YA ALLAH PAK Mirza Asadullah Ghalib ko APNE HABIB PAK KE SADQUE Jannatulfirdaus men aala muquaam atay ferma. Aameen
@mahajirakhanam21207 жыл бұрын
راحت فتح علی خان صاحب کی اوز بھت ھی اچھی ھے اور جو غزل کو قوالی گاے اور غالب صاحب غزل کے اشعر گاے بھت اچھی ھے
@z.rahmanrahman85452 жыл бұрын
Ok.Bhaishab
@surindermodgill86343 жыл бұрын
खफा-खफा सी है जिन्दगी हमसे... कज़ा भी अपनी खबर नहीं लेती... Surinder,, bismill,,...
@z.rahmanrahman85452 жыл бұрын
Hi
@kamleshkumardiwan2 жыл бұрын
कोई उम्मीद बर नहीं आती .......बहुत खूब गाया है राहत फतह अली साहब ने मुबारक हो 💐💐💐💐💐💐
@pervezmalik32662 жыл бұрын
Excellent....Wah.
@mahasingh5226 жыл бұрын
Ye wo sahansa h jo Sangit , music or sur ki Nadi Ko modne ki takat rakhte h...
@vayedadhara50174 жыл бұрын
Yes.
@پاکستانیپنجابیگیت5 жыл бұрын
ہم کہاں کے دانا تھے ۔۔۔۔۔ واہ ۔۔۔ لیجنڈ راحت فتح علی خان ۔۔
@mahamadshaikh6012 жыл бұрын
Really great thanks.
@rupendrarathore91307 жыл бұрын
Me pahle nusrat saab ka hi fan tha par ab rahat sir ke liye bhi dil me izzat bad gayi kya gazab artist h yaar
@tabasumparveen58886 жыл бұрын
Rupendra Rathore chacha bhatija hai
@mahendrapandey66634 жыл бұрын
Very nice music very beautiful Ghazalvsvioce lajabab very nice video Jai bhola baba kiJai ho Jai ho Jai ho
@parveshsanduria78216 жыл бұрын
नींद से क्या शिकवा जो आती नहीं रात भर, कसूर तो उस खयाल का है जो सोने नही देता..
@EntertainmentHUB7515 жыл бұрын
its Parvesh Sanduria Wah wah Wah Khub farmaya Janab.👌🏻
@hirapress65935 жыл бұрын
super
@abrarahmad76445 жыл бұрын
Translate
@saddamsiddiqui16895 жыл бұрын
Bhai bhai
@subhanfareedi63124 жыл бұрын
Suprb line
@FarzanaNaazSaharanpuri3 жыл бұрын
عمدہ ترین کلام بہترین اندازِ بیاں 👍
@akgupta52253 жыл бұрын
Wah🤔WoW Ustad Rahat Ali 💯No Words💯Jug Jug Jio 🌙
@akgupta52253 жыл бұрын
🌘💯🙏🌙🙏💯🌒
@mahendrapandey66634 жыл бұрын
Lajabab lajabab lajabab lajabab lajabab Ghazal vs voice and music Jai Ho mahakaal ki Jai ho
@faridmalik35418 жыл бұрын
kya bat hai GHALIB KII? OR UPAR SE KHAN SAHIB KII
@hussain81753 жыл бұрын
Na rahi taqat e guftar or agar ho bhi Tu phir kis umeed pe khaiye k arzoo kya hai
@muditasingh3285 жыл бұрын
*Neend kyu raat bhar nahi aati..* *Maut ka ek din muaaiyam hai..* *Kya khoobsurati hai ek ek lavzz ki..* *Aaj mujhe mere father ki har ek adayaghi yaad aaa rahi hai..* *behad mashghool hote the iske har ek she'r ki khoobsurati pr..* *Aap aur Mirza ghaalib Sir dono hi mere dil o jaan me hamesha yun hi zavaan rahenge..Zindaabad ghaalib Sir..💐💐💐💐🙏🙏🙏 🙏*
@z.rahmanrahman85452 жыл бұрын
Hi
@sayeedalam64572 жыл бұрын
Kahte hai ki Ghalib ka andaaz e Baya aur Usper Khan sahab ki Awaz. Wah
@amukherjee84 жыл бұрын
I HAVE NO WORD, MIRZA GHALIB MY MOSY FEVORITE POET. USTAD RAHAT FATEH ALI KHAN SABB SO GOOD SINGING, MESMERIZING .... THANK YOU. YEA RUHA KI BATT HAI..
