Sir income certificate dulhan ke naam se un ke father ka hona chahiye na?? Please reply...
@abedhussain50412 жыл бұрын
👍 1 year se hindi language me me video search kar rha tha aab jake aapka channel mila baki saab telugu zyada hai channnels shukriya sir
@SyedMaqsoodAglaKhadam2 жыл бұрын
@Abed Hussain, mai to isi maksad se ye channel Shuru kiye lekin response poor hai. Please channel ko subscribe kare aur apne family aur friends mai is forward kare. Thanks.
@abedhussain50412 жыл бұрын
@@SyedMaqsoodAglaKhadam yes right sir jinko nahi maloom kaise kya karna ye video unke liye bahut kaam ki cheez hai mai subscribe kardiya sir👍
@SyedMaqsoodAglaKhadam2 жыл бұрын
@@abedhussain5041 please go to my channel Playlist and see videos on various topics that could interest you.
@abedhussain50412 жыл бұрын
@@SyedMaqsoodAglaKhadam ok
@Mohd-b4f5 ай бұрын
How to apply shadi mubarak scheme
@SyedMaqsoodAglaKhadam5 ай бұрын
@@Mohd-b4f watch this episode to know how to apply for Shaadi Mubarak scheme. kzbin.info/www/bejne/i6LPe4Rudtdsh9Ufeature=shared
@shaikshafi2391 Жыл бұрын
Best video jazakallah
@sageerfathima68744 ай бұрын
Kya marriage photo compulsory hai..ager photo nahi hai to kya ker sakte hain @SyedMaqsoodAglaKhadam
@sageerfathima68744 ай бұрын
Please reply sir @SyedMaqsoodAglaKhadam
@Algafoor740 Жыл бұрын
السلام عليكم ورحمة الله وبركاته 🌹 میرے عزیز ہمدرد ے قوم قابل اے رہبر عالی جناب سید مقصود صاحب واقعی مبارک باد ہے آپکی کوشش اور محنت اور لائق ہے تعریف کی آپ کی شخصیت میں تہے دل سے شکرگزار ہوں آپ کا ان تمام لوگوں کی طرف سے کے جنہے آپ کی ویڈیوز سے اہم ترین معلومات ملتی ہے آخر میں میری آپ سے ادابن گزارش ہے🤲🏻 کے آگے بھی آپ ایسے ہی معلومات عطاء فرمائے بہت بہت شکریہ جزاک اللہ خیر 🤲🏻
@SabaNaheen Жыл бұрын
2 sal ke bad bhi apply kar sakte hain kya sar
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@user, haan shaadi mubarak scheme mai 2 saal baad bhi apply kar sakte kyunki government ki taraf se alsi koi specific guidelines nahi hai .
@ajmeribegum240411 ай бұрын
Asklm Bhai meri larki shadi mubarak apply kark Jan me one year hota abhi tak amount nahi mila. Status check kare batara mla ki sighn howi file our abhi government bhi chenge howi hum ko raqam milegi ya nahi Informition chahiye reply dijiye Apk bahut Meher ani hogi
@SyedMaqsoodAglaKhadam11 ай бұрын
@ajmeribegum, shaadi Mubarak Scheme ke paisa inshallah bohat jald aap ko mil jaega. Government badal gayi lekin scheme nahi Khatam huvi. Aap ka purana pending hai. Ho sake to office jake daryaft Karo.
@nadeerbhai8364 Жыл бұрын
Rdo me pending kitne din rhega application
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@nadeer bhai, bol nai sakte. Kitne applications jama huve uspe daar-o-madaar hai. Batches mai clear hote.
@Khan-nq9mj Жыл бұрын
After 4 year can we apply for shadi Mubarak
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@khan, yes to the best of my knowledge you can apply for Shaadi Mubarak Scheme if the marriage was held anytime after 2014.
@asifkhankhan1855 Жыл бұрын
Ladki other state ki ho to
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@asifkhan shaadi mubarak scheme ek state government scheme hai aur ye sirf Telangana ki ladkiyon k liye hai.
@ruqaiyasheema5294 Жыл бұрын
Hey.... Shadi mubarak ka liye income certificate banwana hai toh toh bride ka mother ka sth ka banana ya father ka sath ka ? Please response
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@ruqaiyasheema, ye family income certificate hoti hai. Agar father hai to father ki income certificate apply karo.
