جناب آپ بہت اچھے اور ٹیکنیکل مکینک ہیں انشاءاللہ ہمیشہ کامیاب رہیں گے
@raheelaqeel4293 жыл бұрын
Masha Allah! Apke tawassus se hume bohat Aham maloomaat haasil hoti hain.Allah se duaa hai Apke Ilm me aur rizq me khoob khoob barkatain Ata farmaye. Aameeeen
@malikusamaarain31003 жыл бұрын
Sar Amitabh Sahab aapke Mashallah bahut acchi acchi video mein aap Mashallah bahut acchi video banaa Diya Hai
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Thank you
@amirsurfaraz35653 жыл бұрын
Grata Good information Ustaad mohtram is taar ka rang klagi ha
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Thank you ❤️
@riazvirk86523 жыл бұрын
Best. Learning. Channel.
@ARSHADKHAN-hy3ju3 жыл бұрын
Very good informations thanks. Allah khush rakhe.
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
JAZAK ALLAH ❤️
@RizwanAli-pu2xh3 жыл бұрын
Sar ji Aap Ka Jawab dene ko bahut Shukriya
@tech_channel1103 жыл бұрын
Mashallah Bhai ap Kamal kartay hay Bht achi video
@usmansahib51703 жыл бұрын
Aap ka pora Pakistan ma bht sara student hai. Allah aap ko janat naseeb kra.
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Bohat bohat shukria
@mirafzal2833 жыл бұрын
very nais video ustaz g
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Thank you
@famousfood8563 жыл бұрын
Mashaa Allah nishtar colony
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Jazak ALLAH ❤️
@mustafagull77693 жыл бұрын
Bahut khoob ustad jee👍👍
@amjadaliraza4873 жыл бұрын
Zabardast bhai 👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
شکریہ بھائی
@mohammedosama45783 жыл бұрын
Good bhai or wair color brown 👍👌
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
G bhai bilkul......brown
@mohammedosama45783 жыл бұрын
@@MushtaqAutoservice 👌
@asifturiofficial3 жыл бұрын
Thanks sir u are the best teacher
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Thank you v
@cb400fhonda63 жыл бұрын
Bohot khoob sir g MashAllah
@AshfaqAhmad-gz6im3 жыл бұрын
Bohoot shukreyia
@imtiazkhan29663 жыл бұрын
Well don from Karachi
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Thank you
@omarautoserviceandmechanic77743 жыл бұрын
ماشاءاللہ زبردست
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
جزاک اللہ خیرا
@infology33 жыл бұрын
Mashallah bhai...boht acha smjhaya... Bhai mere bike ki headlight battery connect krne pe dim ho jati hai...iska kya masla hosakta hai
@Hello-jq6qb Жыл бұрын
زبردست
@amirkhan-gl1bk3 жыл бұрын
ماشاء اللّه مولانا صاحب
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Jazak ALLAH
@musicfundaa5020 Жыл бұрын
@@MushtaqAutoservice ?n
@drsubhanellahi61972 жыл бұрын
SALAM BHI LED LIGHT TAZ SALO HONE KI WAJA KIA HY
@muhammadmehmood83013 жыл бұрын
Very good information Sir 👍
@tahirnawaz62183 жыл бұрын
Good information. Thanks
@everything64273 жыл бұрын
Sir mere bike m battery nhi hai t kiaa bulb is waja se bhi fuse hota hai!? Bcz i thought that teez acceleration pr jb battery hogi t kuch current battery charge hone m bhi chala jaye ga is lye ho sakta hai ki bulb fise hone ki chances km hojayee?
@lahoriboy67353 жыл бұрын
Rectifier change karo uski waja se bulb jalta hai
@ranaafzalali45223 жыл бұрын
Aoa sir jee tusi great ho
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Bohat bohat shukria ❤️
@passionatraveler7165 Жыл бұрын
Great pa g😊
@rozthorathora78683 жыл бұрын
Zabardast lala
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Thank you ❤️
@adenirfan35253 жыл бұрын
Wow.nice video.wahcantt
@mqasimjanjua35033 жыл бұрын
Zaberdast jzak Allah
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Bohat shukria ❤️
@raistarfan59763 жыл бұрын
Good information...
