Me bahut din se intzaar kar raha tha aise jankari ki gulf life hindi pe mili hai only shukriya bahut bahut 🙏
@gulflifehindi4 жыл бұрын
most welcome dear
@islammalik19564 жыл бұрын
Waleykum Assalam jazakAllah Khair
@gulflifehindi4 жыл бұрын
Aameen
@afrozahrar20273 жыл бұрын
Good information
@gulflifehindi3 жыл бұрын
Thanks
@rohitsharma19564 жыл бұрын
Good news
@gulflifehindi4 жыл бұрын
Thanks
@wakarindiaind90254 жыл бұрын
good news bhai
@gulflifehindi4 жыл бұрын
Thanks
@accmdjunaid16274 жыл бұрын
Walekum asslam
@gulflifehindi4 жыл бұрын
Jazakallah khair
@faaizjiyafaaizjiya13794 жыл бұрын
Supar
@gulflifehindi4 жыл бұрын
thanks
@shahbanali43244 жыл бұрын
Sukriya bhai
@gulflifehindi4 жыл бұрын
Most welcome dear
@Tony-lg1xkst2 жыл бұрын
Bhai mn ne passport Riyadh se banwaya tha ab chutti jana hai AP ki video deakh kr abshar mn chk kia tu new passport show ho raha hai kia Meri naqal malomat ho gaee ya mujhay karwana ho gi reply plzz
kya apne abshar acount se ya kisi or ke abshar se chek kr sakte hai..?
@Xiaomi-bm2nb2 жыл бұрын
Bhaiya my saudi se ghar aaya hu par mera passport apdate nhi hai ecr. Se ecnr kar bayatha kya koi musibat hoga air port pe wapisi me. purana nya sath me hai jabab jarur dena bhai plz
@gulflifehindi2 жыл бұрын
Bhai sahb purana aapka cancel ho gaya hai Passport Aur aapki jawzat ki info purane Passport pe hai Ab ek kaam karo Kafeel ko bolo ki naqam maloomat karde Online hoti hai...photo bhej dena naye Passport ki Aur agar by chance na ho naqal maloomat to Naye Passport ticket lena hai...kyunki ab purana kaam nahi karega immigration pe india mein Aur saudi jawzat pe immigration pe dono Passport dene hai
@Xiaomi-bm2nb2 жыл бұрын
@@gulflifehindi bhaiya mera tikat aap done dono ek hi shat ka h ab kya karun bhaiya rply plz bhai
@taniagarciaduenas55334 жыл бұрын
Salamalek machallah salman 🙏⚔️🇸🇦🇸🇦⚔️
@gulflifehindi4 жыл бұрын
walaikum Assalam
@sikandarkhaldi24123 жыл бұрын
bahi jaan agr iqma renew na ho to kya naqal maoomat ho sakty h
@lalipop1944 жыл бұрын
Bhai agr PASSPORT hamne india me rinu karaya hay tab nakal malumat zaruri hay ya ayse a sakty haen
@YasirKhan-ry1gp Жыл бұрын
Ye nakal Malumat Kab tak Show hone lagti hei Apsher par
@gulflifehindi Жыл бұрын
Ek din
@bathanew2374 жыл бұрын
Assalamu alaykum bhai pasort renewal phale hèe karwai hain likin updated nahi kiye hain aur teen saal se iqama bhi xpair huwa hain from riyadh india se hun
@firozsajidafirozsajida80364 жыл бұрын
Assalam walekum bhai ATM ka batao AL raji ka usko kaise update krna h mobile phone se ho jayega ya nhi
@mohdminhaj11943 жыл бұрын
Online naqal maloomat hoga to new passport pe visa kese lagega
@rajshah19962 жыл бұрын
Plz make video of absher in English version waiting
@gulflifehindi2 жыл бұрын
Inshallah
@rajshah19962 жыл бұрын
Waiting
@vasiahmed25894 жыл бұрын
Dear Brother, Kindly make 1 video on how to get PCC (Police Clearance Certificate ) from KSA. if possible make another video if you have knowledge "" how to get ""Saudi PCC"" from India. which is help full who went India on final exit and now trying to travel Western Countries.
@aadamali50844 жыл бұрын
Mera passport aug. 2021 m khatm Ho raha h bhai m kab renew krwau
@gulflifehindi4 жыл бұрын
abhe to kafi time h bas 60 din to hone hi chahiye
@gulflifehindi4 жыл бұрын
abhe to kafi time h bas 60 din to hone hi chahiye
@عبداللهالعنزي-س1ش4 жыл бұрын
ये हमलोग भी कर सकते हैं क्या साकिब भाई या सिर्फ कफ़ील ही कर सकता है ???
