Talaq Ka Sahih Islami Tariqa • Quran Mey 3 Talaq • Ek Majlis ki 3 Talaq Aur HALALA طلاق اور حلالہ ؟

  Рет қаралды 34,680

Hafiz Nauman Akbar

Hafiz Nauman Akbar

Күн бұрын

Teen Talaq ki iddat || Halala || Triple Talaq ka Tarika || Ek Majlis ki 3 Talaq || Talaq Kaise Hoti Hai ||
Talak ka Qanooni Tareeka || Divorce in ISLAM
👇 Speaker 👇
Hafiz Nauman Akbar
Introduction: • Who Is Hafiz Nauman Ak...
📨 islamQnA@hotmail.com
🔹All Q&A Session (English and Urdu; some arabic as well) 👇
Live Session to Answer Question from anywhere in the world - Alhamdulillah
• Live Q&A Sessions | En...
🔹 Social Links:
Facebook (English Page)👇
/ hafiznaumanenglish
Facebook (Urdu Page)👇
/ hafiznaumanurdu

Пікірлер: 457
@hadiach5889
@hadiach5889 3 жыл бұрын
Scholars like him are a sigh of relief for many people like us. MashaAllah. JazakAllah Brother 👍
@sherdill8833
@sherdill8833 3 жыл бұрын
جناب آپ بہت صحیح طریقے سے سمجھاتے ہیں ، طلاق کے متعلق آپ جیسا قرآن کے حوالے کوئی نہیں سمجھاتا
@masoodfarooki435
@masoodfarooki435 2 жыл бұрын
ایک آیت کی تفسیر بھی ان سے دستیاب نہین ۔
@tahirshaikh3786
@tahirshaikh3786 3 жыл бұрын
Mufti sahab aapne meri bohot badi problem dur kardi.. Jazakallah
@namreennasir7554
@namreennasir7554 2 жыл бұрын
Bhi Allah pak ap ko jeziy khair ata farmy mara ya bht bara masla ta jo hal ho gya suker h Allah pak ka thanks bhi
@collectionandcollection6017
@collectionandcollection6017 3 жыл бұрын
Ap k Allaaa byan sun kr main ny buhat kuch sekha or apni family ko guide bhi kia jis sy hum mian bivi ki sulha ho gai.ap ka buhat buhat shukria Allah ap ko Dunia jahan ki or Akhriat ki kamyabian ata frmay ameen sumameen
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 3 жыл бұрын
Alhamdulillah - Allah ki Taufeeq aur meray friends aur family ki bhee effort hai jo mujhey help kartai hai es kaam Mai. Thank you Please spread this message about proper divorce and other family related videos to other sisters brothers and families
@collectionandcollection6017
@collectionandcollection6017 3 жыл бұрын
Thank you so much ap k reply ka. Sulha to ho gai hy but jis molvi ny nikah parhaya tha us ny maslak ka issue utha dia hy k apny faiday k liye maslak change ya dosray maslak k ahkam nahi many ja skty
@anjumshah2185
@anjumshah2185 Жыл бұрын
​@@collectionandcollection6017 fir kiya huwa
@anjumshah2185
@anjumshah2185 Жыл бұрын
Plz replay
@mohammadashfaq4853
@mohammadashfaq4853 3 жыл бұрын
Suni bhaion eise loog aap logon ke lieye Allah ki naimat hen wagarna ab tak karoron ghar tabah ho chuke hen sahi malomat na hone par.
@sabisaleem7614
@sabisaleem7614 3 жыл бұрын
Bhaiii jazak Allah.... Allah pak apko iska ajar e azeeem dy apko sehat wa tandrusti dy
@collectionandcollection6017
@collectionandcollection6017 3 жыл бұрын
Talaq 3 ikathi day day husband to us k 3ikathi di hain bghair gwahon k deny k 2 ghanty bad menses ho jain or bivi ko ghar ny nikal day to kia kia jay
@sabisaleem7614
@sabisaleem7614 3 жыл бұрын
@@collectionandcollection6017 ager periodz already start ho to definitely nahe hoti.. or 3 bar di gae talaq ak he waqt me sirf 1 consider ki jati hy or proper talaq dene k lia 4 guwaho ka huna zarori hy 2 lerki ki terf sey or 2 lerky ... ager ap ye video dekhe to apko smjh ajae ge ... behter yehe hy k ap ruju ker len dubara jald sey jald
@DeeneIslamProduction
@DeeneIslamProduction 3 жыл бұрын
Nice Dressing Hafiz sahab🥰
@Calmwaters778
@Calmwaters778 3 жыл бұрын
سنن ابوداؤد کتاب: طلاق کا بیان باب: مسنون طریقہ پر طلاق دینے کا بیان حدیث نمبر: 2185 حدیث نمبر: 2185 حَدَّثَنَا أَحْمَدُ بْنُ صَالِحٍ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا عَبْدُ الرَّزَّاقِ، ‏‏‏‏‏‏أَخْبَرَنَا ابْنُ جُرَيْجٍ، ‏‏‏‏‏‏أَخْبَرَنِي أَبُو الزُّبَيْرِ، ‏‏‏‏‏‏أَنَّهُ سَمِعَ عَبْدَ الرَّحْمَنِ بْنَ أَيْمَنَ مَوْلَى عُرْوَةَ يَسْأَلُ ابْنَ عُمَرَ وَ أَبُو الزُّبَيْرِ يَسْمَعُ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ كَيْفَ تَرَى فِي رَجُلٍ طَلَّقَ امْرَأَتَهُ حَائِضًا ؟ قَالَ:‏‏‏‏ طَلَّقَ عَبْدُ اللَّهِ بْنُ عُمَرَ امْرَأَتَهُ وَهِيَ حَائِضٌ عَلَى عَهْدِ رَسُولِ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، ‏‏‏‏‏‏فَسَأَلَ عُمَرُ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، ‏‏‏‏‏‏فَقَالَ:‏‏‏‏ إِنَّ عَبْدَ اللَّهِ بْنَ عُمَرَ طَلَّقَ امْرَأَتَهُ وَهِيَ حَائِضٌ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ عَبْدُ اللَّهِ:‏‏‏‏ فَرَدَّهَا عَلَيَّ وَلَمْ يَرَهَا شَيْئًا، ‏‏‏‏‏‏وَقَالَ:‏‏‏‏ إِذَا طَهُرَتْ فَلْيُطَلِّقْ أَوْ لِيُمْسِكْ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ ابْنُ عُمَرَ:‏‏‏‏ وَقَرَأَ النَّبِيُّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‏‏‏‏ يَأَيُّهَا النَّبِيُّ إِذَا طَلَّقْتُمُ النِّسَاءَ فَطَلِّقُوهُنَّ فِي قُبُلِ عِدَّتِهِنَّ 0. قَالَ أَبُو دَاوُد:‏‏‏‏ رَوَى هَذَا الْحَدِيثَ عَنْ ابْنِ عُمَرَ يُونُسُ بْنُ جُبَيْرٍ وَ أَنَسُ بْنُ سِيرِينَ وَ سَعِيدُ بْنُ جُبَيْرٍ وَ زَيْدُ بْنُ أَسْلَمَ وَ أَبُو الزُّبَيْرِ وَ مَنْصُورٌ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَبِي وَائِلٍ، ‏‏‏‏‏‏مَعْنَاهُمْ كُلُّهُمْ أَنَّ النَّبِيَّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ أَمَرَهُ أَنْ يُرَاجِعَهَا حَتَّى تَطْهُرَ ثُمَّ إِنْ شَاءَ طَلَّقَ وَإِنْ شَاءَ أَمْسَكَ، ‏‏‏‏‏‏قالَ أَبُو دَاوُدَ:‏‏‏‏ وَكَذَلِكَ رَوَاهُ مُحَمَّدُ بْنُ عَبْدِ الرَّحْمَنِ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ سَالِمٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ ابْنِ عُمَرَ، ‏‏‏‏‏‏وَأَمَّا رِوَايَةُ الزُّهْرِيِّ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ سَالِمٍ، ‏‏‏‏‏‏وَ نَافِعٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ ابْنِ عُمَرَ، ‏‏‏‏‏‏أَنّ النَّبِيَّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَأَمَرَهُ أَنْ يُرَاجِعَهَا حَتَّى تَطْهُرَ ثُمَّ تَحِيضَ ثُمَّ تَطْهُرَ ثُمَّ إِنْ شَاءَ طَلَّقَ وَإِنْ شَاءَ أَمْسَكَ، ‏‏‏‏‏‏قالَ أَبُو دَاوُدَ:‏‏‏‏ وَرُوِيَ عَنْ عَطَاءٍ الْخُرَاسَانِيِّ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ الْحَسَنِ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ ابْنِ عُمَرَ، ‏‏‏‏‏‏نَحْوَ رِوَايَةِ نَافِعٍ وَ الزُّهْرِيِّ، ‏‏‏‏‏‏وَالْأَحَادِيثُ كُلُّهَا عَلَى خِلَافِ مَا قَالَ أَبُو الزُّبَيْرِ. ترجمہ: ابن جریج کہتے ہیں کہ ہمیں ابوالزبیر نے خبر دی ہے کہ انہوں نے عروہ کے غلام عبدالرحمٰن بن ایمن کو ابن عمر ؓ سے پوچھتے سنا اور وہ سن رہے تھے کہ آپ اس شخص کے متعلق کیا کہتے ہیں جس نے اپنی بیوی کو حالت حیض میں طلاق دیدی ہو؟ تو انہوں نے جواب دیا کہ عبداللہ بن عمر ؓ نے رسول اللہ ﷺ کے زمانے میں اپنی بیوی کو حالت حیض میں طلاق دے دی، تو عمر ؓ نے رسول اللہ ﷺ سے پوچھا، اور کہا کہ عبداللہ بن عمر نے اپنی بیوی کو حالت حیض میں طلاق دے دی ہے، عبداللہ ؓ کہتے ہیں: تو آپ ﷺ نے اس عورت کو مجھ پر لوٹا دیا اور اس طلاق کو شمار نہیں کیا اور فرمایا: جب وہ پاک ہوجائے تو وہ طلاق دے یا اسے روک لے ، ابن عمر ؓ کہتے ہیں: اور نبی اکرم ﷺ نے یہ آیت تلاوت فرمائی يا أيها النبي إذا طلقتم النساء فطلقوهن اے نبی! جب تم لوگ عورتوں کو طلاق دو تو تم انہیں ان کی عدت کے شروع میں طلاق دو (سورۃ الطلاق: ١) ۔ ابوداؤد کہتے ہیں: اس حدیث کو ابن عمر ؓ سے یونس بن جبیر، انس بن سیرین، سعید بن جبیر، زید بن اسلم، ابوالزبیر اور منصور نے ابو وائل کے طریق سے روایت کیا ہے، سب کا مفہوم یہی ہے کہ رسول اللہ ﷺ نے حکم دیا کہ وہ رجوع کرلیں یہاں تک کہ وہ پاک ہوجائے پھر اگر چاہیں تو طلاق دیدیں اور چاہیں تو باقی رکھیں ۔ اسی طرح اسے محمد بن عبدالرحمٰن نے سالم سے، اور سالم نے ابن عمر ؓ سے روایت کیا ہے البتہ زہری کی جو روایت سالم اور نافع کے طریق سے ابن عمر سے مروی ہے، اس میں ہے کہ نبی اکرم ﷺ نے انہیں حکم دیا کہ وہ اس سے رجوع کرلیں یہاں تک کہ وہ پاک ہوجائے، پھر اسے حیض آئے اور پھر پاک ہو، پھر اگر چاہیں تو طلاق دیں اور اگر چاہیں تو رکھے رہیں، اور عطاء خراسانی سے روایت کیا گیا ہے انہوں نے حسن سے انہوں نے ابن عمر سے نافع اور زہری کی طرح روایت کی ہے، اور یہ تمام حدیثیں ابوالزبیر کی بیان کردہ روایت کے مخالف ہیں ١ ؎۔ تخریج دارالدعوہ: صحیح مسلم/الطلاق ١ (١٤٧١)، سنن النسائی/الطلاق ١ (٣٤٢١)، (ولیس عندہما قولہ " لَمْ یَرَہَا شَیْئاً " ) (تحفة الأشراف: ٧٤٤٣)، وقد أخرجہ: مسند احمد (٢/٦١، ٨٠، ٨١، ١٣٩) (صحیح ) وضاحت: ١ ؎: یعنی کسی کی روایت میں یہ لفظ نہیں ہے کہ " اور اس طلاق کو شمار نہیں کیا Yes a lot of ulema says that divorce in mences is invalid.
@collectionandcollection6017
@collectionandcollection6017 3 жыл бұрын
Thank you so much ap ny buhat achay tariqay sy smjha dia hy
@AsadCh-oo1gy
@AsadCh-oo1gy 6 ай бұрын
Begair niyat s talaq hoti ha yeh Nai
@parvezahmed1802
@parvezahmed1802 3 жыл бұрын
Hum nabi rasoole pak ke tarike pe chale ya hazrat umar ke tarike pe
@knowourislam7387
@knowourislam7387 3 жыл бұрын
Bhai you're great scholar... I love you bhai... Btw i am unmarried 😂 But the way you explained it's amazing.. and your personality is 💖🥰 love you sheikh... I subbed you will watch your videos continuously Insha Allah.... You're so underrated on KZbin 😔
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 3 жыл бұрын
WalaikumSalam waRahmatullah - Only Allah is great, we are only his humble slaves. The good things you have thought for me, pray that Allah makes me better than that and forgive our shortcomings. As Muslims we all are required to love and care for other Muslim :) I am taking your comments of love and care as a brotherly compliment, thinking 🤔 that possibly you are also a brother :) Nevertheless, I pray that may Allah chose the best for you in this Dunya and Akhirah. And regarding underrated - I actually chose that way and stayed in the shadows for many many years...fame can be a fitnah also. This channel was created by some fans like yourself 🤣 Sadly, for long long time I did not serve the Urdu Dunya. :) Best Regards Hafiz Nauman
@knowourislam7387
@knowourislam7387 3 жыл бұрын
@@HafizNaumanAkbar I am brother though😀... I guess the fans you're talking about one of them is Shaukeen bhai... 😄
@nuriyahbaloch8117
@nuriyahbaloch8117 2 жыл бұрын
@@HafizNaumanAkbar sallam please can you reply if husband gives talaq 3 times without knowing in extreme anger over the phone call. Usko nhi pata ki 3 talaq se ho jata han he has never said talaq before. And the wife doesnt even remeber he has said it to her. This topic has come up after few months the husband says he gave her divorce when she was pregant. And she doesnt even remember he has given. He is very scard and does even know what happened and why he gave it
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 2 жыл бұрын
@@nuriyahbaloch8117 assalamualaikum sister, Is that sister still pregnant or the baby has been delivered? This is a very important question. And did they ever separate or are they living together?