@mdnoor3947 Жыл бұрын
Sir kya bank se message ata ya pir check kar na padta
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Md Noor, agar aap bank mai SMS service k liye subscribe kare to message aata. Best yehi hai ki check karte rahe.
@ibrahimbin3593 Жыл бұрын
Bhai bulhe ka aadhar other state ka hai to kya apply hu ga dulhan ka aadhar telangana ka hai
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Ibrahim Bin, yehi sab to bataya mai is video mai :-) poora video dekhen aap ko sare sawalon ka jawab miljaega.
@zakerasultana2655 Жыл бұрын
Renew officer se kitna time lagta hai
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Zakera Sultana, shaadi mubarak scheme mai jo process hai uska koi time nahi hai. JIse jaise hosakta hai waise files clear hote rahte hai.
@arifshaik3926 Жыл бұрын
Assalam walikum sir Verified by MRO. Now pending batch creation bolke hai status kab tak money ate
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@arifshaik, Wa'alikum'salam Shaadi mubarak scheme ka paisa aap ko 1 ya 2 mahine mai miljana chahiye
@arshiarshi307 Жыл бұрын
Sir mere father ko kabhi pension nei thi magar qazi saab retired ki bajae wazifayab likhdiye aur gaur nai kare humlog ab application nei dalsakre shadi mubarak ki. Kya nikah nama mai editing hoti?
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@arshi arshi, apne kisi nazdiki qazi se poocho mai bhi pata karne ki koshish karonga.
@arshiarshi307 Жыл бұрын
@@SyedMaqsoodAglaKhadam Sure sir thanks a lot
@fareedask9549 Жыл бұрын
Amount sanctioned for this applicdtion . Deposited in PD account of RDO batara 1 month se Abhi kab tak aayega check. Pls reply
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Fareeda sk, aapke account mai deposit hote funds. Bank account check karo aur agar nai hua to asp RDO jake maloom kar sakte
@fareedask9549 Жыл бұрын
@@SyedMaqsoodAglaKhadam ok Thank u for the quick response
@nousheenbegumnousheen4466 Жыл бұрын
Check ny jaisa directly account me bhi daalthe?
@mohammedmustafa8461 Жыл бұрын
Assalamualaikum.. bhai saab . Myne july 2022 me apply kiya aur 28 March 2023 din. Amount Sanctioned for this Application Deposited in PD Account of RDO online status show kara. Abhi kithna din lagta check handover karne
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Mohammed Mustafa, wa'alaikum'salam, isme aur ek step baki hai . RDO ek sath kai aur approvals jama hone k baad ek saath batch mai funds disburse karta. Shaadi Mubarak Scheme ka paisa aapko cheque k zariye nahi mileaga. Bank account me deposit hoga.
@mohammedmustafa8461 Жыл бұрын
@@SyedMaqsoodAglaKhadam Jazakallah khair.. for reply Mera area MRO office Uppal ka hy udar jake puche 31 March 2023. Ke din toh office me ek banda next week thak call atah aaye badd aake cheque lelo bola . Aj 9 April 2023 hy abhitak call nahi ayaa.. still waiting me hun..
@mohammedmustafa8461 Жыл бұрын
@@SyedMaqsoodAglaKhadam ek sawal hy Ajj 12 April mera bank me jake pucha Shadi Mubarak scheme ke aneka hy bolke O loog bolre Abhi ye bank ka IFSC code change hova app loog Application me ifsc code change karwalo bolra.. kya karna abhi??
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@@mohammedmustafa8461 mujhe lagra ki ye ek minor problem hai lekin important hai. Aap RDO Jake concerned Clerk se milo aur unku ek letter diyo changed IFSC ya jo bhi changes hai wo batao. Nai to unnecessary jhanjhat hongi agar amount bounce hogaya to.
@mohammedmustafa8461 Жыл бұрын
@@SyedMaqsoodAglaKhadam ok.. jazakallah khair
@SabaNaaz-fm4ug7 ай бұрын
after we select yes for marriage certificate, it is showing name and place of sub registrar offfice, what do i enter there. nampally haj house se we got the marriage certificate
@mohdyaseen4222 Жыл бұрын
Assalam walekum bhai agar 2013 mein shaadi Hui hai to ab shaadi Mubarak ke liye apply kar sakte hain ya nahin
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@mohdyaseen, Wa'alaykum'salam Nahi kar sakte. Shaadi Mubarak Scheme 2014 mai introduce hui. Jo shaadiyan 2014 k baad hui unke liye hai.