@radhikatradersmsg33104 жыл бұрын
Bhaijaan aaj khuda pak ne aapki sunn li.. aapki saari mehnat maqammal hui.. shukr-ae-khuda karo.. ki aaj janaab naseeruddin shah ne aapko nawaaza hai apni mozudgi se.. jazakallah... Vande Matram ...
@sameeralikhan57525 жыл бұрын
Na Mirza Ghalib jaisa shayar tha na h ur na hoga...💗💗💗#Mirza Ghalib...
@sajidalianis30174 жыл бұрын
ہیں اور بھی دنیا میں سخن ور بہت اچھے کہتے ہیں کہ غالب کا ہے انداز بیاں اور
@sajidalianis30174 жыл бұрын
ریختہ کے ٹم ہی استاد نہیں ہو غالب کہتے ہیں اگلے زمانے میں کوئی میر بھی تھا
@javedasif-nq6ui7 ай бұрын
Wah wah kia bat hai Mirza sahb ki our sath Khan shab kaml kar diya hai ustad ny love you 😘
@shermohd9324 жыл бұрын
Hum wahan hai jahan se humko bhi....kuchh hamari khabar nahin aati ..What a lofty idea !
@biddrohibiddrohi6798 Жыл бұрын
Allah gifted Singer RFAK and poet Mirza Galib
@vodafone37327 жыл бұрын
that amazing Qawalli truely dedicate to.Ghalib sahab..and very well sing by Rahat sahab...glad see that..and luckily I m living same area where is from ghalib sahab Haveli..It's called Ballimaran chandni chowk.😊
@sahilqadirizindanawazi46587 жыл бұрын
Ayeeeee hayeeeeeee SubhanAllah kya baat hai bahot khubsurat hai aap ki aawaz or aap ki gazlen masaAllah
@imranasayyad87567 жыл бұрын
na jane kha gaye wo ulfat ke deewane.. jinke bina gazlon ki duniya hi nahi...
@avinashsingh96537 жыл бұрын
Banjarey | Rahat Fateh Ali Khan New Song kzbin.info/www/bejne/iGPLnYiFrrGqndU
Naseerudin Shah is one of my most favorite actors, he has all my respect. Love from Pakistan❤️
@hyderali57783 жыл бұрын
Bahut khub ustad with nice gathering
@mtsgill657 жыл бұрын
70% ppl including me don't understand the tough language of 'kalaam e Ghalib'. But they enjoyb Rahat F A khan singing...
@nomadindiagaming115 жыл бұрын
Isko smjhne ke liye dil chaiye muje to aati hai 80 percent smj
@hamidkhan68764 жыл бұрын
We can't say that they were in that party they had awareness to purity of urdu
@Intekhab-wh6od4 жыл бұрын
Bro if you have studied Urdu then only you can understand it.
@imhashim134 жыл бұрын
You can read Ghalib's poetry translated in English. You will then enjoy the ghazals much more. In fcat ghazals are rendered in a different style. In this case Rahat has sung it as a Qawwali . So one can enjoy without fully understanding the meaning.