@nuriyahbaloch8117
@nuriyahbaloch8117 2 жыл бұрын
@@HafizNaumanAkbar she has had the baby and living together but she just found out as he told her and her brother in law also said he heard him say over the phone
@collectionandcollection6017
@collectionandcollection6017 3 жыл бұрын
Allah sab ehlay elm ko or hum sab ko ap ki tarha sedha rasta dekhaye.Allah ap ko sehat o tandrusti ataa frmay ameen sumameen
@mubashirhero6473
@mubashirhero6473 3 жыл бұрын
Ap k wtsp kya ha
@manobilli602
@manobilli602 2 жыл бұрын
Allah pak apko hamesha Khush rakhay
@DilrubaShiza
@DilrubaShiza 10 ай бұрын
آمین
@unkownperson2610
@unkownperson2610 2 жыл бұрын
Sar 3 1 kehna gunha tuo nahi hoga is bat ka zemmydar kon hoga aap hongy
@collectionandcollection6017
@collectionandcollection6017 3 жыл бұрын
Thank you so much now I'm satisfied
@zayangujjar8385
@zayangujjar8385 3 жыл бұрын
Sir me bht preshn hn mera swl k jwb ke umed krte hn ap Sy apke jwb Sy shyd میرا gar bach jae
@NAEEMAHMED-h4s
@NAEEMAHMED-h4s 11 ай бұрын
You style is excellent jazakallah
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 11 ай бұрын
Thank you so much 😊
@erumkhan5211
@erumkhan5211 5 ай бұрын
I need to contact you kindly tell me how to contact I m too much worried
@srijonisporshiya686
@srijonisporshiya686 2 жыл бұрын
i wish! There is English subtitle also.....😞
@Adf939
@Adf939 Жыл бұрын
نعمان بھائی آپ کا انداز گفتگو بہت عمدہ ہے میں بھی ایک چھوٹا سا عالم ہوں کیا آپ بتانا پسند کریں گے کہ آ پ کس مسلک منسلک ہیں
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar Жыл бұрын
Dear brother, Alhamdulillah 🤲 Mairee Taribyat Pakistan Mai Teeno major makatib Mai hui hai..5 sal ki Umar sai. Phir mujhey Ulema e Arab sai bhee faiz hasil Huaa. 90s k zamanai sai mainai khud ko Hamesha Muslim samjha hai, without sects Alhamdulillah 🤲 Hope this helps🌹 Agar apko Kisi Qisam ki guidance Chahye to Batana mujhey, I will be happy to help. Best Regards, Hafiz Nauman Michigan USA
@Adf939
@Adf939 Жыл бұрын
Bundle of thnx brother
@ghulaab.g9945
@ghulaab.g9945 3 жыл бұрын
Aap nain tariqa btaya hai talaq ka lekin jin logon nain husband wife ko alag karna hota hai wo ni mantey wo kehtey hain biwi se pani na mango us ki awas na sunun isi dar se husband nain biwi ko us ki ammi ghar bejh diya aur usey 2 din baad haiz aaya hai
@jasimfarooqK
@jasimfarooqK 3 жыл бұрын
Allah bless him and make him a great daae. His composed nature is impressive. Hafiz sahab your point is valid but why even dr israr sahib accepted this teen talaq issue.
@aliraza-pf3cz
@aliraza-pf3cz 3 жыл бұрын
good
@Friendlypeople2
@Friendlypeople2 2 жыл бұрын
Alhamdulillah samajh ji video complete dheki hai
@Afifa.princess
@Afifa.princess 2 жыл бұрын
Mufti sayeb Maine ek BAAr me teen talaq dedi gusse me wife ko phone pe lekin wife ne o nahi Suni phir phone Karke gusse me 2 bar talaq dediye the lekin talaq k bareme Sahi se nahi pata tha mujhe Kya biwi Haram hogai Kiya bahut tenson me hu 2 bache hai aur biwi pregnant v hai toh Kya karu mujhe jawab dijiyega please bahut tenson me hu hasi khusi Zindagi bahut buri hogai hai hum log ka koi Masla dijiye jisse hum dono ek ho jaye
@aaryanfckra4610
@aaryanfckra4610 2 жыл бұрын
Kab hui h talak aap mujhe btay main bhi isi pareshani main hu
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 2 жыл бұрын
Dear Falak bhai, sorry apka comment miss kar diyaa thaa. Aaap nai aghar yeh sab kuch a1-2 din mai hi kya thaa to phir yeh sirf 1 talaq thee aur aap sulah k ar saktai hai. Please sulah karlai agar abhee tak nahi kee. Lekin yaad rahai kay puri life kay liye aap kay pas ab sulah ka 1 moqa aur hai. Uskay baad bivi haram ho jaye gee. yeh bhee yad rahai kay mai samjha hu kay es say pehlai aapnai kabhee bhee talaq nahi dee zindagi mai, aur yeh pehli baar aisa hu jo aik maheena pehlaai hua apkay aur wife kay beech.
@shumailakanwal3069
@shumailakanwal3069 Жыл бұрын
Agr husband biwi ko nashy ki halat main divorse dy to kya wo valid hai...
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 11 ай бұрын
WalaikumSalam waRahmatullah sister, Nahi aisee Talaq INVALID hai! Jazakallahukhaira 🤲
@imteyazalam7202
@imteyazalam7202 Жыл бұрын
Asalamo alaikum mai Imteyaz alam mia apne bibi ko jhagda me ek hi lafj me teen talaqe hai tumhe kya ye teen hai ya ek hai teen Or ek ka masla bataye
@kiranshahzadi6032
@kiranshahzadi6032 2 жыл бұрын
5 month se hum koi hul nikalne ki koshesh kraye hain magar koi ni manta
@bilalahmed7369
@bilalahmed7369 8 ай бұрын
Aoa,sir hazret Ali wala hwala dain k wo 3 ko aik manty thy
@PrincessusaPrince
@PrincessusaPrince 2 жыл бұрын
USA jese countries me jahan sirf kaha jata he k "i'm divorcing you" aur sometimes kaha bhi nhi jata direct Court se Divorce Documents bhej diye jatay hen, jis pe dono ki razamandi bhi ho ya nhi ho, tu aisi surat me ruju ka kya tariqa hoga??????? braye meherbani rehnumai farmaiye.
@razamughal9095
@razamughal9095 2 жыл бұрын
Jab signature ho gaya divorce paper peh toh woh divorce hain. Husband sign karega
@humerajaved8132
@humerajaved8132 2 жыл бұрын
Agr shohr ye keh dy k ja Meri trf se tujy talaq ha.....TU Kia talaq hojai gi?plz btain
@razamughal9095
@razamughal9095 Жыл бұрын
Yes
@kiranshahzadi6032
@kiranshahzadi6032 2 жыл бұрын
Kash scollers ko fatwa dene ka fatwa dene ka b huq hota hum logo ke ghr tabah honay se b bach jatay
@razamughal9095
@razamughal9095 2 жыл бұрын
Rundiya aisa hi bolyngi
@AliyaSheikh-m6d
@AliyaSheikh-m6d Жыл бұрын
Mere husband ne talaq haiz mein di thi ek 2021 ek 2022 aur ek 2023 ye teeno haiz mein thi aur humne puch liya tha pehle ki haiz mein talaq nhi hoti par ye 2023 wali talaq jo bhi haiz mein hui thi ye talaq dene se pehle husband ne apne dost se bola tha ki sab khatam ho rha h aur ho gya. Toh aise bolne se kya ye talaq ho jaati hai ki aur agar apne dost se bole ki talaq de di hai toh kya tb bhi talaq ho jaati hai aur wo haiz wali talaq ki baat kare apne dost se toh kya tb bhi ho jaati hai. Mujhe please iska jawab bata de aap.
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar Жыл бұрын
Assalamualaikum waRahmatullah sister, Apkay husband nai Jo Haiz Mai 2-3 sal Mai Talaq Dee, usmai apkai pas Kuch leverage hai - but tell him not to repeat this again because according to some Sahaba RA it does count as one divorce. However, RasoolAllah Alehisssalam did not count it at all. es liye aap please careful rahai es Mai. Secondly, dosto Mai Unkay Bolnai ya kehna has no meaning - based on the Quran and Sunnah of Nabi Alehisssalam. Allah ham sab k gharo ko Shaitan Kay favorite kaam - divorce n separation between wife husband - sai safe Rakhai. Ameen Summa Ameen 🤲 Best Regards Hafiz Nauman
@sabinakhatun3185
@sabinakhatun3185 16 күн бұрын
Assalamualaikum bhai plz meri help kar djye mai bhot pareshan hau apse bat karni hai
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 15 күн бұрын
Sister mainai apko tafseel sai jawab Diya hai - aap bilkul fikr na Karai aur husband sai kahai fauran Sulah Karlai. Thank you
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 15 күн бұрын
*Aur Meri yeh video logo Mai Zaroor share karai Kay Talaq ka Sahih Tareeqa Kya Hai* Shukria 🙏🏻
@sabinakhatun3185
@sabinakhatun3185 14 күн бұрын
Jee mai bhot pareshan thi apane meri bhot bari help ki Allha apko aur barkat ata farmaye
@neelamrezwan5458
@neelamrezwan5458 2 жыл бұрын
Main is masle pr preshan hun k... Mere husband ne gusse mai akar whatsaap pr bol de hain... Message pr ki hain.... Or main or wo dono is aziyat main hain ab wapis kaise mille.... Sb ko sunna pocha sb apni apni baat karahe hain.... Ap humari isllah kare k kiya kare hum dono ab..... Sir,
@razamughal9095
@razamughal9095 2 жыл бұрын
Ek dafa likhi hain toh ek hain
@alisubtainyounas2913
@alisubtainyounas2913 Жыл бұрын
Bhai agr Kisi ny kasm kh kar kaha shadi Sy paly ya kahy to KY Mary huny wali biwi ko talaq do ya na do ma ya Kam nhi karo ga or ya Kasm 5 br khaey to Kiya jb talaq hu jya gi JB wo shadi kary ga???
