Shree hari Vishnu om namah bhagawate basudev namah
@yogendraraikwar12957 ай бұрын
jay shiri ram ji ki
@VishalKumar_789011 күн бұрын
Jai shree Vishnu bhagwan
@shivdeepkartik50329 ай бұрын
श्री राधे कृष्ण 🙏🙏🌹🌹
@PRERNAKUMARI-rg3tp12 күн бұрын
Jai bihaspati dev🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@PoojaSingh-pn9gu4 ай бұрын
Jai Shree vishnu Hari 🙏🙏🏵️🏵️ Ohm nmah Shivay 🙏🙏🏵️🏵️
@PRERNAKUMARI-rg3tp12 күн бұрын
Om bishanu namah 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@juhimishra-cl4qu9 ай бұрын
Radhe radhe didi
@Makhansingh-sl7qg8 ай бұрын
Jay Shree Radhe Radhe
@PrateekSiyota4 ай бұрын
Om namo Bhagwate vassudev 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@awadheshkumar11639 ай бұрын
जय।श्री।हरि।विष्णु।भगवान
@ankurthakur96138 ай бұрын
ओम् लक्ष्मी नारायणाय, नमः जय हो गुरु बृहस्पति देव भगवान की
@SushilSharma-l7o5 ай бұрын
Radhe Krishna didi
@medhha39564 ай бұрын
Jai Vishnuji ❤
@varunkumartiwari20799 ай бұрын
Guruvr m agr kisi ke ghar jana pde to vrth kaise kre puja kaise kre khatha pde ki n pde
@Adityaraj48794 ай бұрын
Aap log mere liye Pranay kariye ki main man ban jao jaldi se kyunki 8 sal Ho Gaye shaadi ke meri😭😭 please
@AkulSharma-dx3il4 ай бұрын
Bilkul ap 5 vrt ka bole or suru kre ki es mnt ko pura kr k jrur puri hoti h
@princu91638 ай бұрын
2024 ma 16 guruwar ka naya brat kar shakte hai ki ni aur agar kar shakta ha to kon sa mahina se aur kab tak kar shakta ha please bataiye 🙏🙏
@yamunarajput72314 күн бұрын
Didi chale kee dal bhigi rkhni he ya shukhi
@NehaDevi-bz7qx20 күн бұрын
Ye kalsh ka jal kaha dalna hai
@vineetapal99617 ай бұрын
Om Vishnu bagvate namah
@shivanimaurya7240Ай бұрын
Thursday ka vrat kya apne bedroom me kar sakte hai eska answer jaldi dijiega plz di bataiyega
@juhimishra-cl4qu9 ай бұрын
Didi ap se ek bt puchni hai plz btana didi mai apne mandir me siv ji ki murti rkhi thi jo chuhe ne neche gira diya aur siv ji ki murti ka sir toot gya didi kya kru ab uska mai plz bato didi
@bhumikachanani7 ай бұрын
Mitti ki ho to kisi plant me daal dijiye wo usme he mil jayegi
@poojabhaskar8791Ай бұрын
Hello mam mai 11guruwar varth ki sankalp li o thi or 31 /10/24 ko varth puri ho rahi hai to kya mai udhyapan kar sakti hu dipwali ke din please batiye Mam
@Bittuyadav-fc7kk3 күн бұрын
हर गुरुवार को ऐसे ही पूजा करनी है mam बताइए प्लीज।
@spiritualwoman793 күн бұрын
Ha ji kuch smaan kapde aadi sirf pehli aur uddyapan puja me chadhana h baki sab har puja me karna h
@Bittuyadav-fc7kk3 күн бұрын
Thanks
@vaishalikumbhalwar18207 ай бұрын
Kele ke ped ko puja ke samay rakhana jaruri hai
@KiranRk13Ай бұрын
🙏🙏🙏
@Madhujadhav-l4z6 ай бұрын
Radhe Radhe video Puja mein chawal nahin chadhate Hain kya brihaspatiwar ki
@Sweety-qc7vn8 ай бұрын
Sankalp Har Guru bar ko Bolna Hota Hai Kya
@spiritualwoman798 ай бұрын
Puja ka har bar bolna h prathana type.. Vrat ka kewal ak bar Sanklp lena h
@Gudiyadevi-u1pАй бұрын
❤❤❤❤❤
@RaniChauhan-uq5tp6 ай бұрын
Didi chowki kb hatana chahiye गुरुवार पूजा का प्लीज एक वीडियो बना दो
Udyapan krne k baad kya namak wala khana kha skte he
@binurohanrana56882 ай бұрын
Kya veerwar ko tulsi patta tod skte he
@Beautytestyfood4 ай бұрын
Mitti ka kalash rakh skte h ky
@anjali_choudhary7865 ай бұрын
Puja me chadhaye Gaye kele ka Kya kare,
@khushikeshri1109 ай бұрын
kalash ka jal gach m kb dalna h usi din puja k baad ya agle din
@spiritualwoman799 ай бұрын
Puja k baad.. visarjan vidhi btayi h uske bad jab bhi deepak shant ho jaye tab daal sakte hain
@dilipyadav88688 ай бұрын
Hello mam gurubar ke brat me silai kar sakte ya nhi plz batatiye
@spiritualwoman798 ай бұрын
Ha
@aasthakrititeam5 ай бұрын