@sayedjunedsayedshafi9073 Жыл бұрын
Sir dulhe ka income certificate jaruri hai kya
@syedjaber30924 Жыл бұрын
Amount sanctioned for this application deposit in PD account of RDO ( Kya matlab hay 🤔 )
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Syed Jaber, Matlab ye hai ki amount approve aur sanction hogaya aur aap k account mai dalne k liye RDO ko diya gaya hai.
@syedjaber30924 Жыл бұрын
@@SyedMaqsoodAglaKhadam thanks 👍🏻
@PYARADEENISLAM. Жыл бұрын
Bhai hamara status Aisa hi bata raha hai, par hamara bank account block hai, ab kai se melega
@syedjaber30924 Жыл бұрын
@@PYARADEENISLAM. unblock kero bank ko jaker
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@@PYARADEENISLAM. Bank account kyun block hai? Khulwao nahi to paisa nahi milega .
@ShaikFaheem-kz4dh Жыл бұрын
How to apply for pension?
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@ShaikFaheem, sorry for late response. I noticed your comment only now. You can watch this episode on the Aasra Pension Scheme. Link below: kzbin.info/www/bejne/hH2YlIOtrtN1b8kfeature=shared
@zoyahajipatel8013 Жыл бұрын
Assalamualaikum Shadi ke 13 months hone ke baad bhi apply karsakte kya sir please reply kariye
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Zoyahaji patel, ji haan shaadi mubarak scheme mai koi deadline nahi hai. Aap kabi bhi karsakte aur jitna jaldi kare accha hai.
@rafathunnisa4993 Жыл бұрын
Assalamualaikum sir 8 years hogaya 6years k baad at verification Kay wajah say reject kardia
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Rafath Unnisa, wa'alaikum'salam agar aap ko lagta hai ki galat hua to aap ek baar local office me department walon se milo.
@syedfatah28309 ай бұрын
Assalamualaikum sir mother ka Kotak Mahindra 0 balance account hai woh chalta ya nahi
@MdSalman-if5ic Жыл бұрын
Aaplication fill karte Waqt wo letter head from relegious head upload ka option de raha hai what to do?
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Md Salman, take a reference letter from your local Masjid Imam or Masjid Comittee.
@shaikirfan2713 Жыл бұрын
Sir apply karte hi kya message aata mobile number pe??
@rafathunnisa4993 Жыл бұрын
Phir apply karai tho atai sir
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Rafath Unnisa, rejection ki wajah kya hai?
@mdnoor3947 Жыл бұрын
Sir message aya k sucess full bol kar dal k 3 ya 4 months hore or message aa k 1 month tu amount kab tk aata kitna time lagta abhi
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Md Noor, wo log waqfe waqfe se batches ma amounti credit karte. Jaldi aana chahiye.
@MdRasheed-bh9dx11 ай бұрын
Assalamualaikum sir g Kya shaadi Mubarak ke paise milenge es waqt,kyunki government change huena isliye. Hamne july 2023 may apply karethey Please reply karo sirg🎉
@syedsameer7146 Жыл бұрын
Sir status is showing no details found, but i did applied and enter correct details.
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@syedsameer, sorry for the late response. I noticed your comment only now. Hope the problem is solved by now. Otherwise, contact them in their office for further assistance.
@shakhiqueen619210 ай бұрын
What if my file is rejected due to wrong age proof
@shakhiqueen619210 ай бұрын
What if my file is already rejected due to wrong age proof submitting can i apply it again...
@khajaminuddin2073 Жыл бұрын
is bridegroom income is compulsary?
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Khajaminuddin, no, not bridegroom (Dulha) but bride (dulhan) fathers income is taken into consideration for Shaadi Mubarak Scheme.
@khajaminuddin2073 Жыл бұрын
@@SyedMaqsoodAglaKhadam thnq sir
@syedjafaruddin340710 ай бұрын
Assalamualaikum sir shadi mubarak k liye apply kardiya pr apply k time pr jo phone number dete hai na wo sim band hogayi to abhi kaisa contact karinge wo log application to amount sanctioned Treuery pending batara sir kaisa karna msg ya call kuch nhi aasakta office se phone number band hogaya wo application pr diye so... Help sir
@abbuazra9735 Жыл бұрын
Hi sir
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Abbu Azra, hi
@abdulkhadeer2339 Жыл бұрын
Pehli shadi me shadi Mubarak amont liya hai fhir shadi Tut jaaye dubara shadi karne par ye scheme lagu hoga ya nahi
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@abdul khadeer, shaadi mubarak scheme sirf ek baar avail kar sakte.