@collectionandcollection6017
@collectionandcollection6017 3 жыл бұрын
But husband ny apny dost ko bola hy k talaq ho gai hy kiun k aik he usi waqt ruk ruk k main ny kamray k andar or kamry sy bahar ja kar or phi wapis andar a kar yad rahy sirf karay sy kamray k door tak gay or ayee with in 1 to 2 minutes yani jagah badal kr talaq di hy . Yani bahosho hawas Apni bari behan k samny Yani un ka kehna hy jaga bhi badal li Hosh bhi tha Gwah bhi thi Please rehnomai frmain
@SaeedJan-p4j
@SaeedJan-p4j 6 ай бұрын
noman Bahie Abdullah bin Umar ka Halaaat e hez me apni bivi kO talaQ dena Or phr Nabi s.a.w ka frmaana ke Uske Tuhrr ka intzar kro yani jab wo paaak hO Or tmne hambistri bhi na ki hO tab talak dena is bat ka Sbaooot hain ke Abdullah bin Umar ki talaaak Waqayaaa nhi hOi thi
@humaramzan4398
@humaramzan4398 2 жыл бұрын
Mesj pr teen baar talaq ka 3 baar hi hogi ya ak hogi ,aur AZAD HO,ye word bolny sy bhi Kya talaq waqe hojati hai?
@razamughal9095
@razamughal9095 2 жыл бұрын
Teen
@SweetPari-xc1fv
@SweetPari-xc1fv 7 ай бұрын
Plzzzzz mjy bht zarori chahye
@gulnaaz9217
@gulnaaz9217 2 жыл бұрын
Bhai jazak Allah
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 2 жыл бұрын
WaIyyakum sister - hope this video will.help.save.homes inshaAllah
@ZRZUFAZZRZUFAZ
@ZRZUFAZZRZUFAZ Жыл бұрын
Mashallah ❤️ ❤️
@vlogswithfozia9955
@vlogswithfozia9955 11 күн бұрын
Sir ap kahan rehty hain ?
@bharatmedical4447
@bharatmedical4447 3 жыл бұрын
Hafiz sahab mere Or mere sohar ke beech jhagda chal raha tha jiske chalte unhone mujhe kha mene tujhe talaq di or fir 3 martaba talaq talaq talaq keh kar mujhe chod kar chale gye fir humne is masle ko poocha to hame bataya ki talaq ho chuki h ab isme koi gunjayish nahi h fir hamne zaakir nayik ka bayaan suna or fiqhul hadees kitaab se pata chala ke 1 majlis ki 3 talaq 1 hoti h or is bina par mere papa ne mere sasuraal waalon se kaha ki 1 talaq hui h ladke ko samjhao ki wo ruju karle mene bhi apne sohar se baat ki or unse apni galtiyon ki maafi maangi aisa karne par wo maan gaye or Mujh se phone pe baatein karne lage sohar biwi ke beech me jo baatein hoti wo sab karte lekin unke ghar me jhagda chal raha tha qki jab hum miya biwi ke beech jhagda chal raha tha to mere sohar ke bade bhai or meri ammi ke beech kaha suni ho gayi jiske chalte bade bhai nahi chahte the ki hamara ruju ho or wo mere sohar ko mana kar rahe the or unhone hamaare khilaaf kuch court me kuch pepar banva rakhe the or wo chaahate the ki me un par sign karu mere sohar ne mujhse or inke ghar walo ne mere papa se baat ki ke bada bhai kuch likhwana chahata h wo likh kar dena padega humne kaha theek hai likh denge phir mere sasur mujh se poochne aaye ki tu rehna chahti h mene kha ki haan isi ladayi jhagde me mujhe teesra haiz aa gaya phir mere sohar inke ammi papa or inke do bhai or mujhe lene aa gaye mere bhi 2 rishtedaar aaye hue the fir wo pepar sign hone ka liye mujhe diye wo pepar hamari samajh me nahi aaye to mere papa wo pepar wakeel ko dikha ne le gaye mere sohar or inke bhai bhi waha pahunch gaye or un pepar ko lekar mere sohar or mere papa me jhagda ho gya or ye gusse me yeh keh kar chale gye ki me nahi rakhta or mere sasur meri saas ko bhi hamare ghar se le gaye phir 1 din ke baad phone aaya ki me aa raha hu lekin us din meri mahawari ki aakhri raat thi lagbhag me saaf ho chuki thi or inka jhagda mere papa se hua tha to me chaahate hue b inko bula na saki ab agli subha me paak ho kar naha li or ab mera iddat ka time pura ho chuka tha ab jo hamaare paas kitaab thi fiqhul hadees usme mene padha ki kehne se bhi ruju ho jata h ye padh kar mene apne sohar ko phone kiya or wo agle din apne mamu ko lekar aaye or mujhe lekar chale gaye ab hum saath h lekin ab mujhe doubt ho raha h ki hamara ruju hua tha ki nahi qki pehle to keh rahe the mujhse baat bhi kar rahe or phir jab papa se jhagda hua to papa se keh diya me nahi rakhta ab aap mujhe bataye me bahut tension me hu ki hamara ruju ho gaya tha ki nahi plz jald se jald batayega talaq wale masle me jo shaq tha wo to aapki video dekh kar door ho gaya Allah aap ko jazaye khair de
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 3 жыл бұрын
Dear sister, aap Kay shohar nai agar Ruju verbally Bola Thaa to phir jab bhee Lai Kar Gai - es sai apka Nikah Khatam nahi ho gaa inshaAllah. Lekin agar clearly Ruju nahi Bola aur iddat khatam ho chuki thee to phir aap ko (to be on the safe side) Nikah ka Khutbah aur Eijab o Qubool Dubara Kar laina chahye. Aap husband ko Mera Salam dai aur Unhai explain Kar dai Kay agar us waqt unho nai Dil sai ap sai Ruju Kar liya thaa to phir koi BAAT nahi. Warna shak door karnai k liye - Kisi bhee Alim ya Mualna ya Qari Sahab ko Ghar bolaye, 2 Gawah bithaye aur Khutbah e Nikah parh Kar Eijab o Qubool Dubara Kar Lai. Allah ap Dono ko abad Rakhai aur shaitani Fitno sai bachaye. Ameen Summa Ameen
@mohammadashfaq4853
@mohammadashfaq4853 3 жыл бұрын
Nouman bhaie is chakar men ke agar 3 talaqon ko Alag Alag maan lieya to shion ke nuktaie nazar ki taieed ho jaie gi 1400 saalon me karoron nahi arbon ghar t9bah ho gaie. Aap ne bilkul sahi kaha 2 martaba proper talaq dene ke baad bhi 3rd chance he.jo log kehte hen 3 talaqon eik waqat men di ja sakti hen on se poochen kiaya talaq shuda ko talaq di ja sakti he jab pehli martaba talaq kehne se taluq hoie to dosri talaq to jab hi ho gi jab woh pehli talaq ke baad rujo kar le ga.
