Best motivational video I have ever seen 🔥❤🎉 thanks a lot bhaiya 🎉🎉💥
@SangeetaMishra-pv2ry16 сағат бұрын
Bhaiya Genuinely aapane sare hi relatable points bataen I am from science batch. Ekadam jyada relatable main aapko Bata nahin sakti strategies video dekhna time table banana😅 sach mein bahut hi achcha video tha😊
@HaikyuShoyo-u6v17 сағат бұрын
aj tak itna motivation kisi vieo mai nhi mila ...really bhaiya thank you🙌🙌🙌🙌
@PranjalGunsatiya17 сағат бұрын
@@HaikyuShoyo-u6v bhaii Fodd do 🔥🔥
@PayuY-b6u10 сағат бұрын
i love you, i was having a full on breakdown and was scrolling for the past 3 hours, thankyou i will start now
@nehakushwaha274221 сағат бұрын
Thank you bro 🙏
@PranjalGunsatiya19 сағат бұрын
My pleasure😇
@Hayaaaaaaaaa123416 сағат бұрын
Perfect guidance 🎉🎉🎉 bhai
@AkshatJain-l8zСағат бұрын
Bhaiya ji bhi aapne is video me kaha hai sab meri life me yehi chal raha hai ab mai start kar raha hu apna padhna👍👍😎😎🤝🤝💯💯
@GautamSrivastava052715 сағат бұрын
Nice bhaiya ❤
@parth-nu8sg14 сағат бұрын
Every sentence in his video was so much amazing ❤and he is very right at every point ❤
@AshishKumar-d6k4q13 сағат бұрын
stratergy vdo wala point was so relatable
@kalawatidevi4246Сағат бұрын
Bhaiya mujhe ek doubt tha kii mere abhi Preboard-3 chal rhe hain aur na yaar bhaiya kisi preboard me mai achhe number nhi laa paaya fail hua hu mai aur bhaiya accountancy ka kal exam achha nhi gya aur mere economics bhi abhi krne baaki Hh aur upar se project Banane ka bhi tension Hh bhaiyaaa 😢😢😢 smjh nhi aa rha kii project banau ya fir preboard ki tayaari kru aur mujhe 95% score krne hain bhaiya apne board exams me tho kya mere aa jayenge boards me 95% plzzz btaa dijiye na bhaiyaa requestt 😢😢🙏🙏
@SuniyaRajkumari13 сағат бұрын
Bhaiya mujhe daar lag raha hai result kese hoga bolke and abhi start karne se hoga kya?
@JeasyRaiСағат бұрын
Bhai srcc mai admissions ke liye maths compulsory h
@PranjalGunsatiyaСағат бұрын
Bcom(h ) m nhi
@AnuragYadav-qu1po4 сағат бұрын
Bhai eco ko kaise kare samjh nahi aa raha hai sab book se padh leta hu lakin exam me questions samjh nahi aate hai
@PayuY-b6u10 сағат бұрын
You described my exact situation bhaiya, i love you more than anyone, i am very grateful for this video, i feel seen and heard, i felt as if the catostrophic situation i had created was not reversable, u made me feel like i can do it, if u ever feel bad, know that we'll always be here for you, i love you so much
@PranjalGunsatiya8 сағат бұрын
Glad to hear that🥺
@mahiggaming523214 сағат бұрын
Nice tips and related
@rabby818913 сағат бұрын
Bhaiya accounts mei pass bhi nhi ho paaunga lgta h aj pre board mei😭..kya ab pd ke 90+ aa skte h?
@Shubham0941123 сағат бұрын
Bhaiya mai science stream se hoon.. but mere se sirf chemistry ki padai ho pati hai math and physics me thoda difficult hota hai...😢
@aww_animals0922 сағат бұрын
Tution dekho kisi acche teacher ke pas
@PranjalGunsatiya21 сағат бұрын
@@Shubham09411 Ek din apna routine analysis kro. Then KZbin pr 1/2 teachers ko pakdo jinhone poora syllabus krvaya ho or bdiya smjh aarha ho.. then fir start kro krna.. Also if you think ki nahi hoga YT se.. so I would recommend online ya offline kisi coaching ka Crash course lelo.