@Rizwan.shaikh64142 жыл бұрын
Bhai new banaya he kho gaya tha mera passport to acr bana he to nahi ho pa raha he to kaise kiya kare plz plz reply masaeg
@gamersclub52603 жыл бұрын
Dusre ke absher se apna passport naqalmalumat kar sakte he Kiya
@wasikhan7925 Жыл бұрын
People want videos short and informative not rubbish and unnecessary things to lengthen it
@SikandarKhan-gt2mk4 жыл бұрын
nakal maloomat karne ki koi fees charge hoti hai ya nahi absher online se
@gulflifehindi4 жыл бұрын
free h
@ApanVlogs8509 Жыл бұрын
Bhai mera pp expire hov gaya mai khud jawazt jake nakal maloomat kar ba saktxu hu ki kapil.ko jana parega
@gulflifehindi Жыл бұрын
Ho sakta hai nahi bhi ...officer ke dimag ki baat hai Ek baar koshish karlo Ya fir bahar dalal hote hai kuch paise dekar kaam karalo
@MohdNadeem-yx5vb3 жыл бұрын
Jisne India m renew kraya passport wo kaise nakal malumat krayege
@MumtazAhmad-sx4rj3 жыл бұрын
Bhai mera final exit purane wale passport par lga hai purana passport mere pas nhi hai mere pass naye wale hai to us par me update kraya tha
@Rizwan.shaikh64142 жыл бұрын
Bhai mera passport kho gaga he to new banaya he to nakal malumat nahi ho pa raha he to kaise saudi wapas kaise jaye india me kho gaya he
@mahfoojalichaudhari56482 жыл бұрын
Bhai please jarur batana
@shaikjabeed21593 жыл бұрын
Bhai Mera passport expiry date 2024 Ka hai aur main passport Emirigshion ke liya renewal karre waliya hu but jawazat me Dekh Raha hai ki naqal malooomat nai ho ga useme boleraha hai ki passport pe sirf 1 year valid ho na chahiye zyada ho to naqal malooomat nai hoti karre ke bolra mujhe khuruz nihai Jane Ka hai kya main jasakte hu
@samim4804 жыл бұрын
bhai agar koi india me hai to wo kesy karayega
@sayyedfurqan93474 жыл бұрын
Passport kitne din pahle renewal ho jata h??
@gulflifehindi4 жыл бұрын
1 saal pehle tak
@sayyedfurqan93474 жыл бұрын
@@gulflifehindi shukriya saquib bhai
@taniagarciaduenas55334 жыл бұрын
Miss Italia Roma Italia 👉🙏🙏🙏🙏🙏
@gulflifehindi4 жыл бұрын
thanks
@jjsjjsshsjj28582 жыл бұрын
H
@mahfoojalichaudhari56482 жыл бұрын
Assalamu alaikum bhai main Saudi Arab mein hun bhai mera purana password mein 3 sal 1 mahina Baki tha main naya passport banaa liya Kapil ko Diya to bola afsar se nakal maloomat 3 sal pahle Nahin hota hai to Kya jevajaat mein jana padega bhai
@mdafzalalam86493 жыл бұрын
Hello bhai my damam m Hu new passport bana he to kidhar jaye. Jaddah yah riyad. Jana huga
@rahulshukla61305 ай бұрын
Bhai Mai India me passport renewal karaya hu mera ticket awr visa purana passport pr hai usaka kya hoga
@gulflifehindi5 ай бұрын
Aapke purane passport mein kitni validity hai
@rahulshukla61305 ай бұрын
@@gulflifehindi 5 mahina hai Lekin Mai apna passport renewal kara liya hu abhi mere pas 2 passport hai ek purana ek naya Mai Ghar chutti aaya hu July me Jana hai Lekin mera ticket purane passport pr hai awr visa bhi Awr mujhe same kapil ke pas jana hai Kuchh update karna padega ki direct Ja sakta hu
@m.s.a.education2 жыл бұрын
Bhai wooo india me banwaya hai to
@hulkgaming19444 жыл бұрын
Bhai India se chuti per hu mera passport renewal Kiya hua Kay mi wapas Saudi ana se pehla naqal maloomad karna hai Yeh wapas ana ke baat hoka yeh bato
@arifjamal80263 жыл бұрын
Mare purane Wale passport me 6 mhina time hai aur myne nya paspost bna liya hai to abhi my chutti Jane Wala hun kis pasport pe tikat lu
@gdhsgsghdhhdhdh66843 жыл бұрын
Bhai expar passpot ka fin kitna hai pizas
@gulflifehindi3 жыл бұрын
1 sal k andar experi h to koi fine nhe h
@AyubKhan-ob6gg4 жыл бұрын
Bhai mera password expire Ho Gaya mein chhutti aaya tha saudia se Aur Main India mein new password bana liya Ab mujhe koi problem to Nahin Hogi Aur meri visa mere purane password per lagi Hui Hai
@MdwakeelahmadMod4 жыл бұрын
Assalamu Alaikum mama ka khel wale ki taraf se baat bataiye Jiska passport khatm Ho Jaaye uska Hota Hai Ki Nahin Hota Hai
@shaansk48934 жыл бұрын
Nepal se flight ki koi information mili bro
@shawezkhan68044 жыл бұрын
etamrna app android phon k.liy aa gya bhai plz app.k bare m.kuch samjho kase rajistion karna h
@tanveerali96247 ай бұрын
Bhai nakal maloomat apni absher se bhi ho sakti hi kay
@gulflifehindi7 ай бұрын
Nhi bhai aap nahi kar sakte....company ke abshier se hogi
@AhmadHussain-my9lf4 жыл бұрын
Bhai yeh bataye fathe name sulman jaise salman change ho jayega naqal malumat ho jayega bataye
@AhmadHussain-my9lf4 жыл бұрын
India
@sochbynow Жыл бұрын
Bhai don't record this type of video. Without sponsored credentials how can you login? Just I update my passport but employees can not update it.