@razamughal9095
@razamughal9095 2 жыл бұрын
Wrong, yeh bat sirf rukhsati se pehly apply hogi, rukhsati se pehly iddat nai hoti is liye pehli taLaQ lagegi, talaq shuda ko doosri teesri nai lag sakti, agar rukhsati ho gaye toh teen TEEN HOTI hain.
@mohammadashfaq4853
@mohammadashfaq4853 2 жыл бұрын
@@razamughal9095 Mughal Bhaie Quran paroh aur samjho kher ab to Hakomat ne bhi woh hi bill paas kardiya he jo shia kehte hen aap ka masla yeh he aap Hakomat ki maante ho.
@razamughal9095
@razamughal9095 2 жыл бұрын
@@mohammadashfaq4853 jo mai ne likha hain woh 100% correct hain. tum samjho. rukhsati se pehly iddat nai hoti toh lazmi baat hain talaq k ehkam muqtalif hongy rukhsati se pehly aur rukhsati k bad
@4862000
@4862000 Жыл бұрын
Agar 1 Saal guzar gaya to nikkah lazmi parna zaroori hai
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar Жыл бұрын
Please elaborate your situation a bit more - aik sal guzarna ka Kya matlab hai? Was it a legal divorce? Kya aik saal Mai separate Talaq huee ya phir aik hee incident hua hai???
@abbasalitv9334
@abbasalitv9334 3 жыл бұрын
حضرت عل رض کا فتوا تین طلاق کے بارے میں کیا ہے ؟
@9886268
@9886268 2 жыл бұрын
agar daykha jaye tu talaq ka qurani tareeqa he rasool allah s.a.w.w... hazrat abi bakar aur hazrat ali ka he hai.... quran ki ayat ko raad koie sahabi nahi kar sakta... yahan tak k Rasool allah k pass bhi yeh authority nahi k hukum e quran ko badal dain... lihaza talaq ka tareeqa e qurani means mola ali aur hazrat abu bakar ka ... jo baad e nabi e khuda chala, wahi sahi hai...
@userunknown4623
@userunknown4623 2 жыл бұрын
Mujhe teen talaq AK majlish main di pH py tu Kya AK mani jye ge Mera ruju hoga
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 2 жыл бұрын
Personal sawalat par mazrat, magar es ka Maqsad Sirf apko Sahih guidance daina hai, please answer my following questions 👇 Q1) Kya es incident sai pehlai kabhee bhee Zindagi mai verbally (zubani) ya phir writing (Tehrir) Mai divorce/Talaq ka word Bola hai? Apkay husband nai Q2) Kya us waqt Haiz/Nifas (postpartum) to nahee thaa apko? Q3) Aur yeh Talaq pronounce kiye huay kitna waqt (din/haftai/maheenai) ho gai hai? Q4) Aap ka school of thought ya phir fiqha ya phir maslak kya hai? Q5) apko pregnancy hai ya nahi? Agar aap chahai to en Sawalat Kay jawabat aur apna problem email par apni phone information Kay Sath send Kar dai Email 📨 islamQnA@hotmail.com Ya phir yaha hi jawabat day dai messages Mai inshaAllah. Best Regards Hafiz Nauman Akbar
@userunknown4623
@userunknown4623 2 жыл бұрын
@@HafizNaumanAkbar nahi pahly kabhi bhi nahi bola or ye 18 Feb ki bat hai unki first wife NY zabrdasti se ye Kam karwaya main widow thi tu mujhe se nekah keya magr first wife NY apni beti ko feed karwana chor dia k bhok se Mar don ge agr bachi ko marwana nahi chahty tu pH py hi divorce do
@userunknown4623
@userunknown4623 2 жыл бұрын
Na dosara mamla tha na periods thy
@CroakandCrow
@CroakandCrow 3 жыл бұрын
good work
@WarishaSayed-kj8xu
@WarishaSayed-kj8xu 5 ай бұрын
Sir how to get connected with you?
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 5 ай бұрын
Assalamualaikum waRahmatullah, Please email ✉️ me your question - situation with your contact information and I will get back to you at the earliest possible time. Email ✉️ at islamQnA@hotmail.com Best regards
@kashifkalam9751
@kashifkalam9751 4 ай бұрын
Salam allaikum agar talak ki niyat ni ho magar wife k ghr wale bole 3 bar bol de magar deni 1 bar ti to kia talak 3 bar hogai ya 1 bar hoi pls roshni farmaye
@SAJIDAlipardesi
@SAJIDAlipardesi Жыл бұрын
Aslam olekum Mene Kal guse me ye 3 alfaz bol die hen lekn me bivi mujhe ni chorna chahti or jb mene as ko bola talk tin alfaz lekn ritn me as ne bola mujhe ni chahiye ab msla kia hoga
@sallart.v350
@sallart.v350 Жыл бұрын
Tallaq sunnat tariqa kasay wazahat farmaye. Sunnat wo ha Jo Nabi pak na Amal kia. Islamic tareeqa TU ha. Sunnat kasay.
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar Жыл бұрын
AsaalanuAlaikum waRahmatullah Bhai, aap ka sawal wazeh nahi hai. Yad Rakhai jis cheez par RasoolAllah Alehisssalam nai Sahaba ko guide Kya ho aur unsai Amal karwaya ho to woh bhee Sunnat hai...yad Rakhai Kuch Sunnat - Qawl sai hai, Kuch Fe'l sai aur Kuch cases Mai Dono hai. In order to understand the Sunnah - it would be ridiculously wrong to expect the prophet of Allah to divorce his wives and then show us by ruining his marital life....No, this is NOT Sunnat!
@sallart.v350
@sallart.v350 Жыл бұрын
@@HafizNaumanAkbar thanks brother
@rajasaifi1041
@rajasaifi1041 3 жыл бұрын
Iska jawab de dena badi meherbani hogi
@collectionandcollection6017
@collectionandcollection6017 3 жыл бұрын
Dosri tarf wo mery liky wesite bhi bna rahy hain tak main ghar baith kr paisy kma sakon last week un ka msg aya tha. Acctully wo apni walida behan bhaion sy buhat darty hain even k bhanjy bhanjion sy bhi
@burhanshaikh2980
@burhanshaikh2980 6 ай бұрын
Assalamualaikum ji mene apni Biwi ko gussa se talak talak talak boldi app betae a kya talak hogi
@Samp221
@Samp221 2 жыл бұрын
I need your advise on talaq please inform how can i contact you please its very urgent
@muhammadatif9551
@muhammadatif9551 9 ай бұрын
Or jen k gawa nhi ho to wo ho gi k nhi ho gi plz batay
@DearJahanzaib
@DearJahanzaib 2 ай бұрын
Sir aik sawal poochna ha plz jawab lazmi dein
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 2 ай бұрын
Jee Zaroor puchai
@DearJahanzaib
@DearJahanzaib 2 ай бұрын
@@HafizNaumanAkbar sir main ap se contract number py msla poochna chahti hun kindly contact number dy dein
@DearJahanzaib
@DearJahanzaib 2 ай бұрын
Please sir
@DearJahanzaib
@DearJahanzaib 2 ай бұрын
@@HafizNaumanAkbar sir please jawab dein
@DearJahanzaib
@DearJahanzaib 2 ай бұрын
@@HafizNaumanAkbar sir mery husband ne mujhe do bar alag alag moky pr tlaq di ha aur phir ham ne rujoo bhi kia lakin kuch arsa bad larai hui tou main ne apny husband se kaha k mujhe boht dukh ha k apny 2 bar mujhe tlaq di ,tou unho ne gussy mein kaha k phir yahan kya kr rahi ho ?kya iss jumly se teesri tlaq hogyi ?plz jawab lazmi lazmi dein
@hafeezashraf1223
@hafeezashraf1223 11 ай бұрын
Bhai mery husbnd ny mujy 3 talak dy di h sharab k nashy main tu kia talak hu gai h plz tell me
@vlogswithfozia9955
@vlogswithfozia9955 11 күн бұрын
Ap sy contact ho sakhta hai
@KkKk-o9j5d
@KkKk-o9j5d Жыл бұрын
Masallah god jab
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar Жыл бұрын
Thank you so much 🙏
@zayangujjar8385