Udyapan ke bad bhojan ek bar kare ya do bar kar sakte hai
@spiritualwoman795 ай бұрын
Di bar bhi kr skte
@swatitomar73294 ай бұрын
Dear .......kya hm is vrt m vishnushastra nam ka path bhi kr sakte h kya ... please btay
@shaluktariya65025 күн бұрын
Mam m apne ghr m 3bar kele ka ped le ai mam suk jata h kuch btaye pls mam 🙏🙏🙏
@spiritualwoman795 күн бұрын
किसी मंदिर में गमला रख आप अगर वहा नही हो वह पूजा कर आओ किसी दूसरे से लगवाओ पति सास जिसका बृहस्पति ग्रह कमजोर होता है उसके हाथ से नही लगता
@reshamkumari3593 ай бұрын
Mai unmarried hu ar Thursday ka fast karti to kya mai Thursday ko bal dho sakti hu ar Wednesday ko khana lahsun pyaz wala kha sakti hu ya phir nhi ....plz guide me
@princu91638 ай бұрын
Please reply dijiye 🙏🙏
@sunitakamboj88013 ай бұрын
Di udhyapan 16 ve vrat vale din Krna chaiye ya 17 ve vrat par mera kl 16va. Vrat h to m kl kru ya agle veervar ko Brahspati Dev Ji Ka Hai
@khusboodwivedi59813 ай бұрын
Kya kuaari ladki havan kar sakti hai....please reply didi
@aartipriya49092 ай бұрын
Mai n kitna din se kar rhi hoo lekin Mangal nhi hota
@shaktisunery2833Ай бұрын
Kya nirjala vrat me achman kar sakte hai
@spiritualwoman79Ай бұрын
Ha,pee skate hain आचमन के जल से किसी भी व्रत का खण्डन नही होता है ऐसा ak ग्रंथ में पढ़ा था मैंने
@Mahipriya-gh8ns6 ай бұрын
Kele ka per na mile toh kaise krenge
@dipalijathar66805 ай бұрын
Puja shamko karenge to chalega?
@spiritualwoman795 ай бұрын
Nahi chlega सुबह ही करिए
@RajParmar-xw2ek6 ай бұрын
I'm divorce, hamara bhi manokamna Puri Ho ॐ बृहस्पतिनमः
@varunkumartiwari20799 ай бұрын
Plz didi answer jarur dijiye plzzz
@NiTi_Tiwari_NT6 ай бұрын
Didi Puja mein aap kaise Baithi hain aur Vishnu Bhagwan ke chauki kis Taraf Lagai Hai matlab Kaise Puja Karni chahie
@spiritualwoman796 ай бұрын
Apka muh purv ya uttar disha ki or hona chahiye...
@NiTi_Tiwari_NT5 ай бұрын
Aur Bhagwan ko kis Taraf Rakhna chahie didi
@NiTi_Tiwari_NT5 ай бұрын
Bhagwan ka Mukh Uttar Disha ki or lag raha hai dekhne Se video mei
@shreyasrivastava25894 ай бұрын
Vrt me dwaai khaa sakte h
@spiritualwoman794 ай бұрын
हां
@kajalgupta6128 ай бұрын
Hom kitne bar karni chahiye
@vinaysharma30998 ай бұрын
Jese aaj ekadshi hai mujhe kl vishnu ji ka vrat karna hai to mai aj ya kl bal dho sakti hu bina shampoo ke hi... Bal to dhule hi mane jayenge Bina bal dhoye kese rakhe vrat Plz reply soon 🙏🙏🙏🙏
@spiritualwoman798 ай бұрын
Ha dho skate hain..aise hi gile karna bhi shuddhta me hi aata h
@sheenarathor21626 ай бұрын
Mam main to Gurubaar ko Laxmi Narayan ka eksath puja karti hn .... Kalash Tambe ka bithati hn... us kalash ke upor deepak badlr me Krla aur supari rakhti hn kyun ke bangal me Gurubaar ko laxmi ji ka vrat rakhi jati hai to usi kalash me main eksath puja kar sakti hn kya aur main laxmi ji ka hi vrat katha padhti hn ab meri marg darshan kare kaise dono puja rksath karun
@spiritualwoman796 ай бұрын
Ha ak sath puja kar sakte hain.par kalsh pital ya kanshe ka bithayen tambe ka nahi
@binurohanrana56883 ай бұрын
Jo veerwar ka vrat krte he.. Unko kela kvi v nhi khani chaiye.. Plz reply didi🙏
@spiritualwoman793 ай бұрын
Sirf guruvar ko na khaye bas..baki kha sakte hain
@Shobha-z8n2 ай бұрын
Ak hi gurubar vrat kiy or sombar 2 kiye the or Meri bagal Bali dadi ka dehant ho gya h to kya vrat phir se start Krna padega ya usi ko man kar Puja kre plz help
@spiritualwoman792 ай бұрын
Apke gotr yani surname ki ho dadi to Fir se start Karo warna nahi Jo h usi ko chalne do agar wah pariwar ki nahj
@Shobha-z8n2 ай бұрын
@@spiritualwoman79 to bichh me puja chood diy the or fasting v nhi kiye the to phle Bala Puja jinti ho jaygi ?
