Mashallah zabardast yummy aunty useful video jazakallah hu khaira
@yousuf42423 жыл бұрын
وعلیکم اسلام ورحمتہ اللہ ماشاءالله جزاك اللهُ
@kausarshaikh2233 Жыл бұрын
Very good recipe. Testy yemmy bahot special hai.
@mykitchentastydishes Жыл бұрын
Thanks very much
@tahasyummyfood53993 жыл бұрын
Zabardus sister 💖 mashallah buhat achi lagi ap ki recipi
@fatemak10423 жыл бұрын
Mashallah bahot khoob...aapki yehi ada bahot pasand aati,aap roz marra ke pakwaan ki recipees share kartey....dusre cooking channels pe zyadatar fancy recipees hi hoti hai....aap fancy aur daily use ki recipees batatey.thank u soooo much baaji,may Allah alwaz gv u good health,happiness n peace.aameen
@mykitchentastydishes3 жыл бұрын
Ameen suma ameen 💖jazakallah khair
@artbysyedasanobarhashmi43473 жыл бұрын
I try this recipe in Eid ul adha inshallah❤❤
@arsheekhan25543 жыл бұрын
Subhanallah mashallah ek no. Mujhe bahut pasand aayi aapki easy recipe bohot aasani se banana sikhaya he aapne thank you so much
@arsheekhan25543 жыл бұрын
Ma'am please gosht ka aachaar banana bhi batayiye 🙏 please I request you
@samiyanaaz77403 жыл бұрын
@@arsheekhan2554 gosht k achar my kitchen tasty dishes type kijiye aap ok already uploaded this recipe ok dear
@samiyanaaz77403 жыл бұрын
Assalamualaikum aunty... Mutton kofte biryani share kijiye aap pakki akhni biryani... This Bakrid... It's a request
@sanarehmanrehman19123 жыл бұрын
Assalamualikum Wr Wb Wb jazaki Allahu khair for your Recipes I liked your all video jazaki Allahu khair.
@amanking88673 жыл бұрын
Ma sha Allah Didi super Shukriya Didi aap bohat eazy bataye Shukriya Didi jazak Allah khair
@szmansoor12836 ай бұрын
Ham bhi ese hi bnate hai
@rajarajedwararao22243 жыл бұрын
Good resipy we try at home thanks
@mubeenfatima54653 жыл бұрын
Asalamualaikum, apka bht thank you is video ke liye or tips ke liye ..ALLAH APKU SEHAT DEY AMEEN
@HumairasKitchenofficial3 жыл бұрын
Masha Allah very delicious recipe 🤤❤️❤️
@naninawasichannel60392 жыл бұрын
👍👍👍💐💐💐 Mashallah bahut hi lajawab
@furqanmansoor96886 ай бұрын
Hum log b esy hii bnaty hn
@samiyanaaz77403 жыл бұрын
Walakumassalam ma sha allah 👍....tamate k chutney kabab mix Curry share kijiye aap aunty
@rohipatel33723 жыл бұрын
ھمارا ی امی بانا تیے تیے اج موجیے یاد اگایی امی کی
@romanaayub37833 жыл бұрын
Aslkm mam bahut bahut shukariya
@neelufarusmani74323 жыл бұрын
Walekumasalaam Warehmatullahe Wabarkatahu MASHA'ALLAH awesome👍😊 yum 😋 thanks 🙏❤🙏 a lot ❤aunty.
@humerakhanhumera43657 ай бұрын
Super and delicious recipe wow yummy so delicious❤
@ayeshakauser36093 жыл бұрын
Masha Allah bohat acche lage
@bindu.b2531 Жыл бұрын
This looks very interesting can we get dried meat pls tell me where I can buy 🙏
We make these kababs in summers so that they are dried well enough and also we make it for a full year
@ghousiabegum9353 жыл бұрын
Assalamu alaikum WRWB...Aunty...Masha Allah...bahut acche recipe bataye aap...eid ul adha ke time pe...correct timing...shukriya...thank you so much for your efforts..aap ke bolne ka andaz bahut pyara hai...hyderabadi style...Masha Allah ...bahut Accha explain kiye aap tips bhi kahe...Jazak Allah...Allah aap ke channel ko bahut taraqi de...Ameen
@shaheenshaik54243 жыл бұрын
Masha Allah Masha Allah baji
@aftabkhansworld3 жыл бұрын
Kya behtareen banare khalaa. Bhook lagri, Khana dil bolra, thode kawaban bacheve hai toh boliye aatu khaaney.