@zayangujjar8385 3 жыл бұрын
Mere husband ny mujh likh k 3 talaqy bheji hai ak sth laken us py date chnge hai talaq wala py jo date hai talaq dom py dusre month ke date hai or talaq som py tesry month ke date laken bheji us ny mujh 3no ak sth hai to kia mere talaq ho gi hai
@kashmala6502
@kashmala6502 Жыл бұрын
Mujy aap sy pochna hai k aayk sath do talak deny sy b ayk hi talak count ho gi ...? Please jald answer dijiye ga iska Janna bht zrori hai
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar Жыл бұрын
Assalamualaikum waRahmatullah, Jee sister aik sitting/situation Mai 2/3/4 kitnai bhee bolnai sai koi Farq Nahi Parai gaa inshaAllah 🤲 Yeh aik bhee tab ho gee jab niyyat sai Talaq Dee hai - Yani Daranai ki Niyyat sai na ho. Best Regards Hafiz Nauman
@AsadCh-oo1gy
@AsadCh-oo1gy 6 ай бұрын
assalam alaikum Hazrat sab
@notice8589
@notice8589 2 жыл бұрын
Malaysia wala rule eha hona chahiye
@rajasaifi1041
@rajasaifi1041 3 жыл бұрын
Assalamu alaikum Hazrat ek masala samne aaya hai iska jawab dijiye sohar ka Raha hai main ek hi waqt mein ek do teen talaq deta hun kaha Biwi Ka Rahi hai ki inhone ek do teen talaq deta hun kaha hai
@KkKk-o9j5d
@KkKk-o9j5d Жыл бұрын
Ji ho gai hai aap Ka neyat 3 Ka tah
@KkKk-o9j5d
@KkKk-o9j5d Жыл бұрын
Assalam walekom eik sawal hai ki Kay 1 bar me 3bar talak Bol na mobile 📲vohbhi 1sal paehil fer ham ne 10 Howard bad rough Kar li to Kay man Hoga ki nahi
@Afsana_yasir
@Afsana_yasir 3 жыл бұрын
Please mjhe guide kre k agr husband aik br m hi itni zyada talak dy de or direct biwi se na khy apni maa bheno se kha ho or talak dene ki niyet b na ho to kya talak ho jati hai iska koi hal nikal skta hai to plz bta dy
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 3 жыл бұрын
Assalamualaikum sister, I have few personal questions for clarification. Sorry for asking these personal questions BUT this will help me give better informed answer/ for proper guidance Kya es sai pehlai kabhee apkai husband nai verbally ya phir writing Mai divorce/Talaq ka word Bola hai? Kya aap us waqt Haiz/Nifas (postpartum) days Mai to nahee thee? Aur yeh Talaq pronounce kiye huay kitnai din ho gai hai? Agar aap ko yeh questions ka answer privately Daina hai ya phir detailed information ya marriage counseling chahye to email me your information ℹ️ and problem at this email 📨 islamQnA@hotmail.com Sincerely HafizNaumanAkbar
@Afsana_yasir
@Afsana_yasir 3 жыл бұрын
@@HafizNaumanAkbar maine ap ko mail kr di hai
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 3 жыл бұрын
Sister please check your email 📨
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 3 жыл бұрын
I sent a detailed audio answer yesterday
@Afsana_yasir
@Afsana_yasir 3 жыл бұрын
@@HafizNaumanAkbar OK maine sun li hai audio or ap ko mail ka reply b kr dia hai
@zulqarnainmirani2279
@zulqarnainmirani2279 2 жыл бұрын
Hazrat Ali ka sabot chaye sir mjy
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 2 жыл бұрын
Assalamualaikum brother, Please watch my full lecture on Talaq and Ijma claims. I read from the hard copies of the books on Fatwas of Sahaba! JazakAllah uKhaira 🤲
@maryamshahzadi7610
@maryamshahzadi7610 2 жыл бұрын
Aoa Yani k aki sat gusa ma 3br bolna talaq Aki bar Mani jati hai 3 br ni or ghr buch skta hai
@maryamshahzadi7610
@maryamshahzadi7610 2 жыл бұрын
Plz ans
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 2 жыл бұрын
AssalamuAlaikum waRahmatullah sister, Har musalman kay paas life time kay 3 moqay hotai hai. Aik moqay par agar 50 baar bhee koi bolay to woh aik incident aur aik moqa honay ki wajah say, Allah ki Rehmat sai, aik Talaq hi count ho gee. Allah ham sab ko hidayat dai aur hamaray gharo ko eiman aur unity naseeb karai. Ameen Summa Ameen
@tariquekhan4316
@tariquekhan4316 10 ай бұрын
Sir agar maine phone pe apni biwi to taish me aake ek bar me 3 dafa talaq, talaq, talaq bol diya ho to kya talakq ho jayega ya koi ruzu ka mauka ha mere paas aur biwi hamal se bhi hai Aur wo apne mayake me h present time me Plz suggest sir
@zayangujjar8385
@zayangujjar8385 3 жыл бұрын
Jes din talaq aye us din mujh mahware nhi aye thi laken agly دن jab me ny parhi to us waqt mujh mahware aye huwe thi
@studyroomcss3792
@studyroomcss3792 2 жыл бұрын
Ab haal kia nikala
@anumfaryad1905
@anumfaryad1905 3 жыл бұрын
Mufti sahib asslam.o alikum ! agr kisi admi ny apni biwi ko talaq di h ik bejh di h .lkn baqi ki 2 talaq same time py likh kr rakh li next months may dainy k liye ...tu kya same time py likhny sy talq ho gie h ?
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 3 жыл бұрын
Assalamualaikum waRahmatullah, Dear sister, Jo aik Talaq husband nai officially send ki hai sirf wohi valid hai, Baqi 2 Jo abhee likhee hai magar Dee nahi hai are not countable as of now, Alhamdulillah. Lekin Pehli Talaq Kay bad 3 periods (3 mences) khatam honai sai pehlai pehlai Lazmi Sulah Kar Lai woh, agar es time Mai Sulah Nahi Hoti to Dubara nikah parhana ho gaa dono kaa. Ummeed hai apkai case Mai zyada dair nahi hui hai? InshaAllah Best Regards
@anumfaryad1905
@anumfaryad1905 3 жыл бұрын
Buhat shukriya hafiz bhai ! Mufti sahib ..hm ny buhat sy religious institution sy pata krway. .they all mufti sahib said ! When the husband wrote and signed that divorce papers .that all will be consider into three divorces ...
@anumfaryad1905
@anumfaryad1905 3 жыл бұрын
And they all were from ehle sunnat institutions ..
@anumfaryad1905
@anumfaryad1905 3 жыл бұрын
g mufti sahib iss mamly k baad 1week huwa bs abi
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 3 жыл бұрын
Then you can do Sulah immediately
@allahjan7700
@allahjan7700 2 жыл бұрын
Bhai plz plz mjhy jwab dye plz.plz k ma apny husband sy gussa ma talak li ha lakin hum abhi b sth ha sth rhna cahty ha
@sajninsawonti2211
@sajninsawonti2211 3 жыл бұрын
I need help .. plz mujhe bole .. mere husband Alhumdulillah acche Hain par gusse mein 2/3 mint ke hoss kho behte hain.. Usne mujhe 3bar talaq bola.. bola hain 1 talaq 2 talaq 3 talaq. Or use ye malum hi nehi tha talaq bolne se talaq ho jata hain. Usse malum hi nehi ye.. Ab mere shadi thik hain ?? Ya .... Bataiye mujhje plz
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 3 жыл бұрын
Assalamualaikum sister, I have some important questions to give you proper answer inshaAllah. 1) Kya es sai pehlai kabhe verbally ya phir writing Mai divorce/Talaq ka word Bola hai? 2) Kya us waqt Haiz/Nifas (postpartum) days Mai to nahee thee? 3) Aur yeh Talaq pronounce kiye huay kitnai din ho gai hai?
