ایک عظیم ھستی۔ اللہ پاک مولانا صاحب کے درجات بلند فرمائے ۔آمین
@humzaqureshi30154 жыл бұрын
Ghazanfar Ali بھائ وہ ابھی زندہ ہیں
@zarrinsaif9658 Жыл бұрын
آمین ثم آمین یا رب العالمین
@zarrinsaif9658 Жыл бұрын
@@humzaqureshi3015 2013 میں انتقال فرما گئے تھے
@techmalik.officialАй бұрын
Ameen
@IqbalAhmed-mv2nfКүн бұрын
Jitne bhi ulma ko suna inko sabse AALLAA paya in ki takkar me koi nahi ,ALLAH inke darjaat buland kare ajre azeeemmmm ataa farmaye.
@BilalKashif-or4leАй бұрын
Religion of Islam is so easy to implement in real life and very thanks to sheikh ul islam maulana ishaq for proper understanding So much thanks❤
@dervaishkhanofficial7 жыл бұрын
I agree with Maulana saheb. Ab me b yahi kronga aur khush honga k Nabi ki sunnat per amal pera hon.
@haleemasaadia93853 жыл бұрын
mai kitni khushi se in k bayan sunti huun ye mera dil janta hy r mera dil krta hy k in pr amal b karun Alhamdolillah Ap ne dil phair diye Allah ap k darjat blund frmaye ameen Amil ba amal ho tu log b parvi karty hn
@fayyazahmedramay62874 жыл бұрын
مولانا کا علم سمندر ہیں❤
@malikahmedali67765 жыл бұрын
Kamaal aadmi thay mashaAllah. Islam kitna asaan deen hai in say seekho. Allah aap k darjaat buland karay
@abidloni7492 жыл бұрын
Hamara Deen kitna asaan hai, Alhamdulillah
@muhammadawaisakbar18123 ай бұрын
Per Kuch logo ne deen mishkal bama diya he jis ka natija nojuwan nasal deen se door ho gyee he
@jamshaidakther22413 жыл бұрын
Allah Tala Maulana Sahab ko Jannat Naseeb farmaye
@aishanoor87823 жыл бұрын
may Allah give you janatul firdoos...we miss you
@mohamadnaeemgurchani58985 жыл бұрын
ماشااللہ واقعی اسلام آسان ھے.میں آپ کو سلام پیش کرتا ھوں جزاک اللہ سلامت رھو سلامتی کے ساتھ تمام
@HaiderAli-ss5st4 жыл бұрын
Kiya zaheen scholar thay Maza a jata inko sun k
@ARABSHAN5 жыл бұрын
Subhaan Allah!!! may Allah ta'ala reward him & us with jannath.... Jazak Allahu khair.
@colshujaat11 ай бұрын
Allah bless Molana sb. Always so clear in his thoughts and explanation
@rajaabid50486 жыл бұрын
Allah aap ki Qabar pe Rahmat kary molana Sb. Aap bohet baray aalam thay
@ranawasif59744 жыл бұрын
X
@azharsaleem643611 ай бұрын
Ameen
@naeemniazi69396 жыл бұрын
Allah moulana per apni rehmat faarmayee bht hi dil ko chuuuu lenay wala andaz subhan Allah mashha a Allah
@DawoodMehmood-pw4wx Жыл бұрын
ماشاءاللہ
@liaquathashmi62473 жыл бұрын
Mashallah Maulana Ishaque Sb is highly knowledgeable doing right interpretation of Holly Quran n Sunnah. Allah Bless him.
@usmanmirza315 жыл бұрын
اللہ پاک جنت الفردوس میں اہل بیت ع کا قرب نصیب فرماۓ آمین
@AKBARALI-fj6mf3 жыл бұрын
Allah pak darjat buland farmaye
@saadbinejaz424 жыл бұрын
MashAllah our deen is very easy and practical
@yousafgb7 жыл бұрын
Realy amazing lesson for Muslims to follow Islam in true sense
@conceptual_coding5486 Жыл бұрын
Mashallah Maulana Ishaque Sb is highly knowledgeable in correctly interpreting Holy Quran and Sunnah. Allah Bless him.