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
شکریہ بھائی
@wajeeharahat83703 жыл бұрын
Assalam o Alekum Mushtaq bhai Ap ko Ramzan Mubarak
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Waalaikumaslam bhai ❤️ Khair Mubarak
@kashifamir54073 жыл бұрын
Bike restore ki bhi video upload krna bhai
@wajeeharahat83703 жыл бұрын
Walekum Assalam Mushtaq bhai Matlab ye k parking light ki short se head light nahi jale gi Hmmm You had given me good knowledge ☺️ Thank you so much Mushtaq bhai ❤️
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
G bhai bilkul Bohat shukria ❤️
@everything64273 жыл бұрын
Sir agr gaari point wali hai orr boht zydaa. Missing krteee hai gaari t jese tesse chal rahi hai t kia is se bhi bulb fuse hota hai ?
@myounastahir21303 жыл бұрын
Very useful method
@AsifAli-xp6pf3 жыл бұрын
اسلام علیکم جناب 125 ہونڈہ میں ایل ای ڈی لائٹ لگانے سے بیٹری کیوں خراب ہو جاتی ہے کیا وجہ ہے
@bilaliikhan22433 жыл бұрын
Mashallha g
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
JAZAK ALLAH
@everything64273 жыл бұрын
Backlight ko disconnect krdeya apne t bulb t fuse ho saktaa hai?
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Nhin hota
@Rasell-vx9tw3 жыл бұрын
Sar tank ka..ander ka rust ..saf karneka...best tarika bataiya...plz
@SajidHussain-sd9ng3 жыл бұрын
Mushtaq bhai agar clutch ka saman jo bahir he installed hota hy change kr den phr bhi clutch poora kam na karey tu kya poora box kholna hy
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
G bhai
@SajidHussain-sd9ng3 жыл бұрын
Thanks bhai
@FaheemKhan-zt8jo3 жыл бұрын
Bhai honda 70 ka current china 70 se km hota hy tou agr china ka rectifier lga dun. Tw current zyada hoskta hy?
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
تھوڑا بہت زیادہ ہو سکتا ہے
@nooranshah47573 жыл бұрын
Zabar dast
@mirafzal2833 жыл бұрын
masaalah ustaz g
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Jazak ALLAH
@electricalengineer55503 жыл бұрын
Mashallha
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Jazak ALLAH ❤️
@muhammadnasir48493 жыл бұрын
Ostad gi CG 125 Ka head light 7 den Ka baad dem hona aur bulb ki colour tabdel hona Yani bulb Ka shesha blue hona.ya kya masla ho Sakta hai.
@everything64273 жыл бұрын
Agr gaari m backlight ka point headlight ki sath wala point na jalayee wirring m kharaabbi ki waja se wo point nhi jaltaa t kia is bhi bulb fuse hoga Q K jo current doo jagha ja raha tha wo ek hi jagha jayee ga !? Sir jb ki mene bulb hi high point pr hi low point walle bulb ki taar ko holder m miladeya hai t kia phir bhi bulb fuse hona chayee Q k bulb fise horaha hai boht teez acceleration m bulb 35 w ka hai sada wala 20 rupee wala hi ! Sir plz guide?
