Looks very yammi & tender mouth watering namken gosht ❤💯
@Islamicsoulfulquotes10 ай бұрын
Ma sha Allah aap k pakanai ka aur sikhanai ka tarika bohot accha hai
@amberzubair94659 ай бұрын
Meri ami yhi banati hai eid py jo k hamain both pasnd h
@mdshamsherahmad-lg1ee6 ай бұрын
Ma Sha ALLAH azzawajall Sallallahu alaihi wa aalihi wasallam
@saltyandsweet-food10 ай бұрын
Masha Allah so beautyfull boht hailthy recipe 👌👌👌👌💖💖💖💖
@SamiaQaiser-ri8jq10 ай бұрын
Good recipe aap ki loona gosht wali recipe b bohat aala bnti hai
@ghulamfareed-yx7vo10 ай бұрын
MashAllah zabardast recipe 👌👌 Very Delicious ❤❤❤ Very yummy 😋
@Sidraahsan50010 ай бұрын
You are expert in cooking the way you explain each and every thing no one can explain God bless you
@saleemferoz619110 ай бұрын
An oldest traditional recipe very very tasty tasty
@mariyaprakashamamburose18069 ай бұрын
I had this Namkeen ghost in Pakistani hotel in Abu Dhabi. I am from India. Chennai.
@saltyandsweet-food10 ай бұрын
Boht hi betareen 👍👍👍💖💖💖💖💖
@Kabeershah852310 ай бұрын
Bhout khoob zabardast zabardast ❤❤
@نضالكوردكورد10 ай бұрын
MashaAllah Very Tasty🌺
@heenashaikhVlog6 ай бұрын
Assalamualaikum ❤️🇮🇳 Eid Mubarak 🌛 ji 🇮🇳 aap ko I m Indian but I love Pakistani food yammy 🇮🇳🇮🇳❤️🇮🇳
@NaseemNaseem-uk1sg3 ай бұрын
Masahallah working
@shahidmehmood13609 ай бұрын
🎉 کیا مزے کی ریسپی ہے
@CurlyGirl4910 ай бұрын
Yummy MashAllah😍😋
@fouziasattar379410 ай бұрын
Zaber dast mene kabi nhe khaya namkeen gosht
@Hanif-mohamed10 ай бұрын
Very good explanation👍
@cookingwithseemastyle6 ай бұрын
Mashallah zabardast recipe 👍😋
@muhammadluqman938710 ай бұрын
zabardast👌👌👌
@talatsharif86386 ай бұрын
Ma shaa Allah zabrdast and we make it with ajwain, zeera and adrak. Pani khushk kr k zeera and ajwain dal kr ici k ghee mn fry kr laitye hn
@madhumitagoswami55095 ай бұрын
Just mouth watering.India se thanks.
@rashidhussain795710 ай бұрын
Bohat khoob bohat achhi recepie hy
@YasminIbrahim-fv2ml10 ай бұрын
Love your recipes. Your style of explaining to anyone learning is next level to any other cooking vlogs. Looks scrumptious ❤ Love/likes from England 🏴
@SpaceReptilioid10 ай бұрын
میرا پسندیدہ!
@khurramsaeedqureshi347210 ай бұрын
Mashallah ❤ Mashallah ❤ zbrdast
@Adeel_202310 ай бұрын
Waalekam Aslam MAA Shaa ALLAH ❤
@najmausmani895310 ай бұрын
Shabash ķush raho 1🎉
@haseebsultan268610 ай бұрын
ہمارے گھر میں اس کے اندر لہسن چھیل کر اچھی خاصی مقدار میں ڈالا جاتا ہے ادرک چھوٹے پیسز میں کاٹ کر پیاز دو پیس کرکے نلیوں کے ساتھ پکایا جاتا ہے
@sahersufyan710 ай бұрын
Very nyc....😊
@perksoflife_10 ай бұрын
Ma sha Allah ma sha Allah
@arjumandvillagelife10 ай бұрын
Zabrdast❤❤❤😊
@nomanrajput713410 ай бұрын
Great work bro 😊😊
@arjumandvillagelife10 ай бұрын
MashaAllah❤
@shichanchan141310 ай бұрын
Mashallah zabardast bhai jaan.bhai jaan app ka ghost daikh kar hi maza aagya.plzz ghost ko kaisai sambhalai .fresh kaisai rakhai.itni achi packing kaisai karai.
@muhammadluqman938710 ай бұрын
maaza a Gia
@neelamshahwar413710 ай бұрын
دیکھنے میں ہی بہت زیادہ مزے کا لگ رہا ہے۔
@Kishwar_kakitchen10 ай бұрын
Excellent recipe
@farhatbashir760310 ай бұрын
Zabardast
@lucycat645010 ай бұрын
Walekumasslam.👌👌
@Foodsvlogs81310 ай бұрын
Zbr10 bro ❤🎉
@ayan-sz3km10 ай бұрын
Subhanallah
@pak-made10 ай бұрын
تھوڑا پانی رہنے دیں کیونکہ اسی میں تو اصل عرق نکل کر شامل ہوگا اور روٹی یا نان کے ساتھ کھانے میں بھی آسانی ہوگی۔
awesome recipe chef , please show AFGHANI chainaki gosht recipe please
@Lakhnlakhn2159 ай бұрын
Mutton haleem kaise banaen perfect
@aishaabdulghaffar258410 ай бұрын
Mashallah per ek sawal garlic q ni add kiya Kya smell ni aye gi jesay k meat ki amoman ati hai just asking for info
@saeedayaqoob2136 ай бұрын
👍👍👍🙏🙏✌
@rukhshandaanwar62374 ай бұрын
Hamary ghar b yahi banta ha but hari mirch oar lahsun adrak dall kr pakatay hain serve kartay waqt kali mirch ya chat masala with lemon use kartay hain 45 saal sy b zaida hamaray ghar iss tarah bantta ha
@arshiyasayed108710 ай бұрын
Shadiyowali namkin chawal ki recipe banaye please 🙏
@NighatTajSheikh8 ай бұрын
Asalm o alikum sir plzzzzz rabri wala shahi tukra or shadiyon wala Loki ka halwa banana sekha den plzzzzzzz
@mdm90967 ай бұрын
Pressure cooker me bana sakte hai ?