@SalmanAli-cg9dz2 жыл бұрын
Wah talent
@Vigyananand1044 жыл бұрын
What a wonderful medley of the pearls of Ghalib! * * * * *
@shafqatullah80587 жыл бұрын
Khan sb ny gazzal may jaan dal di
@rabiasaher93385 жыл бұрын
Jb aankh hi se na tpka to lahu kia hai😍👏koi ummid br nhi aati
@emolicqurain16476 жыл бұрын
Koi umeed bar nahi aati koi surat nazar nahi aati ye hame naikoo sahab padhate the
@khankamran51486 жыл бұрын
میری پسندیدہ غزل 💞 کوئی امید ۔۔۔بر نہیں آتی موت کا ایک دن ۔۔ نیند کیوں رات بھر نہیں آتی ۔۔۔ اگے آتی تھی حال دل پے ہنسی ۔۔ اب کسی بات پر نہیں آتی 👍
@saadmalik96833 жыл бұрын
Ye kon se time per hai?
@mohazzamali96573 жыл бұрын
ماشاءاللہ میری پسندیدہ غزل کوئ اُمید بر نہیں آتی
@moniryasini12692 жыл бұрын
16:47👍😘
@sahebraosonkamble2384 жыл бұрын
Rahat Sir, excellent singing with perfect Corus. Music does not know any language but it can be experienced by Heart not from Mind. I enjoy the mehfil. My deep salute to Nusrat sir, he is alive in millions of heart.
@surindermodgill86343 жыл бұрын
खफा-खफा सी है,जिन्दगी हमसे... कजा़ भी अपनी, खबर नहीं लेती... S❤️s Surinder,, bismill,,... 🙏❤️🙏 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@JitendraKumar-wx6cr7 жыл бұрын
Jitna tarif karun kam hai NICE voice
@mrahman39507 жыл бұрын
Kia baat hai g maza aa gya
@RohitSharma-cc6rn7 жыл бұрын
Subhaanallah Allah aap ko taraqi ataa farmaen
@JANasir-vr5sg4 жыл бұрын
GHALIB'S beautiful kalam sung by the legend, Heart touching words which travel through heart and soul. Especially for the broken hearts. 🌹 🌹
@ShahidKhan-gc2sn7 жыл бұрын
Myn Ghalib ko apna ustad manta hun. Ye Ghazal Parhny wala ustad or likhny wala Ustadon ka Ustad
@ashnabng7937 жыл бұрын
wahh keya gazal ha (metrac ka urdu kitab ma para ta ab pata nahi ho ya na)
@ranjanbhatnagar78284 жыл бұрын
Oh my God , I am very lucky Galib birthplace is hardly 2.5 km from my residence.
@thelostparadise1003 жыл бұрын
Dehli??
@MdKamal-zw7zn7 жыл бұрын
Inka to jawab nhi koi gajal ka
@surindermodgill86343 жыл бұрын
देख कर जिनको सांसे चलती हैं... उसका दर छोड कर किधर जायें... S❤️s Surinder,, bismill,,.... 🙏❤️🙏 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@tariqaapcs6 жыл бұрын
Behad umda rahat bhai,,
@nadeemakhtar12475 жыл бұрын
What a legacy of Ustad Nusrat Fateh Ali Khan being followed by this man..... And when Rahat sings the Unmatchable Ghalib..... What a Combination this is!!!! Great work for the lovers of Urdu Literature..
@hassannoorani1437 жыл бұрын
Wah Wah Wah Wah Infinity times Wah Wah, Awesome Sing By Ustad Rahat Fathea Ali Khan, No Words.....
@NVJOTSIINGH5176 жыл бұрын
mai jinni vaar vi eh suna uhna hi isnu dubara sunan di khwahish hundi hai ...mirza galeeb wah kya daur hoga wo jisme itne bade shayar itne bade fanqaar paida hue
@mohsinkhan8376 жыл бұрын
I listening this ghazal everyday.. Thank you! Sir for this awesome ghazal..