@seemapaswan15073 ай бұрын
Virahspati k vrat mein balo mein shampoo nhi Krna chahiye par kya haldi wale pani se normally hair ko dho sakte hai ki nahi ya normal paani se? Ya seer bilkul he gila nahi karna chahiye pls bataiye i m waiting for your reply 🙏🙏
@spiritualwoman793 ай бұрын
Sir gila kar sakte hain koi dikkat nahi hai
@seemapaswan15073 ай бұрын
@@spiritualwoman79ok thanks for your reply 🙏
@khushboorathore72436 ай бұрын
Didi kalash kab uthae
@spiritualwoman796 ай бұрын
Visarjan vidhi ka alag se video diya h behan kuch..niyam bhi hote hain chauki utane k Guruvar vrat puja ki Jo playlist h mere channel par usme aapko video milega
@NeelamSingh-nx9xv4 ай бұрын
Hello Mai v guruwar ka vart karna chahti hu but subah time nhi rhta job me v Jana h to kya evening me Puja kr sakte h
@spiritualwoman794 ай бұрын
Jee majburi me kar skate hain par niyam to subhay ka hi h Agar subhay jaldi uthkar kar sake to..adhik achha ho
@RakshaPrajapati-j7v9 ай бұрын
Didi kya ak se jada eshha ke liye ham 16 guruvar ka vart rakh sakte h ya phle only ak eschha ko hi rakh sakte h
@SaritaKuarri6 ай бұрын
Mera v yahi question h plz bataiye koi v or 9 guruvar kre to thik h na
@SunnyKumar-qz4sr9 ай бұрын
Hellow di Bina vrat rkhe kya hum HR guruwar ko kathaa or chanadal gur ka dhog lga skte h or 🍌 🌴 n h to photo ka kr skte h plz replyme me,............
@spiritualwoman799 ай бұрын
Ha kar sakte hain
@aashishrajdon8 ай бұрын
Jo pdhna nhi jante to vrat Katha Bina pdhe Puja ho skti h
@spiritualwoman798 ай бұрын
Sun na to sabhi jante Hain Katha suna hi jata h Kisi ko time na ho to mobile me lga kar sun sakte Hain Ya bachhe padh kar suna den har bar
@KrishnaThakur-kv7dl4 ай бұрын
Bhog lage kele ko kisi dena chahiye
@archanathakur97699 ай бұрын
Didi me sakat somvar ki Pooja har baar 4 30 pe krti hu par didi kal mujhe jldi Pooja krna he to kr sakte he ya nhi plzz didi btaye or फल तो मिलेगा न प्लीज दीदी बताए 😢
@spiritualwoman799 ай бұрын
Ha ji.. milega
@RajKumar-pi4kq7 ай бұрын
Ham har Thursday ko puja karenge or Gori Ganesh ko hamesha visharjan karene Pani me dalkar😂😂
@anushka37816 ай бұрын
Maine Thursday fasting start kar diya hai pr mujhe sankalp ke baare koi idea nhii tha to maine binaa sankalp ke hi fasting start kar di hai abhi ptaa chla ki bina sankalp ke vrat phalit nhii hota hai to ab mai kyaa karu ?? Please Btaaiye 🙏🏻🙏🏻
@SantoshiMatura3 ай бұрын
Please reply maine v eaise kiya
@shaluktariya65025 күн бұрын
Mam mj apse bat krni h kr skti ho ky 🙏🙏🙏 pls mam
@spiritualwoman795 күн бұрын
Instagram - spiritualwoman79
@spiritualwoman795 күн бұрын
कमेंट में कहो सब reply कोशिश करती हु
@survisingh9048 ай бұрын
Didi jo kalsh ka jal hota hai uska kya karna chahiye or kela ke paudha me kon sa jal dale
@SujataSingh-sw5pd7 ай бұрын
Pure Ghar per chhidak Dena chahie
@kanaksani31514 ай бұрын
Lrki Gauri ganesh ki puja kr skti hai
@spiritualwoman794 ай бұрын
Ha
@binurohanrana56882 ай бұрын
Mam.... Mujhe 21 veerwaar ka vrat krna he.. Jisme mera 20 pura ho gya he To udyapan 21 me krna he... Mai confuse hu plz aap jldi reply dijiye 🙏🙏🙏
@spiritualwoman792 ай бұрын
21 ka sankalp tha to 22 me उद्द्यापन hoga
@binurohanrana56882 ай бұрын
@@spiritualwoman79 thanku mam🙏
@rajnandanijaiswal92977 ай бұрын
Kya m 5 guruwar kr skti hu
@pratikshanikam54369 ай бұрын
ॐ बृहस्पतीः नमः didi vrat me sham ko Pujya vidhi karna chahiye ya nhi.......! Please tell me.....