Ye question bahut pahle se muze taklifh De raha tha lakin ab iska answer Mill gaya thank... Zindagi ka mtlb vahi hai jo hum chahe... aur iska ek aur bhi mtlb nikalta hai...ek bhid kisi chiz ko achha aur kisi chiz ko bura manti hai lakin reality me koi bhi chiz achhi ya buri nahi hoti... Itni badi university ke under earth me kuch insani sabhyta powerful hai... Lakin vo ye taiy nahi karr sakti ki sabko kaise jina hai... Kya bura hai Kya achha hai... Etc.. Kyuki End me 0 se shuru hua tha aur 0 mehi khatm ho jayega...
@Qyt_standard21 күн бұрын
@@rahulmakwana3743 right...
@Devansh48228 күн бұрын
Thank you bro . Yahi mai sochta tha
@x.love.addict29 күн бұрын
The last line of the video is very satisfied❤😌
@mangeshdeoghare242928 күн бұрын
😄😄
@qaisarstudio30523 күн бұрын
Thinking lik me
@the.ascended.128 күн бұрын
nice video bro !! luvd it
@ajaykhandelwal392628 күн бұрын
kis kis ne video ko scroll karte karte dhundha 😂😂
@NehaMishra-dq7fh28 күн бұрын
🙋♀️
@ABCD5750ya22 күн бұрын
Ha Maine bhi . Padte padte dimak garam ho gaya to mobile utha ke KZbin pe aa gya aur acroll karte hue ye video dikhi or click kar dia.
@VrindamR8 күн бұрын
Mene
@LifeReality33 күн бұрын
Mai❤😊
@Ohgod.99828 күн бұрын
Nice thumbnail bro . I clicked this vdo because of thumbnail. Keep growing.❤
@Qyt_standard28 күн бұрын
Thanks buddy ❤
@towbrotherarmy586727 күн бұрын
Great
@SouravDey-hi5ef24 күн бұрын
❤
@NehaMishra-dq7fh28 күн бұрын
Your meaning of life is quite standard.😊
@narayandev680627 күн бұрын
🤔Question to accha hai but eska utna bhi ese satisfy nahi karta. Mai ek training teacher hu aur pahle mujhe lagta tha ki jiwan me emotion ka koi value nahi hai kaiki kisi ko bhi esse koi pharak nahi parta. But jab mere sir na mujhe dikhaya ki phadhate samay yadi ham log ke face par koi expression na ho to padhai kitna boring ho jata hai, wahi emotion/aur expression ke sath padhai kitna majedaar ho jata hai, same life me bhi hota hai. Hamare paas apne feelings ko express karne ka ek tarika hamara emotion hai, eske Bina samne wala samajh hi nahi payega ki ham kaisa feel kar rahe hai. Eska matlab ye nahi ki chhoti chhoti baaton par over react kar de jab hame lage ki samne wale ko patah chalna chahiye ki mai kaisa feel kar raha hu tabhi emotion ka use karna chahiye.
@Qyt_standard27 күн бұрын
That's a great explanation, love it ❤
@NehaMishra-dq7fh28 күн бұрын
What's your favourite quote?
@Qyt_standard28 күн бұрын
@@NehaMishra-dq7fh In life , "Consistent Is More Important Than Perfection"
@Monyshirsat15 күн бұрын
Curious ki copy but interesting
@Qyt_standard15 күн бұрын
@Monyshirsat not copy but similar content
@AriyanKhan-oh6ow17 күн бұрын
If everything meaning less?why I subscribed your Chanel?
@Qyt_standard17 күн бұрын
@@AriyanKhan-oh6ow because you want to be my subscriber.. and I want to be your youtuber 💖