@zainabfarooqui23433 жыл бұрын
Ma shaa Allah
@tashasalonandspatasneemsha65593 жыл бұрын
Subscribed your channel..ammi used to prepare it in this manner,but tying in this way is totally new for me ,am also sharing it wd my beti in Allahabad
@mykitchentastydishes3 жыл бұрын
Shukriya
@faisalraheem55193 жыл бұрын
Baarish ke mausam me Bakrid hai kabab sukhana mushkil hai
@farhanashaikh59133 жыл бұрын
Mashallah aap ki hindi bohat pyari hai aur recipe bhi😍😍😍😍😍
@SHAIKHSIR55553 жыл бұрын
बहुत सुन्दर प्रस्तुति के लिये बधाई एवं आभार आदरणीय महोदया।
@ahmedmohammed25353 жыл бұрын
Wow i love kabab very much ... thanks for the sharing with us sister 👍👍 ... Allah aapko bohat khush rakhe Aameen
@hyderabadidastarkhwan45883 жыл бұрын
MashaAllah sub ke favorite 😋thanks for sharing JazakaAllah
@shaikhtaofik85073 жыл бұрын
Mashallah jazakallah
@firdousfatima28113 жыл бұрын
Mashallah👌👌👌 my favourite
@SUN-it6rf2 жыл бұрын
Thanks for the detailed recipe. My grandmother and mother used to make these. Yummy ! 🙏🏼🙏🏼
@jabeerm1956 ай бұрын
Masha Allah ❤
@chartanalysis92113 жыл бұрын
Aap ki vice bahut achi hai
@zohafatima14153 жыл бұрын
Aslkm aunty, aap kuch din pahlai kawab banana bataye bahot zabardast bataya, Lakin usme do se teen bear aap namak tail namak tail bolra Thai,Lakin usma namak tail kitna baar dalna hai
@masoomahashim56723 жыл бұрын
Mashallah Mashallah delicious and super 👍👍😘😍😍😋😋👍
@seemakouser3238 Жыл бұрын
Super useful and where to store this for a long time in fridge r freezer
Mashaallah wah maza aa gaya dekh kar... purani yaadein taza ho gai gaon ki... Maharashtra side mein ese hi banate h... Thank uuu.... may Allah bless u...aameen...
@vakilasharafali32703 жыл бұрын
Super method 👍
@rajaff44017 ай бұрын
Hum bi aise hi banate hai
@shanazbkhan57193 жыл бұрын
Wow good idea 👍
@NaseemSarwary7 ай бұрын
Kawab ke beech me thodi space rakhna ta k dhoop har Kawab ko har taraf se lage aur jald sookhe. Dori par dalte waqt.
@ayesha46563 жыл бұрын
Mere ammi b same ise hi banate aunty my b Hyderabad se hu
@AS-oi6sx3 жыл бұрын
Aslamualaikum shukriya $ jazakallah ji
@FemsZaika3 жыл бұрын
Asalamualaikum.. mashallah aunty ap jis tarah se kabab tie kare bht acha hai ..mai pehli baar dhkhi aur kch naya sikhi.. thanks aunty for making us kitchen queen ❤️❤️
@Voiceoflife2757 ай бұрын
Masha Allah nice recipe
@anisamaniyar37387 ай бұрын
Masallah very good idea y shared Thanks
@malihajaved8393 жыл бұрын
zabardast is k baghair tu hmari baqra eid adhori hai ghost k sokhe kbab tu lazmi bnate hum logan.