@etrathossayn48504 жыл бұрын
Barak Allah fekum va jazak Allah.I m very satisfied on his narrations and he knows the real Islamic history may God give him long life I need him still
@SadiqueKhan4492 жыл бұрын
He is no more
@mayourdutv4924 жыл бұрын
Best molana love u Allah jannat me jaga de
@tayyabbashir35713 жыл бұрын
Allah ki zaat jannat ul ferrdous main jaga daey
@TranssionUpdatesTracker Жыл бұрын
MASHA-ALLAH ❤️
@monishfaiz97245 жыл бұрын
Sab moulana ki video dekh chuka qasar bayaan ki lkin MASHA_ALLAH in bugurg mulana se satisfy hui dil mera.. JAZAK’ALLAH_KHAIR ALLAH umr m izafa farmaye apki
@Mib89895 жыл бұрын
Jinab Hazrat Ka intaqal hogya hai... ALLAH pak inki maghfirat farmae aur darjat ko buland kry ameen
@sadiahuma21896 жыл бұрын
Masha Allah very easy clear and to the point
@aursunao74313 жыл бұрын
What a great scholar
@sarmadrehman33048 жыл бұрын
subhanALLAH
@imtiazahmedchishti82436 жыл бұрын
Roshan khayal moulana sb
@ansarmahmood89294 жыл бұрын
MashAllah Zabberdast
@SadiaGhaffer6 ай бұрын
حضرت عائشہ ؓ بیان کرتی ہیں ، رسول اللہ ﷺ نے (دوران سفر) ہر طرح کی نماز پڑھی ۔ آپ نے قصر بھی پڑھی اور پوری بھی ۔ ، «رواہ فی شرح السنہ» ۔ Mishkat ul Masabih#1341
@fasihuddinkhan2167 Жыл бұрын
Jab quran surah nisa main farmate hain ki safar main agar tum apni namazon ko kasar karlo to tum par koi harz nahi yani Allah ne aasani ke liye option diya hai lekin agar koi poori padhe to koi gunah nahi
@naushadnaushad42919 жыл бұрын
mashaallah mashaallah mashaallah
@azizranikagmailcom7 жыл бұрын
Naushad Nausha
@yaaranmully94867 жыл бұрын
Mashallah jazakallah
@haleemshahtv48763 жыл бұрын
Jazak. Allah
@tanveergondal40768 жыл бұрын
mashaAllh
@muhammadchand22115 жыл бұрын
Plase in sab batun Ka Hawala dy dain Hades bta dain
@Saa42808 Жыл бұрын
Interesting people don’t have access to authentic knowledge regarding the basics of Deen in such a big Islamic country and have to rely on online services.
@leochoice12 жыл бұрын
JAZA KA ALLAH
@syedqasimalishah71417 жыл бұрын
Mjlas,eaza
@chasadalikhanchohan45015 жыл бұрын
Great scholar
@Mazehbalai6 жыл бұрын
MashaAllah
@zamzamhashmifood9757 жыл бұрын
Maa shaa Allah kya bat hai
@imranawan78968 жыл бұрын
v nice
@MohsinAli-ez1wh8 жыл бұрын
mashaallah
@MusafirIslamic4 ай бұрын
Thanks for 16 Subscribers
@user-fw5pl2cz1q3 жыл бұрын
MASHALLAH
@arahmanjanjua3126 ай бұрын
❤❤❤
@usmanmirza319 жыл бұрын
ماشااللہ
@usmanmahi68652 жыл бұрын
Eik mulazim roz safr krta hai us k leay roza rakhna kesa hai ???? Plz rehnumai kr den
@firozalitkd32806 жыл бұрын
सुब्हानअल्लाह
@bilalkhan85733 жыл бұрын
میرا کام ہی مارکیٹنگ کا ہے۔ میں ہر روز کسی نا کسی دوسرے شہر جاتا ہوں۔ تو کیا میں روز کسر نماز ادا کروں یا مُکمل ادا کروں؟
@epicgamesbro80473 жыл бұрын
Molana sahb ne btaya h k agr job k silsalay mai rozana aap jatay hn, to aap ne qasar nahi krni ..