@Arshu88810 ай бұрын
Bina lehsun ke khane Layaq hota hai gosht I mean healthy and digestive?
@Kabeershah852310 ай бұрын
Hum adrak aur lisan b dalte hain
@arslanmalik49876 ай бұрын
Bhai JB paka Liya kro to hum daikhny walon ko b Thora thora taste krwaya kro.
@ShaukatAli-gw5rb6 ай бұрын
Hahaha, good 👍
@GameOnAsfand10 ай бұрын
bahi kabhi shadi wali salan cook kro pleaeeeeeeeeeeeeeeees
@dailyindopak9 ай бұрын
this is the real pashtoon namkeen recipe,just meat,fat and salt.
@zaqi42278 ай бұрын
Bakra Eid Aane Wali Hai Gosht ko store Karne Ka Tarika batao bhai
@muhammadbilal-tb4qr10 ай бұрын
Snoop Food Pk
@zahidayasmin94769 ай бұрын
👍👍👍❤️🇵🇰❤️
@DigitalInsider77 ай бұрын
garlic ya ginger kuch b add ni kiya ?
@recipesbyzaid302210 ай бұрын
Bhai jan aise gosht store krne ka tareeqa bhi bta dien
@rabiyayounas94510 ай бұрын
Mutton k recipe btye different
@bahadarmsd8 ай бұрын
South waziristan main bilkul es tarha ghost hum banatay hain lakin Gosh ki sizes Bara hona chayei hai . Wahan kay log es ko kharraa Ghosha kehtein hain
@My_Sunshine2310 ай бұрын
25 logon k liye salan bnana ho shorbay wala to kya recepie hogi quantity pyaz timater ki bta den
@mohdibrahim77159 ай бұрын
Laaaal tipak gayi bai 😅
@aydinhamzajunejo10 ай бұрын
ادرک اور لہسن کے بغیر گوشت کی بو کیسے جائیگی؟
@umerfarooq-fq9qc9 ай бұрын
Same question adrak lehsan nahi dalna kya?
@sakhan60608 ай бұрын
G nhe ralna hta
@elizaeliza33776 ай бұрын
Ma be banate asa boht acha banta ha but ma zara add karte ho boht maza ka banata ha try kare sab
@jasminkinariwala436910 ай бұрын
Bina masale Bina oil Isme khane me kya maja??? India me aisa gost kahi nahi milta
@guharup6 ай бұрын
Some people add more stuff like lemon juice, onions, chilli etc.This is most authentic.
@Foodsvlogs81310 ай бұрын
I will make an amazing video for my fans ❤🎉
@MuhammadSaqib-xp1mm10 ай бұрын
Bhai ya gosht pak Karnay ka trika sika Dan
@ZahidKhan-q1n6z10 ай бұрын
charbi bakray ki hy yah baray janwar ki?
@ShSh-d4p9 ай бұрын
بھائی آپ نے گوشت کس طرح پیکٹ میں فریز کیا۔ وہ فریز لفافے میں نکالنے سے بالکل تازه گوشت کی طرح کیسے لگ رہا تھا
@susantakumar553310 ай бұрын
Ye recipe un log ke liye jo garam masala ko ghost se zyada tabajju dete hai.
@elizaeliza33776 ай бұрын
Ma us ma zara be add karte ho
@NureeAli-kz4rh10 ай бұрын
A❤F
@shan0059 ай бұрын
Mere ghar par banta hai. Charbi ke sath. Mahino chalta hai.
Thori quantity mein banein to Acha nahi banta not even for 2 kg
@syedazizuddin35859 ай бұрын
ادرک لہسن کے بغیر توبیف بادی کرتا ہے
@RKhan-t2o10 ай бұрын
😢😢😢😢 assalam walekum assalam shabd kaise hain aap is very nice Karachi Pakistan ke tumhare bure halat hai Jahan mein daal chawal ka thela lagati Thi aapki recipe abhi thela band hone ki vajah se Ghar mein fake ho gaye hain humne roja bhi do din rakha hai aur bahar aftari se theek hai Pani ke Siva kuchh nahin khaya chai pi hai dekh ke munh mein Pani a raha hai ab ki sal patni Khush naseeb Hoga Bakra Eid mein prithvi bik chuka hai hamara😭
@Aries.239 ай бұрын
Ajeeb log ho ap? Net package ke paise hain mgr khane ke nahi.
@Mohammadabaan226 ай бұрын
Aap ne gosht paani se dhoya nhi
@aamirsardar960910 ай бұрын
O Bhai 10 kilo kon banai ga itna mahnga mutton hai hum nai kia langer lagana hai bhai aap 2 kilo ya 1 kilo say bhi bana saktay hain....or dosra aap kay rosh main shorba bhi kam hai jo is ki jaan hai