@Shubham0941119 сағат бұрын
@@PranjalGunsatiya bhaiya meri chemistry fav h wahi sirf padhne ka maan krta hai...math and physics me decent hoon...but in English very poor.. plz bhaiya give me some tips for English subject..🙃😫
@PranjalGunsatiya16 сағат бұрын
@@Shubham09411 English mai bhai PYQs ko dekho.. grammar mistakes hota hai toh improve kro.. vrna rat lo seedhi bat... English me jyada alag questions nahi aate.. fine chune questions hi hote h
@AzamKhan-ih1fo13 сағат бұрын
Bhai mujhe to sirf math ke phadai ho rhe phy+che abhi 1bhi chapter nhi phada
@akshatdaksh20085 сағат бұрын
Bhaiya please please math ke liye btado i am from science stream & most difficult subject for me is math 🙏🙏🙏🙏
@PranjalGunsatiya3 сағат бұрын
Like maths difficult toh hota hai.. but patience ke sath kro ho Jayega.
@alankritabasu35092 минут бұрын
Bhaiya I have already failed in 12th twice can i still do something?
@akshatdaksh20085 сағат бұрын
Bhaiya pls math me boht dikkat aa rahi h Mere 10th me 90.4% the muje is baar bhi top krna h Ncert me calculus ko chhod ke baki chapters ek baar kar liye hai aage kya kru Jo ho gaye unhe revise kaise karu.? or aage ke kaise karu ??
@PranjalGunsatiya3 сағат бұрын
Revise kro ache se purane walo ko.. or calculas ke liye A4S 12th channel se padho... Ke bar questions ka solving video dekhlo fir khud try kro.. Jrur bhi bilkul top maarogee 🔥
@akshatdaksh20083 сағат бұрын
@PranjalGunsatiya bhaiya maine (science and fun) ka crash course liya hua h usme math 10jan tak khatm hojaega Uske baad meri ncert 1 time complete ho jaegi....?? Toh frr ky kru
@PranjalGunsatiya3 сағат бұрын
@@akshatdaksh2008 Maths NCERT krlo.. or reference books se practise bro
@akshatdaksh20083 сағат бұрын
@@PranjalGunsatiya reference ya PYQ/SQPs...?
@PranjalGunsatiya2 сағат бұрын
@@akshatdaksh2008 PYqs must. but reference se pyqs type questions krlena
@Rachna.01-s3l13 сағат бұрын
Bhaiya aj accounts ka ppr bhut gnda pre board kya ab pd ke boards mei 90 aa skte hai?🫠
@PranjalGunsatiya13 сағат бұрын
are bilkull. btw video soon for accounts
@AmanjeetKaur-bi9zb20 сағат бұрын
Truth sir
@polarbear89963 сағат бұрын
Bhaiya mujhe shares chapter me bohot problem aa rhi hai ap koi ek shares ki video bta do jo actually effective ho please
@PranjalGunsatiyaСағат бұрын
Accounts strategy next! Don't worry
@SonyKumari-c5m14 сағат бұрын
Bhaiya entrepreneurship ka agar apko koi tips wagera pata ha toh please bata digiye
@PranjalGunsatiya14 сағат бұрын
Entrepreneurship ka toh nahi pta dost. Aap ekbar KZbin pr dekhlijiye or search krke
@SonyKumari-c5m14 сағат бұрын
@PranjalGunsatiya hmm entrepreneurship common nhi ha zyada aur school ke teachers se bhi utna doubt clear nhi hota baki subjects ki preparation achi ha meri entrepreneurship pura saal ignore ki lakin now am focusing on it lakin koi idea nhi ha kaise karu sahi approach kya ha
@PranjalGunsatiya14 сағат бұрын
@SonyKumari-c5m Ye toh hai! But I trust, you'll do it 🙌. Dheere dheere start kro then upper level taq jao.