@drafzal71405 жыл бұрын
Jzakalla
@lolofan27264 жыл бұрын
Agar apne shehr se bahir nikle or qasar namaz ho gyi lakin parh nai ske tou jo qasar namaz ki ghr a k qaza b qasar hi krein ge ya phr qaza ghr aa k puri parhein ge?? Ye msla bta dein..
@yasirjilani6547 Жыл бұрын
Safar k Dora us jaga py agar masjid main jamaat k sath par li to
@alisubtainyounas291310 ай бұрын
Allah NY Quran ma Kaha hy Ky agr safar PR jyeo to koi harj nhi TM Qasr Kar lo Jo musafir hu agr jamat Mili waha kisi masjid ma to pory farz phary Ga or agr aekaly ma Namaz phary to ac musafar Pr hy agr pori pharni pori phar ly agr Qasr Kary to BHI thk ac ma BHI koi harj nhi.
@irshadshaikh31623 жыл бұрын
I am working in merchant Navy. So when I am away on the way to join ship. I pray kasar namaz. But clarify me when I reach on board ship. Then further should i continue with kasar namaz or i Start offering full namaz..? Note:- Although the my ship wil kip moving from one place to another across the world. Please revert as soon as possible.
@ihsanbari8295 жыл бұрын
Janab mai dubai mai job krta hon sall bad ghar waois jata hon tu kia mujay kasar namaz parhni hay ya porri pls repy karain ...jazak Allah khair
@hafeezahmad5905 жыл бұрын
Mofti shb ky sont pory phrny hon gy ya sont balkul ni phrny
@sadaeishaqr.a3 жыл бұрын
سفر میں سنت اور نفل بالکل نہیں پڑھنے
@nadeem86878 жыл бұрын
jazakAllah
@farzanaazeem62095 жыл бұрын
Can we offer tahajud ashraq and chasht during travel?
@azmatali28735 жыл бұрын
Yes certainly one can as all these are nawaafil.
@khalidsiddiquie37882 жыл бұрын
Sir, if a person is going to Pakistan from USA he has green card and he has to come back before six months should he pray qasar namaz or full.
@islam79673 Жыл бұрын
Full
@gewnjoga4 жыл бұрын
Fajar ka sai time kon sa hai
@DrYasminVlogs4 жыл бұрын
Differ karta har season har month har week
@MDANWAR-kz5ly5 жыл бұрын
میرا آبائی گاؤں 120کیلومیٹر کی دوری پر ہے اور میں نے شہر مے بھی اپنا مکان بنا رکھا ہے تجارت کے خیال سے میں شہر میں اپنے اہل و عیال کے ساتھ رہتا ہوں صرف چھٹی کے دنوں میں گاؤں جاتا ہوں ۔ گاؤں مے مجھے قصر کرنی چاہئے یا نہیں ؟
@sajidmehmood28717 жыл бұрын
sir,, jo students hostal rehty hain or friday ko gr jaty hain or sunday ya monday ko vaps aaty hain un k liay nemaz ka kia hukm hy?,, main sahiwal main student hun or multan myra gr hy,, friday 1 2 bjy sahiwal sy nklta hun sham gr,, phr sunday ki sham ya monday ko vaps aata hun,, ab main multan ya sahiwal main safr ki nemaz pardhun?
@mumtazahmed73345 жыл бұрын
Poori dono jaga. Haan rastay ma qasar wali ....
@sweatpassion8 жыл бұрын
agar umrah karne jaye to kasar karni cahiye ??