@sajninsawonti2211
@sajninsawonti2211 3 жыл бұрын
Nehi pehle kabhi bhi mujhe talaq nehi bola .. usko malum hi nehi tha talaq bolne se talaq hota hain.he was totally unwarw of it. Or usne bola mujhe uska koi niyet nehi tha talaq ka kyun ki usko malum hi nehi tha bolne se talaq hota hain.. Mein hayez mein nehi thi Ye hua kuch 5din pehle usne mujhe bola.. Aur mein bangladesh se hu..
@sajninsawonti2211
@sajninsawonti2211 3 жыл бұрын
@@HafizNaumanAkbar ha pehle jagre mein te bolta tha mein papa(mere father in law) k sath beth k tumhe divorce dungi ya divorce k paper bhejungi.. Par aisa kabhi nehi hua. Mere sath kuch gante baad hi ow sulah kar lete thay. Aur mein bhi. Par talaq de raha hu.. ya divorce de raha hu aisa pehle kabhi nehi bola.
@sajninsawonti2211
@sajninsawonti2211 3 жыл бұрын
@@HafizNaumanAkbar mujhe bohot takleef ho rahi hain bhai.. mere madat karein
@sajninsawonti2211
@sajninsawonti2211 2 жыл бұрын
@@HafizNaumanAkbar sir ....
@MahiMahi-nm4lg
@MahiMahi-nm4lg Жыл бұрын
A.o.a sir.....agr koi ye kahy k mn apny pury hosh mn tmhain 3 mrtaba talaq deta hun.......talaq ka lfz aik dfa istamal kiya h....lekin ye bola h k 3 martaba to is baary mn bta dain plz
@Afsana_yasir
@Afsana_yasir 3 жыл бұрын
Or wife ne apne kano se suna ho to kya talak ho jati hai plz meri help kr dy hum husband wife raju krna chahty hain
@mohammedsattar6650
@mohammedsattar6650 3 жыл бұрын
Bahen aap Ruju karsakti hyn Insha Allah,,,, Contract any good A'alim near by,,,,
@usmannadeem3952
@usmannadeem3952 2 жыл бұрын
agr mard kahy talak talak talak dy e dyni ha tmy talak ak din to kya talak ho gai ha ya nahi ans zrur dijiye ga
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 2 жыл бұрын
Assalamualaikum waRahmatullah brother Agar niyyat Sirf threat ki thee to phir Talaq aik bhee nahi hai, inshaAllah. Sorry apka mesaage miss Kar Diya thaa :(
@MahiMahi-nm4lg
@MahiMahi-nm4lg Жыл бұрын
A.o.a Mujhy aik msly mn thori c guidance chaiye....plz
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar Жыл бұрын
inshaAllah I will check the emails tonight after night prayers 🙏
@MahiMahi-nm4lg
@MahiMahi-nm4lg Жыл бұрын
A.o.a sir.....agr koi ye kahy k mn apny pury hosh mn tmhain 3 mrtaba talaq deta hun.......talaq ka lfz aik dfa istamal kiya h....lekin ye bola h k 3 martaba to is baary mn bta dain plz
@MahiMahi-nm4lg
@MahiMahi-nm4lg Жыл бұрын
@@HafizNaumanAkbar sir plz guide kr dain
@MahiMahi-nm4lg
@MahiMahi-nm4lg Жыл бұрын
@@HafizNaumanAkbar or ye b bta dain k agr rukhsati na hui ho....lekin msgs pr husband wife wali hr trah ki bt hui ho to kia 1 talaq k bd iddat guzarni pry gi?.....or kia 1 talaq k bd lrki kahin or shadi kr skti h ya 2sri or 3sri talaq ki b zrurat h ?
@MahiMahi-nm4lg
@MahiMahi-nm4lg Жыл бұрын
@@HafizNaumanAkbar sir plz jldi respond kr dain
@sajninsawonti2211
@sajninsawonti2211 2 жыл бұрын
Sir mujhe bataiye plz.. mere comment kaha chala gaya.. mere madat Kare..
@collectionandcollection6017
@collectionandcollection6017 3 жыл бұрын
Unhon ny 4 ammam main sy aik ammam ko sari zindgi follow krna zarori qrar dia hy. Lehaza ye faisala sunnion ka nahi ahlayhadees ka hy aisy to ap ka maslak change ho jata hy ya krna pary ga
@collectionandcollection6017
@collectionandcollection6017 3 жыл бұрын
1- mera swal ye hy k kia in 4 amam ko Quran or sunnat sy Ziada ahmiyat dena durost hy. Jab k sab ny elm to Quran or sunnat sy liya . 2- Phir apni apni aqal or soch k mutabiq us ko samjha or mana . To aik am insan uger direct Quran or sunnat ko ap jaisy ahlay elm ko samajh kr faisla kary to maslak kiun aray ata hy. Jab k ye 4 ammam to bad main paida huy. Uger itni he sakhti hy in ammam k ehkam ya soch ko mannay main to phir Quran or Sunnat ki to koi ahmiyat na hue. Kia ye shirk main nahi atta k hum deen ko Allah ki nahi sunnat ki nahi sirf or sirf in 4 ammam ki marzi k mutabik lay ly k chalin
@collectionandcollection6017
@collectionandcollection6017 3 жыл бұрын
Uger
@collectionandcollection6017
@collectionandcollection6017 3 жыл бұрын
Kia kahi sunnat or Quran main in 4 ammam main sy kisi aik k mutabiq zindgi huzarny ka sakhti sy hukam dia gaya hy
@collectionandcollection6017
@collectionandcollection6017 3 жыл бұрын
Main ap ko link send krti ho ap us video ko sunai or btain
@collectionandcollection6017
@collectionandcollection6017 3 жыл бұрын
Ye unhon ny ammam k naray main nheji jy
@manobilli602
@manobilli602 2 жыл бұрын
Goooooooood
@ahsanqureshi4990
@ahsanqureshi4990 2 жыл бұрын
Kindly Khula k law ko describe kr de sir
@fizaafridi1487
@fizaafridi1487 2 жыл бұрын
muje mery husband ne. masg kia ha. 3 bar bola ha. per ruju kia os ne kaha mai hosh ma nai. ta ab. sab khety ho gain. ab. muje fatwa. de plz
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 2 жыл бұрын
Assalamualaikum waRahmatullah sister Fiza, Agar es say pehlai kabhee bhee divorce nahi bolee, Sirf aik hee incident hai to aap ka Ruju valid hai aur agar 3 Haiz nahee Guzray to aap fauran Ruju karlai. Apka Ghar safe hai Allah Kai Hukam sai, Alhamdulillah Best Regards Hafiz Nauman Michigan USA
@fizaafridi1487
@fizaafridi1487 2 жыл бұрын
@@HafizNaumanAkbar ruju kar lia ta. 1 din b. nai hoa ta ruju kia sir
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 2 жыл бұрын
@@fizaafridi1487 Alhamdulillah, Allah apkay husband ko bhee Hidayat Dai Kay woh future Mai aisay blunders na karai. Please tell him that for lifetime now he has only one more chance of doing Sulah, if there's another divorce ever! After that there is no going back!
@fizaafridi1487
@fizaafridi1487 2 жыл бұрын
@@HafizNaumanAkbar g hafiz bai bas allah ap ko khsuhi dy zindagi de. seht dy agr walo ky sath. allah mera shoher ko hadiyat.
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 2 жыл бұрын
Please spread our message to others as well - Jazakallahukhaira 🤲
@KiranAnsari-h7k
@KiranAnsari-h7k 9 ай бұрын
Monthly cycle me hmare nabi (S.A.W.W) ne talak count nh ki t tw phr is period me 3 talak bhi den tw bhi talak count nh hogi???q k hmre Nabi ne count hi nh ki t talak is period me????? please reply
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 9 ай бұрын
Assalamualaikum waRahmatullah - yes exactly 💯 You understood my video exactly as I intended it to be. May Allah protect our homes from the fitnah of Talaq - a favorite sin of Shaitan!!!