@HandleArpita4 сағат бұрын
Bhaiya abhi preboards chal rhe hai aur bich me ek bhi gap nhi hai like 26 accounts ka paper hai 27 tourism and 28 business studies ek din me kese dono book complete krugyi bst ki aur mujhe toh phle se chapters bhi nhi ate hai jo me revise krke chali jau daar lg rhaa hai pta nhi kesa jayegaa bst ka preboard 🙂
@PranjalGunsatiya4 сағат бұрын
Don't depress with preboards. Unse kuch nahi hota. Boards me ache marks Lana hai bs. Abhi toh try kro accounts ke concepts smjh jao or jitna kr rkha hai uska revision kr jao bs. Same with other subjects. Uske bad boards time me padhai krna...
@HandleArpita4 сағат бұрын
@PranjalGunsatiya exactly bhaiya preboards se kuch nhi hota par school me jo insult hoti hai na vo🫠 aur ek doubt aur tha please help kal mera eco ka preboard hai aur ab mujhe smjh nhi a rha me abhi padhne bethu toh kal tk kese kru sb agr me Sunil sir ki videoo dekhlu unhone 30 most important questions ki video bnai hai vo krlu toh sufficient hai
@PranjalGunsatiya3 сағат бұрын
@@HandleArpita Be yourself! Accept Karna hai ki pacha nahi ki the, isliye marks km aye hai. Dukhi nahi hona, darna nahi hai, bs seekh lekar Aage Bhadna hai
@HandleArpita2 сағат бұрын
@@PranjalGunsatiya thanku Bhaiya for motivating mee!!!🫶🏻
@anisha53016 сағат бұрын
Bhaiya mee zero se start kari hu kya me kar paungi 😢
@PranjalGunsatiya16 сағат бұрын
@@anisha530 krna nahi, Fodna hai 🔥
@SiddharthaRaha-o1k14 сағат бұрын
0:19 Manki Baat😢
@mastermindcommerce15 сағат бұрын
Bhaiya accountancy karta hu bhul jata hu bohot practice karta hu fir bhi bhool jata hu parag sir se badiya concept samajta hu par accounts bhool jata hai❤
@PranjalGunsatiya15 сағат бұрын
Video on accounts soon
@SmritiHira-hira22 сағат бұрын
Bhaiya mujhe lagta hai mujhe kuch bhi yaad nahi nai mein pcmb ki student hu.. one shot se dekh rahi hu kyu ki abhi per lecture karene ka time nhi hai... important questions dekhne se 90% ayenge?
@PranjalGunsatiyaСағат бұрын
Please cover through complete lectures for the hard chapters. Easy/medium ko oneshot se krlo
@official_roshni_singh762716 сағат бұрын
Bhaiya maine bst+eco pura complete kr liya hai but account ka ek bhi chapter nii kiya kyuki basic weak hai mera acc mai... mujhe kya krna chahaiye aap bta do n please please please😢 please please please please please please please😢
@PranjalGunsatiya16 сағат бұрын
@@official_roshni_singh7627 bhai shuru se start kro accounts. Basics of ch 1 dekho KZbin se. For dheere dheere move kro aage ki or
@kirantripathi75876 сағат бұрын
Bro I am suryansh tripathi I purchased crash course But I have a backlog Pcm what i do to complete my backlog
@PranjalGunsatiya5 сағат бұрын
@@kirantripathi7587 bhai jo crash liya uske accordingly start krdo
@shrishchand721017 сағат бұрын
bhaiya mera syllabus ho chuka hai with pcm subject par esa lag rha hai kuch nahi padha jab revision kar rhe hai aur school mai bhi marks nahi arhe hai kya karu samaj nahi arha hai
@PranjalGunsatiya16 сағат бұрын
@@shrishchand7210 bhai aapne syllabus toh krliya hai.. lekin apko poora smjh nhi aaya.. you have focused on Quantity not Quality. So abhi revision kro toh Evey chapter ko finish krke hi aage badho
@Adijain200614 сағат бұрын
Account bst eco pe bata dijiye
@PranjalGunsatiya14 сағат бұрын
@@Adijain2006 jrur bhaii
@HaikyuShoyo-u6v17 сағат бұрын
prr bhaiya ..i am not sure mai agye kya kru 12th ke...commerce stream se koi idea nhi hai
@PranjalGunsatiya16 сағат бұрын
@@HaikyuShoyo-u6v CUET/IPMAT/CLAT and many options are there... You can explore through KZbin.