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Bhai regulator kaam nhin kar rha hy jis ki waja sy blub fuse hota hy Rectifier ko regulator kehty hn
@AbdulMajid-jx9vv2 жыл бұрын
Good video
@shabirali45912 жыл бұрын
Very nice
@faizanahmed50393 жыл бұрын
Brother 70 bike gear lever ki oil seal ka andr gol spring hota ha nhi laga hn ga tu kya hoga please reply
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Leak hony ka khatra hy
@muhammadisrar60883 жыл бұрын
AoA Mushtiq bi me new model 125 Lena chata hn ap Koi advance de kon se bike leni Chi ha
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Honda CG125 very good
@muhammadisrar60883 жыл бұрын
Thanks
@muhammadmehmood83013 жыл бұрын
Excellent work it's very good information thank you ❤️
@amirsurfaraz35653 жыл бұрын
Mustak bhai disk break ki video banay
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
G bhai zaror inshaAllah
@jalamakheem93283 жыл бұрын
expert bata de kya clutch box change hone se engine speed pe farq parta hai ??? zxmco 2011 bike hai 70 cc
Mushtaq bhai, kya aap nay Karachi may bhi apna koi set up banaya hua hai. Ager hai tou please address batta dayn. Jazak ALLAH.
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Nahin bhai
@naeemshahnaeemshah55413 жыл бұрын
جزاک اللّٰه
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
AAMEEN
@everything64273 жыл бұрын
Sir plz guide mujhee ye samjhna hai ki head light Kia battery se bhi attaches hoti hai head light t magnet se chalta hai?
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Jo DC light hoti hy woh battery sy chalti hy or jo bike ki apni light hoti hy woh magnet sy chalti hy
@sajidjalal513 жыл бұрын
Assalamu alaikum mushtaq bhai kya hal hai theek hai
@WaqasAli-rt3my3 жыл бұрын
aoa bhai meri new honda 70 bike hai head light uski break laganey se dim ho jati hai ksi ko b smjh nai arai wese sai chalti hai jab agli ya pichli break lagao to dim ho jati hai . bike b new hai 350 km chali hai 2021 model hai
@ziawattoo12392 жыл бұрын
Bhai same problem meri bike me b aa rhi h. Main b 2 , 3 jaga chek krwa chuka hm mgr sab choona laga jaty hn. Kehty hn ye bus break lagany ki wja se back light ON hti h to front wali dim ho jati h.
@everything64273 жыл бұрын
Sir plz batadein ap reply nhi dete bulb ka rectifier se kia talluk hai!?
@childrenworld86483 жыл бұрын
Ji Aslamualkum ji men ap se kam sikh skta hon mujhe boht shok ha
@shansalman29742 жыл бұрын
Goood
@umairpervaiz7533 жыл бұрын
Nice sir g
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Thank you
@jahanzaibbaloch22183 жыл бұрын
♥️ MashaAllah 👌
@farhadqurni61143 жыл бұрын
Nic
@jawagarment70513 жыл бұрын
Nice
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Thank you ❤️
@RizwanAli-pu2xh3 жыл бұрын
Hello Sar yah Jo old model wali bike hai Iske front-wheel mein jo speed wali gallery Hoti Hai usmein new model wali gallery fit ho sakti hai
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Nahin lagy gi
@ramzanbhatti8303 жыл бұрын
Sar g honda 125.2013 model ka full injan tiyar ho to kitna kharcha hota h
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Bhai mukhtalif hota engine mn kaam ky hissab sy
@ramzanbhatti8303 жыл бұрын
sar g Koch andaza hi bta dy
@farisharauf85262 жыл бұрын
headlight k holder ka wire bar bar jal q jata hai kia waja hai plz reply
@cg125alterationtips...53 жыл бұрын
Bahi jan kiya haal janab cb150f ki video bana do deluxe ki rode pa ap na abi tak nae ap na bola next video ay gae abi tak nae ap 3 video bana dali likan wo wali nae bht afsos ki bat hai
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Bhai pistion nhin mil rha jaise hi pistion aaya video AA jaaye ge
@parvaizkhan31353 жыл бұрын
Good
@muhasif68453 жыл бұрын
Slam o alikam bhi main nay Honda125 2021 liay hai 3 ya 4 mahinay chlanya k bad us k aglay shoke say jam langay say Tak k away ati hI.shoke ki ko seal ya oil b leak nai hai .please is k bRay main batay.
