جزاک اللہ خیراً کثیرا ایمان تازہ ہو گیا۔۔۔اللہ ہم سب سے قبول فرمائے ایک درخواست ہے مفتی صاحب، تفسیر ریگولر ڈالا کریں پلیز۔۔۔۔اللہ آپ کے وقت میں برکت عطا فرمائے آمین یا رب العالمین
@malikfitness96902 ай бұрын
Assalam walekum rahmtullah barkathhu mea to wait hi ker raha tha class ka
@sartajkhan61752 ай бұрын
Mufti sahab aapse kuchh poochhna hai. Main jis masjid mein namaz padta hu us masjid ke imam sahab laam alif par ruk jaate hein beech aayat mein. To maine unse poochha ki ismein to ayat bhi nahi bani hui sirf laam alif hai to wo bolte hein ki thakkar ruk sakte hein. To mufti sahab aap batayie kya agar quran ki koi ayat zyada lambu hai aur beech ayat mein laam alif aa jaaye to kya thakkar ruk sakte hein. Aisa wo imam sahab har jagah nahi karte bas ek hee surat mein karte hein.
@arshisiddiqui240Ай бұрын
Mufti sahab hm kuch bat se confused h ki hm priyad ke time bhi hm quraan ki tafseer tarjuma ki video dekh sakte h
@MHHBroАй бұрын
Aap se request hai ki ek bar Muqaddas Wazaif bhi zaroor daikhain inshaAllah aap ko bhut fayda hoga please
@multitube55175 күн бұрын
Mufti Sahab Qur'an ki Tafseer Tarjuma 83 Surah Aal-e-Imraan Ruku 3 nhi Aaya? JazakAllahu khaira 🌹 Mufti Sahab ❤❤❤❤