@KrishnaYadav-mw3jk17 сағат бұрын
bhayia kuch nai padha smjh nai aarha kya krrhe please guide
@Harshthakur09-h6qСағат бұрын
Bhaiya mai art side se hu 😢 bhaiya maine abhi kuchh nahi padha 😢 upar se ghar valo ke tane sun sun ke pareshan ho gaya hu..😢 ghar vale kahte hai ki tu kuchh nahi karta tu apni jindagi me kuchh nahi kar payega.sala baithe baithe khata hai 😥 isliye mai ghar se bina kisi ko bataye delhi me aa gaya hu 😢 apni didi ke yaha but mai yaha 12 hours ki job karta hu mujhe job ke time koi bhi work nhi rahta kya bhaiya mai abhi se padh ke 80 se 90+ mark laa sakta hu 😢😢😢 batao
@PoojaChoudhary-rr3ve6 сағат бұрын
Sir mera syllabus complete nhi huuaa to kyaa kre bhut backlog pdaa hee😢
@PranjalGunsatiya5 сағат бұрын
@@PoojaChoudhary-rr3ve jitna syllabus hua pehle usko dekhiye ki vo pakka aata hai ya nahi agr haa then move to next chapters and start doing mock for previous chapters. Or agr purane chapters mai bhi dikkat hai then revision kro pehle unka.
@PoojaChoudhary-rr3ve3 сағат бұрын
@@PranjalGunsatiya yes sir 😊
@HandleArpita4 сағат бұрын
Bhaiya ek doubt aur tha mene tuition pe syllabus kr liya hai aur ab me revise krti hu toh sunil sir ki one shot wali video dekhti hu kyu ki vo one shot video me bhi formulas aur basic concepts krva dete hai ....toh kya one shot dekhna sahi hai ?
@PranjalGunsatiya3 сағат бұрын
Yes agr aapka syllabus krliya hai then it's ryt 🙌
@HandleArpita3 сағат бұрын
@@PranjalGunsatiya okay 👍🏻 and thanku so much 😊
@Ansh2221318 сағат бұрын
Bhaiya pw ki vijeta series enough rahegi kya??
@PranjalGunsatiya16 сағат бұрын
@@Ansh22213 I haven't bought any batch waise. But aapke pass Jo bhi hai abhi bs uspe rely kro.. or krte chlo... Fodna hai 🔥🔥
@biharirasoighar14 сағат бұрын
Bhaiya Mai pcm li hu ... Abhi physics ke lecture me Mai one shot se krti hu .. fir NCERT LGA kr firr pyq .. tho smjh me tho aati h ...Aab AAP bole tho meko drr LG rha ..tho one shot se Ni Hoti? Ni dekhu?
@PranjalGunsatiya14 сағат бұрын
@@biharirasoighar agr apko smjh aarha hi toh continue rkho... Concepts ke baad practice kroo . Practice bdiya hoo 🔥🔥
@Hd45Movie-y4p2 сағат бұрын
Bhai mera n thoda kharab halathai like , accounts ka 10 me se 8 ya 9 chapter ho giya or Eco me bhi like 10 me se 8 9 ho giye Ocm me 5 6 ho giye lakin bhai muskil hai Maths me maths me to 1 me 4 or 2 me bhi 4 hi hui he plz kuxh karo koi study plan bata do aaj video bana ke dal do kal se start kare ge lakin classes me prelims bhi hai kya karee😢😢😢 9r revise ka bhi kuch bata do mere college me bhi prelims 3 jan se chalu hai 15 days me mughe sab kar n hai
@studytime416817 сағат бұрын
Thank you bhaiya
@Millie-edits2120 сағат бұрын
Bhaiya main ready hun , kya scratch se kar sakta hun possible hai bhaiya ? .