@rafsaniahmed44782 жыл бұрын
Rahat Fateh Ali Khan - Koi Umeed Bar Nahi Aati... Yeh na thee hamari Qismat K wisaal E yaar hota Agar aur jeete rahtay, yehi intezaar hota [Visaal-e-yaar = to meet the beloved] Ye msaile tasuuf, ye tera bayane ghalib! Tujhe hum wali samajhte, jo na badai khuar hota [masa'il -e - tasavvuf = maxims of mysticism , wali= saint, badahkhvar=wine drinker] Kehte hain jeete hain umeed pe log humein toh jeene ki bhi umeed nahi Koi Ummeed Bar Nahin Aati Dil-e-nadan Tujhe Hua Kya Hai Akhir Is Dard Ki Dawa Kya Hai [Dil-e-nadan=Immature heart] hamko unse wafa ki hai ummeed jo naheeN jaante wafa kya hai [wafa= loyalty] Koi Ummeed Bar Nahin Aati Baskih dushwaar hai har kaam ka aasaan hona Admi ko bhi mayassar nahin insaan hona [baskih=whereas/though dushvar=difficult, mayassar=affordable] Girya chahai hai kharabi mere kashane ki Dar-o-diwar se tapke hai biyaban hona [girya=crying, kashana=home, dar-o-divar=doors and walls, bayaban=wilderness] Koi Ummeed Bar Nahin Aati hai khabar garm unke aane kee aaj hee ghar meiN boriya na huaa ! [boriya=rug] ghar hamara, jo na rote bhi, to wiran hota bahr gar bahr na hota to bayaban hota [viran=desolate, bahar=ocean, bayaban=desert] Koi Veerani si Veerani Hai... Dasht Ko Dekh Kar Ghar Yaad Aaya [veerani=desolation, dasht=desert] ham kahan ke daanaa the?kis hunar mein yaktaa the? be-sabab huaa 'GHalib' dushman aasmaan apna.. [daanaa=wise, yaktaa=matchless, besabab=without a cause, asmaan=heaven] ranj se khugar hua insan to mit jata hai ranj mushkilein mujh par pari itni ke asan ho gain [ranj=grieves, khugar=habitual] yun hi gar rota raha ‘Ghalib’, to ae ahl-e-jahan dekhna in bastiyon ko tum ki wiran ho gain [ahl-e-jahan=people of the world, viraan=desolate] Jab tawaqqo hi uth gayi "Ghalib" kyon kisi ka gila kare koi [tawaqqo=hope, gila=complain] chipak raha hai badan par lahoo se pairaahan hamaaree jeb ko ab haajat-e-rafoo kya hai ? [lahoo=blood, pairaahan=attire, jeb=pocket, haajat-e-rafu= need for darning] jalaa hai jicm jahaaN dil bhee jal gaya hoga kuredate ho jo ab raakh, justjoo kya hai ? [kuredte=sifting, raakh=ashes, justjoo=search] ragoN meiN dauDte firne ke ham naheeN qaayal jab aaNkh hee se na Tapka to fir lahoo kya hai ? [ragon=veins, qaayal=worth] rahee na taaqat-e-guftaar, aur agar ho bhee to kis ummeed pe kahiye ke aarzoo kya hai ? [taaqat-e-guftaar=strength to speak, aarzoo=desire] Koi Soorat Nazar Nahin Aati maut ka ek din mu'ayyan hai [mu'ayyan = definite] Qaid e heyaat-o-band-e gham asal me dono ek hain maut se pehle aadmi gham se nizaat paye kyu [Qaid-e-hayaat=bondage of life, band-e-gham=succession of sorrow, nizaat=salvation] maut ka ek din mu'ayyan hai kahun kis se main ke kya hai, shab-e-gham buri bala hai mujhe kya bura tha marna agar ek bar hotaa. [shab-e-gham=nights full of grief, bala=affliction] hue mar ke ham jo