Waah ! Kya sunder tasveer dikha dii hai aaj aapne, Suman ji . Mehdi Hassan saahab ke saath iss itni pyaari si bachchi ko dekh kar mann prafullit ho gaya ! Ussi ghazal ko har baar ek naye andaaz se pesh karte thay apni live performances mein , Mehdi Hassan sb. Aur aaj ki iss khoobsoorat ghazal se to lagta hai jaise shahad hi ghol liya hai apni aawaaz mein Khan sb, ne . Itna meetha aur sureela gaayan sunn kar kisi ka bhi dil mom ki tarah pighal jaayega . Shaayar ke marm sparshi bol, unki makhmali aawaaz, resham jaisi suro.n mein doobi huyi, kaano.n mein ras ghol rahi hai ! ...Do pyaase dil ek huye hain aise, bichhre.nge ab kaisay . Pyaar mujhe karte hi rehna, saari umr tum aise...Ek dooje mein kho jaate hain, nadiyaa saagar jaise ..... Jitni khoobsoorat ghazal aur iss ke alfaaz, utni hi mithaas bhar di apni anmol gaayaki se, Khan sb, ne iss mein. Lafz hi naheen tareef mein bayaan karne ke liye ! Ab toh aapki gaayaki kee, har anjuman mein dhoom hai ...Jis ne sunn lii ye aapki ghazal, aapka deewaana ho gaya ! Shukriya, Jamal Rashdi sahab ka ek aur Khan saheb ki laajavaab live performance ki recording sunvaane ke liye ! Aur aapka, Sumanji, isei upload karne ke liye ! Shubh kaamnaayein ! 👍💐🙏
@@sumansaurav71jee! Thanks 🙏 I am so enraptured by Khan sb’s unparalleled rendition of this very endearing ghazal that I have been listening it in a loop 🔁 Is just beyond words , a real 💫 indeed ! Thankful to you for this unique upload ! 👌👌👌👌👌👌 unlimited likes
@sumansaurav712 ай бұрын
@@vichitram7037Jamaal saheb ki beti hain Maryam Rashdi.
@vichitram70372 ай бұрын
@@sumansaurav71 Wow ! Bahut hi pyaari bachchi hai, Jamal Rashdi saheb ki ! Unko Mubarakbaad ! 💖
@abhaydev-ou3cp2 ай бұрын
Subhanllah ustadjii 👏🏽👏🏽👏🏽Sauravjii hum sab aap ke aur Jamal saheb ke bahot bahot shukraguzar hai is suron ki rehmat barsane ke liye 🎧🎧🎶🎶 aise hi aap diwano pe rahemat barsaiye 🙏🙏❤️❤️❤️
@sumansaurav712 ай бұрын
@@abhaydev-ou3cp Shukriya sir for feedback.
@sumansaurav712 ай бұрын
It is all because of Jamaal saaheb I am sharing all this recording to music world
@SHANKISARGAM2 ай бұрын
What can one say about Mehdi Hassan saheb? This rendition amply illustrates his absolute mastery over his craft.... For a change, he sings a straight song, probably a film number, but brings so much depth and emotion to it. Incomparable
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks sir for excellent feedback.
@sumansaurav712 ай бұрын
Filmi gaana bhi aisa gaa jaate they jiska koi jawaab nahin thaa
@nadeemsabir94772 ай бұрын
Kiya baat hi Khan Sahib ki. Wo aik asa gem thy kay jasy nayab kahty hain.
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks sir for feedback.
@sumansaurav712 ай бұрын
Mehdi Hassan/Tari Khan- Do Pyaase Dil ek hue hain[From audio Archive of Jamal Rashdi] Tabla- Tari Khan Harmonium - Ustad Asad Ali Khan Composer- Robin Ghosh This private Mehfil was held in Houston.Thanks to Jamal Rashdi saheb for providing this nuggets to all khan saheb lovers.
@apc783152 ай бұрын
Main kya bataun kitna sundar andaaz hai is filmi song mein Mehdi Hassan saab ka... Bahut sara pyar Suman ji aapko !! Bahut jyada anand dene ke liye 🙏🙏😍
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks sir for feedback.
@ssaydeed2 ай бұрын
Waah! Kya andaaz se gaate hai Khan Sahab. Mashallah!
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks sir for feedback.