@PranjalGunsatiya19 сағат бұрын
Bilkul bhaiii bs jaan lgado.. aakhirii moqa hai 🔥🔥
Bro me humanities ka student hun or mere pass history or civics hai subjects and hindi english but mene na kuch bi nhi kra hai like ek do chapters huye hai bas history me baki kisi subject me mene kuch ni kra Or abh me yt se hi pdhna chahta hun or pdhta bi hun but ek chapter mera 2-3 din me hota hai bcz me pta ni kyu idhar udhar ho hi jata hun padhai se Kuch guidance mere liye ho to dedo bhai plz ki me kru kya abh or kaise kru 🙂
@Piyush-s7dСағат бұрын
Same bro
@Nishthapruthi044 сағат бұрын
Bhaiya plz recommend English syllabus
@PranjalGunsatiya4 сағат бұрын
Bhai English mai Flamingo Vistas krlo achee se gine chune questions hi hote hai unko ek baar krlo PYQs wagerah english ke baaki KZbin pr animated videos dekho or bana ke likhdena
@rudrasolanki188717 сағат бұрын
Ek baar board ka marks laag gaya phir pura life uske sath
@NiKAplayz26074 сағат бұрын
businees studies ke liye kuch tips de do bhaiya
@PranjalGunsatiya4 сағат бұрын
Sure video soon
@SonaSona-ow1nu17 сағат бұрын
Bhaiya aur kuch mahina hai aab padhne se hoga ky?
@PranjalGunsatiya16 сағат бұрын
@SonaSona-ow1nu Bhai ho Jayega, bs krte chalo, vishvaas rkho, machana hai iss baar 🔥🔥
@AshishKumar-d6k4q13 сағат бұрын
sach mein koi bacha nhi sakta😂
@Sakuraa42415 сағат бұрын
Bhaiya mujhe toh lag raha h mera jitna exam pass aarha h mera interest bhi jaa raha h🙂🙂 kuc Thora bol Sakte ho mai kya kru ab filhal Maine bst and eco half half kia h accounts Mai kuc kuc h but tention Toh horahi hai padhai ki but padhne ka man nh kr raha 🙂🙂🥲
@PranjalGunsatiya14 сағат бұрын
@Sakuraa424 Fix your target first ki kisme kitne marks chahiye... Jo pehle padha hai uska solid revision kro... Then aage badho tb confidence bhi Built hoga.
@abhii_ftw11 сағат бұрын
Bhaiya 11th ka bhi batao kuch please ;-; Physics aur chemistry kaise karu last two months me jisse pass hojau?
@PranjalGunsatiya8 сағат бұрын
Just basis se again back jao or padhne lgo
@AmanjeetKaur-bi9zb7 сағат бұрын
Sir ky app mujhe 1 week ki strategy de skte ho? For commerce only for economic and account...from starting syllabus....how much I have to complete in 7 days...pls sir
@AmanjeetKaur-bi9zb7 сағат бұрын
Comment section mein ii bta dijiye please sir
@PranjalGunsatiya5 сағат бұрын
@@AmanjeetKaur-bi9zb like for accounts, strategy video aajyegi 1 - 2 din Mai.. baaki yar dekho strategy videos depend krta hai person to person kon kaise apply kre... App apne according dekhkr aapko jiss suitable lge vaise kriye .... Don't worry acha result hi aayega
@ayshanibhattacharya401215 сағат бұрын
Subject strategy pleasee
@PranjalGunsatiya15 сағат бұрын
Jald hi
@rudrasolanki188717 сағат бұрын
Preboard may bhaiya 63 percentage hai 90+ ho payega
@PranjalGunsatiya16 сағат бұрын
@rudrasolanki1887 aaram se bhai.. bs lge rho
@anisha53016 сағат бұрын
Apki konsi stream thu
@PranjalGunsatiya16 сағат бұрын
@@anisha530 commerce
@diksha_329118 сағат бұрын
Pcm student hu with english and computer as side subject...kom kon se book follow kru and boards tk konsa book follow kru kitne sample paper and kitne pyq kru toh 95+ confirm ho jayega?? Pls suggest Edit- bhaiya like nii help chahiye!! 🥲
@PranjalGunsatiya18 сағат бұрын
Don't buy any new book material. Just focus on the material you already have from starting. Usi se kro apna preparation and mocks lagana start krdo abhi se.. kitna lagana hai ye toh koi limit nahi. Aap lagate jao ek time ke baad apne aap lgega ki ab kaafi hai.