ruswa, hue kyon na gharq-e-daryaa, na kabhi janaazah uThtaa, na kahin mazaar hotaa. [rusva=disgrace, gharq-e-dariya= drown in a river, janaza=a type of open coffin, mazaar=shrine] maut ka ek din mu'ayyan hai Jaan di, di hui usi ki thi haq to yun hai ke haq adaa na huaa [haq=truth/god, adaa=pay] phir mujhe diidaa-e-tar yaad aayaa dil jigar tashnaa-e-Fariyaad aayaa [diidaa-e-tar=vet eyes, jigar tashnaa= intense longing, fariyad=cry] dam liyaa thaa na qayaamat ne hanoz phir teraa vaqt-e-safar yaad aayaa [qayaamat=doomsday, hanoz=yet, waqt-e-safar=time of travel] zindagi mein to wo mehfil se uTha daytay thay dekhooN ab mer gaye, per kon uThata hai mujhay mohabbat me nahi hai fark, jeene aur marne ka usi ko dekh kar jeete hain, jis kafir pe dum nikle [kaafir=infidel] zara kar zor seene par, ki teere-pur-sitam nikle jo wo nikle to dil nikle, jo dil nikle to dum nikle [teer-e--pursitam=pain giving arrow] Ki Mere Qatal Ke Baad Us Ne Jafa Se Toba Haye Is Zood Pashaiman Ka Pashaiman Hona [jafa=anguish, tauba=repented, zood pashaiman=who repents readily] maut ka ek din mu'ayyan hai neend kyon raat bhar naheen aatee ?" jaanta hoon sawab-e-taat- o-zohad [savaab=Heavenly reward, taat-o-zohad=praying and piety] imaaN mujhe roke hai jo khiNche hai mujhe kufr ka'aba mere peeche hai kaleesa mere aage [imaan=belief, kufr=disbelief, kaaba=shrine, kaleesa=church] humko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin dil ko khusH rakHne ko 'GHalib' ye khayaal achcha hai Had chahiye saza mein, aqoobat ke waste Aakhir gunah gaar hon kafir nahin hon main [had=limit, uqoobat=harshness, gunahgaar=criminal, kafir=disbeliever] KHuda ke waaste parda na kaabe se uThaa zaalim kaheeN 'eisa na ho yaaN bhee wohee kaafir sanam nikle kahaaN maiKHaane ka darwaaza 'GHalib' aur kahaaN waaiz par itana jaante haiN kal wo jaata tha ke ham nikle [maikhana=tavern, waaiz=preacher] jaanta hoon sawab-e-taat- o-zohad par tabiyat ab idhar nahi aati Hai Kuch Aisi Hi Baat jo Chup Hun Warna Kya Baat kar Nhi Ati
@SatpalSingh-nk9ix4 жыл бұрын
I was thinking what should I write after listening it and all I can say.... Hats off
@Basil-xr9nj7 жыл бұрын
kamal qawali hi.bohat khoob
@pinchukumar16087 жыл бұрын
Kya baat hai janab maza aa gya
@abidsial41427 жыл бұрын
Wah Kia bat hay . Rahat Fateh Ali khan sahib is very talented singer.
@balleshah28177 жыл бұрын
Perfection at its pinnacle.
@MDIRFAN-qw6uz6 жыл бұрын
Osm aap ka jwab nhi
@santoshsabharwal90294 жыл бұрын
Khan sahib I have heard it reams of times but still like to hear again and agin it is very soothing .aap ka shukariya.
@anilgurjar25362 жыл бұрын
Really love Rahat sahab .but i can't completely understand lycisa
@thelostparadise1003 жыл бұрын
Couplets from different poems .....any way melodies and melancholy composition
@atifhussain87257 жыл бұрын
" Koi umeed bar nhi atii .. kia bat hai?
