This is the most crowded segment. Isme Mahindra bhi Mojud hai par unka bhi 3xO aur XUV7OO ke bich me koi mid variant nahi hai (waise scorpio count kar sakte hai). Abhi ke time me jo pahle Wagon R-Alto-Aur Swift ke level ki cars jis numbers me bikti hai utne numbers me midsize SUV (aur SUV looking) cars bikti hai. Living standard logo ka high gaya hai, log entry level se jyada midlevel gaadiya kharid rahe hai. Tata has made smart move.
@satyaprakash4182 ай бұрын
Creta se toh 100x achhi hai curvv performance wise bhi aur design wise bhi
@tnc7602 ай бұрын
❤❤❤❤
@AkashGupta-hl3qk2 ай бұрын
Maine bhi chalae hai bhai , it’s not comfortable, piche ke seat koi kaam ki nahi hai knee room me kuch hai nahi , head room to hai hi nahi . Create would be the perfect car
@AkashGupta-hl3qk2 ай бұрын
Kya bta rahe ho yr aap bhi , same engine hai waise hi aawaz karta hai cabin noise bhi utni hi hai nothing new