@diksha_329118 сағат бұрын
@PranjalGunsatiya ncert h and sample paper+pyqs k books h... I'll follow that... thankyou bhaiya
@SumitJi-i8f22 сағат бұрын
Aap to bus reality bol rahe ho bhai .. thanks for sentence "abhi bhi samay hai"
@PranjalGunsatiya21 сағат бұрын
@@SumitJi-i8f Bilkul bhai Abki baar aisa Comback krna hai ki aas paas ke log dekhte reh jaye 🔥🔥
@kalyanisingh352020 сағат бұрын
@@PranjalGunsatiyabhaiyaa accounts k liye btaa do naa kchh nhii ban rahi h bhtt tension hori h 🥹
@PranjalGunsatiya19 сағат бұрын
@@kalyanisingh3520 No worry bhai video soon on accounts
@AnjaliYadav-fo8dc17 сағат бұрын
Come back Bhaiya ajj se
@PranjalGunsatiya16 сағат бұрын
@@AnjaliYadav-fo8dc Bilkul 🔥🔥
@Adijain200614 сағат бұрын
Apke account me kitne aaye the
@PranjalGunsatiya14 сағат бұрын
@@Adijain2006 94
@Adijain200613 сағат бұрын
@PranjalGunsatiya Bhai kaise tips bata do
@PranjalGunsatiya13 сағат бұрын
@@Adijain2006 video soon
@SuhaniSaxena-s2y17 сағат бұрын
Bhaiya mera ko smjh aajata h or physics or chemistry m drr lgta h bas itna btado chemistry m ncert main h or physics m deeply padhlongi
@PranjalGunsatiya16 сағат бұрын
@@SuhaniSaxena-s2y I was from commerce stream waise. But I will recommend ki Concepts lecture dekho KZbin se then practice
@Champion290123 сағат бұрын
Agar 20% syllabus hua hai toh oneshots dekh skte h toh chalega kya? Because lectures bhot lambe hai 1hr per lecture
@prajjwal798821 сағат бұрын
Dekhle bhayy , deeply concept clear hona chahiye!
@PranjalGunsatiya21 сағат бұрын
@@Champion2901 Bhaii ye dekho ki kya Time sufficient hai aapke pass. Apna routine analysis kro. Or dekho ki kya oneshot se ho jayega. Agr concepts sahi smjh aarhe hai.. then oneshot dekhlena No Problem
@Drashyastudy2 сағат бұрын
Bhai college Nahi business Karna hai
@Abhiragupta2717 сағат бұрын
Waise bhai aap kaunse subject se the?
@PranjalGunsatiya16 сағат бұрын
@@Abhiragupta27 commerce
@Drashyastudy2 сағат бұрын
Bhai har Baar Sharma Ka ladka hi kyu aata koi ladki kyu nahi aati
@hidetoshitheindian2552 сағат бұрын
Aati hai, ik.
@splendidshortstwe79099 сағат бұрын
◢◤Plz ek vdo bna do 12th organic chemistry.. ki ncert m pta ni kya kya likha h kaise kaise padhna h kya yaad Krna h kya kis type s que aayega and likhna rhega Can u make a vdo on this 🙃
@PranjalGunsatiya9 сағат бұрын
Bro on Ncert, I can make but I was from commerce so it would be better not to