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Bhai Front tyre pressure kam rakhain maximum 28 ponds or is ky ilawa shocks mn hawa aa jaati hy jis ki waja sy shock bake Marty hn
@muhasif68453 жыл бұрын
@@MushtaqAutoservice g Thanx bhi hawa ka koi hal
@AbdulRazzaq-ki5sw2 жыл бұрын
Rectifier Jala rahi h 125 self start Headlight direct ki hui h. Battery pe bhi headlight chal rahi h jab off hoti h to 19 model. Kia masla ho skta h?
@animals10623 жыл бұрын
Sbardas
@arkofficial79253 жыл бұрын
Bhai apki shop kahA par hai meri bike Doowa marti hai hai aur mujhy jab koi machanic mila hai chor mila hai ap kahA se hai
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Mushtaq Auto service kasor road kot Radha kishion nazad Raiwind
@arkofficial79253 жыл бұрын
@@MushtaqAutoservice oh ye to buhat door hy
@asimkhan53253 жыл бұрын
مشتاق بھای آپ کہاں سے ہو
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
, مشتاق آٹو سروس کوٹ رادھا کشن ضلع قصور
@sheikhbrother52673 жыл бұрын
Cg 7t alter missing kri hi kia kry plz reply me
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Plug gap or petrol setting check karain
@abdullahkhokhar68263 жыл бұрын
Kia agr battery 🔋 kharab hoto light sahi hosakti hai??
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Light ka koi taluq nahin hy battery sy
@abdullahkhokhar68263 жыл бұрын
@@MushtaqAutoservice ap ki shop kidr hai
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Mushtaq Auto service kasor road kot Radha kishion nazad Raiwind
@abdullahkhokhar68263 жыл бұрын
@@MushtaqAutoservice door hai bohat
@hamxakhan91123 жыл бұрын
Mushtaq bhai meri honda 70 2018 model hy battery charge nhi horahi or bike direct current pr chal rahi hy or current bhi zyada araha hy back light indicator k bulb bhi fuse hogay hain or head light ka bulb bhi fuse hota rehta plz plz bataein ye kya masla hosakta hy plz reply me
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Bhai rectifier ki wire or grip check kr lain agar wo theek hy tu phir rectifier change kr lain
@hamxakhan91123 жыл бұрын
@@MushtaqAutoservice bhai magnet se jo wire atay hain yellow and white vo check kea the mene un ma tw current araha hy
@AliRaza-ro4iz Жыл бұрын
Sir meri bike ki light kam ziyada hoti rehti hai hala k new coil lagya tha kabhi taiz chalti rehti kabhi kam or pani se gilli ho to phir sai chalti
Mushtaq bhai mujhe cg125 k yuko wale rocker chahie kia ap bhejwa sakte hai tcs kar k paisey easy paisa kar donga pehle uske badh bhejwade
@tausifahmed56983 жыл бұрын
sir mery pass hispeed bike 70 cc hea cluch plate b chang kr dey 19 model bike hea problam haal nahi ho rah cluch under sea b adjust kraayah magr bike garm ho kr kr 1 ur 2 gear hard krtah hea gear dosrah dalo to do dafaah gear dalney sea lagtah hea ur levar gear baahree ho jahtah hea haal koi hea to msg kr do bhi
@bikeryt40362 жыл бұрын
Wo sab thek hai mgr ye dukn q band ki howe haii 🤔🤔🤔🤔
@taimurkhan1893 жыл бұрын
Assalamualaikum bayai Jan Safai k kyl rakkha Kare
@gurmukhdas41073 жыл бұрын
Sir back light me kia masla ho skta ha
@MushtaqAutoservice3 жыл бұрын
Is ki wire kahin shot hy
@gurmukhdas41073 жыл бұрын
@@MushtaqAutoservice sir what's up plz
@gurmukhdas41073 жыл бұрын
@@MushtaqAutoservice aur sir 20modol ha duwan q mar rhi sirf start pe phir thik ho jati h
@Saraiki_Vlogs. Жыл бұрын
Sir meri motarsakal ki light or ishary duno deem hn🤔