@reshmaparveen15223 жыл бұрын
Hi
@nasaymohd51423 жыл бұрын
Aslkum aunty mashallah mashallah shukriya apka 👍
@mykitchentastydishes3 жыл бұрын
Walaikumasalam
@taherabegum41782 жыл бұрын
Assalamu alaikum
@mudasseraansari84653 жыл бұрын
Hmare yaha ye bht purana tarika h.,... Hmesha sbhi log aise hi bnate h🙂🙂
@forgiveus81693 жыл бұрын
Aunty es ke salan ki recipe ka link dijiye.
@arifrashid53953 жыл бұрын
Very nice ...super
@raa33987 ай бұрын
Ye sookhe sookhe kabab kaise khate h kheench kheench kr....ya hath se asani se toot jate h..? Main up se hu
@sabahaddad76023 жыл бұрын
after seeing you're video i made the recipe sooo tasty 😍😍
@ubaidbadrus65653 жыл бұрын
Hum dori par direct hi sukhate hai.
@taherabegum41782 жыл бұрын
Kaha rehte aap Hyderabad me
@NaazJabri6 ай бұрын
Konse gaon ke hai app chimat chimat word bahut istemaal karre
@Kindleooo_xx3 жыл бұрын
Assalaamalaikum madam,pls mujhe zaroor reply karaye aap madam ke kya hum kawab ghar me sirf hawa me soha dekhte hae kyakyuki flat me rehte hae hum aur terrace par koi aur allowed nahi hae hamare ghar me balcony me dhoop bhi nahi aaye toh kya hall me tang karke just hawa ya fan me soha dekhte hae kawab ya kawab kharaab hojayenge.pls reply.
@mykitchentastydishes3 жыл бұрын
Walaikumasalam 2 days ki achi teez dhop tu zarore hai baad me hawa me rakhye balkoni me rakh sakte hai
@armaanbhai39313 жыл бұрын
Plastic box me raksakte kya
@shaikparveenshaikparveen75073 жыл бұрын
Mashaallah
@nazli16803 жыл бұрын
Mirch powder zarori hai kiya
@nazli16803 жыл бұрын
@@syedaasra782 OK thanks
@mohdriaz56473 жыл бұрын
Nano ammo kitchan watch ham our tariqe see bnate hen
@r.rgaming94663 жыл бұрын
Main orissa hu hamaare yahan har Bakra Eid pe banaty hai aur khaleden main vi banaty hai
@sheikhshamshulhaquesheikh17143 жыл бұрын
Ek number lagtaa HAi khane me Mai khayaa Hu
@arzooarzoo51513 жыл бұрын
Hamare gharon mein is kawab mein methi powder bhi daltein hain jisse iski taste bhi achi hoti hai.from Odisha
@nafeeskhan99493 жыл бұрын
Odhisa m aap kaha rahte ho
@rihanaimran89886 ай бұрын
Kebab me namak zyada hojay tho kya kare. Maine 2 kg kebab banayi thi
@shamshadkalenanavar6953 жыл бұрын
Mai zarur banao ge didi
@Arifa-Arifa3 жыл бұрын
Kiya ye 2-3 dono me sadta nahi ya koi badboo
@mrsmoazzamislahichannal22392 жыл бұрын
میرے پسندیدہ مذیدار
@chetanshaikh99763 жыл бұрын
Bahut khoob aunty
@tauseefidawakhana65563 жыл бұрын
Miss is k salan ki recipe bta do dall k sath ya us k bagair
@navedshaikh49997 ай бұрын
Is ko tukde kar k daal chawal k sath fry kar k khate
@nayazkhan63903 жыл бұрын
Aap karnataka se ho kya
@attu58472 жыл бұрын
Plz barish mei kabab ko kide nai ana aur jaldi sukhne ki tip dijiye. Fan mei sukhe hue kabab krisp nai hote aur barish tou itni hai dhoop bhi nahi nikalti
@mykitchentastydishes2 жыл бұрын
Ji inshallah zaroor
@raisasheikh71913 жыл бұрын
Thanks 🙏
@mohammedanaskhan62743 жыл бұрын
Aslkm..gosht ko pahle dhune se safai hojati na.gosht me kabhi kabhi small stones bhi hotey.uski safai kaise karey?