@ayshabutt58387 жыл бұрын
Khatri Gulam yes. lekin 15 din tak .... us sy zyda stay ho to puri
@abdullahsayyed58667 жыл бұрын
Khatri Gulam Allah paak Quran me sureh nisa aayat 101 me farmaate hai agar safar ko halat me tumhe andesha ho ke kafir taqleef denge toh tum par kuch gunaah nahi ke namaz qasr karke padho qasr ki Surat kis haal me hogi Allah ne khud bata diya jab kafir tumhe taqleef denge andesha ho toh qasr karo lekin yeh sab log is me uljhe hai ki safar kitna lamba ho
@mohammedzabi34657 жыл бұрын
As Salaam wa alaikum.ji mera Naam Muhammad zabi hai aur mai a Jaan na chataa hoon k maano mai musafir hoon aur Zohar ki namaz adaa karne mai masjid Gaya aur namaaz shuru ho gayi thi mai jab jamaat me shareek hua to 2 rakaat Imaan sahab ne Padha di thi aur mujhe jamaat k saath 2 hi rakaat Mili to kya mujhe jamaat k saath Salaam Phair Dena hai yaa meri baaqi 2 rakaat bagair Salaam k infraadi padlena hai
@ayshabutt58387 жыл бұрын
Mohammed zabi brother 2rakah jo apki reh gai wo ap infaridi prho ge .or phir salam phero ge
@suffyanbhatti77007 жыл бұрын
Mohammed zabi Bhai G Bilkul Q K Ap Qasar Nimaz Per Rahy Ho To Ap Ki B 2 Rakaat Mukamal Ho Gai To Ap Ko B Sath Me He Salaam Pherna Ho Ga Bhai Jazak Allah
@mumtazahmed73345 жыл бұрын
Imam k sath he salam.....
@macboy84736 жыл бұрын
Qari Sahab main Lahore Mein Rehti Hoon Lekin Mera Ghar jo hai woh Karachi maybe Hai eid pa Karachi jate Hain k abhi mahine ke liye Kabhi 15 din ke liye Tu is Surt maybe Namaz Kasar adi ki Jayegi
@mumtazahmed73345 жыл бұрын
Donon jaga poori parhani hy. Lekin agar kisi aur jaga jayeen to qasar wali parhani hy....
@shakeeltanwar49515 жыл бұрын
Moulana Saab Pahle Ye to bata de Safar kehte kise hai Rahte hai mumbai lekin watan hai Rajasthan aur saal mein ek baar wahan jana hota hai aise mein kya hai Qasar ya puri Namaz
@amqasmivideos80215 жыл бұрын
Molana salman ali khan Sawalo ke jawabo ke liye Whatsup +966537496817
@mirzakhurambaig3 жыл бұрын
میں روزانہ 50کلو میٹر جاب پر جاتا ھوں کیا میں روٹین میں قصر پڑھ سکتا ھوں یا نہیں پلیز رھنمائی فرمائیں
@AdnanAdnan-rd1lj2 жыл бұрын
No you can't
@Sheheryar_Raza10 жыл бұрын
pant waly sawal ka kya jawab dya tha maulana sab ne??
@naturalchoice.68255 жыл бұрын
Pant pahen sakte Bhai Lekin Takhne se upar honi chahiye. OK
@javairiamalikghazal47938 жыл бұрын
kia koi hostel mn rh RHA ho to kia isy hostel mn puri prni chaye ya apny ghr mn
@imranawan78968 жыл бұрын
Javairia Malik Ghazal routine main kasar ni ha nmaz
@javairiamalikghazal47938 жыл бұрын
Imran Awan thanksgiving
@bhaijan37478 жыл бұрын
Javairia Malik Ghazal sis if u lived in hostel less then 15 days than u can qasar other wise complete
@mumtazahmed73345 жыл бұрын
Routine ma kisi b haga rehna, ya safar karnay ma qasar nai hy. So ap k liay qasar nai hy.
@malikyawar18634 жыл бұрын
Pori parni chaiye
@iZacq6 жыл бұрын
But if we are go to Masjid then ? Still to prayer only 2 ?
@mumtazahmed73345 жыл бұрын
2 alone n 4 with jamaat
@malikahmedali67765 жыл бұрын
Agar jamat mil jaiy to 4. Agar aap hud imaam ho tou aap 2 perh k salam phair lo or muqtadee baqi 2 perh lain gay or agar jamaat guzar gai ho to 2 perho
@fahdfadi63006 жыл бұрын
What if a Muslim practice only 11 raqah regularly, then what does shariah says about this?