@kamalendubhattacharya14782 ай бұрын
Shandar upload Sumanji. Iss Behad karnapriya ghazal sunke bahot anand Mila mujhe. Khan Sahib Mehdi Hassan aur Ustad Tari Khan aur Harmonium Nawaz Asad Ali Khan ke bare mein main aur kya likhoon. In logon ne sab milke hum jaisa samanya sangeetpremion ko kar diya ......Sureela satyanash!😅. Na jane iske bahar ab kaise nikalna hai! Aap aur Jamal Rashdi Sahib Sahib in dino jis level ka mausiki share kar rahe hai......shayad iss level ka mausiki kisi aur channel mein uplabdh nehi hai. Hats off to you! Maze ki baat ye hai ki iss Ghazal ka sangeetkar Rabin Ghosh Sir ne shayad Bharat, Pakistan aur Bangladesh.....ye teen deshon ka film industry mein hi apna Sangeet prativa ka sakshar rakh chuke the. Unka kuchh kuchh Bangladeshi gana hum bachpan mein sune the.....abhi wording yaad nehi. Rabinbabu ultimately kis desh mein permanently settle kiye the? Kindly throw some light if you can.
@sumansaurav712 ай бұрын
Shukriya sir for excellent feedback. Robin Ghosh saheb ke baare mein detail mein bataaunga.
@anilkamble36022 ай бұрын
Excellent rendition of Ustad Mehdi Hassan Sahab.Thanks Jamal Rashdi Sahab and Saurav Sahab. Tributes to Ustad Mehdi Hassan sahab 👍🏼🙏
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks for feedback sir.
@RavindraGadhavi-v9i2 ай бұрын
Waaaah waaah Thanks sir saurav ji 🙏
@sumansaurav712 ай бұрын
@@RavindraGadhavi-v9i thanks sir for feedback.
@parminderbatish12062 ай бұрын
Magical ,Mehdi saab ❤.Thank you suman ji
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks sir for feedback.
@sakhawatnisarofficial89742 ай бұрын
Khan Saab Jan e man❤
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks for feedback sir.
@kanekarvilas122 ай бұрын
Very nice .Thanks Suman ji for posting this rare gem.Thanks also to Rashdi ji for providing this melodious rendering of Khan Saheb.
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks for feedback sir.
@maheshdeshpande74792 ай бұрын
Gr8! The Only Mehedi Sir. But in this case the photo is equally d best of Mehedi Sab pbotos, ever i have seen. Suman Sir, You are blessed by God to distribute the delight of Music! ❤
@sumansaurav712 ай бұрын
Shukriya sir for feedback.
@vidyatendulkar33202 ай бұрын
Delicate feelings expressed in dainty grace ..
@SanjaySharma765782 ай бұрын
खूबसूरत गीत की खूबसूरत महफिल वाह
@sumansaurav712 ай бұрын
Shukriya sir for feedback. laajawab Gaaya hua hai khan saheb ka.
@soumitrabandyopadhyay30492 ай бұрын
Never forget to.mention the harmonium in the interlude section ........ Masterful Arrangement
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks sir for feedback.
@swapnagupta55572 ай бұрын
What a combination of Mahrdi Saab and Tari Khan jee👍🎶
@sumansaurav712 ай бұрын
Shukriya Mam for feedback.
@swapnagupta55572 ай бұрын
@@sumansaurav71 Sorry for the tupo...Mahedi *
@anilsandhu80132 ай бұрын
Love it 👌
@sumansaurav712 ай бұрын
Shukriya sir for feedback.
@devriyo90662 ай бұрын
Keya baat 😊🥲
@sumansaurav712 ай бұрын
Bahut dino ke baad dikhen aap. Shukriya for feedback.
@RaNaAli-ts8cc2 ай бұрын
Mashallah ❤️
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks for feedback.
@amjad2682 ай бұрын
Thanks Suman G
@sumansaurav712 ай бұрын
Shukriya sir for feedback.
@ArifulIslamMithuBD2 ай бұрын
han kya kahun kya kahun Ustad ji
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks for feedback
@amjad2682 ай бұрын
Thanks to Jamal Rashdi saheb
@sumansaurav712 ай бұрын
Shukriya sir for feedback.
@jaunelia19932 ай бұрын
🌸
@sumansaurav712 ай бұрын
@@jaunelia1993 shukriya sir for feedback.
@jaunelia19932 ай бұрын
@@sumansaurav71 sunn ke bohat acha laga aur video mein jo tasveer hai behad pyaari
@viveksharma89162 ай бұрын
Wow!!! ❤ Speechless, any idea in which Raaga is this composed and who is the lyricist of this beautiful composition :?