@mdisrailansari33323 жыл бұрын
Us wakt naya paspprt kha se milega jab hamara paspprt expire ho raha hoga
@rohitrv71824 жыл бұрын
Mera acma renewal nhee hai
@rohitrv71824 жыл бұрын
May kye sy india ja skta ho
@gulflifehindi4 жыл бұрын
agar company khuruj lga de to ja sakte ho
@kamarabbas29703 жыл бұрын
Salam wale Kum bhai mery kafeel se nai ho raha h bhai kya karu me plz baato bhai mujhe indiya jana h ..mery pasport jo purana wala h us ka abi 3 saal baki hai bhai kafeel bol raha h nai paye ga jab 6 mahina baki rahe ga tab ho ga absir se kya karu bhai plz help
Abhi renewal nhi karna koshish karo isi pe aane ki bhai..... Wese mein aur janakri nikalunga is bare mein jaldi hi Lekin abhi renewal mein jldi na karo abhi time hai aapke paas
Kya kar na kaisaa kar naa malum nhi pls bataye naa
@taniagarciaduenas55334 жыл бұрын
Salamalek 🙏🙏🙏👶🌎💯👶👶💯😷😭😭 per amor di Dio 👶🙏🙏🙏⚔️🇸🇦⚔️🇸🇦
@gulflifehindi4 жыл бұрын
Good Knight
@mohdisrar15574 жыл бұрын
Aslam.walakum.bahi.sakib.kya.hal.ha.mara.bahi
@gulflifehindi4 жыл бұрын
Alhamdulillah bhai Dua hai aapki
@gulflifehindi4 жыл бұрын
Waleykum asslam
@tabrezalam13434 жыл бұрын
@@gulflifehindi assalamo aleikum bhai kese hain bhai keryat bro app ka no chaiye
@gulflifehindi4 жыл бұрын
chat.whatsapp.com/IkHzd66kx4QAoW9cbG6BcY
@entertainmentsiransari23534 жыл бұрын
Mujhe chooti Jana hai vande Bharat mission se ticket lene ke liye koi air India office me ja sakta hai chotti ka peper photo dene so ho jayega ya Jana padega mujhe khood
@gulflifehindi4 жыл бұрын
bhai aap kaha pe rahte ho
@aleemansari6524 жыл бұрын
Mere deet nahi dikhara hai
@mursaleenali30033 жыл бұрын
Bai.aap.nmbir.melga.kya
@gulflifehindi3 жыл бұрын
Aap bhejiye
@abunasar34063 жыл бұрын
Agar banda indai me h,to kyse naqal malomat kare,
@mubarizgour15163 жыл бұрын
Kafil se contect kre
@mohammadimran79294 жыл бұрын
Nikamma kaise check ho jaega
@mdwasim52753 жыл бұрын
Assalamu alaikum bhai jaan Me kafhi ke apser se Nakal maloomat karta hu to bhai nahi ho raha h Kafhil ke apser me ye bata,,, Sorry! You cannot update the passport A information. The expiration date of the old passport is greater than 12 months.
@ayyajgulfvideo85363 жыл бұрын
Yaar bhai Kafeel ke sath jao 2 minut me sab ho jayega itni parsani kyo bata rahe ho Sirf 2 minut ka kaam hai bina kafil ke nahi hoga Kafeel ko sath me leke jao 2 minut me sab kaam khatam