋😋😋
@RaziyaKalim-f9x4 сағат бұрын
Pahle wali sahi tukra Kai bar banai hi sabne tariph bhi ki hame sikhane ka sukriya
@pwislive33924 сағат бұрын
Bhijwado😊😊
@ilmasansari40684 сағат бұрын
Your recipes are not good for health purpose. I can't imagine use of Vegetable ghee in recent scenario. Try to focus on ingredients you are using in your dishes should not be threatening to the health. Hope you will consider. Writing this review in public health purpose.
@AsifAli-ys5ti3 сағат бұрын
Sister ye to ghr pe bna rhi hai unko kyu nhi koi kuch khta Jo hotels and fast food stall wale use krte hai, aur hmlog to hmesha aisi dishes kha late hai aur uper wale k Karam se koi bimar nhi hai.
@dralmas81683 сағат бұрын
Ye khaakar fauran koi bimar nahi hoga ...
@dralmas81683 сағат бұрын
Par ye sab saal me ek do baar khaayege to kuch nahi hoga ...shahi tukda in general is not healthy