@navaidkhan63407 жыл бұрын
Superb se bhi upar........ Amazing
@KaranKumar-dq8ji4 жыл бұрын
Me madhosh ho jata hu sun ke apki awaj
@omprakashsaini23637 жыл бұрын
Super se kai upper super super
@intesabmohiuddin38232 жыл бұрын
Start 1:22
@atharkhan20047 жыл бұрын
I love this ghazal...👍👍👍 & I also like rahat fateh Ali khans voice
@DRYASHPAULKundalJammu2 жыл бұрын
Have watched this several times and enjoyed every time
@anshumanshukla784 жыл бұрын
Corona time listening this from India
@faisalpathan56815 жыл бұрын
Waah Kya gazal h
@AAA111-x2s6 жыл бұрын
The spiritual father of music..
@waqarmalik45752 жыл бұрын
The
@sarfarazmaqbool7 жыл бұрын
Mashaaalah allah inki umr daras Kare dil ko chugayeeee....
@z.rahmanrahman85452 жыл бұрын
Yes
@غسق-ض4ش7 жыл бұрын
روووووعه ماشاء الله 🌷🌷🌷👏
@minhazameen57176 жыл бұрын
Bahut hi umda poetry by Mirza Galib shb n utni hi behtreen andazz se bayan kiya Ustad RFAK shb dwara..
@heiftonheifton94126 жыл бұрын
Mirza galib of screen (naseeruddin shah) spotted @ 0:51...😉
@shabbirkhan2765 жыл бұрын
Bus k dushwaar ha har kaam ka asaan hona Aadmi ko bhi muyasar nahee insaan honaa. Wah kia farmaya ha wah
@NasirKhan-og5vd7 жыл бұрын
Superbly composed and sung by #Rahat ... too good!!
Wah ustad ji kya behetrin andaaz se pesh Kiya Hai har sher ko, bahot khoob, dil khush Kar diya
@asifali-cw3hm6 жыл бұрын
Ghalib is the light of knowledge in the history of Urdu and Persian poetry in the world.
@MuhammadAsim-om9xt4 жыл бұрын
یہ نہ تھی ہماری قسم کہ وصال یار ہوتا اگر اور جیتے رہتے یہ ہی انتظار ہوتا یہ مسائلِ تصوف یہ تیرا بیان غالب تجھے ہم ولی سمجھتے جو نہ وعدہ خار ہوتا کہتے ہیں جیتے ہیں اُمید پے لوگ ہم کو جینے کی بھی اُمید نہیں کوئی اُمید بَر نہیں آتی کوئی صورت نظر نہیں آتی... 💔
@gauravthapar437 жыл бұрын
Kya baat hai 🙋🏻♂️...... Gazab 🙏🏼
@Rahulkumarofficial-ku2jh4 жыл бұрын
Very nice Sir,I salut you
@hajirah75386 жыл бұрын
BEST NAAT EVER!!!!!!!!!!
@moinsiddiqui97312 жыл бұрын
Naat nahi hai ye. Isko ghazal Kehte hai. jis me Allah Aur Uske Nabi ka zikr hota hai to naat kehte kehlati hai
@daniyalbutt32027 жыл бұрын
ufff......gazab ke qawali ha
@mdnafeeskhan17387 жыл бұрын
Superb
@atifhussain87257 жыл бұрын
Gr8.. rahat saab. maza agyaa.
@zubairahmed59757 жыл бұрын
wah wah wah
@ahmadakram99145 жыл бұрын
وآه غالب صاحب
@shazadrasool5037 жыл бұрын
great lafz kahan se aayenge jo tareef karenge aapki .bahut pyara gaya baar baar sunker bhi naya ahsaas hota hai .
@santoshsabharwal90294 жыл бұрын
Khan sahib it is a devotion adoration.khuda hafiz.
@chabidali70977 жыл бұрын
#Ghalib kya bat ha teri kya likha ha wahh
@zaryabkhan37026 жыл бұрын
Thanks for letting me and my husband are coming to my house and the kids are in the process of moving in with my
@quadrim.a.28163 жыл бұрын
Great Mysticism ; everything predecided by Allah Rabbul izzat , never need to worry but time to enjoy