@jaweriyamuskan7788 Жыл бұрын
Kya permanent adress PE hi shadi karna ??
@jaweriyamuskan7788 Жыл бұрын
Sir plz mere coment ka reply Karo ab next month meri shadi haii samjh nhi aara kya karna
@mujualiali5442 Жыл бұрын
Thaink you sir plz sir bank account kaonsa branch hona chahiye
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Mujuali Ali, ussay koi farq nahi padta koi bhi branch rahe.
@shaikshabbeer1694 Жыл бұрын
Assalam walekum sar Shaadi ke document mein bachiki umra kitni hona chahie
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@shaikshabbeer, 18 saal.
@ChandiniShaik-zh5cy9 ай бұрын
@@SyedMaqsoodAglaKhadamfir bacha ka age kitha rahna hy sir
@shaikghouse86622 ай бұрын
21@@ChandiniShaik-zh5cy
@humerakhan6644 Жыл бұрын
Marriage certificate is cumpulsory for apply scheme
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Humera Khan, no marriage certificate is not compulsory.
@humerakhan6644 Жыл бұрын
@@SyedMaqsoodAglaKhadam ok thankyou
@shaikmujahed1010 Жыл бұрын
Assalamualaikum sir
@shaikmujahed1010 Жыл бұрын
Shadi Mubarak ke aply ke liye cast aur incam satifiket zaruri hai
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@@shaikmujahed1010 ji haan income certificate kamas kam zaroori hai.
@RuqiyaBegum-c7y9 ай бұрын
Hi
@Ayaan_620 Жыл бұрын
Amount sanctioned hgya hai check bhi mila hai bank mein deposit k liya diyaa hai 2 days rook ne k liye kha hai kab tak bank transfer hoga
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Black heart, shaadi mubarak scheme k paise jis din cheque deposit kare uske agle din tak credit hojate.
@mohammedmohid39482 жыл бұрын
Bride groom aadhar card already used dera bhi par bride ke first marriage hai
@SyedMaqsoodAglaKhadam2 жыл бұрын
Mohammed Mohid, agar aisa hai to phir ye error hai. Aap apne concerned Tehsildaar ya Revenue Divisional Office ya sub divisional office se rabt karen.
@abbuazra9735 Жыл бұрын
Kaisa karri sir 18:23
@bhawanidasdurge6848 Жыл бұрын
Sir AMOUNT SANCTIONED FOR THIS APPLICATION DEPOSIT PD ACCOUNT BATHARA BHAIYA KAB TAK CHEQ MILTHA 7 MONTH HORA ABI TAK CHEQ HATH KU NAI AYA KAB CHEQ MILTHA BOLYA NA SIR 7 MONTH HORA
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Bhawanidas Durge, cheque nai direct account transfer hota. Savings bank account check karo. Agar nahi hua to phir bohat jald kisi bhi waqt hona chahiye.
@Khajavll Жыл бұрын
A July my name is 2022 mein shaadi Ho gai paise abhi tak ne milaya Sahab jhalawad aklera bolo
@aj3214 Жыл бұрын
Aslkm sir ,ager ladki sirf in paisao k liye shadi kare 3 months mai khulla lele .tu aisao logao ku b paise milsakte hai kya..
@hyderabadiyoutuberfaisu5858 Жыл бұрын
2 floor building Raha to kuch hota kiya
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Hyderabadi youtuber Faisu, agar 2 floor ki building hai to phir shaadi mubarak scheme mai kyun apply karre?
@abbuazra9735 Жыл бұрын
Bachi muslim boy hindu
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Abbu Azra, mil jayega paisa is shaadi Mubarak scheme se. Ladki Muslim hona chahiye kyunki ye scheme bani hai Muslim family k ladkiyon k liye.
@mytechs5454 Жыл бұрын
sir, if ec shows if (ex) -abc and (cl) -dfe THEN who is the owner of property
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@My Techs, it sounds like a mathematical problem 😆
@mytechs5454 Жыл бұрын
sir how i can contact you imean is there any oficce address of yours in hyderabad
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@My Techs, I am traveling at the moment. But you can message me on my whatsapp, and we will connect. +918919041286.
@mytechs5454 Жыл бұрын
@@SyedMaqsoodAglaKhadam okay sir i will contact you at whatsapp