@asimsparks6 жыл бұрын
You do not know what sharia says about people who do not pray obligatory prayer? Are you a Muslim?
@fahadfadi81356 жыл бұрын
asimsparks are you a religious scholar? If so then you can reply to my inquiry.
@m.i.k.niyazi93776 жыл бұрын
Fahd Fadi If you are not traveler then you have to perform complete prayer.
@sobia73284 жыл бұрын
aye logo Allah ki namaz main khianat na karo... please. Allah nay Qasr ka hukm Surah Nisa main ayah 101 main wazeh kia hay keh khof ki halat main doran e safr apni namaz mukhtasar ker lo. Aur is se agli aya batati hay keh jang ki halat thi jab qasr ki gaee. Kiya Karachi se Islamabad jatay huay koi khatra mehsoos kertay ho keh koi kafir tumhain takleef main daal day ga. Qasr namaz ker ke face book, wattsapp, twitter or tiktok ke liye time to mil jata hay mager namaz puri kiu nahi. agar khof hay to condition puri hoti hay. Allah ke Rasool SA nay 17/19 Ghazway kiye (Sahi Bukhari). Madina main hijrat ke baad makkah per fatah ke liye safar kiya. us waqt Qasr namaz perhi Mina main (khof tha/ laraee ki halat thi). Aap SA ka koi safar zati nahi tha (meray ilm main nahi ab tak) jis main namaz qasr ki ho... Socho ....Aye logo Allah ki namaz main khiyanat na karo. Agar kisi sahabi se qasr ki riwayat milti bhi hay to phir Hazrat Usman RA se puri namaz ki daleel bhi to milti hay (Sahi Bukhari). Kiya riwayat Quran se ziada bhari daleel hay.. nahi har giz nahi... Socho aye logo....Sura Nisa 103 main hay "jab itminan main aa jao to namaz qaim karo". iska matalab jab khof se bahar aa jao to. Sura NIsa105... 107 ..Aye logo khiyanat daron ki taraf se behes mat kerna ...(mafhoom). koi 48 miles keh raha hay koi kuch keh raha. koi 10 din koi 18 din keh raha hay. yeh konsa deen hay keh baat na bata sakay wazahat ke saath keh Qasr kab kerni hay. kiunkeh Quran ko hijrat kara dee gaee hay. yeh theek nahi hay. isi liye koi bhi sahi tor per masla bayan nahi ker raha. Aye logo apnay nafs ko khasaray main mat daal dena.. Allah ki namaz main khiyanat na karo. Wama aleina illalbalaghulmubeen.
@ZulfiqarAli-iw9cy5 жыл бұрын
70 کلو میٹر کے بعد قصر شروع زیادہ سے زیادہ 14 دن تک قصر
@mohammadshahid83244 жыл бұрын
Refrence plz
@sadiqalisadiq58874 жыл бұрын
حدیث کا حوالہ دو
@a2z108 Жыл бұрын
استغفراللہ، سب اپنی مرضی ہے جو چاہیں کریں، نہ کوئی قرآن کی آیت کا حوالہ نہ کوئی حدیث آتی ہے اس بابا جی کو۔ کتنے پاگل لوگ ہیں جو ان سے مسائل پوچھ رہے ہیں 😂
@sohaibasghar17510 ай бұрын
آپ کی بدقسمتی ہے کہ مولانا اسحاق صاحب کو جانتے نہیں۔۔ ان جیسا عالم اور محقق صدیوں میں پیدا ہوتے ہیں۔۔ اللہ پاک جنت الفردوس میں اعلٰی مقام عطا فرمائے
@SadiaGhaffer6 ай бұрын
حضرت عائشہ ؓ بیان کرتی ہیں ، رسول اللہ ﷺ نے (دوران سفر) ہر طرح کی نماز پڑھی ۔ آپ نے قصر بھی پڑھی اور پوری بھی ۔ ، «رواہ فی شرح السنہ» ۔ Mishkat ul Masabih#1341
@syedhasnainahmed90972 жыл бұрын
ist time not a detailed and convincing reply by molana ishaq ra