@kamalhasan3447
@kamalhasan3447 Жыл бұрын
Aa mera ek sawala hai ki bibi boli ki likho talaq aur sauhar likh diya mobile pe tin talaq to kya talaq hogae ya nahi aap bata diziye allah ke waste
@razamughal9095
@razamughal9095 Жыл бұрын
zuban se boli tee k nai? dubao ta k nai?
@majidaliali1083
@majidaliali1083 Жыл бұрын
Aslam o Alekum sir mane gusse m aa kar apni bv ko 3 baar easa kaha hay talaq talaq talaq hay tujhe phr mri bv eadat pi thi 2 month pore hogaye 3 mnth m mane rujoo kya kya ye sahe hy ya talaq hogi plzzz m bhot pareshan hon plz sir rep
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar Жыл бұрын
Assalamualaikum waRahmatullah Brother, Agar apnai bivi ko yeh Talaq Zindagi Mai pehli Baar boli hai aur unkay 3 Haiz purai nahi huay Thai Ruju Kay time par to phir apka Ruju Sahih hai aur woh AP par halal hai. Bas yeh khayal Karna Kay, agar yeh incident first time thaa to phir apkay pass sirf Aik Chance aur hai, for a future Talaq/ Ruju. Best Regards Hafiz Nauman
@majidaliali1083
@majidaliali1083 Жыл бұрын
Mufti saab mane zindagi m first time he easa bola thaa
@majidaliali1083
@majidaliali1083 Жыл бұрын
Mufti saab ap plz watsup num de saktay hain m apko voice kron ap ne jo mjhe fatwa diya wo ap bhe voice m bhejein Q k mere apne jo hain wo msg ko nahe mante plz Khuda k liye meri zindagi ka sawal hy mere 4 Bache jain plz rep
@majidaliali1083
@majidaliali1083 Жыл бұрын
​@@HafizNaumanAkbar❤
@Laibanaeem5570
@Laibanaeem5570 Жыл бұрын
Fr kya hez k halat me talaq aur 2 mahwari aa Jaye tau kya ,aur iddat me h tau nikah hoga ya ruju
@bharatmedical4447
@bharatmedical4447 3 жыл бұрын
Hafiz saahab jawaab de
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 3 жыл бұрын
Just replied under the original message that came two days ago
@SaeedAhmed-o4m1b
@SaeedAhmed-o4m1b Жыл бұрын
Asalam u alikum me apse puchna chahti hn ka AGR husband ne tlaq name me signature kite ho mu se na di ho or signature b apni mrzi se nhii kiye to tlaq hojati he
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar Жыл бұрын
WalaikumSalam waRahmatullah sister, Agar unhonai under force signature kiye aur unko Marzi BILKUL bhee nahi thee aur nahi hai to phir yeh Talaq shumar Nahi ho gee. He should consult some local AhleHadees masjid and get a written fatwa and seek legal help to revoke this divorce. Best Regards Hafiz Nauman Michigan USA
@SaeedAhmed-o4m1b
@SaeedAhmed-o4m1b Жыл бұрын
Thanks bht bht
@SaeedAhmed-o4m1b
@SaeedAhmed-o4m1b Жыл бұрын
Kia apka num mil sakta he
@KkKk-o9j5d
@KkKk-o9j5d Жыл бұрын
Good
@MdKalam-st6gt
@MdKalam-st6gt Жыл бұрын
Mufti sahab mere sohar phone pe 6 baar mai tumhe talak deta hu aur Mai suni hu kya talak ho gaya reply kijiye please please please
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar Жыл бұрын
AsaalanuAlaikum waRahmatullah sister, Agar yeh Zindagi Mai pehli Baar apko divorce boli hai, aur Aap Haiz Mai ya Nifaas Mai nahi thee, phir yeh sirf aik divorce hai. Aur Aisee Talaq Mai apkai Shohar Kai pas aur apkay paas 3 Haiz ka time hai, agar teesray Haiz khatam honai sai pehlai woh sulah/Ruju karlai to aap aik doosray Kay Liye halal hai. Agar es sai Zyada time guzar Gaya hai, to phir aap dono ko Naya Nikah Karna hai, 2 gawah k samnai aur Kisi Halala jaisai kaam ki zaroorat nahi hai, Alhamdulillah 🤲 Best Regards Hafiz Nauman
@muhammaddilshad9197
@muhammaddilshad9197 2 жыл бұрын
Sir mery shohr ne phone pr gussy mein aik bar di aur Sir main chily mein thi, tou kya hogyi?tlaq please please please please 🙏reply krein main boht confused hun mery comment ka jawab dein plz
@razamughal9095
@razamughal9095 2 жыл бұрын
Yes ek talaq
@rehankhamisa2116
@rehankhamisa2116 2 жыл бұрын
Salaam maina ghussa mai aa kar 3 bar da de hai ab kia ho ga SIr muj btao
@unzatabassum3323
@unzatabassum3323 3 жыл бұрын
Agr aik shohar ne 3 br iktha di divorce ar phr 15 min bd dosri jaga lrki ki maa ko call kr k phr 3 br kaha hai k de di apki baiti ko 3 divorces. Tou ye aik divorce count hogi ya 2
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 3 жыл бұрын
Dear sister yeh sab kuch Aik hi din hua hai, therefore it is only one divorce. Sorry for late response For more details Please email ✉️ at islamQnA@hotmail.com
@akhtersakeena3116
@akhtersakeena3116 4 ай бұрын
Bayie kya ma aapsa baat krsakti ho
@shaikhsadaf3441
@shaikhsadaf3441 Жыл бұрын
Kya nikah valid he 3 baar talak sth me bolne se ek sath bola he 3 bar talak talak talak
@razamughal9095
@razamughal9095 Жыл бұрын
No its a full final talaq
@zannatkhan7193
@zannatkhan7193 3 жыл бұрын
Mera or mera sonar dono ka jhgra hua or mere sohar ne ak admi k samne or mere samne mujhe dil se talak talak talak bole to kya hmlogo ka tlak ho gya h kya
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 3 жыл бұрын
es video mey talaq ka sahih tareeqa bataya gaya hai.
@userunknown4623
@userunknown4623 2 жыл бұрын
Mujhe AK majlish main pH py teen talq di or haaz main nahi thi Mera ruju ho sakta hai
@razamughal9095
@razamughal9095 2 жыл бұрын
nai
@KkKk-o9j5d
@KkKk-o9j5d Жыл бұрын
Ha new nikah new mehar ok
@belalsonu906
@belalsonu906 11 ай бұрын
Assalam walekum
@HafizNaumanAkbar
@HafizNaumanAkbar 11 ай бұрын
WalaikumSalam waRahmatullah
@danishgill731
@danishgill731 10 ай бұрын
​@@HafizNaumanAkbarap ka whtsapp numbr chahye ?
@Laibanaeem5570
@Laibanaeem5570 Жыл бұрын
Assalamualaykum Kya hez k halat me h talak Hui h usko b count karenge teen hezo Mee plz reply
@razamughal9095
@razamughal9095 Жыл бұрын
nai. us k bad se ginti hogi. yeh hi waja hain k haiz meh talaq dena gair shari amal hain
She's very CREATIVE💡💦 #camping #survival #bushcraft #outdoors #lifehack
00:26
Every parent is like this ❤️💚💚💜💙
00:10
Like Asiya
Рет қаралды 20 МЛН
Teen Talaq Ka Bahot Hi Ahem Masla | Mufti Tariq Masood
25:32
Islamic Group
Рет қаралды 221 М.
Teen Talaq Khula || Halala Kya Hai? || ijma Ki Haqeeqat
23:15
Hafiz Nauman Akbar
Рет қаралды 13 М.
Muhammad Shaikh Lecture - Talaaq - 01/05 (2009) - Quran kya kehta hey
31:23
Asbab Ikhtiyar Karo Aur Baki Sab ALLAH Par Chor Do | Mufti Tariq Masood
27:10
3 Talaq 1 Hoti Hai Ya 3 ? By @AdvFaizSyedOfficial
10:14
IRC TV
Рет қаралды 85 М.